Submit Guest Post for HMH

Hello, Aap ye to jaante hi hoge Hindi Me Help kis bare me hai or Is website ka maksad kya hai, Janne ke liye Hamare bare me pade. Agar aap Bhi Apna Knowledge (Jaankari) HMH par Share karna chahte hai or logo ki madad karna chahte hai to aapka svaagat(WellCome) hai. Aap apni Post mujhe bhej sakte hai or fir me usko HMH par publish kar duga.

Post likhte Samay In Bato ka Diyaan Rakhe

  • Aapki jo Post ho bo kahi se copy ki hui nahi hona chahiye, Matlab 100% new post hona chahiye aapke dwara likhi hui.
  • Post se Sambandhit kam se kam 1 Image jarur hona chaiye.
  • Post kam se kam 700 shabd ki jarur honi chaiye, Kitni bhi lambi chalegi par kaam ki bate hona chaiye post me. Post Send karne ke pehle Word Count karle.
  • Post kaam ki hona chahiye matlab aisa na ho ki uska koi upyogi hi naa ho.
  • Post ke bare me Aapko sahi jankari hona chaiye.
  • Post likhne me Aap in Bhasa ka istemal kar sakte ha
    • Hinglish (Hindi + English dono)
    • Hindi

Post kesi hona Chaiye

  • Kam se Kam 700 sabd zaroor hona chahiye.
  • Ek Image jarur hona chaiye, Post se sambandhit. Aap Free Stock Image use kar sakte hai Post me, Ya Google se Copyright Free Image Download kare, agar kahi see copy kare image to uska credit link jarur de.
  • Chote Paragraph me Post Likhe, taki padne me aasani ho.
  • Post me Link add kare to koi galat Site ki link nahi hona chaiye..

Kya Faida Hai HMH Par Guest Post karne ka

Aapko kya kya fayde hai HMH Post karne ke chaliye wo bhi jaan lete hai:

  • Post ko Aapke Naam se Post kiya jayega.. Jisse aap ki Popularity badegi.
  • Author Box me aapki website ka Link bhi add kiya jayega.. Jisse aap ki website ka Promotion bhi hoga.. uske sath aapko ek High Quality Backlink bhi milegi.
  • Bina khud ki website banaye bhi aap apna Knowledge duniya se share karke apni ek pehchan bana sakte hai.
  • HMH par 400+ Guest Author ki list me aap bhi samil ho jayege..
  • Aapko Hindi website me sabse Popular Blog par Featured hone ka moka milega.
  • Sabse Important baat Jo logo ki madad karne me jo khusi milti hai uski koi Kimat nahi hai. :)

Note: Agar Aap Guest Post ke Jariye Apne Product/Service ka Promotion karna chahte hai to aapki post Sponsor Post ki Category me aayegi, or agar aap Sponsor Post karna chahte hai to Pehle hamse contact karke uski detail bataye, Fir ham bata payenge kitna charge lagega.

Post kin-kin Topic Par likh Sakte hai

  1. Blogging – se sambandhit koi bhi jankari
  2. Social Networking SitesFacebook, Twitter, Instagram ke bare me koi bhi jaankari ya Tips or Tricks
  3. Blogger or WordPress par
  4. Kisi Site ke bare me, ki wo kis bare me hai or uska kya faida hai (Important Websites).
  5. Youtube se sambandhit koi bhi jankari.
  6. Online Money ke upar koi bhi jaankari (Farji nahi hona chaiye).
  7. Mobile se sambandhit Jankari.
  8. Internet News 
  9. Internet se sambandhit koi bhi jankari – Internet News, Tips, Tricks, Security

HMH Niyam wa Sarte Guest Post ke liye

  • Post ek baar HMH par publish ho jayegi uske baad aap usko or kahi publish nahi kar sakte, khud ke Blog par bhi nahi.
  • Post me koi bhi farji link, ya koi aesi link jo sahi nahi ho, usko publish nahi kiya jayega post ke sath.
  • Aapki Affiliate Link nahi di jayegi
  • Aapke duara jo Post mujhe beji jayegi usko me apne hisab se edit kar sakta hu, taki wo SEO ke najar or HMH Reader ke liye sahi ho.
  • Agar aapke Blog par galat chije share ki gai, To HMH se aapko jo Backlink mil rahi hai usko nofollow kiya ja sakta hai.
  • Aapki EMail par Gravatar Image set hona jaruri hai. Hai ya Nahi yahan check kare.

Post Kaise Send Kare

Aap apni Post ko Text File, MS Word, HTML kisi me bhi likh kar Form se submit kare .


