Agar ek badiya website banana hai to uske liye badiya Domain or badiya Hosting hona bahut jaruri hai ye to aap jante hi hoge, par agar achi hosting chaiye to paise bhi acche lagte hai jo ek new bande ke liye thoda muskil padta hai. lekin agar hosting 55% off me mil jaye to kesa rahega ;)
Agar aap bhi Badiya Hosting lene ka soch rahe hai to ye offer aapke liye ek best offer ho sakta hai, jisme aapko 55% off mil jayega, yani aapko ek best hosting ek average hosting company ke rate me mil jayegi.
Hindi Me Help bhi Hostgator par hi hosted hai, or sabse khas baat muje inki jo support hai wo bhut pasand hai, kuch bhi problem aati hai to direct contact karke help le sakte hai.
WordPress kaise Install karte hai Hosting account me agar aapko nahi pata to aap uski step step process yaha dekh sakte hai.
To chaliye dekh lete hai aapko ye offer kaise mil sakta hai or kaise aap 50% Hosting Discount Offer ka fayda utha sakte hai.
Page Contents
Hostgator Hosting 55% Offer Discount
Hostgator ka ye special Offer hai jo aapko publicly kahi nahi milega, or agar aapko iska fayda uthana hai to aapko kuch bate hai to dhiyan me rakhni hai.
55% Hostgator Discount kab milega
- agar aap Shared, Reseller, Cloud, VPS hosting le rahe hai to aapko kam se kam 6 month ke liye lena padega, jab aapko 55% off hoga.
- Dedicated Servers ko minimum 3 month ke liye lene par 55% mil jayega.
Ye jo Offer hai wo sirf 2 din ke liye hai 05th-06th March 2025, to jaldi kare.
Kaise Kharide Hostgator Hosting 55% Discount ke sath
Sabse pehle to aapko 55% Offer Page par jana hoga, jispar aap niche di hui link se ja sakte hai. ya fir aap direct bhi ye link type kar sakte hai – www.HMH.pe/Hostgator55
Ye jo Offer hai iska Discount Coupon iss link me hi add hai to aapko alag se add karne ki jarurat nahi padega.
ek baat ka dhyan rakhe, agar aapne browser close kar diya to jo discount coupon hai wo remove ho jayega, isliye aapko direct link se jakar hosting kharidna hai.
Jab last me aap Payment kare to waha jarur check karke ki aapko discount mil gaya ho, or agar koi error aa rahi ho ya aapko discount nahi mil raha ho to aap comment karke puch sakte hai.
jo Coupon hai wo successfully apply hone par aapko aesa message dikhega.
aapke liye konsi hosting sahi rahegi or kaise Hosting kharide agar aapko ye janna hai to aap mere pichle article read kar sakte hai jisme mene bataya hai, Kaise Badiya Hosting kharide WordPress Website ke liye.
Aapko ek baad dhiyan me rakhni hai 55% Discount Link hai, uspar click karke hi hosting lena hai. agar aap browser ko close kar dege to discount coupon remove ho jayega, isliye direct link par click karke kharide hosting.
Hostgator Hosting 55% Off Discount Link ?
To Friends, agar aap WordPress par website banane ka soch rahe hai to jada time barbad naa kare or jaldi iss offer ka fayda uthaye, q ki sirf 2 din ke liye hai.
Agar aapne iss Offer me Hosting li to aapke bhut se paise bach sakte hai, aap yaha dekhe kitne paise lagte hai ek badiya WordPress site banane me.
Agar aapne Hosting li hai ya aap lene ka soch rahe hai to comment karke bataye, or agar pehle se aapke paas hosting hai to kis company ki hai or aap apni hosting company ko kitni rating dege.
bhai bluehost ka koiii offer h kya, mene try kia search kr k but koii acha offer nhi mila
sir mere blog me maine domain khrida hai lekin hosting ka pata nhi to kya ye jarori hai
blogger me hosting ki jarurat nahi hai.. wordpress me iski jarurat hai..
Good Information Rohit bhai
Sir mai v cloudflear sa https green padlock apna blogger pr add karna chata hu so sir wo mai kaisa karu please help me…..
Blogger me nahi laga sakte bhai..
Sir mera guest post abhi tak publish nahi kiya aapne kaha tha PDF ko txt banae ke liye to mene kar diya but fir bhi aapne nahi kiyaa. Aapke email par mene bhej diya txt file ko
brother ab kuch post hai uske baad hogi.. please thoda wait kare.. thanks
Sir website ki speed ke liye kon si site achi hai, jo shi result deti hai ?
uske liye aap VPN hosting plan le sakte hai..
