Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

66 thoughts on “₹1 Hostgator Hosting Offer | Matra Ek Rupee Me Hosting Kharide”

  1. Sir hosting lene se hamare blog par visitor aayenge aur aayenge toh kitna aaise abhi mera blog par 300 page view daily aata hai aur ham wordpress par sift hona chah rahe hain please sir mujhe bataiye

    Reply
  2. sir mujhe bataye ki agar ek saal ke liye hostgater se hosting kharide to pura paisa ek baar me dena hoga ya monthly wise dena hoga.

    Reply
    • ye offer abhi bhi hai. par me aapko suggest karuga.. agar aap lambe time ke liye lena chate hai to iss offer se naa le.. baki agar aapko dekhna hai to le sakte hai 1 mahine ke liye 1₹ me.

      Reply
  3. Sir mai blog bnana start kiya hai blogger .Se aur us per maine 5-6 dino me 3 post publish kr chuka hu problm ye h ki jaB mai blogger.com per jata hu aur wahan earning per click krta hu to how to qualify for adsense likha aata hai mai earning kaise kru?Pls help me

    Reply
  4. My spouse and I stumbled over here coming from a different web address and thought I should check things out. I like what I see so i am just following you. Look forward to looking into your web page again.

    Reply
  5. hello sir Me hindi me artical likhtahu. mera blog paar 175+ Aartical he. usme se 17 Aartical english Language me likha gayi he. kya me Adsence Apply kar saktahu. ye koi problem to nahi hoga

    Reply
  6. Hi Sir!
    Really Good post ! Appreciate it.
    Well I have a doubt/question “Which hosting is best for event blogging? I am doing event blogging on Fifa World Cup 2018.”

    Cheers:Nekraj
    P.S I have tweeted this great post.

    Reply
    • Thanks Brother, n event blogging ke liye me aapko suggest karuga ki aap cloud hosting le.. Ya fir blogger par blog banaye..

      Q ki kitna traffic aayega or hamse kis trha se optimize kiya hai ye uspar depend karta hai..

      Reply
  7. hello rohit sir..ek bat btaiye mere paas mera account number aadhar card number or bank se link mobile number hai kya main ghar baithe atm card ke liye apply kar sakta hu ya agar atm hai to kya hska pin badlwa sakta hu..ya paise nikal sakta hu

    Reply
  8. Best information hai Rohit ji
    Thanks

    Mera domain godaddy hai
    Aur hosting star lenux kush Ki Dino me expire hone wale hai 1 year ke liye hosting kafi mehangi pad rahi hai appric 2400 aur domain price alag

    Kya ab me hostgator hosting le sakta hai ye usse sasti padengi

    Reply
  9. sir me hu supportmyindia site se abhay
    me abhi aapka ref link daal de raha hu but sir please mere seo ka kuch kijiye please sir aapki jitni bhi refferal hai mujhe de dijiyega me har post me add kar dunga par please mere seo ka kuch kijiye

    Reply
    • Wo monthly aap jesa plan lege..

      3 month ke liye alag..
      6 month ke liye isse thoda kam.
      1 year ke liye lege to or kam lagega..
      5 year ke liye lege to or bhi kam lagega.

      Aap ye plan hostgator ki site par hi check kar sakte hai.

      Reply
  10. Bahut acchai post hai main bhi abhi kharid leta hu.
    Sir mera ek question hai aap apne blog ke liye kaun si hosting use karte ho?

    Reply
    • Haa brother.. Uske baad normal jo plan hai wo chalega.. To jisko hosting lena hi hai uske liye ye offer best hai.. Jisse wo ek mahine use karke bhi dekh sakte hai ki hosting Kesi hai.. Uske baad renew kara sakte hai…????

      Kas ye offer muje mila hota starting me.. To mere jo hosting ke paise dube the.. Wo nahi dubte ????

      Reply
        • Aap me jo recommend kar raha hu.. Wahi se lo.. Hostgator achi hai meri bhi issi par hai..

          Aap meri link se le lijiye to aapko discount bhi mil jayega..

          Jisse mene li thi wo bhi India ki hosting company hai.. Top par hi aati hai. Par muje unki service pasand nahi aai..

          Reply
  11. Thanks Rohit ji me hosting lene ka soch hi raha tha.. Itne me aapka ye post dekha fb par.. Aapki baja se mere ek mahine ke paise Bach gaye..

    Reply