Twitter kya hai or Twitter par account kaise banate hai iske bare me ham phele jaan chuke hai.
Twitter par sabki ek alag Profile hoti hai, jisme hamari jaankari di huii hoti hai. Chaliye dehte hai kaise Apni Account ki jaankari ko Update kiya jaye or apna Photo Upload kiya jaye.
Apne Account ko sahi se set karne ke liye aapko Apni Profile Photo or Header Image Upload karni hogi. Thoda apne bare me, aapki janmththi, Aapki website or Twitter Profile ke liye Color set karna hai.
Ye bhi Pade:
Kaise Set kare Apni Twitter Profile ko
Sabse Phele Twitter.com me Login kare.
Apni Twitter ki Profile par jaye.
Ab Edit Profile ki button par click kare, uske baad aap apne account ki Detail ko Edit kar sakte ho.
- Header photo: Header ke liye Image Upload kare (siz 1500×500 pixels)
- Profile photo: Apni Photo Dale (size 400×400 pixels)
- Name: Apna Naam Dalna Hai
- Bio: Apne Bare me 160 sabd se jada nahi.
- Location: Aap kaha se hai, jagha ka naam.
- Website: Agar aapki koi website hai, to uska Address
- Theme color :Twitter Profile par konsa color chate ho select kare.
- Birthday: aapki Janm tithi dale.
Puri Detail Daalne ke baad Save Changes ki button par click kare.
To Ab aap Twitter ki Profile ki detail kaise update karte hai, ye aap jaan chuke hai.. OR kaise Image Upload karte hai Twitter par ye bhi aap jaan chuke hai.
Agar aapki Blog hai uske liye bhi Twitter account to jaruri hai hi, sath me Facebook Page or Google+ Page bhi jaruri hai.
Apne Sabal, Sujab Comment karke bataye. or hamara Hindi Me Help ka Facebook Group bhi join kare.
Ye bhi pade:
Sir, maine twitter abhi open kiya he account kaise banate hai
Mere twitter account par mobile se pics aur video upload nahi ho rahi please help kare.
Twitter par link kaise share karte hai?
hello sir meri ek problem hum jo post twitter per share karte hai usme image nahi dikhti hai. plz bataye iske liye kya karna hoga.
Aapne post me feature image set nahi ki hogi.. Wo set kare..