Aaj main apko Jo batane ja raha hu jo bilkul latest trick hai. aap sab whatsapp, Facebook, twitter to jarur use karte hoge. Yeh 3 sabse popular sabse jade popular social media network hai.
Aaj main aapko ye batane ja raha hu k 1 mobile pe kaise 2 Facebook, 2 WhatsApp, 2 twitter ke account use kar sakte hai. yeh aaj tak ka sabse simple tarika hai.
Main Jada bate na karta hua batata hu k kaise 1 mobile kaise 2 whatsapp, Facebook aur twitter me account chala sakte hai.
Ek Mobile me 2 Account Kaise Chalaye
Friends ye pehle ek problem thi par Android ka Lollipop 5.1 me ham do user add kar sakte hai or unki madad se bhi ek hi mobile me 2 whatsapp or dusre app use kar sakte hai.. Par aaj ham dekhege ki kaise ek app ki madad se ham ek hi mobile me 2 Whatsapp use kar sakte hai.
Step 1: sabse pehle aap ko parallel space app download karni hogi
Step 2: download karne k baad ab is app install ho jayegi.
Step 3: ab is app ko open kare aur isme se koi bhi app select kare jiske aap 1 mobile pe 2 account chalana chahte hai.
jese Facebook, WhatsApp, Twitter.. jitne bhi App aapke Mobile me install hai aap unko add karke dusre account ke liye use kar sakte hai.
Step 4: App ko select karne ke baad usko open kare or apni New ID open karke usko use kare.
Is tarah aap kisi bhi app me double account use kar sakte hai.. Agar aap Game ke sokin hai to aap Game bhi double install kar sakte hai iski madad se..
Note: Agar aapke Mobile ki memory kam hai to ho sakta hai aapka Mobile Hang hone lage, isliye jada app bhi use na kare.
Ye ek Guest Post hai HMH par … Agar aap Bhi Apni Guest Post karna Chahte hai to yaha click kare.
Ye Bhi Pade:
badiya jaankari share ki hai aapne.
Bhai..mujhe…apse..ek question puchna tha…kya apka koi whtsapp group hai kya…mujhe add karo Please..my number 9907801280
Nahi hai
Hy sir
mere ko ek mobile se dusre mobile me balance transfer kRna sikhna h
plz help me
my whatsapp no 7748985364
hello bro,
kya aap meri choti si help karege…
maine ek online purchase ki thi.. jovial mart se jiska order no or other cheje mai ap ko mail karta hu. mujhe vo abi tk kuch b receive nhi hwa hai kya karu bro.. some help me.
some detail given below-
Dear AJAY DOSHER,
Your payment for the Order with Reference number 100015290 on the Merchant Website : jovialmart.com has been successfully processed.
For your convenience, we have provided the Order Information below.
Order Information
Merchant Website : jovialmart.com
Date : 2016-04-16 13:20:22
Merchant Reference Number : 100015290
EBS Payment ID : 52441342
Payment Mode : Master Card Debit Card
Amount : 599.00
Customer Name : AJAY DOSHER
Customer Email : ajaydosher035@gmail.com
Status : SUCCESS
For any queries, Please contact the merchant jovialmart.com.
Regards,
EBS PG Team
PLEASE DO NOT REPLY TO THIS MAIL. THIS IS A AUTO GENERATED MAIL AND REPLIES TO THIS EMAIL ID ARE NOT ATTENDED.
ek hi no aur 2 mobile par 1 hi no se whatsapp chala sakte hai kya.
Sir facebook pr page bnakr kaise earning hoti hai…kai sare page hote hai…unme 20000-30000-40000 like or comments hote hai…kya inn like or comments se earning hoti hai…sir help me
bahut useful post tha mere liye for handel multi social accounts
kya ye tareeka fb lite ke liye bhi kaam ayega?
Very Good Thanks for information
उपयोगी और लाजवाब जानकारी मै पिछले कई दिनों से 2 whatsapp यूज करने के लिए कई ऍप install कर चूका हूँ पर सफल नही हुआ. आज यह try कर लेते है.
Facebook ki do a/c ko chalane ke liye.. Facebook lite ko install karke chala sakte hai..
Sahi hai ki nahi…
Main bhi guest post kar sakta hu
rohit bro mujhe apse kuch knowlendge and dessison chahiye thi mujhe IT bahut pasand hai or mera field bhi hai to mai kuch krna chahta hu is field me to ap mujhe ye btayiye ki (JAVA) or (.NET) kya hai or abhi dono me jyada demand kiski hai or brya konsa hoga abhi ke time me please give me answer rohit bro
Thanks for posting Rohit
thanks bro ish post ke liye pr do account ek phone me chalane se account bund to nhi hoga…..
Rohit bhai maine bhi aapko ek guest post send kii thi, lekin time ki kami ke karn sayad us post ko publish nahi kar paye…. or maine socha sayad post me maine aisa kuch likh diya hai jiske karn aap approve nahi kar rhe… lekin vo post maine mere blog par publish kar di hai… isliye main aap se kahana chahta hu ki aap use publish na kare…
ye article accha hai…
Hello sir mujhe PayPal par account banana h ! Aur meri age 8/11/1999 h !! Kya mera pan card ban sakta h !
Very Good one.
Thanks bro, mere pass 3 facebook account hai, ab mujhe manage karne me help milegi.
Facebook ka jo app hai usme ham multi account login kar sakte hai..
sir net se free unlimited call kasie kar sakte hai
Sir please aap meri ek help kar deejiye mera blog search engin me index to hai but uska title search karne par search me nahi aa raha hai jab blogspot juda tha tab to first page par aata tha lekin domain liye bhi 1 month ho gya ab to aana chahiye ki nahi aisi kya problem ho sakti hai please sir bahut pareshan hu madad jarur karna aur ha mera blog visit karke bhi dekh lena besthinditips.com
Aap apne blog ko Google Webmaster me add kare new domain se..
This trick is already share by me on my blog…!!
Sorry for that.. par ye post mere pass 1 mahine se phele send ki gai thi.. jo time ki kami ke karan me publish nahi kar paya.. or isme sirf ek app hai jiske bare me bataya gaya hai.. jiska ad mene pata nahi kitni bar facebook par dekha hoga.. par jisne muje guest post ki me usko publish naa karke niras nahi kar sakta..
arree bhai aap ultimate ho…mai bas bata raha hu koi shikayat nahi h… aap se hi to seekha h… :)
aare bro aapko ye bolne ki jarurat nahi thi.. me jaannta hu aapko.. :)
bhai me chahta hu ki aap koi aisa post likho jisme mobile applications banana sikhye pLz..
bhai me chahta hu ki aap koi aisa post likho jisme mobile applications banana sikhye pLz..