HMH par kisi bhi user ko koi paresani na ho uske liye sabhi user ko hamari Hindi Me Help Comment Policy ko follow karna jaruri hai comment karne se pehle, agar koi bhi user hamari policy ke according comment nahi karte to unko comment approve nahi kiya jata, ya edit kar diya jata hai.
Comment me spamming naa ho Website ki Quality bani rahe uske liye Comment policy ka palan karna bahut jaruri hai.
*Please Agar aap comment karna chahte hai to kisi bhi tarah se spamming naa kare, nahi to aapke HMH par block bhi kiya ja sakta hai, jiske baad aap same IP, EMail, Domain name se comment nahi kar payenge.
HMH Comment Policy
Sahi Name – Jo Name ki Box hai usme aapko apna Real Naam hi likhna hai. Bhut log Naam ki jagha par apni site ka ye fir koi dursa sabd likh dete hai. aesa karne par aap ka Comment farji maana jayega. or usko approve nahi kiya jayega.
Apna Email – Email Address me aapko apna Sahi email hi daalna hai. Hum aapke Email kisi se share nahi karenge. Agar Email Sahi nahi dala to aapka comment Delete ho sakta hai.
Language – Jese aapne dekha hai HMH.pe Hindi+English+Hinglish me hai to aap comment bhi kar sakte ho. Aap Hindi or English ke aalawa agar aap or kisi bhasa me comment karege to aapko ho sakta hai uska jawab naa mil paye.
Add Value – Comment karte samay Post ke bare me bhi jarur likhe. aise naa karne par aapka comment edit ya delete ho sakta hai. Jitne bhi faltu ke comment hoge unko delete kar diya jayega q ki uski koi jarurat nahi hai site par.
Agar aapka Question hai to unko bhi detail me likh kar puche, warna aapko uska jawab nahi mil payega.
Limit Links – Aap Comment me link share kar sakte ho par sirf jab, Jab uski jarurat ho comment me. Jese aapko kahi par jaankari dena ho ya kuch puchna ho. Agar faaltu me link share ki to link ko aapke comment se remove kar diya jayega. ya usme se link ko remove kar diya jayega.
No Personal Attack Comments – koi bhi aisa comment allow nahi kiya jayega jo kisi ke bare Kuch galat keh rahe ho.
No Promotion – Agar aap comment ke jariye sirf apna promotion kar rahe ho to aapko comment edit ya delete kiya ja sakta hai.
All Rights Reserved – HindiMeHelp.com aap koi bhi comment karoge uske liye hamare pass pura adhikar hai ki ham usko Edit, Delete, Move or Spam kar sakte hai.
FAQ
Apna Comment kaise karu?
Aap Comment karne ke liye Apna Sahi Naam (website ka naam nahi), Email Address or agar aapki website hai to uska link dale (website link optional hai, jaruri nahi hai.), fir Comment box me apna comment likhe. uske baad submit kar dijiye.
Comment me Apna Sawal kaise puche?
Aap Ka Agar Post se sambandhit Sawal ya koi Suggestion hai to aap comment box me uski puri detail ke sath likhe. Jese aapko koi dikkat aa rahi hai, to kaha par or kya dikkat aa rahi hai. Ya fir aapko kya samajh nahi aaya.
Mera Comment Kab Dikhega?
Aapka jo bhi comment hai wo approve karne ke baad dikhega, q ki jitne bhi comment aate hai unko manually check kiya jata hai or agar comment sahi nahi hai to usko delete kar diya jata hai.. iske sath hi agar koi sabal hota hai to unko reply ke sath approve kiya jata hai.
agar aapka Comment me koi Spam nahi hoga to aapka comment jarur approve hoga, wass thoda time lag sakta hai agar bhut sare comment pending me hai to.
Request: Please agar aapka koi sawal hai to comment karne se pehle pehle ke comment jarur read kare, ho sakta hai aapka sawal ka jabab pehle hi kisi comment me de diya gaya ho. :)
*Agar Post se sambandhit sawal nahi hai to aap Hindi Blogger/Youtuber community HMH Group join kare or waha apna Sabal post kare.
Agar aapka Koi Bhi Sawal Hai Hamare Comment Policy se to aap hamse Contact Us Page par contact kare.
Wow nice sir kay information diya ha sir thanks. Mazedi malumat kay ley APKMAKAN ki site ka visit APKMAKAN
kara plz.
Aap ki comment-policy se related sabhi baaten thik hai. I agreed.
Sir old post ko update karne ki jankari acchi lagi. Kya old post jisme traffic acchi aa rahi ho use bhi update karna chahiye. .