Internet Aaj Hamari Jindgi me kitne maine rakhta hai ye to sab samajhte hi hai. Aaj hame kahi jane ki jarurat nahi padti ham ghar baithe hi Shoping kar sakte hai, Mobile Recharge kar sakte hai.. Par kya aapko pata hai Is tej raftar online zindagi me hamari jo bhi gati bidhiya hota hai wo track hoti hai.
Friends jab aap ko ye pata chalega ki duniya ka no.1 Search Engine hum par har samay, hamare har ek action ko track kar raha hai. To apko kafi herani hogi lekin ye sach hai ki Google hum pe har samay hamare har gatividhiya, Pasand na Pasand aur Contact par kadi nigrani rakhta hai.
Also Read: Google ke Most Important URLs jo aapko pata hona chahiye
Page Contents
Google Kis Trha Rekhta Hai Ham Par Najar
Google ki bhut si servirea hai hai jo kahi na kahi hamari jindgi se judi hui hai jese Gmail, Youtube, Google Map … Par Google hame achi service dene ke liye hamari puri gati bidiyo par Nazar rakhta hai.
To chaliye sabse pahle hum ye jante hai ki google ye sab karta kaise hai.
#1: Google Search Engine
Google Search Engine ek aisa search Engine hai jis sayad hi koi use na karta ho. Aur ye baat bhi sach hai ki sayad hi koi iski najaro se bach paya hai. Kyonki Internet pe khulne wale jyatar Website Google se Search kr ke kholi jati hai. Ye apke dwara search kiye gaye Keywords aur click ki gai site ke sambandhit jankari store karte rehta hai taki ye apke ruchiyo aur pasand na pasand ko samajh sake.
Iska Faida ye hai ki fir aage agar ham koi chij search karte hai to hamare interest ke hisab se hi search reslut aayege.. Jese Maanlo agar me Apple Mobile use karta hu or uske bare me kuch na kuch search karta rahta hu.. or agar me sirf Apple search karu to mere search result me Apple Mobile Company aayegi.. par agar koi jo fal-fruit ke bare me search karta rahta hai to uske result me Apple (saf) aayege..
#2: Youtube
Duniya me sabse jyada Videos search kar ke dekhe jana wala Youtube Google ka hi ek Service hai. Aur ye bhi aap ki Ruchi, Pasand na Pasand ki jakari Google ko bhejta rahta hai.
Youtube ki or jankari ke liye yaha click kare:
#3: Chrome Browser
Mujhe jyada samjhane ki jarurat nahi hai ki Chrome bhi Google ki hi hai. And ye apke dawra khoji ja rhi har chijo se sambandhit jankari Google ko bhejta rhta hai. Safari, Firefox bhi track karte hai gati bidiyo ko.
Also Read:
- Google Chrome Extensions Kaise Install kare
- Top Free SEO Extension for Chrome Browser
- 50+ Google Chrome Extension for Blogger
#4: Android
Aaj kal SmartPhones me sabse jyada use hone wala OS Android hai. Aur ye humare phone me huve har gatividhiyon ki jankari Google tak pahuncha rehta hai. Android Smart Phone hamesha hamare sath hota hai isliye Google hum pe iski madad se har samay nigrani rakhta hai.
Aapko ye bhi pasand aayege:
- Android Phone ko Hang hone se kaise bachaye
- Android Mobile ki Location Google me kaise pata kare
- 10 Android App ko har Blogger ke pass hona chaiye
#5: Google Analytics :
google Analytics ke dwara aap apne website ke visitors ki sankhya aur unke pasand na pasand ko jan sakte hai. Ye blog visitors ki puri jankari hume deta hai. Lekin ye baat bhi utni hi sach hai ki jitni jankari ye hum nahi deta balki usse jyada humari jankari Google ko bhej deta hai.
#6: Google Adsense :
Google Adsense ke bare me batane ki jarurat nahi hai fir bhi bata deta hu ki ye Google ki Ads Network hai jo aam tor pe har Website pe laga hota hai. Zahir si bat hai ki iske Ads code jahan – jahan lage honge vahan – vahan aapki upasthiti darj ki jayegi. Aur iski suchna Google ko bheji jayegi.
ye bhi pade:
- Google Adsense Approve karne ke liye kya kare
- Adsense me log paise q nahi kama pate hai
- 1000 Visitor par kitni income hoti hai Adsense se
#7: Gmail
Aapke dwara Send aur Receive ki gai Emails ko Google pahle check karti hai. Fir jakar apko mail milta hai.
