Kya aap Blogger/Blogspot user hai?
To jarur Google par best templates search kiye hoge. Lekin Main aaj is post me apko batane ja rha hu top 6 websites jaha se free me templates download kar sakte hai.
Waise to best looking templates paid (paise wale) hi milte hai internet par, aur kaafi mahange bhi hote hai. Lekin in website se aap free me download kar sakege wo bhi ek se ek template.
Page Contents
Top website List For Free Blogger/Blogspot Templates
Waise to hamne pichle post me bataya tha Blogger seo friendly Blogspot/Blogger templates. Lekin ab sath me is post me apko bataye website jo Free templates provide karti hai.
1.Sora templates
Is website ke jyadatar templates CSS3 par bane hai jo bahut hi well looking me hote hai, aur sab templates responsive bhi hote hai.
Is website me jo bhi template download karte hai uski puri detail bhi hoti hai jisme yah dekh sakte hai ki konsa templates ke kya features hai, aur sath me koi bhi templates ka live demo bhi dekh sakte hai.
Note: Agar Aap SORA Template se Template ko kharide to unko email karke ye jarur bataye ki aap HindiMeHelp se aaye hai, wo Friend hai :)
2. Urang Kurai
Is website ka har tempalte bahut hi unique hai, jab aap is website se template lete hai to apka blog bahut hi unique lagega aur sath me look bhi is tarah se hota hai koi nahi kah sakta hai ki ye blogger ka hi template hai.
3. Deluxe templates
Is website se aap apne man pasand ka template category wise choose karke download kar sakte hai jaise apka blog tech par hai to tech ki category ko choose kare to only tech ke hi template show hoge and music ka blog hai to music ki category ko choose kare.
Ye sab category is website me left side me hai aur agar aap chahte hai ki apko kewal 3 columns ke hi templates chahiye ya kewal 3 columns ke hi templates chahiye to wo bhi aap is website me choose kar sakte hai.
4. PBtemplate
Is website ki bhi yahi khasiyat hai ki koi bhi template ko category wise choose kar sakte hai.
Lekin isme category ko choose karne ke option aur bh jyada hai.
Jaise agar aap chahte hai ki apka footer is tarah ka ho tab aap category ko choose kar sakte hai aur sath me color, sidebars, columns and more categories se choose karke apne templates ko choose kar sakte hai.
5. Uong Jowo
Jaisa ki aap dekh sakte hai yah templates provide karne wali website khud ek blogspot par bani hai, aur iska address bhi blogspot hai. Yaha se bhi aap kahi bahtarin templates free me download kar sakte hai.
6. Blogtemplate4u
Aur in sab ke sath me ek yah bhi website hai jo Blogspot ke free templates provide karti hai.
Blogger me Templates Kaise Install Kare?
Blogger par templates XML file me hote hai, jinko 2 tariko se upload kar sakte hai ek to code ko copy and paste karke and second file ko upload karke.
Yaha click karke jane kese blogger/blogspot me template upload/install karte hai.
Dhyan Rakhe..!!
Agar aap koi bhi new templates ko install karte hai to dhyan rakhe ki pichle template ka backup lele, taki ho sakta hai new template apki site par suit na ho aur aap again pahla wala template ko install karna chahte ho.
Blogger ki Puri Jankari ke liye yaha click kare.
Ye Bhi Pade:
brother , main sora ki free template download ki hai….usme footer credit compni ka hai..jo remove nhi kr skte…..kya mai adsens ke liye applay kru ya nhi…
2nd Question..
agr main koi bhi new temlet online buy krta hu…to us temlet se footer se cimpni ka credit hata na sahi rahega ya nhi
brother , main sora ki free template download ki hai….usme footer credit compni ka hai..jo remove nhi kr skte…..kya mai adsens ke liye applay kru ya nhi…
Can i convert my Blogspot Blog into WordPress Website ?
haa aap kar sakte hai.. yaha dekhe kaise
Sir Google AdSense approval ke bad template change karna sahi rahega ya nahi
kar sakte ho bhai koi issue nahi.. par war war template change karne se SEO par effect padta hai.
