Hello Friends, Agar aap ye Post Padh rahe hai iska Matlab aapka Facebook par account to jarur hoga or Facebook Page Kya hai or Facebook Group kya hai wo bhi aapko pata hoga. Is Article me me aapko bataoga ki aap kaise Facebook Profile ko Page me Badal sakte hai.
Page Contents
Q Badle Facebook Profile ko Page me
Facebook Profile kya hoti hai wo to aapko pata hoga or uski kuch limitation bhi hoti hai jese aap Facebook Profile me 5000 se jada friends nahi bana sakte.
FB Profile ko Page me badalne ke ye karan ho sakte hai ki aap koi badi hasti hai jisko log follow karna chate hai to wo Facebook par aapko Friends nahi bana sakte 5000 ke baad par aap agar apna Page banate hai to aapko kitni bhi log follow kar sakte hai Aapke Page ko Like karke. Profile ko bhi Follow kar sakte hai, par kuch privacy ki maja se aap Profile nahi chala sakte, jese aap kab online aate ho.
Agar aapka koi Business hai tobhi aapko ye future kaam aa sakta hai, aapke jitne bhi friends hoge wo Profile se Page me badalne par Page Likes me badal jayege, or iss trha aapko starting me hi 5000 likes mil sakte hai Page par agar aap 5000 Friends banane ke baad Page me convert karte hai to.
Ye Bhi Padhe: Facebook Se Paise Kaise Kamaye uske tarike in Hindi
Facebook Profile ko Page me Badalne Par Kya Hoga
- Jitne bhi aapke Friends or Followers hoge wo Page me badalne ke baad Facebook Like me badal jayege. (Prifile me Firends kaise Hide kare uski jankari)
- Aapka Jo Profile ka Username hai wo hi Page ka username rahega. (link hai wo same hi rahegi)
- Jo aapki Profile ka Naam hai wo hi Page ka Naam rahega. (Single Name Profile kaise banaye uski jankari)
- Jo aapki Profile Picture hai wo hi Page ki Picture rahegi.
- Aapne jitni bhi Friends se Chat ki wo aap nahi dekh payege.
- Jitne bhi Profile me Photo upload kiye hai wo page me transfer nahi hoge.
- Aap jitne bhi Group me Join hai un sab se hat jayege.
Agar aap Chate hai ki ye sab naa ho to aap ek kaam kar sakte hai ki ek New Facebook Page Banaye or apne Followers ko kahe ki Page ko like kare or Profile bhi rhene de.
Also Read:
- Facebook Account ko Hack hone se bachaye Fake Apps se [Fb Security Tip]
- Facebook Security: Account Hack Hone Se Kaise Bachaye
Facebook Profile ko Page me Badalne se Phele Kya Kare
Aap apni Profile ko Page me badalne se phele in Steps ko jarur pura kar le.
- Aapki Profile ka Data Download kar lijiye, Q ki Page me convert karne par sab delete ho jayega.
- Aapne jitne bhi Group or Page ke admin hai usme or kisi ko admin bana dijiye.
Ab aap Facebook Profile ko Page me convert karne ke liye teray hai.
Facebook Profile ko Page me Convert karne ke Liye Kya kare
Ab agar aap soch chuke hai ki aapko Apni Facebook Profile ko Page me convert karna hi to chaliye dekh lete hai uski steps.
Important Note: Ek war Facebook Profile ko Page me Convert karne ke baad aap Wapas usko Page ko Profile me Convert nahi kar sakte.
Apne Facebook Account me Login karne ke baad button par click kare
Convert Facebook Profile to Page
Ab aapko Simple Jo Process hai Facebook Page banane ki wo Follow karna hai, Aapse Profile ko Page me Convert karne ke liye aapka Facebook Account ka Password bhi Pucha jayega..
Agar aapko Facebook Profile ko Page me convert karne me koi Problem aa rahi ha ya aapka koi sabal hai to aap comment me puch sakte hai.
Ye Bhi Padhe:
Rohit Ji kya profile picture he delete hogi ya sari picture delete ho jaygi…?
Rohit Sir aapke Step Follow Karke Convert kiya But Like Nahi Mila kya karen
oss facebook fanpage ki link open karne se bas profile ka page bana hai aur like nahi aaya 1 bhi
jab convert karte hai jab uska option aata hai aapne sayad select nahi kiya..
