Android Phone Root Karne ka Sabse Aasan Tarika (Without PC)

Android Phone Root Krne ka Sbse Aasan Tarika (Without PC)

Jo Android Phone use karte hai unhone kahi na kahi Android Phone Root sabd jarur suna hoga.. Kuch Android App me root ki jarurat padti hai.. Root kya hai or uske kya faide or nuksan hai ye me phele bata chuka hu.

Mene apni pichli post me bataya ki PC se Andoid Mobile ko Root kaise karte hai, par bhut logo ke pass computer/Laptop nahi hai, wo kaise root kare apne mobile ko.

Advertisements

Aaj mai Android Phone ko root krne ka sbse aasan tarika btane ja rha hu. Jisme aap apne Android phone ko apne hi phone se Kuch hi steps me Successfully root kar skte hai. Root krne se phle aapko kuch baato ka dhiyan rkhna pdega. Isliye mai yah chahuga ki Aap rooting ke bare me pure detail se jaanne ke liye iss POST ko Pdhe..

Android Phone ko Bina PC ke kaise Root Kare

Android phone ko phone se hi root karna aasan hai, bas root karne ke liye hame ek application ki jarurat padegi.. Chaliye dekhte hai step by step kaise kya karna hai –

Step 1: Sbse phle aap apne Android Device me King Root download kar lijiye. Aap iss download par click karkekar sakte hai.

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”http://mmgr.myapp.com/myapp/kdown/img/NewKingrootV4.62_C133_B233_en_release_2015_11_24_105203.apk”]Download KingRoot Application[/button]

Step 2: KingRoot download hone ke baad aap usko apne phone me Install kar lijiye.

Note: King Root Ko Install krne ke samay aapke screen pr “Install Blocked” likh ke aa rha ho toh aapko settings pr click karke “Security ” me “Unknown Resources” ko enable kar dijiye . Fir aapka app install ho jayega.
app ko enable kare permission ke liye kare fir allow kare

Step 3: King Root ko install karne ke baad open kijiye. Fir uspe Root ka option aayega aap uspe click kar dijiye.

root karne ke liye root ki button par click kare

Step 4: Aur fir iss tarah se aapko Rooting ki process start ho jayegi . Jo % ke roop me show karega.

jab root hoga to is trha process hogi

Iss tarah se aapki rooting ki process complete ho jaeygi aur wo bhi Without using PC Rooting ke time pe aapka phone reboot ho skta hai. or haa yah method bahut hi safe hai. Jo Mobile Data hai wo bhi safe rhata hai.

Android Phone Root karna kitna aasan hai ab aap jaan chuke ho, par yaha me aapse ek baat khana chahuga ki root mobile karne par agar koi galat chije aapke mobile me aa gai to aapka mobile dead bhi ho sakta hai.. is liye sabhal kar apne mobile ko use kare..

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

257 thoughts on “Android Phone Root Karne ka Sabse Aasan Tarika (Without PC)”

  1. Hi sir mere mobile me kuch virus app aayi hai aur wo uninstall bhi nhi ho rhi haiatomatic konsa bhi app download hota hai engineers mode key chain app hai wo uninstall bhi bhi hoti hai sir plz help me

    Reply
  2. Hello sir…maiNé website bna liya but chitika pe bhi signup kr liya but login nhi ho rha incorrect bta rha hun..apko mai screen shot send krna chahta hun ke maine kya kya fill kya or ab chitika ke login me kya dalunga.. Plzzz sir help me

    Reply
  3. Hlo bro hme ye hta do ki android mobile ka version kaise badana hai phle mere 4.4.2 tga lekin glti se mobile software ud gya tha hmne chadwaya to wo 2.3.5ho gya hai aap hi btao kya kre hm hme fir sr 4.4.2 krna ho to mera mobile ka name samsung galazy star advance 19070 hai model no aur pls jld se jld help kriye

    Reply
  4. Sir mai iris x8 me root krana chata hu phone dead to ni hoga na r agar hoga to kin kin cheejo se ho sakta h thoda detail me batayega plzzzz…

    Reply
  5. Or ek bat hmne ek blog bnai h.. magar adsense par click nhi ho raha….कहता है
    आपका ब्लॉग adsense के योग नही है।
    अगर ऐसा है तो हम पैसा कैसे कमा सकेंगे।

    Reply
  6. Sir hamara mobile hay karnel 4.4.2 versen ka.o kingroot me no root permison ho raha hay or restart vi nehi hua.to mujhe kis tarah se root karna hay..

    Reply
  7. Bro…jo aapne apps batayi hai usse s7562 root ho jayega. ??? Or root karne ke baad mobile hang to nahi hoga..ya mobile ki life kam to nahi ho jayegi

    Reply
    • Jo app hai usse 16000 mobile root ho jate hai. Agar aapka mobile bhi uski list me hoga to ho jayega.. Or jo hang hone wali baat hai to wo aapke chalane ke. Upar hai. Agar aap Jada app install rahege to hang ho sakta hai..

      Reply
  8. Sir Mera mobile me root 70% hone ke baad phone restart ho gya 2 baar try kiya aisa hi Hua pata kaise chale ke phone root Hua ke nhi

    Reply
  9. bhaijaan mera karbonn taitenium s1 plus root nahi ho raha hai na farma roort se na kingo se na king se aap bataye mai kya karu or without pc root karna hai bhai plz help me plz

    Reply
  10. sir mere pass micromax A35 android 2.3.6 hai sir me ise kitkat me upgrade karna chahta hu please sir mujhe bataye ye kaise hogs
    my no. 919568782185

    Reply
  11. sir,Maine kingroot se phone root kiya
    rooting 35% Hua aur rooting failed ho gaya
    phone reboot hua
    menu me purify app show Kar raha hai
    par pata kaise chale root hua ya ne
    iske advantage kya hai.

    Reply
  12. rooting 30% par
    root faild hogaya
    phone reboot hua
    menu me purify app show Kar raha hai
    par kaise pata chale phone root hua ya ne
    phone me koi badlaw ne hua.

    Reply
  13. sir meta tag head ke neche blog me ad kar liya hai or blog ko search console me add kar liya hai or blig ke sitemap me aapne jo code nataya tha atom vala vo daal diya hai fir bhi blog google search me nahi aa raha hai blog ko google search me laane ke liye kitni post honi chahiye or kya sitemap genrate karne ki website jisse sitemap error na bataye

    Reply
  14. mere contact page me readmore/hindimehelp aisa kuch likha arha hai isko kese htaye kyu ki isse kuch problm ho rha hai plz aap mujhe bta sakte hai isko kese htau or kvi kvi mera home page vi nai khul rha hai aisa kyu plz mujhe apkaki help ki jarurat hai…sir

    Reply
  15. hi sir mera naam vishal hai mera ekphone root ho chuka hai Micromax a120 jo ki kitkat hai dosra phone root nhi ho paa rha jo ki Micromax a26 giger bread hai sir iss mobilee 1
    30-70 ke bich me switch off ki tarah ho ke apne aap on ho rha hai koi or app batayiye jisse ho or ram badane ka app bhi batayiye

    Reply
  16. hi sir mera naam vishal hai mera ekphone root ho chuka hai Micromax a120 jo ki kitkat hai dosra phone root nhi ho paa rha jo ki Micromax a26 giger bread hai sir iss mobilee 1
    30-70 ke bich me switch off ki tarah ho ke apne aap on ho rha hai koi or app batayiye jisse ho or ram badane ka app bhi batayiye

    Reply