Computer Glass un sabhi ke liye bhut jaruri hai, jo Computer ya Mobile par jada time vitate hai.. Q ki Jitne bhi Digital Device hote hai, unse Blue rays nikalti hai jo hamari Ankho ke liye achi nahi hoti, agar jada uske contact me rahe to.. or Computer Eye Glass ussi Light se hamari ankho ko bachate hai.
Me aapko suggest karuga ki Computer or Mobile ka use karte time Specs (Chasma) ka jarur use kare jo Blue light se aapki ankho ko bachaye.
Abhi me aapko bataoga ki Computer Glasses Kya hai, Inka Kya faida hai or kaha se aap apne Liye Computer Specs le sakte ho saste me.
Suggestion: Online Mobile Recharge Kaise Kare Full Info in Hindi
Page Contents
👓 Computer Glass Kya hai ?
Computer Glass jese naam se hi aapko pata chal raha hai ki computer ke liye hai.. Ye specially banaye hi iss trha hai ki jitni bhi digitial screens hoti hai.. unse jo blue light nikalti hai usko refelect karde or eyes tak naa aane de.
👨💻 Type Of Computer Glass / Specs
wese sabhi type ke Specs ke liye jo Glass hote hai wo 3 type ke hote hai, same wahi Computer Glasses me bhi.
👁 Blue Light se Kya Nuksan Hota hai
- Blue Light ke karan, hamari andkho par stress padta hai, jisme karan raat me nind lene me dikkat hoti hai.
- Agar Nind sahi nahi hoge to uska asar Dimag par padta hai or jiske karan New Chije sikhne me bhi dikkat hoti hai.. Q ki Dimag ka agar sahi use karna hai to usko sahi nind dekar rest dena bhut jaruri hai.
- Headache (sardard) bhi hona start ho jata hai.
- Blue Light ke jada contact me rhene se Eyes ka retina effect hota hai or permanent bhi damag ho sakta hai.
- Iske karan kuch time baad jo dekhne ki power hai uspar bhi effect padta hai, Agar regular ek hi distance se bhut jada time tak blue light ankho par pade.. jo Computer or Mobile use karne ke case me hota hai.
🤓 Computer Glass kinko Use karna chaiye
Jesa ki mene bataya jitne bhi digital device hai unse blue light nikalti hai, jo jada hamari ankho ke liye sahi nahi hai.
agar aap inme se kisi bhi device par jada Time use karte hai to aapko Computer Glasses use karna hi chaiye:
- Laptop
- Computer
- Mobile
- Smart Watch
- Tabs
- Camera
To ab aap ye to samaj gaye hoge ki agar aapka koi bhi aesa kaam hai jisme aapko Digital Screen ke samne lambe time tak rhena padta hai to aap Specs (Chasma) phenna hi chaiye agar uske bure asar se bachna hai to..
Computer Glass konsa or kaha se Kharide
Jesa ki mene aapko Computer Eye Glasses ki puri jankari to dedi hai, to ab aap jaha se chahe le sakte hai..
Mene Online Order kiye the, or agar aap chahe to aap bhi waha se kar sakte hai, abhi 30% Discount Offer chal raha hai..
Aapko jada Problem naa ho uske liye Computer Glasses ki link me aapko niche de raha hu.
Note: Yaha aapke liye ek Special Offer bhi hai, Agar aap Coolwinks site se lete ho to aapko Extra 20% milega agar aap last me payment karne se phele n9j6rt promo Code dalege to, Injoy :)
At Last:
To ab aap Apni Eyes ki ahmiyat or usko kaise sahi rakhna hai wo jaan chike hai.. fir bhi agar aapka koi sabal ho Computer Eye Glass se related to aap comment karke jarur puche.
*Agar aap ek Blogger, Youtuber hai or aapka jadatar Time Mobile-Computer ki screen ke samne hi gujarta hai to aap der naa kare or aaj hi apne liye ek Specs Order kare jo aapki ankho ko safe rakhe.
Link Kaam nhi kar raha please nyaa link add karo
You have shared a really good article, Thanks for this.
