Aapko Blogger se related sari Post yaha milegi.
Blogger Kya Hai?
Ye ek Google ki Service hai, jiski link www.blogger.com hai. Ham Blogger par apne Google account ki madad se apna Free blog bana sakte hai. Or apni bato ko Duniya se share kar sakte hai.
Blogger par agar aap blog banana chate ho to yaha click karke aap dekh sakte ho kaise banaye. Blog ko banane ke phele aapka Gmail account hona chaiye.
Agar aap Blogger use karna chate hai to aapko uske fayde bhi jarur jaan lena chaiye : 13 Karan: Blogger Platform Q hai Sabse Behtar [Blogger Faide]
Blogger Basic Jaankari
- Post Editor ki Puri Jankari Detail ke sath
- Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor
- Blog Me Post Kaise Daalte hai
- Post me Use karne ke liye yaha se kare Free image Download
- Blog Post ko Schedule kaise kare Automatic Publish hone ke liye
- Blogger Robots.txt kaise Edit or kaise add kare
- Blogspot ki Security Badaye HTTPS Enable karke
- Blogger ki Security Double kare or Hack hone se Bachaye
- Blogger me HTTPS SSL Certificate Install kare
- HTML Sitemap Page kaise banaye Blogger me
- Blogspot Country Specific Domain Redirect band kare
- Blogger me Email Send karke Post Publish Kare
Blog ki Design
Ham jab apna blog banate hai to usme bhut si chije hai jo badalni padti hai, Apne blog ko design karne ke liye is post ko pade.
- Favicon Kya Hoa hai or Isko Blogger me Kaise Add kare
- Powered by Blogger kaise hataye
- Blogger Navbar Kya Hota Hai Or Isko Kaise Hatate Hai
- Subscribe to Posts Comments (Atom) link Hide kare
- Blogger ke Home Page par Read More >> Link Kaise add kare
- Blogger me Apna Template kaise Upload kare
- Blogger Template Ko Mobile Friendly Kaise Banaye
- Quick Edit Icon ko kaise Hataye Blogger Blog Me Se
- Blogger ke liye 250+ Free Template
- Blogger me CSS Code kaha or kaise Add kare
- Blogger me Domain kaise Add kare (*Badiya Domain Name Kaise Chune)
- Number Page Navigation Widget Add kare blog me
- Blogger Free Template Download ke 6 Badiya Website
Blogger se Paise Kaise Kamaye
Blog jada tar log paise kama ne ke liye banate hai, In Post me bataya gaya hai kaise paise kamaya jaa sakta hai blogger par.
- 11 tarike Adsense Account ko Approve karane ke
- Blogger Post ke Bich Mein Adsense Ads kaise Lagaye kahi bhi
- Bidvertiser ke ads se paise kamaye blog par
- Adfly par link ko chota karke paise kaise kamaye
- Youtube se Paise kaise kamaye
- Revenuehitsse paise kamaye ads laga kar
Blogger SEO
Blog ko bana kar or sirf uspar post daalne se visitor nahi aate, or agar visitor nahi to kuch nahi.
- Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari
- Meta Tag add karke apne blog ki traffic badao
- Blogger ki har Post Me Search Description Enable Kare
- Blogger ko Google Search Console me kaise add karte hai
- Blog SiteMap kaise submit kare Google Search Console me
- Blog ko Google Analytics me add kare
- SEO Friendly Image Optimize kare Blogger me (Image ko Compress bhi kare)
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
- SEO Friendly Post Title likhne ke 5 tips
Blog ki Traffic Badaye
- Facebook se Blog ki Traffic Kaise Badaye
- Content Ko Viral Kaise Kare
- वेबसाइट की ट्रैफिक बढ़ाये 50+ तरीको से
Blogger me Page Banaye
- Blog me Privacy Policy Page bana kar Add kare
- Contact Us Page Banaye
- About Us Page Kaise Banaye Website/Blog ke liye
- HTML Sitemap Page banaye Blogger
- Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
Blogger ke widget
Blogger ko apne hisab se design karne ke liye aap widget bhi use kar sakte hai.