    90

    Post Featured Image [Max File Size Limit 2mb]

    Post File* (MS Word/Text/HTML) [Max File Size Limit 10mb]


    200


    0

    Aap hamari Niyam wa Sarte Mante hai. (tick kare)

    Agar aapko koi Doubt hai ya Guest post se related koi discussion karna hai to aap Contact Us Form se contact kar sakte hai. ya Aap Direct bhi Email kar sakte hai admin@rohitmewada.com par.

    HMH par Publish Sabhi Guest Post aap yaha dekh sakte hai.

    Leave a Comment

    Please Read HMH Comment Policy before Comment.

    196 thoughts on “Submit Guest Post for HMH”

    1. Hi Rohit, maine kuchh din pahle Guest Post submit kiya tha, jiske baare mein hamen aapka confirmation mail mila, Please… kya isase juda koi update hamen mil sakta hai???

      Reply
        • Hi Rohit, मैंने कुछ दिन पहले HMH पर गेस्ट पोस्ट सबमिट किया था, उस समय आप घर के अन्य कार्यों में व्यस्त थे, क्या अब आप फ्री है? Please… क्या मुझे गेस्ट पोस्ट से जुड़ा कोई अपडेट मिल सकता है???

          Reply
    2. एक चंदन नाम का लडका था चंदन का एक दोस्त भी था चंदन अपनी जिंदगी खूसी खूसी बीता ता था एक बार निर्मला नाम की लड़की को देखा तो निर्मला बहूत सून्दर थी तब चंदन ने छोचा के इस्को हिरोइन बनाना है चंदन ने निर्मला को पूछा क्या तूम मेरी दोस्त बनोगी तब निर्मला ने कहा ठिक है आज से हम दोस्त है ऐसे 1 महीने तक चला एक बार चंदन ने निर्मला को पूछा क्या तूम मेरे साथ मुम्बई चलोगी तब निर्मला ने कहा ठीक है चलो चंदन ओर निर्मला दोनो मुम्बई आये ओर निर्मला को बहूत बडी हिरोइन बना दिया

      Reply
    3. Hello sir !
      Aapke site ko main kafi samay se follow kar raha hu yaha se mujhe bahut kuch sikhane ko mila hai
      Main aapke site par Guest post karana chahata hu
      please accept karen

      Reply
    4. मेरी Site देखो एक बार कैसा है मेरा Content कैसा लिखता हूं, मैं एक दम Unique में खुद लिखता हूं, Site Check करना Bro मेरी एक बार Prakarwal.tech

      Reply
    5. मैं आपकी वेबसाइट के लिए एक अच्छी गेस्ट पोस्ट लिखने की कोशिश करूंगा जय हिंद जय भारत

      Reply
    6. Sir, ek banda meri website par guest post karna chahta hai, mujhe usse kitna charge karna chahiye. Mera blog hindi me hai. Kya apke pas koi List hai jisme Hindi Guest Posting Ke charges ho?

      Reply
      • Agar wo sponsor post karna chate hai to aap 50-100$ charge kar sakte hai.. par ye depend karta hai ki unka kya budget hai or wo aapko kitna pay kar sakte hai.. aap samne wale se hi baat karke dekhe..

        Reply
        • Reply karne ke liye dhanywaad Rohit Sir. Waise wo banda backlink lene ke liye guest post karna chahta hai, Koi na, Mai us bande se bat karunga.

          I Hope You Have A Great Day.

          Reply
    7. I am a Hindi language teacher. can I submit hindi language related blog to you site. Its really a honors to a language lovers through out the world.

      Reply
    8. Rohit Bhai,
      Thank You so much Muje Apke Post Ko Yah Kisi Bhi Chiz Ko padkar Bahut Achaa Lagta Hai, Apne Toh guest post Submit Ke Liye Aur Logon ke help ke liye Jaga Rakhaa Hai Joh ki Bahut Log Karta Nai kisi Ka help hume Yeh chiz bahut bahut achaa laga main aapke website ko bookmark kar liya hun

      Reply
    9. Wow bhai bahut badiya ab guest post milne ka problems khatam hogaya Apke site se guest post Mil Gaya toh aur kya chahiye humara popularity 1 min me ajayega
      Thanks bhai jaan

      Reply
    10. Wow bhai bahut badiya ab guest post milne ka problems khatam hogaya Apke site se guest post Mil Gaya toh aur kya chahiye humara popularity 1 min me ajayega
      Thanks bhai jaan

      Reply
    11. sir kya guest post se meri website ka traffic bhi increase hoga sir ji please please please please please please reply kijiyega

      Reply
    12. Hello HMH,
      Mai aap ke website mai guest post kar na chata hu, maine Topic pade guest post ki, par kya mai Health sea related topic par guest post kar suk ta hu kya.

      Reply