Aapne kabhi socha hai ki agar internet par koi bhi website nahi hota to kya hota. Simple si baat hai ki agar website nahi hoti to internet itna papular nahi hota.
Internet par har rooj hajaro website aur blog bante aur delete hote hai. lekin kuch aise bhi website hai jo bahut pahle se abhi tak run kar rahe hai. aur wohi sab website hm sab ki life ko easy bana dete hai.
Aajka jo post hai woh bahut hi intresting post hai kyoki aaj mai aapke sath kuch aise usefull website share karuga jiske bina hmara bahut sa kaam nahi ho pata ya aasani se nahi ho pate.. to chalo dekhte hai ki woh kon kon se website hai jo hamare kaam ko internet par Aaasan bana dete hai..
#101 Most Usefull Website List-
- Wikipedia.org – Yah ek aisi website hai jaha par aapko har ek prakar ki chizo ki information mil jayegi.
- Facebook.com – Facebook ki madad se aap puri dunia me tarah tarah ke logo se contect karke unko apna dost bana sakte hai.. Facebook ki or jankari ke liye yaha click kare
- FoodNetwork.com – Iss website ki madad se aap har ke prakar ke food recipe, idea aur food se related badiya advice paa sakte hai..
- imdb.com – Yah ek aisa website hai jaha par aapko movie se related har ek news aur Actor aur actress ke bare me latest update milti rahegi..
- JuicyArcade.com- Online free game khelne ke liye yah ek best website hai..
- Lifehacker.com – Lifehacker ek award-winning daily blog site hai. Jaha par aapko lifestyle se related daily kuch na kuch artical milta rahega.
- 123Recipes.net – Yah ek Aisa website hai jaha par aapko har ek recipes banane ka idea easy tarike se mil jayega.
- SecretGuide.net – Ye website computer se related website hai. Yaha par aapko computer se related har ek chiz ke bare me jaan sakte hai.
- Neofriends.com – Yah ek free website hai jaha par aap new friends se contect karke unke sath date par jaa sakte hai.
- HuffingtonPost.com– Yah ek news website hai. Jaha par aapko word ki har ek news mil jayegi..
- TheOnion.com- TheOnion ek funny news source jaha par aapko tarah tarah ke funny news rojana milte rahege.
- Naukri.com– ye india ki no 1 Naukri ki website hai. Jaha par aapko india ki har ek prakar ki naukri ka update milta rahega..
- Cricinfo.com– online cricket score aur news pane ke liye yah ek best website hai.
- BookMyShow.com– online movie ticket booking karne ka sadse badiya website hai.
- Shaadi.com – Aap yaha par apne shadi ke liye partner online dhudh sakte hai..
- Olx.in– Aap yaha par apna koi purani chiz online Asani se bech aur khrid sakte hai.. Janiye OLX se Paise Paise kaise kamaye
- gaana.com– Iss website ki madad se aap koi bhi music online sun aur download kar sakte hai..
- 9apps.com- Android Apps download karne ka yah ek bahut hi badiya website hai.
- irctc.co.in– Iss website ki madad se aap indian railway ki puri jankari ghar bhaithe hi paa sakte hai.
- flipkart.com– india me online shoping karne ke liye yah ek behtrin website hai.Online Shopping Kaise Kare Ghar Baithe uski jankari yaha hai.
- hostgator.in– yah ek india ki website hai jaha se aap apne website or blog ke liye domain aur web hosting le sakte hai..
- santabanta.com- Yah ek entertainment website hai Yaha par aapko funny jokes, video aur wallpaper etc. Chize mil sakti hai.
- freecharge.com– Yah ek popular online mobile recharge website hai. Yaha par aap online mobile aur DTH recharge kar sakte hai. Online Recharge kaise karte haiuski jankari yaha hai
- ninite.com – Yaha se aap sabhi free software download kar sakte hai.
- bounceapp.com – Iss website ki madad se aap kisi bhi webpage ka full lenght ka screenshot le sakte hai..
