Aapko Blogger se related sari Post yaha milegi.
Blogger Kya Hai?
Ye ek Google ki Service hai, jiski link www.blogger.com hai. Ham Blogger par apne Google account ki madad se apna Free blog bana sakte hai. Or apni bato ko Duniya se share kar sakte hai.
Blogger par agar aap blog banana chate ho to yaha click karke aap dekh sakte ho kaise banaye. Blog ko banane ke phele aapka Gmail account hona chaiye.
Agar aap Blogger use karna chate hai to aapko uske fayde bhi jarur jaan lena chaiye : 13 Karan: Blogger Platform Q hai Sabse Behtar [Blogger Faide]
Blogger Basic Jaankari
- Post Editor ki Puri Jankari Detail ke sath
- Keyboard Shortcuts for Blogger Post Editor
- Blog Me Post Kaise Daalte hai
- Post me Use karne ke liye yaha se kare Free image Download
- Blog Post ko Schedule kaise kare Automatic Publish hone ke liye
- Blogger Robots.txt kaise Edit or kaise add kare
- Blogspot ki Security Badaye HTTPS Enable karke
- Blogger ki Security Double kare or Hack hone se Bachaye
- Blogger me HTTPS SSL Certificate Install kare
- HTML Sitemap Page kaise banaye Blogger me
- Blogspot Country Specific Domain Redirect band kare
- Blogger me Email Send karke Post Publish Kare
Blog ki Design
Ham jab apna blog banate hai to usme bhut si chije hai jo badalni padti hai, Apne blog ko design karne ke liye is post ko pade.
- Favicon Kya Hoa hai or Isko Blogger me Kaise Add kare
- Powered by Blogger kaise hataye
- Blogger Navbar Kya Hota Hai Or Isko Kaise Hatate Hai
- Subscribe to Posts Comments (Atom) link Hide kare
- Blogger ke Home Page par Read More >> Link Kaise add kare
- Blogger me Apna Template kaise Upload kare
- Blogger Template Ko Mobile Friendly Kaise Banaye
- Quick Edit Icon ko kaise Hataye Blogger Blog Me Se
- Blogger ke liye 250+ Free Template
- Blogger me CSS Code kaha or kaise Add kare
- Blogger me Domain kaise Add kare (*Badiya Domain Name Kaise Chune)
- Number Page Navigation Widget Add kare blog me
- Blogger Free Template Download ke 6 Badiya Website
Blogger se Paise Kaise Kamaye
Blog jada tar log paise kama ne ke liye banate hai, In Post me bataya gaya hai kaise paise kamaya jaa sakta hai blogger par.
- 11 tarike Adsense Account ko Approve karane ke
- Blogger Post ke Bich Mein Adsense Ads kaise Lagaye kahi bhi
- Bidvertiser ke ads se paise kamaye blog par
- Adfly par link ko chota karke paise kaise kamaye
- Youtube se Paise kaise kamaye
- Revenuehitsse paise kamaye ads laga kar
Blogger SEO
Blog ko bana kar or sirf uspar post daalne se visitor nahi aate, or agar visitor nahi to kuch nahi.
- Apne Blog Website ki Traffic Kaise Badaye Puri Jankari
- Meta Tag add karke apne blog ki traffic badao
- Blogger ki har Post Me Search Description Enable Kare
- Blogger ko Google Search Console me kaise add karte hai
- Blog SiteMap kaise submit kare Google Search Console me
- Blog ko Google Analytics me add kare
- SEO Friendly Image Optimize kare Blogger me (Image ko Compress bhi kare)
- Seo Friendly Blog Post Likhne ke 5 badiya Tarike
- SEO Friendly Post Title likhne ke 5 tips
Blog ki Traffic Badaye
- Facebook se Blog ki Traffic Kaise Badaye
- Content Ko Viral Kaise Kare
- वेबसाइट की ट्रैफिक बढ़ाये 50+ तरीको से
Blogger me Page Banaye
- Blog me Privacy Policy Page bana kar Add kare
- Contact Us Page Banaye
- About Us Page Kaise Banaye Website/Blog ke liye
- HTML Sitemap Page banaye Blogger
- Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
Blogger ke widget
Blogger ko apne hisab se design karne ke liye aap widget bhi use kar sakte hai.