- HTML/JavaScript Widget kaise add kare or iska kya use hai
- Facebook Like Box ko Blog Par Kaise Add Kare
- Apni Bhasa me likhne wala widget add karo blog me
- Email Subscribe Box Add kare Blog me (Phele Feedburner me Feed Banaye fir Email Subscription Activate kare)
- Social Follow Button Add kare Blog me
- Blogger Featured Post Gadget Add kare
- Udte huee Airplane ko Apne blog me add kar
- Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye
- Atisabaji Widget add kare Apne Blog/Website me
- Xmas Par Udte Huee Santa Claus Widget add kare Blog Website me
- Popular Post Widget Add kare or apne Blog ki Popular Post dikhaye
Page ko Bookmark kar lijiye Ctrl+D dawa kar
Is Page ko Direct kholne ke liye HMH.pe/Blogger Type kare.
Last Update – 20/05/2018
Blogger se Related Aapka koi bhi sabal ho aap Comment Me Post karke puch sakte hai.. or Kisi Topic par Discuss karne ke liye Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare.
Hello sir,
I have earn 125$ in AdSense account. I have already set payment method.But AdSense payment setting me ek or payment schedule ka option diya gaya hai to usko default hi rahene du yaa fir usme bhi payment setting add karna jaruri hai?
usko dufalt rhane de.. minimum 100$ set hota hai usme.. or badhai ho aapko $125 ke liye :)
sir mene jo pucha uska ans nhi mila hai plz jaldi bataye. paypal account ki jarurat kb hoti hai. google absense ke bd.ek sawal mene jio post dala hai wo idhar udhar ho gya kaise arrenge kre. naya page kaise banaye.ex:home.topic
sir mera blog ban gya hai lekin aapka jiss tarah topic page hai waisa kaise banega.details me bataye plz. aur har post me image dalna jaruri hai. image ka size kya hoga.
hello sir,
search console me data structure kese add kre plzzz ptaye
blog ko verify kare.. automatic add hoga.. par jab ek mahina hoga wo hi data aayega..
or please sir mere blog me muje kya change krne chahiye wo b bta de,…….mne ye blog aap se inspire ho k hi bnaya hai
Navbar hataye
Favicon use kare
or agar koi badiya mobile friendly template use karege to jada acha rahega
hello sir,
sir search console ka sahi use kese kare is par koi post daal do.
or isme data structure kese add kre wo b bta do
site map add kare.. fir automatic add ho jate hai
agr airtel se related post dalna ho to me free airtel ki image kaha se lu.jo original airtel image lgti ho…
Aap Airtel ke bare me kuch likh rahe ho to aap airtel ki image use kar sakte ho.. usme aap par koi copywrite nahi hoga q ki sako pata hoga ki ye kiski image hai.. aap image source me kah se image li hai uski link bhi de sakte hai.
ap mere prashn ka utter kyo nhi de rahe hai
adsense ko approve karne ke liye koi post kitne shabdo ka hona chahiye . kam se kam me bhi bataye.
yadi mai apne post me koi image n prayog karoo to kya adsense approve hoga.
Image or kitne sabd hone chaiye ye adsense ne nahi bataya hai.. par high quality post hona chaiye.. or ek badiya post kam se kam 300 sabd or ek badiya image se puri hoti hai..
hai
dear
friend
merit
taraf
she
happy
dipwali
hello
sir
mere
ko
paisa
kamane
ka
hai
internet
my
interest
sir bloger main jo post hum dalten hai usme post khatam hone ke baad about admin ko kaise change karen ya apna about admin kaise dalen aur dusra ye ki blag pe jo template use hum karten hain us main jo pahle se home page line main hota hai jisme bahut se option hote hain unhe kaise khatam kiya jata hai……
bhai apko va apke parivaar ko deepawali ki hardik subhkanaye….