Rohit Mewada ji mei ek blogspot website khola hu kya mei usmey kisi movie ka download link daal shaktey hai ussey koi copyright nhi na ayga
wo copyrighted hi hai.. aap adsense to bilkul use nahi kar sakte uspar..
Rohit Ji Hello
Sir mai upar Batayi link par gya to choose plan par 3 option aa rhe hai .konsa choose kare .
1. hatchling Plan
2. baby plan
3. business plan
Mai In Tino Me se konsa choose karu .
Please reply
baby plan le.. isme aap 2-3 site aaram se manage kar payege..
Hiii Rohit Ji . Nice Article
Sir Mere Kuch Help Kare
1. Mera blog Blogger Par Hai . Mujhe WordPress Par Hosting Lekar Blog Create Karna Hai . Kru Ya Nhi. WordPress Ke KYa Fayde Hai .
2. Mai Hosting Kharidana Chahta Hu . Par Kaha Se Kharidu . Share hosting……..etc Ke Bare Me Mujhe Bilkul Knowledge Nhi hai .
3. Maine Domain Godaddy Se Kharida Hai . Mai Hosting Uper 50% Discount Se Kharidu . To Kya Bad Me Problem Aa Sakti Hai .KYa
4. Mera Adsense Account 1-2 Din Pahle Hi Appruv Huaa Hai . Mujhe Kitne Dino Ke Bad WordPress Par Jana Thik Hoga .
5. Minimum Hosting Ki price Kya Hai .Or Aap Konsi Hosting Use Kare Hai .
6. Rohit JI Mujhe Blogger Ke Bare Me Kafi Information Hai . But wordpress Ke Bare Me bilkul Nya hu . mujhe wordpress par jana chahiye ya nhi .
7. 3 Month , 6 month ya 12 month me se fayda kisme hoga .
upar sari bato ka aap jaldi reply kare
Thank You Rohit Sir
1: Aap karna chahe to kar sakte hai.. Kya faide or nukan hai wordpres ke uski jankari yaha hai.
2: aap hostgator se baby plan le.. aapko discount bhi mil jayega agar aap upar post me di hui link se kharidege to..
3: Nahi koi problem nahi hogi.. mene bhi aesa hi kya hai
4: aesa kuch nahi hai, usse koi fark nahi padta.. wass aap adsense ki term condition ka khayal rakhe.
5: Aap Baby plan hi le.. jiska price 6000₹ hai ek saal ke liye.. par aap offer me lege to 3000₹ me mil jayegi.
6: Aap apni main site ko wordpress par sift karne se phele ek demo blog banaya, or uski madad se wordpress chalana sikhe phele..
7: jitna jada time ke liye lege utna hi jada discount milta hai.
Hope aapke sare sabalo ke jabab mil gaye hoge.. thanks
Hello Sir, meri hosting Godaddy pe hai agar mai Hostgator se hosting kharidta hu to Godaddy se mera data safely kaise transfer kar sakta hu? Aur mujhe Hosting shift karne ke liye kya kya karna hoga please bataye.
Thank you…
aapko phele apni site ka full backup lena hoga, uske baad aapko apna data new hosting me upload karna hoga..
ye kaam aap updraft plugin se bhi kar sakte hai.. direct main site ko karne se phele kisi demo site se try karke dekhe.. youtube par aapko tutorial mil jayege..
kya aap apne blog par paid post accept karte ho
Sponsor post ka khe rahe hai to haa..
Hi sir,
mujhe ek blog ke liye dhang ki hosting chahiye.
Koi btana plzzzzzz
aap hostgator se 50% offer me le lijiye..
http://www.hmh.pe/50Hostgator
nice post .
bhaut hi aachi information di Rohit bhai aapne
thanks for sharing
Hostlelo.in bhi badhiya Hain .
Bahut Kam dam me achhi service deta hain .
Yadi hum apni site ko nye host par migrate kre to kyaa hume humara sabhi data purane hosting se remove kar dena chahiye.
bhai sabhi data se kya matlab ahai aapka.. wese aapko site ka pura data to move karna hi padega..
Hi,, This Is Nice Article, thanks for sharing this..
thanks
Rohit Bhai kya Hostgator ki hosting , Godday se fast rahegi ya nhi,,,
godaddy mene use nahi ki.. par bhut se logo ke muh se suna hai ki godaddy hosting achi nahi hai.. baki mene hostgator use ki hai or me aapko usko use karne ko hi suggest karuga..