- HTML/JavaScript Widget kaise add kare or iska kya use hai
- Facebook Like Box ko Blog Par Kaise Add Kare
- Apni Bhasa me likhne wala widget add karo blog me
- Email Subscribe Box Add kare Blog me (Phele Feedburner me Feed Banaye fir Email Subscription Activate kare)
- Social Follow Button Add kare Blog me
- Blogger Featured Post Gadget Add kare
- Udte huee Airplane ko Apne blog me add kar
- Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye
- Atisabaji Widget add kare Apne Blog/Website me
- Xmas Par Udte Huee Santa Claus Widget add kare Blog Website me
- Popular Post Widget Add kare or apne Blog ki Popular Post dikhaye
Page ko Bookmark kar lijiye Ctrl+D dawa kar
Is Page ko Direct kholne ke liye HMH.pe/Blogger Type kare.
Last Update – 20/05/2018
Blogger se Related Aapka koi bhi sabal ho aap Comment Me Post karke puch sakte hai.. or Kisi Topic par Discuss karne ke liye Hindi Me Help ka Facebook Group Join kare.
Thank u very much rohit ji
Me ab yahi tablet lunga or asha karta hun k aap age bhi aise hi meri help karenge kyun ki main ab tak sirf blogs ko pdta aya tha mujhe nhi pta tha k ye income ka bhi source hai apke blog k madhyam se mujhe ye jaankari prapt hui h
Mujhe abhi blogs bnane k bare me kuch nhi pta h asha karta hun k app mere ko iske prati or jagrat kareinge
Again thanks a lot.
Ji bilkul.. Muje bhi khusi hogi agar me aake kuch kaam aa saku
Apki baat shi h lekin laptop kharidne layak abhi mera Budjet nhi h
Plz app ye micromax canvas laptab LT666
Is model ki specification cheak krne k baad btayein k ye blog ya website bnane or online earning k liye theek h ya nhi
Iske sath keyboard bhi h
Haa to aap isko use kar sakte ho.. Aap usme mouse bhi add karke puri trha computer ki trha use kar sakte ho.. Isme mene dekhene wali koi baat nahi.. Mene phele hi kaha ki site same hoti hai screen size alag alag hone ki baja se thodi alag khulti hai sabme
Sir kya me 10.0 inch ke windows tablet cum laptop ka use kr skta hun
website bnane k liye kyun ki is mahine me ise lene ja rha hun
agr han toh usme sare option ayenge Jo normal PC ya laptop ka use krne PR ate hein
aap 10 inch ka tablat lo ya 15 isse koi fark nahi padta.. website sabh me same hi khulti hai.. jo sabse main different hai wo yw ki usme pura touch rahega or sara kaam touch par nahi ho sakta.. jese agar kahi koi code copy, edit karna hoga to usme dikkat aayegi.. simple anwser hai ki computer tab ka kaam nahi kar sakta or tab computer ka pura kaam nahi kar sakta. kaam sab me ho sakta hai par thodi dikkat aati hai..
Sir kya hum 10.0 inch ke windows tablet cum laptop ka use kr skte h website bnane k liye agr han toh usme sare option ayenge Jo normal PC ya laptop ka use krne PR ate hein
hii sir vese in dino me aap mere ek bhi sawal ka jawab ni diya h chalo koi baat ni ek baar or try kar leta hu mera sawal h mene apna blog website me badal liya h par jab bhi me apne site ka URL dalta hu to google par pahuch jata hu ap chek kar ker ke btao plz my site url=www.bharatjobsarch.in
or blogspot lagao to sahi jata h or plz is sawal ka jawab jarur dena
kisi koa mila kuch…pysa.kya.muji apni career kah fikr hai kash agar pysu kya sath career bhi milta . toa kitna acha hota
kisi koa mila kuch…pysa.kya rohit sir
sir mene domain liya h par bigrock.com se lekin me use apne blog adress par kese lagau mene apki post bhi read ki thi par us me apne godaddy se bataya h par big rock par to optiion hi alg h ap thodi help kro plzz
sir main apne blog ke contant newspaper se leta hu isme baad me koi problem to create n hoga na
app contant kahise bhi le sakte hai par usko apne tarike se share kare.. idea to kahi se bhi lo.. koi dikkat nahi.. or agar kuch aesi chij lete ho jo lage ki creadit bhi dene me koi dikkat nahi hai.. isse google me hamari badiya iage ban jati hai ki ham kisi ka kaam churate hai nahi.