rohit bhai mai agar google se li gayi fhoto ko dubara jpg bana kar use karu to kya mujhe fir bhi problem hogi kya
mene abi google adsense aprroval ni kiya.
ads kha se lga skta hu abi uski jagah.
isko hatane ka tarika hi bta do bus.
ya fir html me us add ko hatane ka html bta do ki kaha se lekr kaha tak html hatana. h jo ads hat sake.
plz
hello sir mera laptop bhut data cosume kar rha h koi solution btao plz
Sir mujhe bataye ki aap ye sab jo post karte he wo aap kaha se sikhte he online kha se plz. Reply
or mujhe yh b btaye ki wordpres pr transfer kr skte h.pr domain name humne jo set kiya h blogger me.to ud domain ko wordpress pr set kre…pls relpy me my all question
or me samja nhi yr kese hatau ads ko
or koi tamplate h kya jo ads show nhi hota ho
aap meri site pe chek krke btaye ki sahi h ya nhi.or mene free temlpte use kiya h jo use taplate use se usi temlte ka ads show ho rha h.
me ads ko usko hatana chahta hu.jo meri site pr top pr ads show ho rha h
bhut badiya template use kiya hai aapne.. or jo add hai uska code layout me hoga widget .. nahi to template me ko add ki image ki link hai usko copy karke search kare.. or usko apne ads ki image or link se replace karde.
mene aapki puri complit post pad li or aap jitne bhi blogger tips ya puri jankari bta rhe h. yh sab mere blogger me set krne me time lgega …isliye me yh kahna chahta h.most most kya krna h blogger me.advance tips bad me use kr sku. abi kon konsa set kru .kya kya kru….plzzz mujhe jaldi btaye.
mai page par post kaise kroo aur page side bar kaise banaye jaisa ki aapne topic wale page me dala hai.
simple aap page create karke usme apne post ki link copy karke add karte jaye.. isme kya dikkar aa rahi hai
sir apne mere sawal ka jawab nhi diya plzz
apka ye blog dekhkar mujhe bhut accha laga thank you so much for this blogging,
abhi maine apni kuch nhi dali ha kyoki meri kuch samsyaye hai.
mera sawal yah hai jaise aap ne hindi ko english me convert karke blog likha kya isse adsense approve hoga.
dusra sawaal — mujhe page banana aata ha lekin mujhe page par post nhi karne aata kaise us page par usi page se samndhit post karte hai. ye bataye
teesra sawal— jaise aap ne make money page me teen sidebar lagaya hai. usko mi kaise laga sakta hu….
apke utter ke pratikha me…
THANK YOU
Aap dekh sakte hai ki mere blog par adsense ke ads hai to aap bhi laga sakte hai koi problem nahi hai isme.
Aap simple page ko open karke jese apni profile me posr karte hai same bese kar sakte hai
3 side bar nahi hai.. par aap chahe to 3 sidebar wala template use kar sakte hai
sir,meri website bhi aapki website ki tarah ki bhasa me hai yaani hinglish me hai ,kya mai usme adsence ke ad laga sakta hu?
jese aap dekhe sakte hai meri site par adsense ke ads hi hai to aap bhi bilkul laga sakte hai
Mujhe airtel main free unlimited 3 g chlana a he
Sir je mai Clixsence se link copy karke massage karta hu to kayo nahi jati hai aor clixsence minimum kitane dollar payment karta hai aor sir je agar link se kisi ko account banawa do kay 1dollar mil jata hai
Mene isko tri nahi kiya muje iske bare me jankari nahi hai
Ads dekhne wali site mere najariye me time ki barbad hai.. Usme Hamari mhanat ke hisab se hame nahi milta
sar maine aapko msg kiyaa thaa par mujhe ab tak riply nahi milaa
maine aapse sawaal kiya tha ki kyaa ham freshmaza.com , pagalworld.com , in web site ki tarah koi apne naame ki wapsite open kar sakte hai kya jisme ham photos, mp3, ringtone, videos, other file rakh paaenge kyaa plz plz plz sar hel me
sir search preferences setting me coustom redirect setting kya hota hai aur eski setting kaise ki jani chahiye ?????