Godaddy Domain key liye acchi hai . Hostgator Hosting key liye bahut acchi hai . Aur Hostgator ke Customer service bhi bahut achi hai.
nice aricle
Really Good Article….
I Hope ki is Coupon Code ki Help se Bahut saare log apne Blog ke liye Domain Buy Kar paenge.
Thanks to Share Bro….
bro abhi bhi hai kya offer
Nahi bhai, abhi nahi hai.. agli war jab aayega me aapko inform kar duga. aap Hindi me Help ka page lige kar lijiye.. to aapko iska notification bhi mil jayega.
Sir This Post is Very Usefull. Sir kya HostGator ke Hosting Godady ke Hosting se achi hai. Mtlb Godady ke Hosting se fast hai ?
Sir Please Give Me Answer !
Hostgator achi hai godaddy se.. godaddy domain ke liye acha hai.
Thanks
mere WordPress me w3 total cache plugin avaleble nhi hai kya karu
brother wo to aap manully install karna padega.. phele se thodi rahegi.
nice article ! thank you
Reading this Article today. Unfortunatly my bad luck. Vaise thansk rohit bhai for sharing this offer with all of us.
Brother.. agar aapko hosting lena hai to aap Hindi Me Help Page ko like kar lijiye.. jab bhi offer aapyega turant aapko usko notification mil jayega.
Lekin Rohit bhai..! Hostagtor ka support kaisa hai? Mera mtlb agar kabhi kuch problem aayi toh wo log fast response dete hain kya ? Bluehost ke sath Mera bahut bura experience tha
inki support achi hai.. mene jitni bar bhi contact kiya mera solution mil gaya muje.
rohit sir ek swal bataiye wordpress me post likhne par Readability hra kaise karte hai
bhai.. agar aap unke niche ne intersection dekhege to aapko samaj aa jayega.. main hai aap chote chote paragraph likhe
Wow great info aajkal to hostgatore par loot offer chal raha hai. 50% discount yahi mauka hai hosting buy karne ka
Sir maine ak news website wikiment .com banai hai. Please check karke bataye kaisa hai
Hlw sir, aapne bahut acche se explain kiya .. iske liye thanks
Mera ek ques. hai, aapne notification ke liye onesignal plugin use kiya hai usme apna site ka logo kaise set kiya hai..? jo allow or disallow krne time aata hai.
brother ye sab aapko plugin ki setting me mil jayega.. aap uski setting ko check kare.
Hi,
3 July ke Hack vale post me aapne kaha hai, HMH digital ocean par hosted hai. aur ab 10 july ko dubara Hostgator par aa gaye ?
Aakhir kyon ? aapne kaha Hostgator jyada paise le raha tha aur security ka bhi khyal nahi rakh raha tha.
Thanks in Advance for your reply.
sorry brother.. ye purana post hai jisko mene update kiya hai.. abhi present me digital ocean par hai.. par mera VPS plan tha.. baki normal plan me muje koi problem nahi aai.
Sir ek achcha sa free wp k liy hosting batay please
free acha nahi hota, par agar aap try karke dekhna chate hai to ₹1 hosting lekar dekh sakte hai.
Bahut hi achha post hai
sir me abhi blogger par hu muhe wordpress par kya sift hona chahiye ya abhi nhi
aap WordPress ya Blogger kon badiya hai wo post read kare.. fir wo aapko khud se fesla lena hai ki aapko kya karna hai.. baki WordPress hame jada option deti hai.
thanks for this information thanks
bahut achchhi jankari iske liye dhanyabad Sir new blooger ke liye pahele kya purchase karna jaroori hota hai domen ya hosting kya hosting free bhi ati hai
nahi.. aap blogger par free me use kar sakte hai.. par me suggest karuga domain to le hi le…
Hello I am a regular reader of your content. You provide best content for people in Hindi.
Thanks
sir meri income adsanse par 100 $ ho gyi hai and ab bo bad rahi hai ab google muhe mere account me 100 $ hi tranfer karega ya badi huyi income ke sath tranfer karega jaise agar meri income last date tak 150 $ ho jati hai tho adsanse 100$ tranfer karega ya 150 $ karega
100$ se jada jitne bhi hoge, utne aayege.
bhai hostgator affilliate market me ek admi ko join karne ka 3000 rs de raha hai kya please bhai rply
Thanks Brother
1-aap custom ad unit ko responsive kaise banate ho? kyu ki aapne jo header me 728×90 size ka jo ad lagaya hai wo mobile me cut nahi hota.
2- colorful buttons aap kis plugin se banate ho.