- goo.gl – Ye ek URL Sortner website hai. Aap iss website ki madad se kisi bhi Bade URL ko Chota kar sakte hai. Link Chota karke paise kaise kamaye uski jankari yaha hai
- untiny.me – Ye ek aisi website hai jiski madad se aap sortner URL ko Orignal Url me covert karke pata laga sakte hai ki woh Sort URL kiss Website ka hai..
- localti.me – Iss website ki madad se aap kisi bhi City ka local time jaa sakte hai..
- printfriendly.com – Iss website ki madad se aap kisi bhi web page ko friendly frint kar sakte hai.. Apne Article ko kaise Print kare or kaise uski PDF Banaye uski jankari yaha hai.
- topsy.com – Ye Twitter ke liye ek badiya search engine hai.
- fb.me/AppStore – Bina iTune ke Launching ke bina aap yaha se IOS App search karke download kar sakte hai.
- iconfinder.com – Kisi bhi Company, Business, blog, website ke logo ke icon ke liye sabse best website hai..
- office.com – Yaha se aap apne office document ke liye Templetes, Clipart aur Images download kar sakte hai.
- woorank.com – Kisi bhi website or blog ke bare me aap sab kuch iss website ki madad se jaan sakte hai..
- virustotal.com – Kisi bhi web file aur email attachment ko scan karke unmee se virus find karne ka sabse badiya website hai.. Kisi bhi website me Virus hai ki nahi kaise pata kare uski jankari yaha hai
- wolframalpha.com – Yah ek computational knowledge ka search engine hai.
- printwhatyoulike.com – Iss website ki madad se aap kisi bhi web pages bina clutter ke print kar sakte hai.. Post ko kaise print kare uski jankari yaha hai
- dropbox.com – Iski madad se aap apne online document ko store aur backup le sakte hai.
- gasbuddy.com – Iski dwara aap apne local gas ka prices pata kar sakte hai.
- e.ggtimer.com – Ye ek simple online timer hai aapki daily jarurat ke anusaar..
- coralcdn.org – yadi aapki koi website jyada traffic ke karan down ho gai hai to aapko iss website ko try karna cahiye..
- random.org – Iss website ki madad se aap random number, flip coins aur bhi bahut se chize pick kar sakte hai..
- mywot.com – kisi bhi website ka trust level iss website ki madad se aap dekh sakte hai..
- viewer.zoho.com – Kisi bhi PDF ka preview karke uska presentations direct apne browser me dekh sakte hai..
- rhymer.com– Yah ek online rhyming dictionary hai.
- truveo.com – Video download karne ka best website hai.
- scr.im – bina kisi spam ke apna email address online share kare.
- amazon.com – Online shoping aur kisi bhi chiz ko online buy karne ke liye yah ek best website hai.Online Shoping kaise kare internet ki madad se uski jankari
- sizeasy.com – Iss website ki madad se aap kisi bhi product ka visualize aur size compare kar sakte hai.
- whatfontis.com – iss website me aap aap kisi bhi font name ko image me convert kar sakte hai.
- fontsquirrel.com – Yaha par aapko personal aur commercial use ke liye bahut se font mil jayege.
- whatismyip.com – Iss website ki madad se aap apne I.P. Address ko figure out kar sakte hai.
- iwantmyname.com – Yaha se aap badiya domain name search karke paa sakte hai.
- tabbloid.com – Yaha par aapko badiya blog PDF delivered kiye jate hai.
- join.me – Iss website ki madad se aap apne screen ko web par kisi ke sath bhi share kar sakte hai.
- flightstats.com – Kisi bhi Flight ka status kabhi bhi track kar sakte pure worldwild ke.
- wetransfer.com – Online big file iss website ke dwara dusare ke sath aap share kar sakte hai.
- pastebin.com – Aapke text aur code snippets a yah ek temporary online clipboard hai.
- polishmywriting.com – Iss website ki madad se aap apne writing ke spelling aur grammatical errors cheack kar sakte hai..