Very good article shared, thanks for this.
thanks sir great post
Your posts are really good.
bahut acha rohit bhai ji thanks
rohit bhai thanks yar nice post
Nice information
bahut acha rohit bhai ji
rohit bhai … nice post .
12 hour jo computer par bhaitha the hai unke liye jaruri hai
#OffTopic
Main Aapse Ek Bat Puchna Chahta Hun?~
Vaise To Aajkal Sabhi Bloggers Infographics Ka Use KR Rahe Hain Lekin Aap Infographics Nhi USE kar Rhe Hai?
Aakhir Kyun?
I Hope Aap Iska Answer Jald Hi Denge.
bhai aap search kare HMH par bhi mene kuch share ki hai.. baki time ki problem ke karan me nahi bana pata.. baki koi karan nahi hai ki me uske liye nahi share karta aesa kuch..
It’s helpful for us
great post sir
Bahut badhiya Rohit bhai
Thanks bhai 🤗
rohit bhai,hmesha ki tarh jabardast post…
keep sharing
Thanks bhai..
Sir g ap ki jo contact us post us ma code ma kaha per apna nbr likhy or sms nbr per aye or plz sir btana zaror plz
Nahi.. Aap aesa direct nahi bana sakte.. Uske liye aapko sms service add karni padegi..
Par me aapko suggest karuga.. Aap email par hi contact us use kare.. Wo bhi aapke mobile par email me to aa hi jayega..
kafi helpful post hai blogger or youtuber ke liye.
good article http://www.smart2hindi.com/2018/05/computer-ke-andar-folder-me-password-kaise-lagate-hai.html
sir maine abhi order karne ja raha hu thank for information
Great… Q ki ankho ki dekhwal jaruri hai.
is chasme ki to har blogger ko jarurt hai. lena padega bhai.. acha hua aapne bata diya… thnks
Welcome bhai 😎
बहुत अच्छी जानकारी दी sir आपने
पहली बार पता चला की computer मोबाइल के उपयोग के लिए भी glass होते है
Bhai hota bhi hai or usko use karna bhi chaiye hame..
बहुत ही अच्छी पोस्ट है इस पोस्ट की ज़रूरत थी..आपसे एक सवाल है कि क्या मेरा ब्लॉग adsense approve होने के लिए ready है.please check करके बताये रोहित भाई.क्योकि काफी समय से ब्लॉग्गिंग कर रहा हूँ.
Bhut helpful post hai sir..
Number ka chashama ho to kya kare ? Uska surf lens mil sakta hee ?
Agar aapko number ka chasma laga hai.. To aapko ussi number ke chasme me blue light protection ki layer lagwani hogi..
kal hi maine hmh group me apni aankhon ko lekar chinta jahir kari thi. to kya is post ko likhne ka idea wahi se aaya? 🙂 waise bade kaam ki post hai ye mere liye. thanx for share
Bhai.. Mere pass bhut se aese sabal aate the.. Or muje bhi laga ki ye bhi ek jaruri point hai jo muje cover karna chaiye taki jo Blogger or youtuber hai wo unki ankho ka bhi thoda khayal rakhe..
Haa sayad aapki post dekhne ke baad muje laga ki muje ye topic abhi cover karna chaiye.. 🤗
Thankyou very much Rohit sir aapne aaj bahut kam ki post share kiye hai Jo ki hamare liye bahut zaruri hai.Sir inme se hum koi bhi chasms le sakte hai n
Bhai mene jo link di hai.. Usme se koi bhi le sakte ho.. Sabhi computer glasses hai..
really great post.
abhi order karta hoon ek 😛
Bilkul bhai.. Q ki mere hisab se sabhi blogger ko use karna chaiye.. Nahi to long term me bhut bura effect padta hai eyes par..
good information sir but i have already a antic layer specs sooo kya wo shi nahi hota
Aap apne Specs ko check kare wo Blue Light ko reflect karte hai ke nahi.. iske liye Simple aap Torch se Light kare uske upar.. or uski light reflect ho wo Blue ho to aap unko use kare.. or agar wo blue light reflect nahi karte to aapko dusre lene chaiye..
Thankse