sir menu kaise bnate hai ye batye plz
and sub menu kaise bnate hai and
catageory m kaise bant te hai
सर जब आपने ब्लोगिँग करना शुरु किया था तब ब्लोगिँग कि सारी जानकारी आपको कहा से प्राप्त हुई AOR सर GODADY SE DOMAIN LANE PER एक साल के बाद कितना चार्ज लगेगा| SER MAIN YOU TOBE के व्दारा ADSENS APPLY KIA AOR ADSENS ACTIVE HO GAYA क्या मेर को ADSENS के व्दारा YOU TUBE पर ADS लगाने पडेगेँ या ऐटोमेटीक लग जायेगेँ|
Mene blogging start ki thi to muje kisi ne direct me nahi bataya tha ki ye kya hai or Isse kya hota hai.. Muje 1 saal baad pata chala jo me kar raha hu usse paise bhi kama sakte hai.. Isme mera interest tha is liye karta tha.. Or har roj kuch na kuch naya Sikhta tha.. Or abhi bhi roj kam se kam 2 new chije Sikhta hu.. Or muje jo bhi jaanna hota hai me direct google me hi search karta hu..
Agar aapne youtube account se adsense connect kar diya hai to aapko sirf video upload karne ke baad video ko monetize enable karna hai.. Ads code bagera nahi lagana.. Automatic ads aane lagte hai video par monetize enable karne par
sir apne mera reply abhi tak ni diya
Hello sir,mujhe knowledge nhi h ki isme kaam kaise krte hain but m bhi as a blogger kaam krna chahti hu,to kaise krna hoga sab or ise seekhne k liye mujhe kya krna hoga..m new hu mujhe koi idea nhi h but m krna chahti hu…
App BLogger par apna blog banaye or usko badiya design kare.. or badiya post dalne ki kosis kare.. har roj aapko kuch na kuch naya sikhne ko jarur milega.. ek din me koi expert nahi ban jata
SIR MAIN MERA ADSENS ACOUNT अलग gmail id से है AOR YOU TUBE चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु
haa, bilkul isme koi dikkat nahi hai.
SIR MAIN MERA ADSENS ACOUNT अलग gmail id से है AOR YOU TUBE चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु अगर लगा सकता हु तो कैसे
SIR MERA ADSENS ACOUNT अलग GMAIL ID से है AOR you tube चेनल अलग GMAIL ID से है क्या मे ADSENS से YOU TUBE चेनल पर ADS लगा सकता हु अगर लागा सकता हु तो कैसे| सर जरुर बताये
SIR DOMEN का क्या मतलब है AOR इसके क्या फायदे है AOR ये BLOG मे क्यो ADD करना पडता है
DOmain website ka address hi hota hai.. jese meri blog ka http://www.HindiMeHelp.com hai agar me isko add nahi karta to free wala kuch is trha hota. http://www.HindiMeHelp.Blogspot.com.. matlab mene domain ko add karke blogspot ko hata diya.
SIR MAIN EK HINDI STORY KA BLOG BANAYA HAI तो मुझे ऐसा टेम्पलेट बताये जिसकी FAST SPEED हो MOBILE ME भी अच्छी SPEED चले | जिसकी डिजाईन भी अच्छी हो| AUR APKA BLOG भी बहुत अच्छा है
Umesh ji meri template ki post par kaam. Chal raha hai.. Me usme bhut se badiya template share karuga.. Aapko thoda wait karna padega.. And Thanks… :)
bhai mujhe ye btao agar jese koi information h jo enlish me h to me use transletor se hindi me kar ke me apne blog me dalu to adsense aproove hone par koi problum to ni hogi na
nahi hoga.. aapko apne se likhna padega.. Q ki Enlish ke kuch sabd aese hote hai jike 2-3 meaning hote hai or direct translate karke daloge to usme bhut galti rahegi..
