Whatsapp Group Members ko Active Kaise Banaye Rakhe

Whatsapp Group banana jitna aasan hai, utna hi muskil hai group ko active banaye rakhna. Agar aapka Whatsapp Group hai or aap chate hai ki aapka Group active bana rahe hai or sabhi member usme active rahe hai to aap iss post ko pura jarur read kare.

Abhi me aapko Kuch Tips or Tricks share karuga, jinki madad se aap apne Whatsapp Group ko ek Successful Whatsapp Group bana sakte hai.

Advertisements

Whatsapp Mobile me use hone wala sabse popular messenger app hai ye to aap jante hi hoge, jo lagbhag har smartphone me install hota hi hai.

Aapko ye bhi pata hona chaiye ki ham Whatsapp se Paise bhi kama sakte hai. or WhatsApp Business App se bhi apne Business ko bada sakte hai.

Whatsapp Group Members ko Active Kaise Banaye Rakhe

Page Contents

Successful Whatsapp Active Group kaise banaye

1) Choosing a Niche

Ek Successful Whatsapp Group banane se phele apko, Group ka Niche (Topic) sochna hogga. jiss ka related aap us Group mein Post karega.

Ab ek Niche kuch bhi ho skta hai. Jaise ke mobile review, motor bikes etc. But, mai recommend kroga k aap apna niche apne Interest ke according hona Zarori hai.

2) Join Related Whatsapp Group

Abb apne ek whatsapp group bna liya hai. Pr kamm yhi pr khatam nhi hota hai.. Kyuki abhi apko Group ke niche mai interested Member’s ko Find krna hai. Fir unhe apne Group mai Invite bhi krna hai.

aap apni Niche ke Related Whatsapp Groups ko join kare. aur un Group ke active member’s ko apne group ke barra mai bataye. Unko bhi apna Group mein Join karne ki Request kare.

Aap Kisi bhi Topic ke Whatsapp Group ki list direct Google par search karke find kar sakte hai.

EK baat ka dhiyan rakhe, Group me jitne bhi member ho, jab tak wo active naa ho unki koi value nahi hai.. to kosis kare sirf unhi ko add kare jo Group me ad hona chate hai.

WhatsApp group mein engagement kaise banaye

1. Give a Shutout To New Member

Group me jab bhi koi New member add ho to unko welcome kare or uske ware me Group me dusre member ko bataye..

Welcome karne se jo new member hai wo bhi thoda special mehsus karege or group me interest dikhayege..

Welcome karne ke sath sath aapko new member ko Groups ke rules bhi batana hai taki wo usko khusi khusi follow kare.

Effect: is tarike se sabhi New Joined Member apne aap ko special Mann ne lagega. Aur vo sabhi members aap ke saath kuch engage Ho Jayenge.

2. Post Regularly

Aap ko Apne WhatsApp group mein add daily content post karna hai.. aap ko Aisa high quality content post karna hai, jisse Sabhi Group Members Roz aapke group ko open Kar ke apke latest Posts check kare.

Effect: Es tarika se group members ki activeness increase ho Jayegi.

3. Post Videos and Audios

Jaisa k Hum Sab Jante Hain ke Koi Bhi Person ko text padna Se Jyada mza video or audio sunne me ataa hai.

Toh aap apne WhatsApp group mein videos and audios share karna Shuru kar dijiye jisse aapka engagement Aur Bhi Jyada strong ho jayega.

4. Treat Like a Family

Whatsapp Group Members ko hamesha as a Family Treat kare. Unki Har Ki Problem ko Solve kare. Apko Apne Group ko Problem Solving Product banana hai, na k ek Profit making Product.

Agr apne apne Group ko PSP (Problem Solving Product) bna diya tu paisa apne aap apne shru ho jaiga.

5. Conduct Some Surveys

Apko Apne Whatsapp Group mai Month mai 1 bar ek survey conduct krna chahiya.
Essa apko unka Interest janne mai help milegi. Aap unka Interest ka according hi group mai post kare.

Whatsapp Group Members ko Active Kaise Banaye Rakhe - Mobile

At Last:

To Dosto upar bataye Tips or Tariko ka use karke aap ek active or badiya Whatsapp Group bana sakte hai.. ummid hai isse aapko Whatsapp marketing me jarur bhut help milegi.

Aapko ye jankari kesi lagi comment karke jarur bataye, or agar aapka Whatsapp Group Engagement se related koi question ho to aap wo bhi jarur puche.

Ye ek Guest post hai HMH.pe , Agar aap Bhi Guest Post karna chate hai to yaha Submit kare.

Share on:

Hello Friends, Mera nam Shehraj Singh hai or me www.inernetjankari.com par Technology, mobile, computer, internet, Web Development, Apps, Web Hosting etc ke bare me article publish karata hu. Mera bara mai jane ke liye hamara blog visit kare.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

27 thoughts on “Whatsapp Group Members ko Active Kaise Banaye Rakhe”

  1. महत्वपूर्ण जानकारी को शेयर करने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद

    Reply
  2. इस महत्वपूर्ण जानकारी को शेयर करने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद

    Reply
  3. Amazing explanation its post. This is exactly what I wanted to read, hope in future you will continue sharing such an excellent article

    Reply
    • मै इसे articles HMP पर जरूर publish करोगा।
      मुझे यह जानकार बहुत खुशी होई कि आपको यह article पसंद आया।

      Reply
    • मुझे यह जानकार बहुत खुशी होई कि आपको यह article अच्छा लगा।

      Reply