- awesomehighlighter.com – Iski madad se aap kisi bhi webpage ke importent part ko highlight kar sakte hai..
- typewith.me – multiple logo ke liye same document par kaam aap iski madad se kar sakte hai.
- whichdateworks.com – kisi bhi event ke liye aap perfect date iss website ki madad se choose kar sakte hai.
- warrick.cs.odu.edu – Iss website ki jarurat aapko tab padegi jab aapke dwara bookmark kiya hua pages delete ho jaye.
- gtmetrix.com – Kisi bhi website ki performance cheack karne ke liye yah ek best online tool hai. Website ki Rank kaise dekhe Alexa par uski jankari yaha hai
- imo.im – Iss website ki madad se aap apne dosto ke sath skype, facebook, google talk etc. par chat ek palce se kar sakte hai.
- translate.google.com – kisi bhi web page, pdf aur office document ko aap kisi bhi language me translate kar sakte hai.
- followupthen.com – Setup quick reminders by email..
- pdfescape.com – Kisi bhi pdf file ko edit apne browser me aap iss website ki madad se kar sakte hai.
- faxzero.com – Iski madad se aap online fax free me send kare.
- feedmyinbox.com – Apne email newslatter se aap RSS feed Paa sakte hai.
- isendr.com – Bina kisi server ko upload kiye hue aap files ko transfer kar sakte hai.
- tinychat.com – Micro secounds me aap apna private chat room aap is website ki madad se setup kar sakte hai.
- flightaware.com – Iski madad se aap pure worldwild ke airpots ki live flight track kar sakte hai.
- boxoh.com – Google Map ki madad se aap kisi bhi shipment ka status iski madad se track kar sakte hai.
- downforeveryoneorjustme.com – Iski madad se aap apne favorite website find kar sakte ki woh online hai ki nahi hai..
- example.com – Iss website ka prayog aap kisi bhi documentation example ke liye kar sakte hai.
- whoishostingthis.com – Kisi bhi website ka web host aap iss website ki madad se pata laga sakte hai.
- google.com/history – Yaha se aapko kuch aisi chize google se mil sakti hai jiske bare me aap pata laga kar bhul gaye honge.
- errorlevelanalysis.com – Iski madad se aap jaan sakte hai ki kon sa photo real hai aur kon photo photoshopped hai.
- google.com/dictionary – Yah ek dictionary hai yaha par aapko har ek word ka meaning mil jayega.
- sxc.hu – Iski madad se aap free me stock image download kar sakte hai. 11 Badiya Free Shock Image Download karne ki Websites
- Canva.com – Yah ek best place hai kisi bhi images ko online edit kar ke usko ek naya look dene ke liye. Canva or Picmonkey ye 2 websites hai jinpar me apni image ko edit karta hu.
- wobzip.org – Aapne compressed files ko online unzip iski madad se kar sakte hai..
- vocaroo.com – Ek click me aap apne voice ko record kar sakte hai.
- scribblemaps.com – Iski madad se aap apna custom google map Easily tarike se bana sakte hai..
- formspring.me – Yaha par aap apne personal question puch sakte hai aur dusare ke question ka answer bhi de sakte hai.
- typingweb.com – Aapki typing speed imporved karne ke liye yah ek best website hai.
- mailvu.com – Aapne web cammera ka prayog karke aap kisi ko bhi video email iske dwaar aap send kar sakte hai.
- timerime.com – Iss website ki madad se aap apna timelines audio, video aur images me bana sakte hai.
- stupeflix.com – Aapne image, audio aur video clips ki madad se aap apni movie iski madad se aap bana sakte hai.
- aviary.com/myna – yah ek online audio editor tool hai. jaha par aap apne audio clip online record aur remix kar sakte hai.
- noteflight.com – print music sheets aur aap apna khud ka music review de sakte hai.
- disposablewebpage.com – Iski madad se aap ek temporary web page bana sakte hai.
- homestyler.com – kisi bhi model ko re-model karke usko 3D me desgin kar sakte hai.
