Facebook ek aisi site hai jis par abhi ke time me agar koi net use karta hai to uska facebook par 100% Account hoga. Kuch surveys ke hisab se average ek admi 23 minute Facebook chalata hai ek din me.
Simple Sabdo me kahu to kuch logo ko Facebook ka kida rhata hai. Choti se choti chij ko facebook par share karte hai jese – kab khana khaya, kab soye, kab ute, kaha gaye, kya piya, dinbhar me 20-30 post daalte hai. or like ke liye to kya batao kya pagal pan hai, Comment to bas ek aa jaye comment acha hai to usko like bhi kar sakte hai par nahi reply karege thx, taki or comment bade. kheer… apne topic par aate hai, or jaan lete hai fb account delete permanently in hindi me.
Ham Is Post me Dekhege kaise ham apne Facebook Account ko Deactivate kar sakte hai or Janage hamesa ke liye Facebook Account Delete kaise kare.
Agar aapke account ka koi galat use kar raha hai aap uss dar se apna account delete kar rahe hai to aapko account delete karne ki jarurat nahi hai, Facebook account ko hack hone se kaise bachaye uski tips mene share ki hai.
FB account ko delete ya deactivate karne ke aapke bhut se karan ho sakte hai, to chaliye dekh lete hai kaise account ko delete karte hai.. aap Agar Online Kisi bhi website ka account delete kaise karte hai uski jankari bhi mene share ki hai aap usko bhi jarur read kare.
Facebook Account (FB ID) Deactivate kaise kare in Hindi
Sabse pehle ye samaj lete hai FB id deactivate karne se hota kya hai –
Facebook Account ko jab koi deactivate karte hai to uska account koi search nahi kar pate or uske jitne bhi photo ya video jo usne upload kiye hai bo kisi ko nahi dikhte par agar wo kisi ka friend hai to uski friend list me uska naam dikhta hai.
Account ko deactivate karne ke kya karan ho sakte hai jese aapke exam chal rahe hai or aap facebook se thoda dur rhana chate hai. :)
Deactivate karne ke liye apne Account me login kare.
Setting >> Security >> Deactivate your account.
ya fir Direct us button par click kare
Ab jo Page khulega usme aapne Account deactivate karne ka karan puchega. aap koi select karle.
kitne din baad aapka account automatic activate ho jaye ye bhi aap select kar sakte ho. or Last me Deactivate ki button par click karde.
Agar Aapne Facebook Page banaye hai to uske liye bhi pucha jata hai ki aap or kisi ko un page ka Admin bana de ya fir hamesa ke liye delete karde.
FB Account Delete Permanently in hindi | facebook account delete kaise kare
Facebook Account Permanently Delete karne ki aapki koi personal baja bhi ho sakti hai ya fir ho sakta hai aapne 2 facebook account bana liye ho, jo bhi ho chaliye dekhte hai facebook account delete kaise karte hai.
Apne Facebook Account me Login karege sabse phele. uske baad is button par click kare, jisse aapke samne facebook id delete option aa jayega.
Delete Facebook Account Permanently
Ab ye Page khulega, Delete My Account ki button par click kare
Click karne ke baad Aap Ke Account ka Password fir se dalna hai. jo code hai bo box me dale or last me Ok par click kare.
Ab aapke saamne ek Message aayega –
Message me likha hai ki aapka Account Deactivate ho gaya hai or 14 Din tak aap apne account ko login karke Deleting ko Cancel kar sakte ho.
FB Account ko Delete karne ke 14 Din baad koi Tarika Nahi hai Account ko Bapas Recover Karne Ka.
Account ko Delete hone se rokne ke liye apne facebook account me login kare to aapke saamne ek aesa page aayega.
Aap agar chahe to 14 din se pehle login karke Cancel Deletion ki button par click karke apne account ko bapas se activate kar sakte ho.
Agar aapko or koi bhi jankari chahiye Facebook se related to aap comment karke puch sakte ho.
Note: Please koi ye sawal na puch ki facebook ko Hack kaise karte hai, Is Topic par me aapki madad nahi kar sakta. Haa agar aap ye jaana chahte ho ki account ki security kaise badhate hai to usme jarur madad kar sakta hu :)
Agar aap Facebook Account Delete nahi kar rahe hai, ya fir Aap Ka koi Dusra Account hai To Please Hindi Me Help ka Facebook Page Jarur Like Kare, or HMH FB Group Join kare.