Muje ye bataye ki maine google console aur site map aur meta tag ad kardiya uske baad google per mera blog show nahi ker raha
Aapne blog par badiya post bhi Hona chaiye.. Or new me thoda time lagta hai.. Fir jaldi aane lagta hai
sir mera acount aprove ni hua innfo link team ne kaha h unki site english or spenis me hi h or kisi lang ko wo saport ni karti but sir me to english word hi use karta hu jese ap karte ho koi or tarika ni h kya ise aprove karne ka
Traffic bhi badiya Hona chaiye.. Or site achi se design bhi
bhai jab me infolink me login karta thu to pending aplication likha hua aata h
AAPKA BLOG 2 DIN BAAD APROVE HOGA. Agar APROVE nahi huaa to message aa jayega
rohit bhai email acnt pe photo kese ad krte h
Aapka agar Gmail par hai to aap simple google+ ke account me apni profile photo set kare. Wo email par bhi aane lagegi
hello sir mai jo bhi post karta hu apni website per o kuch hour baad -2 phir 3-4 page aa jati hai koi idea batao jisse page rank increase ho or post ek jagha tika rahe
hi sir mene Powered By Blogger ko delete bhi kar diya h par abhi bhi wo hat ni raha h plzz help me
sir mera domain name add nhi ho raha hai maine big rock se domain kharida hai plz help karoo maine bahut baar try kiya pahale error code 32 ata tha jab cname setting to ab error 12 likhkar ata hai main bahut pareshan hu plzzz rohit bhaii meri help karooo
Aapne dono code add kiye Sahi se.. Or Blogger me domain add kiya.. Sabko Sahi se check karo jese mene bataya hai..
sir maine sub kuch thik se kiya jab nhi kiya tha to error 32 bata raha tha lekin ab error 12 bata raha hai bhai mujhe apna temlates kaise edit karte hai ye bata do ya fir is topic par ek post likho
abhi bhi error aa rahi hai iska matlab abhi bhi koi gadbad hai.. Agar error nahi hat rahi ho to aap Domain provider se contact kare..
Template kaise edit karte hai uske bare me me jald post daluga..
m aap s bat kerna cheta hu plese muj coll kere no.. 8551821241
sir mera blog google par serch nahi ho raha h kya karo contact us ka pege save karne se hua h esa
aapka blog agar new hai to thoda time lagta hai..
AAp yaha par SEO ki post pado
chitika ads not show
kya chitika ads USA or Uk me liye hai India me like naji hai kya mene ESA suna hai
sir meri website check kar me bataye is me kya kami hai please meri probleam solve.kro
aapne jo post dali hai unme kuch dala hi nahi.. kuch badiya dalo.. or Site Tital me KK diya kuch aesa do jo logo ko yaad rahe or jab wo google me search kare to aapka blog aa jaye..
Citika ke ads bhi lag jate hai india me bhi.. par agar aapko koi problem ho rahi hai to aap bidvertiser ko tri kar sakte ho
Bhai kya hum ek se jyada advertise site use kar sakte hai, matlab mere blog me adsense aur bidvertiser ek saath use kar sakte hai kya…???
Aur use agar ho sakta hai to koi prblm hoga kya, plsssssssss bataiye…
Mujhe ye baat pata nhi hai
Hello rohit ji
Aap mere kisi bhi comment ka reply nahi de rahe hain
Hamse koi dusmani hai kya
Plz add me on Whatsapps +919984283679
aesa bilkul nahi hai, sorry iske liye.. par abhi thoda time ki dikkat chal rahi hai.
Hello sir,
Kya mai apne site ko google console ke alawa bing webmaster tool me submit kar sakta hoon.
Mere site par bidvertiser ke add chal rahe hain abhi kya mai iske alaawa aur bhi dusra use kar sakta hoo
Ex: chitika , Amazon affiliated,eBay partners program etc ..
Plz reply me
Thanks……..
aap bing or yahoo me bhi submit kare apni site ko..
Aap dusre ads or affiliate link bilkul share kar sakte ho..
website google search par kitne din me add hoti hai
or ye sahi tarike se kab add hogi
please aap replay to do
aap google me submit kare..Site map add kare Google search console me..
bhai ye google search me sabse upar to dekhati hai par website ki tarah nahi kholti
or meri blgger ko dekhakar batae isme kya kami hai
kya hum blogger banane ke 2 din bad us ko domain me badal sakte hai
aapne post me kuch likha hi nahi hai .. kuch to likhe or faltu ki post delete karde..
Aap Domain jab banate ho blog us time bhi add kar sakte ho.. uske liye koi jaruri nahi ki etna time rukna padega..
