Hello Friends Whatsapp kitna Popular hai wo to aap jante hai hai, har smartphone me whatsapp aapko milega hi milega.. Bhut logo ka ye sabal huaa karta tha ki Whatsapp ko computer me kaise chalaya jaye..
Abhi kuch hi Time phele WHatsapp ne apna ek Web Version laya tha.. kiski madad se ham Apne Computer Browser me WHatsapp use kar sakte hai.. or ab Users ki jarurat ke hisab se Whatsapp ne apna Software bhi released kiya hai jo Windows or Mac dono ke liye hai.
Phele kya hota tha ki agar hame Whatsapp apne computer par chalana ho to hame apne Computer ke Browser me web.whatsapp.com open karke apne mobile se jo qr code hai usko scan karna padta tha or uske baad ham computer se apne whatsapp account ko chala sakte the.
Abhi jo Software aaya hai usme or Web Browser me ham jo Whatsapp Chalate hai usme koi antar nahi hai.. Bas yaha Software se ye faida hai ki hame bar
Download kare Whatsapp Desktop App (Software) apne Windows or Mac ke liye
abhi ka jo software aaya hai computer ke liye wo Windows 8+ or Mac OS 10.9+ se upar ke versions ke liye hai.
Whatsapp Software ko Download karne ke liye Whatsapp ki official website par ja kar aap aasani se download kar sakte hai.
[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”https://www.whatsapp.com/download/”]Download Whatsapp Software[/button]
Download ki button par click karne ke baad aapko thoda wait karna padega, Q ki jo software hai uska size 60mb ke lagbhag hai.
Whatsapp Software ko use kaise kare or usme Login kaise kare
- Sabse Phele to Whatsapp Desktop App ko Download kare Official Website se
- Download karne ke baad Install karle computer me
- Ab ye Check karle ki aapke computer me or Mobile me Net chalu ho.
- Ab jo Whatsapp Desktop App hai usko Computer me open karle
- Ab Mobile me Whatsapp ko open kare
- Upar Sidhe hath side 3 dots hai uspar click kare
- WhatsApp Web par click kare
- ab jo + ka icon hai uspar click kare
- Ab aapke samne camera open ho jayega Whatsapp me.. Apne Mobile ke camera ko Apne Computer ke samne le jaye or jo QR Code hai usko scan kare..
- Jese hi Scan hoga.. Aapke Mobile me jo Whatsapp account hai wo computer me bhi open ho jayega.
Important Tip: Agar aapka Computer or Log bhi use karte hai to WHatsapp ko computer me use karne ke baad logout jarur karde.. nahi to aapka Whatsapp ke message or chat koi bhi pad sakta hai. :)
Ye Bhi Pade: WhatsApp Hack kaise kare or WhatsApp Hack se Kaise Bachaye [6 Tarike]
To Firends agar aapke pass computer hai to aap is software ko jarur tri kar sakte hai.. Agar aapki isse sambandit koi bhi sabal hai to aap comment karke puch sakte hai.
Ye Bhi Pade:
Yeh windows 10 par chalega ya fir nahi?.
Haa bilkul chalega..
WINDOWS 7 PAR CHALEGA KI NAHI
sir hame hp mini window 7 ka whatApp download kaise kar
fb mesenger me chess kaise khelte hai full information ke sath hindi me bataiye plZzz.
hmmmmmmmmm ye sahi hai ab nahi to pahle ek android download karna padta tha fir whatsapp maja nahi ata tha. thanks batane ke liye
Comment: sir mene comuter ko format kiya hai.lekin desctop properties open hi nahi hota hai.to screen ko small size kese kare.desctop properties open kyo nahi hoti.plese help me sir.i hope
Whatsapp ko hack karne ka tarika btao
Rohit ji bahut badhiya. Humare site ka SEO / Promotion ke liye kuchh help kijiye.
bhaiya maine adsense ka ads lagaye 20days ho gaye, avi tak show nahi huye,
Q….Add kaha lagaya?
1….Banner
2….sidebar
3….all time popular post 3 post me lagaya
phir bhi ab Kya karu
bro jis link se main yeh comment kar raha hu uss link pe jake dekhna ki video mein kya problem hai cpc only 0.01$ hai badhti hi nahi. Keywords bhi high paying maine keyword planner bar bhi check kiya aap ek baar dekhke bata sakte ho problem ?
bahut hi achhe se samjhaya apne ab whatsapp ka maja computer par bhi …….
Thanks
sir yar mobile se kase scan hoga wo samj me nahi aaya
PC par chala kr dekhate hai thanks for sharing
Agar aapke par personal PC hai jisko or koi use nahi karta to ye software mere hisab se bhut badiya hai
Bhai dashboard me jyada thems and plungin hone se bhi kya website loading par fark padta hai?
Or apke hisab se konsi free theme best hai wordprss me…
Or aap bhai mene ek poat me search engine ke liye alag se discription likha tha lakin lakin woh post ka pehla paragraph hi show krta hai aisa kiu mene bahut baar update bhi kya please help
jada plugin se bilkul fark padta hai spped par..
post publish karne ke phele discription add karna hota hai.. agar ham publish karne ke baad add karege to thoda time lagega usko search me update hone me.
Ok theek hai bhai. Ap kon kon se plugin use krte ho
yeh post to Maine apko send ki guest post ke liye lakin apne mere blog mention nahi kiya