Rohit bhai me apne friends ko page pe like nhi krva pa rha hu kya aap krke dedoge
Bhai iske liye to invite your friends ka option aata hai page par..
Thanks bhai aapke btaye trike se main apni facebook profile ko page me convert kar paya.
Thanks
sorry we can not fixed soon likha aa rha h
Kuch time baad try kare.. facebook ke server me kuch problem hogi..
plz jawab jarur dena Rohit ji mera fb par page ha mein chahta hu ki us page mein jayda se jayda frds ho yani mere page mein 50000 ya 1 lakh frds mere page ko like kar le muje kya karna chahiye
iske liye aap regular Interesting ost kare jo logo ko pasand aaye to like comment share kare.. or aap bhoost karke bhi promote kar sakte hai.
bhai fb page se koi fb page pe masses kaise karenge
iske liye aapko setting me option milega.. page save category or same name ke hona chaiye.. agar page name alag hai to phele page name change kare.
New page ban gya and account bhi hai…..??
Jab Page banate hai to ID delete karne ka option aata hai.. sayad aapne wo select nahi kiya..
Sorry, something went wrong.
We are working on it and we’ll get it fixed as soon as we can.
Bro ye name aa rha kya karu page me converter nhi ho rha help me bro
Plzzzzzzz
aap kuch time baad try kare.
Data kese download kre f.b se
iska option aapko fb setting me mil jayega..
Dada download kese kre f. B se meri I’d m copy download data ki options nai aati
jab aap convert karege jab aayega
Dada download kese kre f. B se meri I’d m copy download data ki options nai aati
Helo Bhai Facebook I’d ko jab Page main convert karte hai to vo page bann jaati hai uske baad agar uss page ko hum Verify kare to Hoga yaa nahi bhai tell me argent please
verify karne ki koi jarurat nahi padti.. baki agar aap jo tik aata hai uska puch rahe hai to wo automatic aata hai usko lagane ka koi tari ka nahi hai.
Rohit bhai main ne apna id page me convert kar liya hu par like 0 hai aur kya karna hoga plz reply
Hum post gust banana chahte h sir
Ham post guest banana chahte h
sir ham data download kha sa kranga…apne id ka..
Setting me se.. Mene bataya hai.. Post me
ROHIT SIR AAPNE JESA KAHA MENE SAB VESA HI KIYA BUT AB MERE PAGE BHI HE OR PROFILE BHI MEKO PROFILE DELETE KARNA HE TO KESE KARU
Nahi.. Aapne puri process nahi ki.. Aap page ki setting me ja kar merge kar sakte hai ab.. Profile n page dono ko.
Sir mere fb.page ka Koi bhi aadmi background photo aur profile photo badal dete he main apne page ko kaise safe rakhu
Ye possible hi nahi hai.. Aap dekhe page ke admin koi or bhi hai kyaa aapke aalawa.. Jo page ka admin hota hai sirf wo change kar sakte hai.
facebook page ko delete kaise kare
Rohit Sir ji
मेरा facebook Account Open नाही होरा है तो मेने forgate Password .किया था तो Password Change हुआ था पार FB A/C open नाही हो राह है और gmail पर एक हि Cod आ रहा है मतलब एक हि number मे आ रहा है. बार बार ओर open नई हो रहा है.
तो क्या वज हो सक्ती है..
ओर ये Error आ रहा है..
You have tried entering too many codes. Try again later.
ROHIT SIR
मेरा facebook Account Open नाही होरा है तो मेने forgate Password .किया था तो Password Change हुआ था पार FB A/C open नाही हो राह है और gmail पर एक हि Cod आ रहा है मतलब एक हि number मे आ रहा है. बार बार ओर open नई हो रहा है.
तो क्या वज हो सक्ती है..
ओर ये Error आ रहा है..
You have tried entering too many codes. Try again later.
Please Help me
school ke friend ko kaise khoje sir Facebook pe
Sorry, something went wrong.We’re working on it and we’ll get it fixed as soon as we can.
Bhai me I’d se page kiss banayu ye to batyo koi site ya other
Bhai me agar friends request send krta hu to aata h ki apki friends request jo 1000 h full ho gye ha. Phle Unhe cancal kre kre. To muje aap se btao ki sare K sare friends request ek sat kase cancal hoge. Ek ek me to m presan ho gya hu…
PC me Google Chrome me Toolkit for Facebook ka Extension lagaye aur usase sabhi friends request aap cancel kar sakte hai.
ye convert hone ka page hi na khul ra sir
Profile page me convert nhi ho rhi he id login karne ke bad likha ata he ki
(Sorry, something went wrong.We’re working on it and we’ll get it fixed as soon as we can.) Ab kese kare ?