Bhai Mera blog me Maine responsive wala theme lagaya hu par mobile me Thik se open nahi hota mai chahta hu ki wo decstop version me hi Mobile pe bhi dikhe please Aap bataye kaise karu please please please
aap mobil friendly theme use kare
Dear blogger kitna storage deta hai..
Unlimited
इस बार ज्यादा अच्छी थीम नहीं हैं.
Mene abhi blogger ek free template lgaya hua hu. Ab mai new template buy krke lagu to mere website pr koi effect padega kiya? Jaise webmaster, adsense etc.
agar aapne webmaster, google analytic, adsense ke code template ke code me lagaye hai to aapko new template me fir se lagane padge.. nahi to koi dikkat nahi hai.
Sir
Mara pass jo temple hai wo sayad Adsense ka leya shahi nhi Adsense approved nhi ho raha hai please ap koi right temple ka name de do
hello bro mera ek blog hai maine usme responsive template download kiya hai .pr mobile mai kuch khas nhi ara kya tum check kar sakte ho.
bahut achi jankari share ki bahi Aapne Thnks
Hi sir muze apki template mere blog par use karni hai please sir aap muze apki template download karne ki link share kare mere email par TejasJawade06@gmail.com
brother ye wordpress theame hai.. blogger me aap isko use nahi kar sakte.
Sir
In site par free m template nhi mel raha ha
free bhi hai.. par unme credit link hogi..
Sir mera blog ko mobile me kholte hai tab Social media ka options nhi dikhta hai or Desktop Site me open karte hai tab Dikata hai
brother aap Mobile Friendly template use kare.. or blogger ki setting me mobile template ka jo option hai usko off kar dijiye.
hello sir, meri template me koi issue ya text version Show ho raha h kya pls sir check karke batana
Aap template dusra use kare..
sir sabhe free template uplode kare kai bad cread by power by ata hai kya ese remove ya hide kya ja sakta hai. ha to kase ples btana
plz help me me blog open karta hu to setting ka symbol a raha hai blog open nahi hota plz help me
bhai rohit ji,
mujhe hosting lena hai kahaa se lu.
kaun service provider acha service deta hai.
plz reply me
mobile se template kaise change kare
ok
Rohit bhai kya aap mujhe bata sakte hai ki Jo template aap use karte hai bo template mujhe Kaise mil sakta hai plz. Help me.
sir aap ne aapna theme kaha se download kiya hai
aap kaiun se tempale use karte hai?
Hi brother
Mene meri site ke lai free template net download ki
Meri site par footer me template company ka name aata h ese kese remove kre
hello bro….
mene template net se download kr ke site par apply kiya
meri site footer me template company ka name aa rha hi ese kese hataye
aap pahel site check krke batai
Hi… Thanks for this information…
free templates lagane ke baad usme menu bar me editing nahi ho rahi hai… kya ham menu bar ko edit kar sakte hai…plz help..
Abhi jo menu me hai wo search kare template me editor me open karke fir usko edit kare
bhai me aapka template hindimehelp use kr raha hoon lakin harik post ke niche
About Admin
This is dummy text. It is not meant to be read. Accordingly, it is difficult to figure out when to end it. But then, this is dummy text. It is not meant to be read. Period.
YAH LIKHA HUA AA RAHA HAI. ISKO KAISE HATAYE?
BHAI MAINE AAPKA TEMPLATE DOWNLOAD KARKE USE KAR RHA HOON. LAKIN MERE RAREK POST KE NICHE ABOUT ADMIN About Admin
This is dummy text. It is not meant to be read. Accordingly, it is difficult to figure out when to end it. But then, this is dummy text. It is not meant to be read. Period.
