Youtube Se Paise Kaise Kamaye 2025 in Hindi

YouTube kya hai or Youtube se paise kaise kamaye Video Upload karke, ya Youtube se online paise kamane ke liye kya karna padta hai, agar aese bhut se sabal aapke dimag me aa rahe hai to aap bilkul sahi jagah hai, me aapko bataunga kaise aap youtube se paise kama sakte hai.

Online paisa kamana koi jada muskil kaam nahi hai or koi bhi online paise kama sakte hai chahe bo koi bacha ho, buda ho, collage student ho, house wife ho ya fir kahi par naukri karta ho.

Advertisements

Aaj me aap ko batane ja raha hu ki aap sirf video banakar kaise paise kama sakte hai youtube se. Sirf aap ko karna ye hai ki video banaiye or youtube par upload kar dijiye.

Youtube Kya Hai ?

YouTube ek website hai jis par duniya bhar ke log apne video dalte hai or video dekhte bhi hai. or is ki madad se bhut se log bhut achi income bhi kar rahe hai. Aap Mene ek article likha hai jisme mene bataya hai YouTube ki Basic Jankari ke ware me jo aapko pata hona chaiye.

Youtube Se Paise Kaise Kamaye Hindi

Youtube par aapko sabse pehle to apne Google Account se login karna hai uske baad aap apne naam ki channel bana sakte hai ya fir dusre naam ki channel bhi bana sakte hai. Ek email se aap multiple channel bana sakte hai uski jankari mene di hui hai.

Aapko Youtube pae sabse phele apni ek channel banana hai fir apne apne banaye hue video upload karna hai, yaha dhiyan rakhe aapko paise video upload karne par nahi milege.. Aapko youtube se paise jab milege job log aapke video ko dekhege, jitni jada aapko video ko dekha jayega utni hi jada income hogi.

Aap Video ko acha se acha banane ki kosis kare jisko log dekhna pasand kare.

Youtube se Paise kamane ke tarike bahut hai, wass jarurat hai to aapke paise kamane ki lagan ki.

YouTube Par Upload video kare ?

Aapko Apne Youtube channel me Video upload karna hai.. agar aapko paresani aa rahi hai to aap mere post read kare jinme mene bataya hai kaise youtube par video upload karte hai.
Computer se YouTube par Video Upload kaise kare ?
Mobile se Youtube par Video Upload kaise kare ?

YouTube Video ko Monetize kare ?

Youtube ek option deta hai apne video ko monetize karne ka matlab youtube video par ads dikhane ka jisse hamari income hoti hai. Monetize chalu kaise kare or kaise apne adsense account ko YouTube se jode uski puri jankari mene step by step di hai.

YouTube se Kamai kaise hoti hai ?

Jab bhi koi viewers app ke video ko dekhega tab us par adsense ke ad show honge aur jab koi is ad ko open karega tab apki income hogi or is tarha app apne Video se paisa kama sakte ha. agar koi ads par click nahi karta hai tab bhi aap ki 1000 bar video dekhne par kam se kam 1$ income hogi.
Also Read: 1000 Views par kitni Income hoti hai Youtube Video se 

YouTube se Paise kaise milte hai ?

Payment kab aur kaise mile ga ye question apke mind m foran hi a gaya hoga. Ap ko apke video ka paisa adsense ke account k through mile ga aur adsense k account m jab aap ki income 100$ Dollar tak ho jayegi tab adsense apko payment karega.
Adsense payment ki process alag alag countries ke hisab se alag alag ha. India me EFT (Electronic Fund Transfer) k through payment karte hai. EFT se money direct aap k batye bank account me transfer ho jayegi.

Youtube se paise kab milte hai ?

Adsense mahine ki 21 tarikh ko payment sent karta hai agar $100 ho gaye hai to.. or agar $100 nahi ho pate to agle mahine me add hoke aate hai..

Youtube Shorts se Paise Kaise kamaye?

Youtube Shorts yani 1 minute se chote video bana kar bhi aap paise kama sakte hai, Shorts kaise kamate hai uski jankari aapko yaha milegi.

muje pata hai aapke dimag me bhi or sabal aa rahe hoge jiska jabab aap chahte hai to sochiye mat bas comment kar dijiye. me aap ke sawal ka jawab jarur duga or mujhe khusi hogi aapki madad karne me.
aapko internet se related koi bhi jaankari jankari pata karni ho kisi bhi topic pe to be jhijak puchye.

or haa meri youtube channel ke video dekna na bhule
www.youtube.com/HindiMeHelp

Youtube se Sambandhit kuch or Important Jankari

aese or bhi bhut se sabaalo ke jaab me aap ko aage duga. jisse aap youtube par 100% ek achi income kar paoge. Agar aap Post ki jaankari chate ho to hamare Facebook Page ko like karo or HMH Fb Group ko Join karna naa bhule jaha aap ki puri help ki milegi youtube se paise kamane me.