Me ek Rapper hu mera naam Lil RockStar h or me fb par id bna raha hu to Lil RockStar ke naam se ban hi Nii ra kaise banau Lil RockStar ke naam se
Badiya jankari share ki hai apne
page ka na name jada likes me laise chnge kre .?
Thnxxx bro.
bhai mere adsense account par applykiya lekin us par domain galat ho gaya….. sah kaise karen
Rohit bhai main Apse Puchna Chahta hun ke Facebook profile ko pages mai convert karne ke baad wo page banjayenge magar Page par Kitne likes Hoga Bta sakte Hai.
Very nice post
bhut achchi jankari hai rohit ji
Very Nice post again
Bhai apne konsa theme use kiya jai plze btayenge
Thanks
very very thanks rohit ji…
Thnaks for Comment
Thanks bahut acchi information di aapne…
Rohit sir, hum apne facebook page se kisi post pe comment kaise kar sakte hai? aur ap is blog me kon c wordpress theme use kar rahe ho?
Jab aap comment karte hai kisi bhi post par.. To side me ek icon aata hai.. Jisme comment as me aap apne page ko select kar sakte hai..
Newspaper theamtheame hai HMH ki
thanks, aapne kafi achha post likha hai.
Thanks.. Please use real name..
Hi, Rohit ji
maine jo ek blog banai h usme post open nhi ho rha h.
bs uska post tital hi dekhai de rha h.
aap ekbaar blog ko check krke batayege ki mujhe kya krna hoga..
guruandroidguru.blogspot.com
Aapne template ke code me kuch gadbad kardi hai… Aap template change kare
Bro हमें वर्डप्रेस थीम का कलर चेंज करना हो तो कैसे करें मैं कलर ऑप्शन में गया था लेकिन वहां पर सिर्फ बैकग्राउंड कलर का ही ऑप्शन आ रहा है लेकिन अगर हमें थीम के फुटर या किसी और का कलर चेंज करना हो तो कैसे करें
Uske liye to aapko theame ke code me chane karna hoga..
Kya Aap post karenge reply jarur dijiyega..
Rohit ji me ek guest post karna chahta hu…
Haa bilkul.. Aap send kijiye. Post ko
Hey Rohit.. Thanx ye post share karne ke liye.. Aapke bataye hue post se ab mai apne profile ko page me easily convert kar sakta hoon.
Ji bilkul.. Par ek baat ka jarur diyan rakhe. Fir wo wapas profile me convert nahi ho sakti.
जानकारी महत्वपूर्ण है.
Thanks
Sir mera ek sawal hai ki mena Facebook profile page ma convert karlo hai par isma profile bhi AA raha hai aur page bhi ab profile ko kaisa htaye
Rohit Bhai mera ek questions solve kar do please mena apne profile ko page ma convert kar liya hai par isma ek problem hai ki page aur profile dono AA rahi hai ab profile ko kaisa hataye bas page rahne dena hai please jaldi bta do.
Bro मेंने आज हीं वर्डप्रेस को सीखने के लिए एक ब्लॉग बनाया है और आज मुझे बहुत कुछ पता चला वर्डप्रेस के बारे में लेकिन मुझे एक प्रॉब्लम आ रही है कि वर्डप्रेस में हम सबसे आखिर फुटर में जहां Them की क्रेडिट लिंक होती है अगर वहां पर हमें हमारे ब्लोग की लिंक डालनी हो तो कैसे डालें प्लीज इसके बारे में मुझे जल्दी जवाब दीजिए अगर हो सके तो थोडा सा डिटेल में बताइएगा
Aap theame ki file ko edit kare.. Home.php index.php ke naam se hogi
badhiya jaankari rohit ji. dhnybad :)
Thanks Rupa ji.. Aapke comment ke liye..
Rohit ji mera fb account or fb page b h. m apne fb account ke frnds ko fb page me convert krna chahta hu, jisse ki mere fb ke 5000 frnd mere fb page me pahuch jaye, kya aap pura process bta skte h.