Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

279 thoughts on “Facebook Account Permanently Delete / Deactivate Kaise kare in Hindi”

  1. Mera facebook block ho gaya he wo I’d card Mang Raha he or mujhe bus ab wo account delete Karna he lekin wo khuch bhi option show nahi kar Raha ab isko delete kese karon

    Reply
  2. Mera question h ki
    Mene 3 saal phle apna 1 fb account permanent delete kr dia tha
    Kya vo account fir se activate ho sakta he
    Please answer me🙏

    Reply
  3. Comment:sir mera fb I’d koe or use kar raha hai or mujha sa I’d login ni ho rahe hai q ki jo use kar raha hai usane password change kar diya hai or jesa number sa I’d thi wo number kho gaya hai to I’d kesa delete kar sakta hai plzz sir help me

    Reply
  4. Mere paas ek fb id tha jo mujhse band ho gaya or uske jagah naya id ban gaya ab mai purana id kholta hu to naya wala id khul jata hai ab mai purana id kholna chahta hi.
    please help me .

    Reply
  5. Hi ,Rôhît mewada
    Mere paas ek fb id tha jo mujhse band ho gaya or uske jagah naya id ban gaya ab mai purana id kholta hu to naya wala id khul jata hai ab mai purana id kholna chahta hi.
    please help me .

    Reply
  6. Sir kya koi asa trika h jisse ki jis num p hmne id bnai Hui h us num par kbi code hi send na ho forgot password krne par bhi ni

    Reply
  7. Comment:sir agr hm facebook p jis num se id bnai h uspe koi code na jae forgot password krne par b na jae aisa ho skta h kya .sr mujhe aapki help chahie sr aap agr meri help krna chate h to aap 9084993605 ye mera num h call kr skte h.

    Reply
  8. Hello rohit sir mai facebook me messages ko ek saanth sabhi ko forword karna chahta hoon
    [message me aur group me bhi] to kaise Karen ek santh Jaise WhatsApp me karten hain
    please BAtaiye

    Reply
  9. Me facebook account or facebook page dono he ek hi nam se to me face book account ko delete karane se facebook page to chalta rahega na

    Reply
  10. Mera ek frnd hai facebook par jo mujhse naraz ho gaya hai pahle wo jab bhi facebook par active hota tha to pata chalta tha ke wo kab active huwa hai. Lekin ab activation pata nahi chalta. Sirf mobile likha huwa show ho raha hai. Lekin jab bhi mai msg karta hun to baad mai ek chhota sa uska profile picture mere msg ke samne ajata hai. Plz meri help kare. Aur wo messenger par hai. Zara mera help kare

    Reply
  11. Mera ek frnd hai facebook par jo mujhse naraz ho gaya hai pahle wo jab bhi facebook par active hota tha to pata chalta tha ke wo kab active huwa hai. Lekin ab activation pata nahi chalta. Sirf mobile likha huwa show ho raha hai. Lekin jab bhi mai msg karta hun to baad mai ek chhota sa uska profile picture mere msg ke samne ajata hai. Plz meri help kare. Aur wo messenger par hai.

    Reply
  12. .
    Mera ek frnd hai facebook par jo pahle avtive hota tha to time show karta tha ki kab active huwa hai lekin ab show nahi hota sirf time ke jagah mobile likha huwa hai jab bhi mai koi msg karta hun to kuchh dino ke baad us msg ke click ki jagah par uska profile ka chhota pic ajata hai zara mujhe batae koi reply nahi karta

    Reply
  13. sir mene face book per apni site ka page banaya aur kuch correction krne ke bad mene page update kiya phir uske bad muje laga ki page perfact nhi bna to mene page delete kar diya
    uske bad phir se page banane ki koshish ki to page tamporary block ka msg aane laga ab bataye ki es problem ko kese solve kru

    Reply
  14. Account deactivate hone baad agar fir se activ karne pe jo uploaded photo or vedio the wo wapas aa jayenge ya wo sab permanent delete ho jayenge..
    And frnd list b finish ho jayegi ya frnds rahenge

    Reply
  15. Hmare bf apna account delete kr diye h or hm usse activate krna chahte h us id ko login kiye to 6 no ka code mang RHA h hm kya kre aap hmari help kriye

    Reply
    • aap upar dekhe.. mene uski button di hai aap uspar click karke waha ja sakte hai or delete kar sakte hai.. aapko delete karne ke 14 din tak open nahi karna hai id ko.. nahi to wo delete nahi hoga..

      Reply