Aaj Kal Har ek vyakti ke paas Phone to hota hi hai, or Phone ab hamari jindgi ka aesa hissa ban chuka jo agar naa ho to hamare bhut kaam bigad jate hai. Hamare Liye kisi bure sapne se kamm nahi hota ki hamara Phone Pani me gir jaye. Bhut war galti se Mobile Pani me gir jata hai to chaliye jante hai sabse acha tarika apne Pani me Gire Mobile ko sahi karne ka.
Agar Aapka Phone Pani me gir gaya hai to aap service center bhi le jayege to wo aapke phone se sayad sahi karne se mana kar de.. Q ki bhut si companies pani me girne ke baad warranty khatam kar deti hai.
Abhi ke jitne bhi Smartphones aa rahe hai unme to water sticker bhi laga hota hai, to jab Phone pani me girta hai to jo sticker hai uska color badal jata hai or badi aasani se pata kiya ja sakt ahai usko dekh kar ki Phone kabhi pani me gira hai ki nahi.
Ye Bhi Pade: Online Mobile Recharge Kaise Karte Hai
Page Contents
Mobile Pani Me Gir Jaye To Gile Mobile ko Kaise Sukhaye
Agar Mobile Pani me Gir gaya hai to kya karna hai or kya nahi aaiye jaante hai.
Mobile Pani me Girne Par Kya Nahi Kare
- Mobile ko kisi chij se garam na kare sukhane ke liye.
- Mobile ko On karke naa rakhe.
- Gila hone ke baad Mobile ko pura sukhne tak bilkul use naa kare.
- Jada der Pani me Mobile ko naa rhane de, warna kharab hone ke chance badd jayege.
Pani me Mobile Girne par Kya kare
- Sabse Phele Turant apne Mobile Phone ki Battery Nikal de (Agar aapne Mobile ki battery nahi nikalti hai to Mobile ko turant Switch off karde)
- Mobile ko jada hilaye dulaye nahi
Ab hame apne mobile ko gila ho chuka hai usko sukhane ke liye aesi trick tri karna hai jo lagbhag har Mobile par work karti hai.
Kisi wartan me bina pake chawal (Rice) le, Jo Aapka Mobile ko usko upar se jitna pani hai wo phele kisi kapde se saaf kare, Fir Mobile or Battery ko Chawal ke andar pura dhak kar rakh de.. Mobile ko 24 Hours tak aese hi rakha rhane de.
Mobile ko Chawal me rakhne par jo Chawal hai wo uska pura pani sokh lege or is trha aapka Mobile bilkul tikh jo jayega.
Ye Jankari aapko kesi lagi wo aap comment me bataye, or is trick ko apne dosto ko bhi jarur pataye.. Sayad aapke batane se kisi ka Mobile kharab hone se bach jaye.
Ye Bhi Pade:
Sir mera Samsung j2 dudhi me give gya he on nhi ho the he
Thank you sir aapne bahut achhi baat batayi hai, iss blog ko padhne se bahut jankari mili hai.
Thanks :)
Sir mera mobile pani me gir gya tha but maine use on kar diya or charging pr lga diya tha to ab kya chawal me rakhne se dik ho jayega
nahi, q ki pani lagne ke baad agar usme current jata hai to uska circuit kharab ho jata hai..
Mera mi 3s mobile pani me gir gya Tha maineusko heat kiya to wo chalu ho gya Tha..
Fir apne aap band ho jaata Tha…
Ab problem ye Hai ki baatery ka wire hata ke dubara lagane prWI chalu ho jaata Hai lekin simtray lagane par fir band ho jaata hai
Agar usme pani thi thodi bhi nami hogi or aapne usko chalu kar diya to uska circut kharab ho gaya hoga..
Asalamolikum mera mobile sony expria hai jis k opar dodh gir gaya hai or os k speaker ma chala gaya hai. Ab os ka voloum bht kam ho gaya hai or kia karu. Wo yahan say aya b nai hai foran country say aya hoa hai…
super tips sar i am a big fan of your sar
Thanks :)
bahut Aache he sir kip it up
sar mera blog paar 120 post he magar only 150 views par day Aati he kyu sar thoda mera site view karke replay kijiye.
Aap title ko thoda or improve kare.. uski tips mene share ki hai aap wo read kare.. blog me badiya template lagaye.. or acha design kare..
Sr aap Bhot hi acchi jankari de rahe hai
Aap ke is post se mobile bigda hoga
Uske acchi gaide hogi thenks sr
Is post likhna ne keliye
like badhne Vale appk ka link de bhai..Jo filhaal ab kaam krta ho..
apk ke jariye like badana black hat me aata hai or muje uski jankari nahi hai dost. aap google par hi search kare.
sir abhi tak to koi bhi pin mobile par nahi aaya jab ki ATM kab ka aa chuka hai.
aur sir kya ye pin domain kharidte waqt hi mobile par aayega .. please sir puri tarh se samjhye
aare aap jab payment karege to aayega pin aese hi thodi.. agar aapko online payment karna nahi aata to aap kisi ki help le lijiye..
hello sir please domain aur hosting kharidne ke liye ATM ka kaun sa pin enter karna padega .
aur sir ye pin kaha par likha hoga
aapka jo mobile number register hai bank account me uspar aayega pin
Sir Mobil Me Geelapan Par wo STart hota hai to kya usse start Kar le Ya uske Liye Kuch upay hai.. Please tell Me sir
jesa ki post me bataya gaya hai.. aap Chawal ke andar mobile ki battery nikal kar rakhde.. ho jayega
Sir mere phone me touch key menu or back ye automatically kaam karn lag gye he mene kuch hi din pehle touch dilwai thi or soere v krvaya tha me english kam janta hoon plzz aap internet par search kar bta de k ye problem touch me he ya softwere me plz chek karke btana sach plzz
aapki touch screen me hi problem hai. aap usko service center hi dikhaye..
Achhi jankari di aapne apka jawab nahi