Hlo Bhai My self Recky Dewan Muje Aapse Blogger or YouTube k Account ki information chiye or yha par itne comment k beach m miss understanding hoti hai……plzzz aap muje ishki information muje mail kar skte ho plzzzzzzzzz
rkumaricky@gmail.com
rohit bhai mere blog par koi bhi comment karta hai to wo usi tym pe blog me show ho jati hai, mujhe esa karna hai ki mere approve karne k baad hi mere blog me show hoo. ye kese hoga. pls reply
or haa aap cmnt me text k andr link kese daal dete ho, ye bhi bataao.
pls is baar to reply karo.
rohit bhai. mere blog me side me slider pura kone tk touch nahi hai, isse blog ki post choti lagti hai. blog ke slider ko kone tk kese touch kare.
sabse pheli baat aapke blog me 2 sidebar hai or us hiosab se aapke blog ki jo width hai wo bhut kam hai aap usko badaye..
blogger ki width kese badate hai.?
Aapne bahut accha blog banaya hai . Blog se sambhandhit jaankari bahut acchi lagi…….new bloggers ke liye to aapka blog ek medicine ki tarah kaam karta hai…….bahut bahut dhanyabaad………
Thanks, or aapka blog bhi badiya hai. :)
mere blog pr 1000 view ho gye hai par ab bhi signup adsense par click nahi ho rha hai.
view se kuch nahi hota.. aapke blog par badiya post hone chaiye or badiya emplate hona chaiye jab aayega.. 6 month purana hona chaiye blog… agar koi bhi galat chije ya fir copy karke dala hai to nahi aayega option.
mai copy karta ho par credit bhi de deta ho.
mera blog forex maret par hai to news to copy krna hi padega.
copy nahi aap baha se contant ko le kar apne tarike se share kare or source dede ki ye news aapko kaha se mili
Agar Pura copy karte ho to bhi credit dene kakoi matlab nahi. isme copywriter khalayega.
read more or page navigation ni lga pa raha hu pls help me ………………
or ye css kya hota pls pls help me
rohit
mene meta tag banaya per uspe seb se first line wo mjhse nahi bani is lia error aa ra hai
rohit mjhe is blog per faida nahi ho raha plz ap check kr de jia
mera adsense loss me ja ra
Sir Maine Apka Template use kiya hai aur maine sub menu bhi cahnge kr diya..
par main janna chahta hu ki sub menu me apne post ka link kaise jod sakta hu me.
kripya bataye kis code ke niche jodna hoga…
aapko jo abhi menu me dikh raha hai wo template me search karke apni link dalni hogi.
Mujhe gaane likhne v gaane k saukh h .mujhe story likhna bhi bhut pasand h.
Mujhe gaane likhne v gaane k saukh h .mujhe story likhna bhi bhut pasand h.thankyou
rohit bhai mene kuch post dekhi hai jo old rehti h, but usko wapas upar le aate hai. ye kese karte hai. pls reply rohit bhai
Post ko sticky karte hai, jab Top me aa jati hai…
Post ko sticky kese karte hai.
pls reply bhai. post ko sticky kese karte hai.
iska ek code hai jo me jald hi post ke jariye aapse share karuga..
iska gif image send kardo bhai…..
iski koi gif image nahi hai ye jaba or CSS me hai. Aapki site kis par hai
mene aapki site par dekha sahi kaam kar raha hai. Jai Hind! :)
ye flights ko main kaise add karo ye add nhi ho rahi hai………… plzzzzzzzzzzzzzzzz aur kal 15 aug. hai.
Mene yaha iska code share kiya hai aap usko edit nahi karna hai or aapka blogger par hai to aap HTml wigget me add kar sakte hai ya fir aap apne template me body tag ke baad code ko daal kar save kare.
Sir bidvertiser me ad nahi show kara ha pl sir help
free host ab support nahi karta bidvertiser
Sir ap Jo code din ha WO kaha dalne hai
konse code ki baat kar rahe hai aap.. or mene jitne bhi code diya hai uske bare me diya hai unko kese or kaha dalna hai.
one time pop up facebook like box and social sharing button slidebar me kaise lagate hai. pls reply pls pls
blogger me post me edit krna he…bt ye android phon me nhi ho rha….only computer ya pc me hi kyu hota
Mobile ki screen choti hone ke karan pure function nahi aate mobile me
Google Wepsite banani hi
ye post pade, yaha bataya hai kaise Google Blogger par banate hai
jab hum blog banate hai tu http://www.website.blogspots.com
kyu ata hai
aur ky esa blog nhi bane sakta http://www.website.com
phele aapko blospot ka blog hi banana padega.. uske baad usme domain add karke website me badal sakte hai.