#8: Google Plus :
Ye google ki social networking site hai aur zahir si baat hai ki ise use karne wale har bande ki jankari Google ke pass hoti hai. To Friends dekha apne ki Google hum pe anytime kis prakar se nigrani rakhta hai.
Also Read:
*Google+ Band ho chuka hai.
#9: Google Map
Google Map jis par ham kisi bhi jagah ka naksha dekh sakte hai.. par ham jab bhi isme koi location search karte hai ya navigation chalu karte hai to Google ke pass hamari Physical location bhi chali jati hai.
Ab aap ke man me sawal ye uth raha hoga ki Google humare data ko store kar ke karta kya hai, Hai na! To main aap ko bata du ki Google hamari Pasand na Pasand ko jan kar usi hisab se Advertise display karvata hai aur paise kamata hai. Ya ek prakar se kahe to ye ek tarika hai Google ke paise kamane ka.
I hope friends apko meri ye jakari achhi lagi hogi aur aap is Post ko Share jarur karenge… Thank You!
Hi bro! meri saari blog post google per indexed hein but mera blog title only urdu help search karne per blog google per nhi aata 8 months hogaye blog ko….
Bahut hi achhi jankari sir.
Rohit Ji ek request hai apse !
Is Guest Post me Jo aapne mujhe back link di hai www. hindimejane .com use change kr ke www. gyaniblog .com Krna hai.
Kyonki Hindi Me Jane blog ab Mera nahi hai.
I hope aap meri request accept karenge aur meri help karenge…
Done Brother :)
Bhut badiya artical hai bhai.
google plus k baare m btainge plz
google+ ke ware me yaha hai
sir google plus k baare m btayinge plz
bro aapka Da yani domain athority kitna hai kya aap hame btaskte hai pira bataye sir mujhe aapka reply ka intijar rahega meri site #Seekhoweb hai
aap online kisi bhi website se check kar sakte hai..
Thankq you sir bahut hi badiya artical likha he aapne, kafi help mili,, sir meri ak problem he adsense ki taraf se mail aaya he muje kus samaj me nahi raha he, uski coppi yaha pest karata hu, sir galat to he par ye ak help kar dijiye pleas
SPOTLIGHT
Page-level ads are changing the mobile ad game
Enhance the mobile ad experience for your users with Page-level ads ~ the next generation of ads. Page-level ads may help you improve mobile revenue by showing the right ads to the right users at the right time. Start earning more from your mobile content.
LEARN MORE
UPDATES & FEATURES
Are you engaging users with Matched content yet?
The results are in, and we’ve found that Matched content tends to drive readers in consuming more content and spending more time on sites! You could potentially increase revenue by displaying page recommendations from your site to your visitors with Matched content. Learn more.
Channel your inner scientist with automatic experiments
Itching to know how an ad could perform? Stop guessing and start experimenting with the automatic experiments feature to test ad performance against a small portion of your traffic. Learn more.
To block or not to block? Let the numbers guide you on which ads to block
You can make better decisions on which ads to block using the new impressions chart in the Ad Review Center. Know the revenue impact before making that decision with impression data and more.
Discover Accelerated Mobile Pages
Whether your goal is to drive higher ad viewability rates or better ad engagement, find out what Accelerated Mobile Pages (AMP) can do for you. Join our community forum to see how other publishers are adopting AMP.
Focus on your passion for creating content ~ leave the rest to a Certified Publishing Partner
Whether you’re just starting with ads, looking for a new revenue source, or fine-tuning your ad server setup, Certified Publishing Partners can help you achieve your goals. Our partners handle everything from setting up to optimizing and maintaining your ads. The program already has over 30 trained experts, and we are excited to announce our newly certified partners: Marfeel and Sortable. Find a partner near you.
TIPS & INSIGHTS
Reach your Filipino users
You can now place AdSense ads on pages in Filipino. Develop localized content to target the rapidly growing Filipino Internet user base.
Web security is your #1 friend
Find out how proper ad placement can help you avoid security concerns like “clickjacking” or other web attacks. Review the best practices section.
Discover tips on driving user engagement
Learn how an effective user engagement strategy can drive site growth and traffic. Download the AdSense Guide to Audience Engagement to learn about tips on how to “design user journeys, not just web pages.”
Sir googal ham par hamari pasand napasand ki hi jankari rakta he ya android mobile ya tab me front camera aur bake camera hote he kya hamari marji ke bina hamari foto clik ya video banaye ja sakte he kya.