Agar aapne apna blog ka address change kiya hai jab iski jarurat padegi.. Jisme purane address ko open karne par new open ho jata hai
sir mera help kijiye mujhe highlight me aanaa haiu
kuch aesa kaam karo jo logo ki najar me aaye.
Sir aap ne jo screen par top mai jo go to option mai jate hai oha sari category milti hai kese banye sir jo aap ki website mai top mai go to mai jake sare option mil jate hai kese banaye sir plz tell me
ye drop down menu hai.. aap agar koi coustom template use karege to usme ye aayegi..
Sir je post mai website link kese add kare
post likhte samay post editor me link ka option bhi aata hai.. post editor ki jankari yaha hai
Sir je post mai link kese add kare
hii rohit sir kal jab mene apna blog open kiya to ye likha hua ayA (This is Google’s cache of http://www.bharatjobsarch.in/. It is a snapshot of the page as it appeared on 18 Oct 2015 20:28:35 GMT.
The current page could have changed in the meantime.) sir iska kya mean h or kyu iske bare me thoda btao sir reply fast
Aapki site down ho gai hogi.. To Google me Hamari site ki copy hoti hai cache ke form me.. Wo khuli thi.. Isliye aesa message aa raha tha..
Bhai Mai appni website kya karu samj me nahi aaraha hai,
Lekin mere pass ek idea hai lekin usase income hogi ya nahi hogi much nahi pata,
Mai Rajsathan ke Rajsamand district Mai rahata hun or yaha par Marble and Granite nikalta hai India me sabse jyyada yahi par nikalta hai yahapar har dusara aadami Marble and Granite ka businesses Karta hai,
To Mai soch raha hun Ki Mai aapni website me Rajsamand Ki stone directory banau jeesme rajsamand Ki all mines,factory,suppliers Ki detail dalu,or unke pass kya kya hai useki detail bhee dalu ,lekin usase income hogi ya nahi hogi nahi pata
Please meri help karo
Iske liye aap direct jo business kar rahe hai unse contact kare.. Ki agar koi aapke through unse kuch leta hai to aapko commission dena hoga..
Agar meri site ke through koi customer kiksi se kuch lets hai to muje kaise pata chalega ?
Or muje kya karna hoga ,
Mera matalb hai Ki muje justdile,tradeindia.com ke jessi website banani hai
sir aap jo post dalte hai usme image_thumb_width aor image_thumb_height kitni rahti hai
Ye mere template ke hisab se hai.. Thumbnail to 200x200px hoti hai or post me image ki width 600 rakhta hu
Bro me is field me new hu mujhe starting se janna h paswe kamane k liye kis kis chij ki jarurt h kya isme website ka hona bhi jaruri h
is website se bahot kuchh sikhne mila he, isliye bahot bahot dhanyawad.
muse image ke bare me janna he.mene flickr se Some rights reserved aur all rights reserved ki kuchh image blog ke liye use ki he.kya me dono prakar ki image use kar sakta hu? attribution aur credit ka matlab kya he aur ise kese dete he?
please, give me answer.one more thank you for your all helps for internet details in hindi.
sir ap jab sabko rply dete hai or mera rply nai dete to me bhut sad ho jata hu plz rply kar dijiye na mujhe blog ke header pe apne company ke nam ka logo lagana hai woh kese kru plz mujhe btaye ap.