Mai apne wepsite pat text uplod kaise karu
hi sir my name sunny ME SIR AAP SE AKE HELP CHATA HU SIR JASE AAP KO LOGO KE HELP KARNA PASAND HA VASE HI MUJE BI LOGO KE HELP KARNA PASAND H OR ESE LIYE MENE AKE SITE BANAE LI OR VO BI HELP4PUBLIC JO KE LOGO KI HELP SE RELETED H BUT SIR ABI MUJE YE SITE KO DIGIN KARNA H JESE MERE DE HUE HELP OR ARTICAL JADA SE JADA LOGO KO MILE VASE SIR MERA PASS BHOUT NOLAGE H BUT WEPSITE KO KASE DIGIN KARTE HA VO NAHI AATA TO SIR AAP MERE HELP KARO AGAR SIR AAP MERE HELP KARNE KO TIYAR H TO SIR ME NICHA LIKHA RA HO KE MUJE KYA HELP CHAEHA
WEPSITE PER ‘CATEGORIES’ KASE LAGA TE HA OR SIR MUJE ES SE YE HELP MELEGE KI MEUS SE RELETED KO POST KAR SAKO TO VIGITER KO SHIRF CATEGORIES ME VO SAB MEL JAYE JO VO PANA CHATA HA
WEPSITE PAR TAG KASE LAGATE H OR ES SE LAGANE KA KYA FAYDA
3.OR AAP NE JASE KE YE COMMENT KA OPCTION LAGAYA H JASE KE NAME ,EMAIL,WEPSITE OR COMMENT KA OPCTION TO MUJE BE LAGANA HA
4.SIR AAPNE APNE WEPSITE KE SABSE NICHA KE OR ‘CATEGORIES’ARCHIVES’OR RECENT COMMENTS JASE OPCTION KASE LAGATE HA
5.OR SIR AAPNE WEPSITE PER AKE OPCTION DIYA HOHA H JO RANDOM POST KE NAAM SE H VO KASE LAGATE HA
SIR JASE KE MENA AAP KE FACEBOOK PAGE KO DEKHA TO SIR AAP NE APNE SITE KA LOGO KHA SE LIYA OR AAP NE FACEBOOK PER APNE NAME KA KE BAJAYE AAPNE APNE SITE KA NAME KASE DIYA KUKI SIR MENE BI FACEBOOK ID BANAE BUT SIR VO MERE SITE KE NAME SE NAHI BANE TO SIR MUJE AAP FACEBOOK SITE PER WEPSITE KA NAME KASE DALTE HA OR MENA VASE ID KE SETTING SE NAME CHANGE KARNE KE KOSIS KE PAR SIR CHANGE NAHI HOTI AAP HI KOE EASY TARIKA BATAO
7.SIR MENE CHITIKA ME JOIN KAR LIYA OR MUJE YE PUCHANA THA KI JO CHITIKA KA LINK VO HAME HAR BAR POST KARNA HOTA HA KYA OR YE LINK HAR BAR SAME RAHATA H KYA CHITIKA LINK KO CHANGE BI KARTE H OR SIR YE LINK JO HAME ARTICAL LIKHANE SE PAHLE POST KARNA HOTA HA KYA YA FIR HAME BICH ME POST KARNA HOTA HA TO SIR MUJE ES ME KHAFI CANFAUJAN H AAP MUJE STEP BY STEP BATAO OR HO SAKTA H TO MUJE IMAGES BI DIKHAO TO MUJE JALDI SAMAJ ME AAYE GA
THANYOU SIR AAP NE MERE HELP KI OR SIR AAP KE CONTACT ME RAHUGA OR AAP KO COMMENT KARTA RAHUGA OR SIR MUJE JO BI SAMJ NAHI AAYE GA ME AAP SE COMMENT KARU GA TO SIR AAP MERE HELP KARO PLIEAGE SIR YE