Also Read: Facebook se Paise kaise kamaye uski jankari
deactivate page facebook wapas laen
Mera facebook block ho gaya he wo I’d card Mang Raha he or mujhe bus ab wo account delete Karna he lekin wo khuch bhi option show nahi kar Raha ab isko delete kese karon
Plz mujhe email pe reply karo help me
Thanks for sharing information and great article
very usefull and informetive post tnx si
Mera question h ki
Mene 3 saal phle apna 1 fb account permanent delete kr dia tha
Kya vo account fir se activate ho sakta he
Please answer me🙏
Sir mere fb me manage account ka option hi nhi aa rha to kaise id deactivate karu..plz help
Thanks for sharing this helpful & wonderful post. i really appreciate your hard work. this is very useful & informative for me.
Sir ,mene apna fb accnt permanntly dlt kiya tha .kya ab us accnt ko activate kar sakta hun ?6 mnth ho gye hai dlt kiye
Nahi, ab aap nahi kar sakte.. delete karne ke baad sirf 14 days milte hai uske baad nahi kar sakte.. aapko bhut jada time ho gaya hai.
nice
Comment:sir mera fb I’d koe or use kar raha hai or mujha sa I’d login ni ho rahe hai q ki jo use kar raha hai usane password change kar diya hai or jesa number sa I’d thi wo number kho gaya hai to I’d kesa delete kar sakta hai plzz sir help me
great sir aap ki har post bahdiya hoti hai
Mere paas ek fb id tha jo mujhse band ho gaya or uske jagah naya id ban gaya ab mai purana id kholta hu to naya wala id khul jata hai ab mai purana id kholna chahta hi.
please help me .
Hi ,Rôhît mewada
Mere paas ek fb id tha jo mujhse band ho gaya or uske jagah naya id ban gaya ab mai purana id kholta hu to naya wala id khul jata hai ab mai purana id kholna chahta hi.
please help me .
Sir kya koi asa trika h jisse ki jis num p hmne id bnai Hui h us num par kbi code hi send na ho forgot password krne par bhi ni
MUJHE APNI FACEBOOK I D PERMANENT KE LIY DILITE KARNI
PLEASE HELP ME
Sir, kya aap bata sakte hai ki facebook par ek din me kitne link share kar sakte hai.
Comment:sir agr hm facebook p jis num se id bnai h uspe koi code na jae forgot password krne par b na jae aisa ho skta h kya .sr mujhe aapki help chahie sr aap agr meri help krna chate h to aap 9084993605 ye mera num h call kr skte h.
bhai hamne apni id delete ker di lekin 14 din ka option option diya hai kya us se pehle id delete niho saktikya?
Bhai jo person dharmik jhagde paida karta ho uski fb distroy kaise karenge jaldi uttar de bhai
Aap unki fb id par jakar report kar sakte hai.. Report to facebook kare..
Sir aapne bahut hi acchi jankari di hai
Sir aapne bahut hi acchi jankari di hai.
Hello Rohit
Kya Facebook Pe Website Ki Link Add Karti Waqt
Hame No-Follow Link Milta Hai
Ya
Do-Follow Link Milta Hai
?
haa bhai wo no follow hota hai.. or us link ko social signal ki trha dekha jata hai.
Hello rohit sir mai facebook me messages ko ek saanth sabhi ko forword karna chahta hoon
[message me aur group me bhi] to kaise Karen ek santh Jaise WhatsApp me karten hain
please BAtaiye
aap iske liye Group bana sakte hai.. messanger me.
Me facebook account or facebook page dono he ek hi nam se to me face book account ko delete karane se facebook page to chalta rahega na
J D singh ke name se aur yh bnd ho gya hai esko hme chalu krna kyse kru
Comment: kya disable Facebook account say phone number remove ho Sakta hay
agar account permanently delete ho chuka hai to number automatic remove ho jayega.
Up ke nmbr diji a to aap se kuch personal kam tha yaa to aap cll karein ye he mera nmbr 8474857245 plz plz plz
please halp meri fb I’d disable ho gai h open nhi ho rhi me kya kru ki meri I’d open ho jaye please help I very said
Aap login kar rahe hai.. Uss time verify karne ke liye option aa raha hoga.. Usme aapko apna original id upload karni hogi. Voter id ya adha card..
