Youtube pe Channel Bnane ke 10+ Topics

youtube par channel nanane ke topics in hindi

aaj ke is post me aapko mai 10 topics bataunga jispe aap ek new youtube channel bana sakte hai.

Me Top ke jo Topics hai uske baare me batane wala hu, agar aapko or bhi topics ki list chalye to aap yaha dekh sakte hai jisme 100+ topics Ideas ke ware me bataya gaya hai.

Advertisements

Page Contents

10 Topics for Starting a New YouTube Channel

1. Tech Channel

Dosto agar aap ne soch liya hai ki mujhe YouTube pe New channel bnane hai to aap Tech ke upar bana sakte hai. Agar aapka interest technology me hai or aapko iska acha knowledge bhi hai to aap technology ke upar channel bana sakte hai aur technology ke video YouTube pe upload karke earning kar sakte hai.

2. Food – Recipes

Agar aap Khane pine ke sokin hai or aap ko khane me new new chije try karna bhi pasand hai or aapko new new Recipes banana pasand hai to aap apne iss talent ko youtube ke jariye logo se share kar sakte hai apni channel bana kar.

3. Beauty tips pe channel

Beauty bhi hamare liye kitni jaruri hai ye to aap jante hi hoge, har koi khubsurat dikhna chata hai to agar aap isse related jankari logo se share karege to bhi aapke ache views aayege youtube par.

4. Top 10s pe channel

Aap Iss Type ki channel bhi bana sakte hai jisme aap Top 10s, Top 5s jisme aap alag alag topic ke ware me baat kar sakte ho bata sakte ho.. jese example top 10 laptops, top 10 computers.

5. Funny Videos

Logo ko Time pass karne ke liye funny video dekhna bhut pasand hai or ye to aapne dekha hi hoga funny videos par kitne views or like hote hai to agar aap bhi apne talent se kisi ko entertain kar sakte hai to ye topic bhi acha topic rahega aapke liye.

6. Motivational Videos

Motivation ki jarurat sabko padti hai q ki sabki life me utar chadav to aate rehte hai aise me jab wo kisi baat se demotive ho rahe ho to aap unko video bana kar motive kar sakte hai.. aese video logo ko pasand bhi bahut aate hai jisme kuch achi jankari di gai ho or aise video ko log share bhi jarur karte hai jisse videos par views badne ke chances bhi bad jate hai.

Hindi Me Help par Motivation Post yaha read kar sakte hai.

7. Healthy Tips

Har insan achi health chahta hai to aise me agar aapka interest health jese topic par hai to aap logo ko healthy karne me madad kar sakte hai apne video bana kar. jisme aap logo ko health se related tips, tarike or upay bana sakte hai.

8. Tuition classes

Agar aapke pass kisi topic ka acha knowlage hai to aap us topic par bhi apni channel bana sakte hai or logo ko basic se leke pura sikha sakte hai..

Also Read: Online Padha kar paise kaise kamaye ?

9. Photo editing channel

Agar aapko Photo editing karna aati hai jo mene dekha hai bhut logo ka interest bhi hota hai badiya badiya photo edit karne ka to aap uske upar bhi apni channel bana sakte hai jisme aap alag alag effects kaise dale photo me uske video bana sakte hai.

Also Read: Photoshop sikhne ki top 10 youtube channel

10. Tutorial Channel

Tutorial me aap kisi bhi topic me upar bata sakte hai ki jiye kaise karte hai, kaise banate hai. Isme aap logo ko apne knowlage ka use karke aasan tariko se aesa sikha sakte hai jisse logo ko madad mile unki life aasan ho.

To Friends ye mene jo topics bataye hai aap inke upar thoda research kare or dekhe aap inme se kya kar sakte hai, mujhe umeed hai aapko apne interest or talent ke hisab se apni channel banane ka idea jarur aa gaya hoga.

Aapko meri ye jankari kesi lagi comment karke batana naa bhule or agar aapka koi sawal hai to aap wo bhi puch sakte hai.

Agar aapko ye doubt hai ki kis tarah ke video youtube par upload nahi kar sakte to aap is post ko jarur read kare.. or youtube se sambandhit koi or jankari ke liye aap HMH par search kar sakte hai.

Jai Hind!!!

Ye ek Guest Post hai, Agar aap bhi HMH Guest post karna chahte hai to yaha click kare.

Dusri Guest Post Read karne ke liye yaha click kare.

Share on:

Hello! Friends i am Gagan Shrivastav From Technical Gagan.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

26 thoughts on “Youtube pe Channel Bnane ke 10+ Topics”

  1. Hello sir meri adsense ads dikhae deti nahi hai or adsense se aisa email aaya hai me kya karu
    mera blog

    plz… sir ans. dijia

    With our advertising programs we strive to create an online ecosystem that benefits publishers, advertisers, and users. For this reason we sometimes have to take action against accounts that show behavior towards users or advertisers that may negatively impact how the ecosystem is perceived. In your case, we have detected invalid activity on your AdSense account and as a result it has been disabled.

    We are limited in the amount of information we can provide about your specific violation. We understand that you may want more information about your account activity. However, in order to protect our proprietary detection systems, we are unable to provide further details.

    In some cases publishers can make significant changes to correct the violation and are willing to comply with the AdSense program policies. For this reason, we offer an appeal process as an opportunity to work with you to resolve the issue. Please be sure to provide a complete analysis of your traffic or other reasons that may have generated invalid activity in your appeal. Submit your appeal using this form and we will follow up accordingly. Before submission, please review the list of the top reasons for account closure.

    Thanks for your understanding.

    Sincerely,

    The Google AdSense Team

    Reply
    • aapki site ka design or jo faltu ke wadgets hai usko hatao.. navigation sahi karo.. koi bhi broken link naa ho.. aapki site ka jo contant hai.. Aap about us page ki permalink change kare.. uske about-us.html link hona chaiye..

      Reply
  2. Hello Rohit Sir, Aapne SSL Ka Certificate Install Kiya To Traffic Me Koi Effect Hua Tha Kya..?? Kyunki Jab Maine Install Kiya Ur Sitemap V Resubmitt Kiya Fir V Traffic 60% Down Ho Gaya Hain,,, Ur Traffic Down Hua Ek Mahina Se Jyada Ho Gaya Fir V Traffic Recovery Nahi Hua Hain, Kya Kare??

    Reply
  3. Very Useful Information

    Youtube channel yaa fir blogging dono me log aek hi chij me ulje rehte he or vah he ‘koun se topic kaa chunav karna’, yah information aun sabhi ke liye upyogi he jo log topic me ulje rehte he or isse unko unke topic selection me kaafi help milegi.

    Thanks for this information

    Reply
  4. Bahut badiya Jankari Share ki hai apne Bro :)

    Lekin bro Mane jaise Mobile Screen Recorders se Koi video banaya to Wo 40 mb 50 mb tak bn jata hai 2-3 min ka video hi Or usko YouTube Pe upload krne me problem aati hai to Iska Koi Solution Batao bro :)

    Reply
  5. Photoshop yani ki photo editing ka channel best hai..qki isme bolna bhi nahi padta..aise bahut sare Photoshop ke channel hai Jo bina bole acche photo editing karte hai aur hume samaj me bhi aata hai aur inke subscribe aur views bhi acche hai.. Aur diadia ke hi nahi balki sari duniya ke subscribe and views bhi collect kar sakte hai.. Vaise muje Photoshop ka accha knowledge hai..

    Reply