Tip: Aap apne video ke view badane ke liye usko facebook twitter par share kare or apna free blog bana kar uspar video ko dale.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

1,013 thoughts on “Youtube Se Paise Kaise Kamaye 2025 in Hindi”

  1. Email preferences:

    Customized help and performance suggestionsNoYes
    NewslettersNoYes
    Google market research invitationsNoYes
    Special offersNoYes
    Information about other Google products and services which may be of interest to meNoYes

    Unfortunately, our records indicate that you’re not eligible to participate in AdSense at this time. Please be sure to review our Terms and Conditions.
    sir please is ka solution bataiyye kya karun

    Reply
  2. Maine b ek blog banaya hai par is me poori jankari muje nahi milrahi hai kya aap meri madat karenge please

    Daval Nandargi

    Reply
  3. hi dost kya Ap muze bata sakte ho ki …mere pass AdSense ka Acc he ..Jo muze mere website k liye mila he ….or mene YouTube k liye dusri email id banakr Chanel banayi ….coz muze YouTube se earn krni he …esiliye mene Actual email I’d se …2 email I’d PR AdSense invite kr ke 2 I’d pr invited Accept kr di …to ye process right he na ..ya muze YouTube k liye …Address change kr k personali AdSense ko request krni padegi ?

    Reply
  4. youtube se kamaye huye paise hume kaise milege or kitne hone k baad kya paypal ko youtube m join kr k incom mil skti h

    Reply
  5. sir mene youtub par video monetiz. Kr dya bt adsens par form pura nhi ho rha he. Iske lye kya PAN card ki load. Hoti he…

    Reply
  6. Bhiya mera youtube account h aur wo adsense ke account se bhe juda h toh agar hum adsense se paise nikalege toh kya hume paypal account banana jaruri h.

    Reply
  7. hi rohit sir….mujhe yutbe se paisa kamana…
    but mujhe aap ka ans padhne ke bavjud kuch samajh nhi aa rha…
    kya aap step by step muje solution de sakte hi..
    waiting for u r ans sir ji…
    ur great

    Reply
  8. dear sir
    kya yah paise kamane ka tarika sahi hai ya koi logo ko baikuf banane ka tarika
    aur yadi esse paise sahi me kamaya ja sakta hai mai kaise bharosa kar sakta hoo
    ya kaha se iske vishay me jankari prapt kar sakta hoo please bataye

    Reply
  9. Bhai mein youtube pey accont banaliya.uske bath video upload karney ka koshis kiya.but tho option aaya channel create karo woh bhi kiya.uske bath mobile number ka option aaya woh diya.code pahale nahi ayya but dusre number pey code aaya hai.uske bath mein video upload karne ka koshis kiya.tho option aaraha hai.channel create karo.ek bar tho channel create ho gaya.ab mein kya karoon
    Thoda detail mein bholo kya karoon.

    Reply
  10. Sir code muje milgaya.channel bhi create hogaya.jab mein upload kartha hoon tho.tho dubara bholraha ki channel create karo.kuch idea detail mein bholo sir ji

    Reply
  11. You tube par accont khol diya.channel bhi banaya lekin code baje ney keliye number manga lekin mera number pey koi code nahi aaya

    Reply
    • Mobile par kabhi kabhi thoda late aata hai. Aap ek kaam karo apna koi dusra number tri karo. mere sath bhi ek baar aesa huaa tha fir dusra number tri kiya to code turant aa gaya.

      Ek Baat or Ek mbile number 2 bar se jada bar verify ke liye use nahi kar sakte.

      Reply
    • Aap Username change karne ke liye apne Youtube account ki setting me ja kar advanced par click kare baha par aata hai user name set karne ka option.

      Ek baat ka diyaan rakhe ham sirk ek baar set kar sakte hai. usko fir badal nahi sakte to username daalne se phele achi se soch lena badiya username

      Reply
  12. Sir ji blog open hogaya abi kya karna hai.thoda detail mein bholo.mein keralase hoon.hindi thoda kam samajtha hoon.sir ji

    Reply
  13. Sir aapka koi whats app number hai to dijia…

    Ager m bank account kisi ko deta hu to koi pessa bhi to udda skta hai???
    Help me

    Reply