Mera ek frnd hai facebook par jo mujhse naraz ho gaya hai pahle wo jab bhi facebook par active hota tha to pata chalta tha ke wo kab active huwa hai. Lekin ab activation pata nahi chalta. Sirf mobile likha huwa show ho raha hai. Lekin jab bhi mai msg karta hun to baad mai ek chhota sa uska profile picture mere msg ke samne ajata hai. Plz meri help kare. Aur wo messenger par hai. Zara mera help kare
Mera ek frnd hai facebook par jo mujhse naraz ho gaya hai pahle wo jab bhi facebook par active hota tha to pata chalta tha ke wo kab active huwa hai. Lekin ab activation pata nahi chalta. Sirf mobile likha huwa show ho raha hai. Lekin jab bhi mai msg karta hun to baad mai ek chhota sa uska profile picture mere msg ke samne ajata hai. Plz meri help kare. Aur wo messenger par hai.
.
Mera ek frnd hai facebook par jo pahle avtive hota tha to time show karta tha ki kab active huwa hai lekin ab show nahi hota sirf time ke jagah mobile likha huwa hai jab bhi mai koi msg karta hun to kuchh dino ke baad us msg ke click ki jagah par uska profile ka chhota pic ajata hai zara mujhe batae koi reply nahi karta
Bhai mere number ke id par loging karne se dusre ke id khulte h jb ke mere id serch karne pe dekhai dete h.
Aap uss id ka username dalo or password daal kar login kare
sir mene face book per apni site ka page banaya aur kuch correction krne ke bad mene page update kiya phir uske bad muje laga ki page perfact nhi bna to mene page delete kar diya
uske bad phir se page banane ki koshish ki to page tamporary block ka msg aane laga ab bataye ki es problem ko kese solve kru
Aap Thoda wait kare.. wo aapne same page banaya or delete kar rahe hai to isliye aapko block kiya hai.. thodi der me tikh ho jayega.. or uska koi tarika nahi hai.
Account deactivate hone baad agar fir se activ karne pe jo uploaded photo or vedio the wo wapas aa jayenge ya wo sab permanent delete ho jayenge..
And frnd list b finish ho jayegi ya frnds rahenge
Sir agar fb hack ho gaya ho to kaise pata chalega sir ki account hack ho gaya hai aur isse kaise bache
facebook account hack se kaise bache uski jankari yaha hai.. or aap setting me dekh sakte hai aapki last login kaha hui.. or agar wo aapne nahi ki to aap usko remove karke password change kar dijiye.
Muze apna account delete krna hai or.ye Bhi bto ki paise kese kmaye
bhai me Apni Facebook photos wapas Lana Chatha ho delet hoi plzzz batao Kesy wapas Aegny photoa
delete huee wapas nahi la sakte ..
Bhai mai apene phon me fb kaise block karu
Bahot try kiya par nahi ho raha hai plz help
My no. 9560380721
AAP JO LINK DI HAI post me usko browser me open kare..
kya fb par pata laga sakte hai ki fb account kaha se aur kon chala raha hai
nahi.. sirf unke about us me dekh sakte hai agar dala huaa hai to..
Bhai meri help karo mujhe bhut jld apna account hamesha k liye off krna hai aap hi batao kaise karen
mene uske ware me upar post me bataya hai.. or uski direct link bhi di hai
Bhai mujhe apna fb account hamesha k liye off karna toh off karen
delete kar dijiye.. upar post me link di hui hai.
Hmare bf apna account delete kr diye h or hm usse activate krna chahte h us id ko login kiye to 6 no ka code mang RHA h hm kya kre aap hmari help kriye
aap nahi kar sakte.. agar usne delete kardi hai to.. 14 day me hamesa ke liye delete ho jati hai ID ko delete karne ke baad.
Bhai sahb mere ko apna fb account hmesa k liye delelte krna h…btaiye kaise kre..
aap upar dekhe.. mene uski button di hai aap uspar click karke waha ja sakte hai or delete kar sakte hai.. aapko delete karne ke 14 din tak open nahi karna hai id ko.. nahi to wo delete nahi hoga..
Bhai meri Help Karo me apni all friend rqust delete Karna chahata hu kese karu pilzZ help me bhai fast msg karna
aap is link par ja kar cancel kar sakte hai
https://m.facebook.com/friends/center/requests/outgoing/