3- site me ssl lagana chahiye ya nahi iss baat ko lekar kaafi confusion hai. kyu ki kuch famous bloggers ka ye kahna hai ki bloggers ko apni site me ssl lagana utna zaruri nahi.
1. Responsive ads use kare..
2. Brother me koi plugin use nahi karta.. ye theme me hi hai.
3. SSL lagana jaruri hai,
very informative content mewada sir.sir aap ki sabhi post bahut acchi hoti hae.
Hi sir
Me Mere blog me Blog, Blogger, AdSense, SEO, WordPress ke bare me koi post hi nahi karta.
Me humesa new topic par hi article likhta hu, aur isi wajah se meri har post Google aur bing me first ya second number par aati hain. Aur itna kuch hone ke baad bhi mere blog par 100 se Jada traffic nahi aata. Kya karan ho sakta hai? Aap blog dekhkar bata sakte hain.
Brother agar aapki post first par aa rahi hai, par usko koi search hi nahi karta to traffic kaha se aayegi.. aapko aese topic par post dalna hoga jo log janna chate.
surendra bro me apane blogspot.com domain name par 100 se jayada post hai aur traffic 1000 se 1500 tak hai but mene blogspot par domain name add karke wordpress par transfer kar liya but mere ko ek problem aa rahi hai
exa – http://www.jansimeena.com/2017/07/best-attitude-status-in-hindi.html
ko me wordpress me redirect karna chahta hu jaise
http://www.jansimeena.com/best-attitude-status-in-hindi/
ab aap bataye ki me aise kaise kar sakta hu meri traffic bilkul na ke braber aa rahi hai
help bro me aapka waite kar raha hu .
brother iski script labnol.org blog par share ki hai.. jisko aapko blogger blog ke template me add karni hogi..
Hello Sir
Mere daily 2000 visitors he or iski snkhya badhti jaa rahi he or meri hosting(shared) renewal date najdik aa rahi he to ab mere website visitors ko dekhte huae me kounsi hosting buy karu,kyaa shared hosting per continue karna sahi rahega?
brother 2k visitor hai to aap baby plan par hi manage kar sakte hai.
Rohit bhai cloud v share adi hosting ke bare me janna chahta hoon kya apne is pr koi post likhi he
ok Brother aapki is demand ko bhi pura kiya jayega..
Hostgator aur Cloud Axis me kaun Best hai. maine dekha hai Cloud Axis Ka plan bahut Cheap hai Hostgator. to kya main Cloud Axis se Hosting Buy kar sakti hu. Mujhe Techyukti Ke Shailesh Sir ne apse Poochane ke liye Bola hai
Brother.. mene Hostgator use kiya hai.. or muje usme koi problem nahi aai.. to me usko hi suggest karuga.. baki kuch problem aati hai to ham unse contact karte hai to turant help bhi milti hai.
Nice Article
Kya aapko Cloudflare CDN se fayda mila hai?
yes, usse hosting ki bandwidth kam lagti hai.. par agar unlimited hai to fir uska waha koi faida nahi.. baki speed me bhi thoda fark dekhne ko mila hai.
Bohot achhi post likhe rohit bhai ek equation puchhna tha kya ham blogger blog me 2 domain use kar sakte h yadi ha to kya usse problem hoga koi
brother 2 domain kahi use nahi kar sakte .. ham ek domain ko dusre dmain par redirect kar sakte hai.. wo wordpress par hai ya blogger par usse koi fark nahi padta..
Hello Rohit Bro!!!
1. Apko daily ki average CPC kya milti hai?
2. Kya multi topic blog ki cpc kam milti hai?
Meri daily ki average CPC $0.05 mil rahi hai.
Kya ye mere blog ke hisab se thik hai?
Thanks waiting for your answer. :)
CPC Brother India me itna hi nilta hai.. agar aap High CPC keywords use karege jab thoda or bad sakta hai.. par on average itna hi milta hai.
Bahut hi badhiya bro kya aap mujhe bata sakte hai ki aap cloudflare ka kaun sa plan use kar rahe hai aur ssl aapne kharidi hai ya free wali use kar rhe !
brother me free wala plan hi use kar raha hu.. or SSL Free use karne me bhi koi problem nahi hai.. ye mene Google employs se pucha hai.
sir khan se liya apne free ssl
cloudflare se
Aapne bahut achhi jankari di he, me aaj hosting buy kar raha hu, muje WP setting ke bare me jayda jankari nahi he , kya uske bareme aapne koy post likhi hai
brother.. mene uske ware me yaha bataya hai.. kaise wordpress install kare or install karne ke baad kya setting kare uski jankari yaha hai