Layout me header me upload karo
google kab so karega hamra blog
Aesa koi fix thodi hai.. Aap apne blog ko badiya design kare or search console me add kare or regular post dale jo copy ki huii na ho.. Jald hi aapka blog search me aane lagega.. Main ye bhi hai aapne dala kya hai or uska computation kita hai uspar bhi nirbhar karta hai
bhai mene jo web site banai hai royalnakum.com 50 gante se jyyada ho chuka hai lekin abhee tak website khul nahi rahi hai ! jese hi mai google me search kartahun toye likha aata hai google search box ke upper (opps!the royalnakum.com seems to be having issues)
bhai me apni site mai bollywood movies,hollywood movies,games, etc. uplode karnachahata hun lekin kaise karna hai kuch nahi pata so please help me please
muje bar bar comment karne padte hai kyu ki har bar mere comment cut ho jate hai
sir mene search console me meri site blogspot me thi ab mene .com le liya he par sir search console me meri site abi b blogspot se hi dikhti he plz sir uha se change karke mujhe .com karna he plz bataiy
sir app meri ak baar meri site check karlo
Aap usko change naa kare.. Or add new site me apni .com domain ko bhi usme add karde.. Jisse aapki site dono link se index hogi google me
Hello Bhai please help me
Sir
mene godaddy se domain name liya or apne blog me add bhi kar diya jaise aapne apni post me bataya he 48 ghanto se jyada ho gaye par site kholta hu to ye aata he This website is temporarily unavailable, please try again later. sir bahut pareshan hu or dobara procese karne me jo do cod aate vo nahi aa rahe or aapne meta tag ke bare me bataya tha bo bhi add kar diya fir bhi mera blog search me nahi aa raha kya karu. koi aisi jagah he jaha iski traning di jati ho to batana sir ?
aapne jo blogger ke code the wo domain me sahi se add karke save kardiye the.. agar haa to thoda or wait kare.. or agar fir bhi nahi hota to aap blogger me domain hatade.. 2 din baad aap firse domain add karege to wo code aajayege jo domain ki setting me add karna hai..
Search Console me iska koi lenden nahi hai.
bhai mene jo website banai hai =www.royalnakum.com hai
lekin jaise hi mai appni site ko google mai search karta hun to
google search box ke uppar ye likha aata hai ki
Oops! royalnakum.com seems to be having issues.
is ka kya matalab hai or ab muje kya karna chahiye?
aaj dusri post dali hai to usme apne aap comments box aarha hai..
sir aapne dekha hoga mera blog to muze plz bataiye usme m kya changes kru jise logo ko koi problem na ho mere blog me aane k liye
Maine kal hi apna blog shuru kiya hai or uspe post bhi kiya hai pr muze iske bare me Jada ja nkari nhi hai…
jaise mere post pe comment box nhi aarha hai or bohot kuch aisa hai Jo samjh nhi aarha….
luvkahani.blogspot. com
ye blog address hai, aap ek bar check krke bata sakte hai ab isme kya add krneki jarurat hai
sirubad achi hai.. or aapki post puri home page par dikh rahi hai isliye comment box nahi aa raha hai.. Aap Read More option add kare blog me..
bhai mene ek website babnai hai pehale blog banaya bad mai godaddy se domain register kiya fir domain ko blog mai add kiya lekin google search mai website nahi aarahi hai mai appni website me movies songs photos uplode karna chahata hun lekin muje knowledge nahi hai ki kaise kya karna hai
please help me
search me aane me thoda time lagta hai.. google ham hamai site par aata hai or fir usko unke data base me add karta hai.. fir aati hai search me..
aap blogger par jo site bnanai hai usme aap video or image to upload kar sakte ho par songs ki site nahi bana sakte.. uske liye hosting ki jarurat hai.
sir, mujhe jo apne website ke post mein likhna hai, wo mein pahele hi winword mein english and nepali languagemein likh chuka hun. ab jab mein ise copy karke website mein paste karta hun to dono language mein show nahi kar raha hi. plz post mein eglish and nepali language kaise show karaye….
Copy karne me language currapt ho jati hai.. aap direct Post editor me hi likhe..
apne blog ke page main kaise likhte hain
Jese post me same bese hi..
Mujhe apne blog me folder bananaa
i mean Example for mujhe story Ka folder Banana hai uske under mujhe likhna hai..
aap labels add karke aesa kar sakte hai
Mujhe apne blog me folder bananaa
i mean Example for mujhe Jokes Ka folder Banana hai uske under mujhe likhna hai..