Free WebP Image Convertor | Convert any Image to .webp format

Internet par agar apni website ko Top par lana hai to uske liye sabse jada jaruri hai website ka fast hona.. website Loading Speed fast kaise kare uske ware me HMH par pehle hi detail me kuch tips share ki hai agar aapne wo read nahi ki hai to unko jarur read kare.

Aajke iss post me ham Image ke ware me janege..

Advertisements

ye to aap jante hi honge ki Image hamari Blog post ke liye kitni jaruri hoti hai, par uske sath sath aapko ye bhi pata hoga ki agar ham heavy image ko blog me use karte hai to usse blog ka load time bahut jada badh jata hai, isliye Website ke liye jo sabse best image format mana jata hai wo hai .WebP

.WebP image format specially Browsers ke liye hi hai, jiska image size kam hota hai or image quality bhi achi rehti hai..

To simple sabdo me kahu to aapko apne blog me sirf .WebP format me hi image ko use karna hai..

Agar aapki image Png, Jpeg ya kisi dusre formate me hai to aap uska format change karke hi blog me use kare.

Free WebP Image Convertor | Convert any Image to .webp format - Blogging

Free WebP Image Convertor Tool

Image format change karne ke liye aap Convertor Tool ka use kar sakte hai jo aapke liye bilkul free hai.

Drag and drop image here or



Tool ko use karne ke liye simple aapko apni image ko yaha upload karna hai. Image upload karne ke liye aap usko Drag and Drop kar sakte hai ya Select File button par click karke apni image ko select kar sakte hai.

Jese hi aap image ko upload karege, aapki Image WebP format me change ho jayegi, or aapki image ka kitna size kam hua hai wo bhi aap dekh sakenge.

At Last:

Tool ki help se aap aasani se apni koi bhi .PNG, .jpeg image ko .WebP format me convert kar sakte hai, agar aapko usme kahi koi bhi problem aati hai to aap comment karke puch sakte hai.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

24 thoughts on “Free WebP Image Convertor | Convert any Image to .webp format”

    • agar aap convert karke image ko use karege.. to image jaldi load hogi isse website ki loading me kam time lagega jisse faida hi hai.. to aapko jarur convert karke image ko upload karna cahiye.

      Reply
  1. Hello Rohit,
    Apke is post ke madhyam se mera sabse bara ek problem solved ho gya, pehle mai apne website par sirf jpg image hi upload karta tha jis ke karan mera website ko load lene me kaafi samy lagta tha magar apke postko padhne ke baad maine webp converter use kia aur aap biswash nahi karoge mera performance 30% acha ho gya.
    Aasha karta hu aise hi jaruri jankari apke website se aage v milti rahegi.

    Reply
  2. “A practical and useful topic! The WebP image format is becoming increasingly popular for its high compression and quality, but not all image editors support it. Your focus on a free tool to convert any image to .webp format is a valuable resource for anyone looking to optimize their website or images. Well done!

    Reply