Sir hamare area me bhut sare wifi hai lakin muhje wifi ka password nhi pta mere ko kisi ne kaha tha wifi hack ke liye phone root karna hota icliye maine root kar liya ab muhje ye btaiye ki wifi ka password janne ke liye konsa app use kru …… wps connect app try kiya hai icce koi kaam nhi ban raha hai
Comment:Rohit g apna watsapp Numbir do
Rohit ji, achha jankari
sir mujhe achha lag ki aap ne jankari hindi m di
aaj kal sirf har koi english m he kuch bhi jankari dete hai
Thanks Angad
mujhe aapki help chahiye….
“mai search engine bnana chahta hu jo hindi me ho aur wo bhi bharatiya(indian) ho” so will you plz help to make search engine. i think aap jrur help krenge because of we like hindi love hindi.
rohit jee apki mene post padi kafi helpful he mughe apse kuch puchna tha meri post 500 se jyada ho chuki he please kya aap hame bata skte he ki 500 se jyada post sitemap.xml google me submit karne ke iiye ab mughe kya karna chahiye kyo ki sitemap.xml generator sirf 500 post submit kar skte he 500 se jyada ke liye paid karna padta he to kya apke paas kuch option he jo 500 se jyada ke post google me submit kar saku bina kisi charge ke thanks
Rohit bhai maine adsense k liye apply kia tha …disapprove ho gya….ye msg aaya h aap btaye ki isme kya hai plzz…nd haa isme likha j ki words km h ….to m words kaha s lau bhai…qki mera blog song lyrics ka h…plxz bhai btao
As mentioned in our welcome email, we conduct a
second review of your AdSense application once
AdSense code is placed on your site(s). As a
result of this review, we have disapproved your
account for the following violation(s):
We did not approve your application for the reasons
listed below:
Insufficient content: To be approved for AdSense
and show relevant ads on your site, your pages
need to have enough text on them for our
specialists to review and for our crawler to be able
to determine what your pages are about.
To resolve this issue, please work through the
following suggestions:
Make sure that your pages have sufficient text –
websites that contain mostly images, videos or
Flash animations will not be approved.
Your content should contain complete sentences
and paragraphs, not only headlines.
Ensure that your website is fully built and launched
before you apply for AdSense – do not apply while
your site’s still in a beta or “under construction”
phase or only consists of a website template.
Place the ad code on a live page of your website.
It does not have to be the main page, but test
pages that are empty except for the AdSense ad
code will not be approved.
Provide a clear navigation system for your visitors
so that they can easily find all of the sections and
pages of your website.
If you’d like to monetise YouTube videos, please
apply for the YouTube monetisation program. Note
that blogs and websites that contain only videos
will not be approved.
Rohit ji maine aapse 1 sawal pucha tha ki mera adsense ka code maine apne blog me laga diya hai lekin phir bhi ads show nahi ho raha hai aisa kyu aapne ans nahi diya please bataiye 1 din ho gaya hai.
ads code lagane ke baad adsense team hamare blog par aate hai or check karte hai.. agar website sahi ho to to ads dikhne lagta hai.
Nice post, mujhe much janna tha ki mere site per much adult site se visitor aarhe hai, jab ki mai in site per kabhi visit bhi nhi kara for kaise in site she mere site ka link mile raga hai. Or ye acha hai ki bura hai mere site me liye ye bhi bata de.
ye bhi bhut logo ki site ke sath aesa ho raha hai.. or ye real visitor nahi hai.. sirf analytics me kar rahe hai.. iska faida to bilkul nahi hai.. par nuksan kya ho sakta hai uska bhi samaj nahi aa raha hai.
Sir mujhe adsense ka ads code mil gaya hai aur me use apne blog me ads paste bhi kar diya hu lekin phir bhi ads show nahi ho raha hai kya karu please suggest…
Iska matlab apne search ke tariko se hame bloging me bhi fayda ho sakta hai
nahi.. par agar jese log search karte hai us tarike se uska jabab apne blog me dalege to jarur faida milega.
Main apne browser se kai bar amazon ki site visit kar chuka tha is liye mujhe adsense ke jyadatar vigyapan amazon ke hi dikhate hain.
Ji haa.. ye uska ek jita jagta udharan hai.. :)
Bro mene bhi aapko ek guest post veja hai koi reply nehi diya aapne :'(
Sorry but abhi me thoda jada hu busy chal raha hu.. me jab bhi aapki post dekhuga jarur reply karuga.. Thanks
Sir Image ka Html Link kaise Banate h
Ye HTML Link ka Code
Hindi Me Help
sir me comment kyu nahi kar pa raha hu???
Aap Comment kar pa rahe hai.. par comment mere approve karne ke baad site par dikhta hai.. jab bhi muje time milta hai me comment ko pad kar approve karta hu.. aap thoda wait kare.. Thanks