- bing.com/images – Iski Madad se aap Automatically perfect ke wallpaper apne mobile ke liye find kar sakte hai.
- dabbleboard.com – Yah aapka virtual whiteboard ho sakta hai.
- whisperbot.com – bina apna khud ka acount used hue aap iske dwara email send kar sakte hai. Temporary Email kaise banaye uski jankari yah hai
- sumopaint.com – Yah se excellnet layer-based ki online image editor ki website hai.
- lovelycharts.com – Iske dwara aap flowcharts, network diagrams, sitemaps etc bana sakte hai.
- nutshellmail.com – Iski madad se aap apne facebook aur twitter streams ko apne inbox me paa sakte hai.
- writehindi.in – Iss website ki madad se aap kisi bhi english word ko hindi me Easy tarike se convert kar sakte hai. iska Widget bhi hai jo aap apni site par add kar sakte hai
- Blogger.com – Is website ki madad se ham free me blog/website bana sakte hai.. Blog kaise banaye uski jankari yaha hai.
- Youtube.com – ye ek Video sharing site hai.. jiske bare me lagbhag har internet user jaanta hai.. Youtube se ham paise bhi kama sakte hai apne video ke jariye.
- Quara.com – In website par ham apne koi bhi sabal puch sakte hai or dusre ke sabalo ke jabab bhi de sakte hai.
- SmartLook – agar aapki website hai or aap ye dekha chate hai ki aapki site par visitor kya karte hai kaha click karte hai to aap iski madad se dekh sakte hai video me.
101 Useful Website Part 2 List
Ye ek bahut hi interesting website list hai aur muje ummid hai aapko isme bhut si wesi website ke bare me pata chala hoga jo usefull to hai par aapko unke bare me phele nahi pata tha.
Jesa ki mene phele hi bataya har hin hajaro lakho new website banti hai.. To aesa to hai nahi ki jitni bhi jaruri website hai unko list me add kiya ho.. par agar aapko koi aesi website ke bare me pata hai jo usefull ho sakti hai hamare lkiye to comment karke bataye.
Aapko ye list kesi lagi or aap inme se kitni website ko use karte hai.. ya aapki sabse manpasand website konsi hai wo bhi bataye..
Thanks
Kafi achhi site ke link aapne diye hain jinse ham logon ko kafi fayda milega.
I love reading these websites.
Thanks for sharing such a great article
Bahut badhiya post hai sari jankari mil rahi hai yaha se.
Thank you
Awesome collection bro, aap ki is post me batayi almosts 90% websites ko mai janta bhi na tha. Surely visit karke dekhna chahuga. Thanks bro :-)
Thanks.. Haa bilkul aap dekhe..
sir aapne ye rocket jo fly kar rahe hai kounse plugin se lagaye hai aaap bata sake toh bhut mehrbani hogi
Aap home page par jaye.. Aapko iski post mil jayegi… ?
10000 ke range me koun sa aksha phone hai
Please help me ,sir
hlo sir. ek bat me apse puchna chahta hu k apke pass ye jo sb topics hai inki itni sari information hai .inta knowledge kha se pta hai.pl. tell me
apke pas itni sari information kha se ati hai. apko yah sb kaise suzta hai.itna knowledge kha se hai
OMG- its amazing
inme se kai website ki mujhe jaroorat thi jo aapki help se mil saki isliye ‘thank u very much’ bro….
Nice One
bro blog me footer me contact us about us ye sb add mrna h, kaise kru smaj nhi aa rha
sir meri site djmahendrarajput.tk h vahan se gaane ka link FB par share nahi ho raha kya karu please help sir
Sir kiya koi esi website hai jaha se mai kisi Teblet Dawa ki jankari said effect or uska use jaan saku
nahi aesi koi website nahi hai.. q ki wo bhut risk ka kaam hai.. ki agar kisi ne koi galat jankari share kar di jisse kisi ko nuksan huaa to jisko website hai wo problem me pad sakta hai..
