Free Internet Wifi kaise Chalaye Railway Station Par in India

Free Sabd Sunte hi hamare Kaam khade ho jate hai, Q ki koi bhi Free ki chij nahi choadna chata.. Or agar baat ho Free Wifi ki to Wifi ka sirf pata chal jaye sab tut padte hai. To Friends aaj me aapko ek Free Wifi Project ke ware me batane wala hu jo Google ne India me Launch kiya hai.

India ke PM Narendra Modi ji Jab Google ke Headquater gaye the US me or Google ke CEO Sunder Pichai se mile the. Us Time Google ne announced kiya tha ki wo High-Speed Free Wi-Fi lagayege India ke 400 Train Stations par puri India.

Advertisements

Google ne ye Project Railtel Corporation ke sath launch kiya hai or abhi Kaam chalu bhi ho gaya hai Free Wi-Fi lagane ka Stations par.

Ye Bhi Padhe:

High Speed Free Internet Wifi kaise Chalaye Railway Station Par

Page Contents

Google High Speed Free Internet Wifi in India

2016 ke last tak ka target hai ki India ki 100 Railway stations par wifi laga diya jaye. Phele jin 100 Stations par Wifi Lagega uski List

India me Free wifi kaha kaha lagega kis railway station par uski jankari

100 Railway Stations jaha Google High-Speed WiFi lagaya jayege

Delhi

  1. New Delhi Station
  2. Delhi Junction
  3. Hazrat Nizamuddin

Andhra Pradesh

  1. Bibi Nagar
  2. Hyderabad
  3. Secunderabad
  4. Tirupati
  5. Vijayawada
  6. Visakhapatnam

Assam

  1. Guwahati

Bihar

  1. Bhagalpur
  2. Hazipur
  3. Patna
  4. Samastipur
  5. Gaya

Chattisgarh

  1. Bhilai
  2. Bilaspur

Gujarat

  1. Ahmedabad
  2. Anand
  3. Bhavnagar
  4. Gandhinagar
  5. Rajkot
  6. Surat
  7. Vadodra
  8. Valsad
  9. Waghal

Haryana

  1. Kurukshetra
  2. Paninpat

Himachal Pradesh

  1. Shimla

Jammu

  1. Jammu Tawi

Jharkhand

  1. Ranchi
  2. Tatanagar

Karnataka

  1. Bangalore
  2. Chikballapur
  3. Mysore

Kerala

  1. Calicut
  2. Cochin
  3. Ernakulam
  4. Trivandrum
  5. Trichur

Madhya Pradesh

  1. Bhopal
  2. Gwalior
  3. Indore
  4. Jabalpur
  5. Jhansi
  6. Khajuraho
  7. Ujjain
  8. Jabalpur

Maharashtra

  1. Bhusawal
  2. Mumbai Central
  3. Mumbai CST
  4. Dadar-Mumbai
  5. Bandra – Mumbai
  6. Lokmanya Tilak – Mumbai
  7. Nagpur
  8. Pune
  9. Solapur

Orrisa

  1. Puri
  2. Bubhneshwar

Punjab

  1. Ambala
  2. Amritsar
  3. Chandigarh
  4. Ludhiana
  5. Patiala

Rajasthan

  1. Jaipur
  2. Ajmer
  3. Jodhpur
  4. Bharatpur

Tamil Nadu

  1. Chennai Central
  2. Chennai Egmore
  3. Tambaram – Chennai
  4. Coimbatore
  5. Vellore
  6. Madurai
  7. Salem

Uttaranchal

  1. Dehradun
  2. Haridwar
  3. Rishikesh

Uttar Pradesh

  1. Agra Cantt.
  2. Allahabad
  3. Bareilly
  4. Ghaziabad
  5. Gorakhpur
  6. Kanpur
  7. Lucknow
  8. Mathura
  9. Moradabad
  10. Varanasi

West Bengal

  1. Bandel
  2. Durgapur
  3. Barddhaman
  4. Kharagpur
  5. Howarah – Kolkata
  6. Sealdah- Kolkata
  7. New Jalpaiguri

To Dosto Agar aap ab kabhi kahi ja rahe hai train se to google ke is Free High Speed Internet ka luft uthana naa bhule. Chaliye dekh lete hai Is Wifi se connect kaise kar sakte hai

Railway Station Par Free Wife kaise Connect kare

  1. Sabse Phele Wi-fi ki setting me jaye apne mobile me
  2. Wifi network me RailWire Network ko select kare or connect kar le.
  3. Ab Browser open kare
  4. Browser me railwire.co.in website open kare
  5. Ab apna Mobile Number dale uske baad Receive SMS ki button par click kare
  6. Ab aapke pass ek SMS aayega usme one-time password (OTP) hoga wo hame dalna hai
  7. Code dalne ke baad Done ki button par click kare
  8. Fir aap dekhege ki ek Green Tik aayega screen par iska matlab aap connect ho chuke hai.

Ab Luft uthaiye Google ke High Speed Free Internet ka or jo Download karna hai kariye bilkul free me.

Ye Jankari aapko kesi lagi wo comment me jarur bataye or apne josto se bhi is jankari ko share kare taki wo bhi iska faida utha sake.

Ye Bhi Padhe:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

43 thoughts on “Free Internet Wifi kaise Chalaye Railway Station Par in India”

  1. Railwire.co.in par visit karne ke baad mobile no. Ka option nhi de rha hai. Sir railwire.co.in ke baad step by step jankari de. Please jaldi reply diziye. Fast

    Reply
  2. Railwire.co.in par visit karne ke baad mobile no. Ka option nhi de rha hai. Sir railwire.co.in ke baad step by step jankari de. Please jaldi reply diziye.

    Reply
  3. Rohit bhai mene meri site bnai he or mujhe kese pta chlega ki mene meri site se kitne pese kmae

    Please rohit bhai helpme

    Reply
  4. rohit bhai mene bloggers website bnai he or blogger apliction download kri he par meri blogger app kyu nhi khul rhi he signup kyu bta rha he

    Reply
  5. Rohit bro,
    Sir Mera naam lovejeet he me punjab se hoon muje apki help chahiye. mene jumedeen khan or ek do blogger se maangi thi par unhone pta nhi kyo nhi ki sir me myhindiblog.in ka founder hoon sir mene champcash app se 5000 rupee tak earn kiya tha or mene usme se kuch paiso ka recharge kar liya or kuch paise rs.1500 mene lalit ji ke account me dalwa diya tha website bnane ke liye sir me jis phone se bloging karta hoon uski touch or screen dono crack ho gyi sir mere papa farmer he kehte he ki phones par paisa kharab karne ko nhi dunga seedhe kaam kro sir aap muje 1500 rupee ki madad kar de me apko screenshot ke sath yha se champcash app se transfer kar dunga aa ye paisa 15-20 din baad transfer karti hai company mene lalit (techandtweet.in) ke founder ko v esse hi bheja tha plzz aap meri help kre me 15-20 din me apka paisa vapas kar dunga promise sir meri majbori samje

    Reply
  6. sir us skecth software ka naam bta dejiye jisse aap apne feachrd image par text likhte hai?
    ya phir use download karne ke liye mujhe link de dejiye?

    Reply
  7. Maine vijaywada jn me use kiya tha 5 min me 1 hd film download hogay lekin vishakapatnam me use kiya to 2g speed chal raha tha

    Reply