YE AA RAHA HAI. AB ISSE KAISE HATAYA JAYE?
bro maine apko is commen ke pahle bhi comment kiya tha par apne jawab nhi diya to phir se krna padh rha hai.
plesase is baar help kr dena maine apne blog par 1 mounth phle adsense lgya tha par abhi tak show nhi huwa hai mai kya karun maine apna adsense account blog se hi bnaya tha.
please help me,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, !
mere blog me adsense ki ad nahi dikh rahi he plz help…………
Halo rohit mujhe pourd by google’tags lagana hai jis trah aapka hai
ye adsense ke ads hai..
Hii bro..
M atul rajpoot ..
Mujhe apki help chahiye h bloging me wo b bhut jyada jo ki cmnt me ni sikh skta mai to ap plzzz mujhe apni fb id me add kre.. Meri id se req. Ja ni rhi h to ap hi add krke meri help ore plzzz…
My fb id.. Fb.com/atul.rajpoot.18
plzzz add me bro
Rohit Ji me adsens me bank code ki jagah par kya dalu…merit SBI branch ka swift code nhi mil RHA… Dusri SBI branch ka hai..
aap apni bank ja kar puche.. jo aapke area ki main branch hogi uska code dalna padega agar aapka jis bank m account hai uska SWIFT Code nahi hai to.. Code dalne me jald baji mat karna.. or sahi dalna nahi to paiment me problem ho sakti hai.
but tumara blog to blogpost pe bani h na
Hindi Me Help WordPress par hai.
bhai tumara blog ka template kha milega tumara blog ka template bohot acha h
ye wordpress ki theame hai.. Newspaper
Mujhe wi fi ka password tour
Hey, sir mera Sawal ye hai ke main. Template ko free main kaise us kar Sakta hun details main bataye sir.
Ya mera email main send kar dijye details sir
Barkatapkahelp@gmail.com
Free me aese use kar sakte ho.. jo free me hoga usko download karke.. agar koi paise me mil raha hoga to aapko wo kharidna padega.. WordPress me free blog par ham upload nahi kar sakte.
Bhai meri kare help kyun ke apki hi website se hi Sab kuch Sikha hun Toh ap bataye ke main ye free website se template ko download karne ke baad paid karne ko bol raha hai. Toh main free main kaise use kar skta hun. Details main bataye
Thinking you Rohit jii
Barkat
jo free hai unko hi aap download kar sakt ehia.. or please aap apni site ki link website box me dale comment box me nahi..
rohit sir mera blog open karne par uper me more,next blog, sign in ka opetion aata h ise kaise remove kare
rohit sir mai apna blog google par open karta hu to upper me more, next blog, create blog, sign in ka option ata h ise kaise hata sakate hai
usko navbar khate hai.. navbar ko kaise hataye uski jankari yaha hai
ok thanks
Hamne blog bna liya or page ke baaye side me incom आय par click kar ke hamne adseanse ka account bna liya…ab hme ye btaye ki hmari income kaise hogi…adsense accound bnane ke baad kuch or karna padega….
Template ke end me jo credit hai use remove karna sahi rahega ki nahi??
Agar paid hai to hatane me risk hai.. Par Aap usko hide kar sakte ho..
Bahut hi acha post daala hai Rohit ji
i like your post,
free nahi hai bhai download to ho jata hai fir likha ata hai win rar is not free
usse koi dikkat nahi hai.. aap usko use kar sakte hai bina purches kare bhi.. bas har bar aesa message aayega usko cut karke use kar sakte hai.. Injoy.
aap post sharing ke liye koun sa plugin use karte ho brother.
Theme me inbuilt hai.
Sit aap koi sirf ek aisa free template bataiye jiska background white ho aur aur mobile freindy jaroor ho aur mobile me uska sidebar neeche line me aaye aapki tarah vaise abhi mai aapka template use kar rha hu. Dhany vad.
Bahut acche ji