Aaj Mai Aapko Batane Wala Hu Youtube Ke Liye Intro Video kaise Banate Hai.
Page Contents
Youtube Intro Video Kya hai ?
Intro Video Ka Matlv Hota Hai Introduction Video Jisme Aap Apni Channel Ka Introduction dete hai.
Agar Aapke pass Youtube Channel Hai, or Aap Youtube Se Earning Karna Chate Hai, youtube par succes hona chate hai to aapko Apne YouTube Channel Ke Video Ko Professinal Look dena Hoga.
Video Ko Professinal Look Dene Ke Liye Aapko Apne Video Ke Start Me Intro Video Ko Add Karna Hoga, Bina Intro Video Ke Aapne Channel Ki Video Ko Koi Pahchan Nhi Ho Pati Hai.
Agar aap Ek Badiya High Quality Video kaise banaye uske ware me or jada jaanna chate hai to aap hamari is post ko read karke jaan sakte hai.
Intro Video Ko YouTube Video Me Add Karne Se Aapki Video Dekhne Me Kafi Acchi Lagegi, Or Viewer Aapki Video Ko Dekhte He Samjh Jayege Ki Video Kis Channel Ke through Upload kiya gya Hai. Intro Video Me Aap Apni Channel Ke Bare Me Bata Sakte Hai, ya Normal Animated Logo laga sakte hai.
Intro Video Banane Ke Liye Bhut Sare Software Aate Hai, Our Bhut Sare Online Website hai jaha aap Intro Video Ko Bana Sakte Hai. Mai Aapko Sabse Easy Website Ke Bare Me Batane Wala Hu Jaha Aap badi aasani se apne YouTube Channel Ke Liye Intro Video Bana Sakte Hai. To Chaliye Dekhte Hai YouTube Ke Liye Intro Video Kaise Banaya Jata Hai.
YouTube Channel Ke Liye Intro Video Banane Ke Kuch Faide
- YouTube Video Me Intro Video Add Karne Se Aapki Video Dekhne Me Ekdam Professinal Video Jaisa Lagega.
- Intro Video Se Aapke Channel Ki Alag Pahchan Banegi.
- Intro Video Aapke Channel Par Ek Brand Ki Trah Kam Karega.
- Intro Video Ko Youtube Video Me Add Karne Se Aapki Video Ki Bhi Phchan Banega, Agar Koi Bhi Aapki Video Ko Play Karta Hai To Use Ye Pata Chal Jayega Ki Kisi Channel Ki Ye Video Hai.
- Intro Video Add Karne Se Log Ko Aapki Video Jiada Psanad Aayegi, Our Log Aapki Channel Ko Jiada Pasand Karege.
- Intro Video Add Kar Aap Viewer Ko Apni Channel Ki Traf Aakrshit Kar Sakte Hai.
YouTube Intro Video Kaise Banaye Free
Step 1: Sabse Pahle Aap panzoid.com Ki Website Par Jaye, Or Waha Apna Intro Video Select Kare. aapko jo design formate pasand aaye aap wo select kar sakte hai.
Step 2: Ab Next Window Open Hoga. Yaha Open In Clipmaker Par Click Kare.
Step 3: Ab Fir Aapke Samne Ek Next Window Open Hogi.
- Sabse Pahle Aap Objects Par Click Kare.
- Ab Aapko Add object Par Click Karna Hai.
- Ab Text Ki Button Par Click Kare.
Step 3: Ab Aapke Samne Text Editor Open Hoga.
- Yaha Aap Jitne Text Ke Option Hai Sabko Edit Karna Hai. Ek Ek Kar Text Par Click Kare.
- Ab Aapke Same Niche Text Editor Open Hoga, Yaha Aap Aapna Channel Ka Name Add Kare.
- Is Option Par Click Kar Aap Video Ko Select Kare.
- Yaha Se Aap Video Ko Play Kar Dekh Sakte Hai.
- Sari Information fill Karne Ke baad Aap Video Ko Download Kar Sakte Hai.
To Is tarah Aap Intro Video Ko create kar sakte hai. I Hope Aapko meri post jarur pasand aayi hogi. Agar aapko meri post acchi lagi to plese Ise Share Kare.
Youtube se sambandit agar aapka koi bhi sabal hai to aap wo bhi comment karke puch sakte hai.
Ye ek Guest Post hai HMH.pe , Agar aap bhi Guest Post karna chate hai to yaha click kare or dusri Guest Post Read karne ke liye yaha click kare.
HMH Aaj Mujhe Guest Post Karne Ka Mauka Mila Jiske Liye me Rohit ji Ko Thanks Bolna Chahta Hu.
बहुत अच्छी जानकारी है और अच्छे से समझाया भी है आपने धन्यवाद
Bahut hi badiya post hai
Bhai mero ko intro video ke baare me aachha laga
Ek baar video ko intro video kaise jode
Thank you sir, ye jankari achi lagi
Aap kinemastar ke bare me kuch post likhiye Q ki apna youtube channel suru karne ja rha hu isliye kon sa android app sahi hoga video edit ke liye
bahut achchhi jankari hai sir
Bahut sahi jankari di hai aapne
Ye free hai to isse Copyright ki problem to nahi hogi
Bhai aap uske liye online bhut se free Intro template mil jayege unko use kar sakte hai.
Iski mujhe jarurat hai
Good article for me
Youtuber ke liye badia article hai.
Thanks for this article.
Thanks for special this post
rohit bro mane aapko
email kiya tha plz reply me
sir maire blog par adsense approved to hogaya hai sir 7april ko email par sms bhi agaya fullyapproved par sir problem ye hai abhi tak ads nahi live hua sir please help me. sir jab maira account approved hua tha us time maine apni templeate change ki thi is ki wajha se too problem nahi hai sir please help me,,,
ads code lagane ke baad site ko analyse kara jata hai.. uske baad ads dikhta hai.. aap wait kare or ads lage rhene de..
sir site ko analyse kaise kare please help me sir..
Kya film review topic par bhi youtube channel bana sakte hai? Isme koi issue to nahi hoga na???
ho sakta hai, aapko usme deceleration dena padega.. ki aap sirf entertainment purpose ke liye use kar rahe hai.
bahut badhiya post likha Vivek bro. youtubers ko starting acchi milegi.
Nice Sharing Bro Youtube ka bara bhaot acha intro bn skta ha
Nyc article rohit sir, But jo log android user hai or android se youtubing krte hai wo Legend app se apne channel ka intro aasani se bana sakte hai.
THanks for shre.. haa mobile ke liye wo sahi hai.
Bhai aapne intro video ka matlab hi galat bataya hai….kripya post krne se pehle ek bar soch samajh le padh le
Free me hai kya.. Maine bahut search kiya lekin mila hi nahi
Thanks Rohit Bhai meri Guest post Apne Blog Par Publish Karne Ke Liye