HD videos download karne ki webside mil sakti hai ?
Youtube se kar sakte hai..
Wrold4ufree
Thanks for help
Sir hamre pass adsense kai alawa koi aur option nhi hai kya?????
Bahut hi badiya jankari di apne.bahut si nayi website ka pata chala. Quora.com is best website
Mast jankari di bhai thanks
Thanks rohit bhai
hii Plz help me mujhe mere website me kuch problm ho rhi h kya aap mujhe plz
altaf.raja237@gmail.com
yaa fir whtsapp prr 8738949730
sms kijiye help krne ke liye dhnywad
Very useful information, after one or two i will post a blog on my blog. Maine aapke bare mai usmai kuch thoda likha hai.
Aapki di hui jankari hamesha hi achchi hoti hai. Thanks to given a direction.
sir mera 3email aur blog ban gya hai lekin mai chahta hu ki sabko block karke ek new email aur blog bnau kya karu ……..mai apni blog ko aapki trah bnana chahta hu …sjana chahta hu kya karu ………mai apne blog par title kaise disine me likhu ……
Hii sir maine wordpress par website banaya hai lekin mujhe page add karna hai kaise karu
page ka section hai uspar click karke crate kar sakte hai..
Comment:good job rohit bro n keep it..
mujhe aap se hi khud ko motivate karke ek site bnai h ….
ye to bhut achi baat hai.. :)
hello sir ,
mujhe ye jaanna he ki mujhe Blogging me daily interest aa rha he day to day to mera question ye he ki me abhi engineering student hu meri abhi engineering chal rhi he to me apna career is field me banana chahuga to mera question ye tha ki InFuture mujhe kabhi koi dikkat to nhi aayegi Blogging se ??
Aur sir please aap apne Secrets jarur bataye ?
Ab Blogging hi mera passion he I hope aap jald hi reply karenge ,,,,,,
mera blog check jarur kare !!!
Hii Harshit, Agar aapko interest hai blogging me to aap bilkul isme apna career bana sakte ho.. or rahi baat proble, aayegi ki nahi to problems to har jaga aati hai.. bas usse nipatna kese hai wo hame aana chaiye.. or haa mera koi hidden secret nahi hai :)
hello sir ,
mujhe ye jaanna he ki mujhe Blogging me daily interest aa rha he day to day to mera question ye he ki me abhi engineering student hu meri abhi engineering chal rhi he to me apna career is field me banana chahuga to mera question ye tha ki InFuture mujhe kabhi koi dikkat to nhi aayegi Blogging se ??
Aur sir please aap apne Secrets jarur bataye ?
Ab Blogging hi mera passion he I hope aap jald hi reply karenge ,,,,,,
mera blog check kare aur bataye kesa he ?
hello rohit bro thanks for sharing useful website info and please visit my website or usme kya kami h ye btaye
Kya list banaya hai aapne awesome…!
Thanks
hello Sir.. mera ek weqh hindihdworld .com ye site 1 week se crawl nhi le rhi h. Robot.txt Unreachable bta rha h
robot.txt fie me jo bi change kiya hai usko remove karke defult kar dijiye..
Very nice information!
Please aap “whatsapp share button ” Apne blog me kaise lagaye? Iss par Ek post kare. Jaisa aapk iss site par whatsapp share button hai.
GreaT InformatioN Sir ,,,
Is post ko padne se lag rha he ki isme apne kitni mehnat ki hogi.
Sir mera question ye he ki itni information apne kese collect ki thoda explain ke saath samjhaye kyoki hume thodi bohot.hi website ke baare me pata hota he isliye deemag me yha question aaya sabse pehle…
2) Sir ye Follow Up Commemt kya he ?
3) Sir kin websites ke Topics per jyada Traffic hota he ?
answer please fast Dear sit
Jo website hai wo to aese pata chalti hai jab hame jo pata hai unke aalawa bhi ham dusri chije search kare.. par logo ko fb se fursat mile jab to wo uske aage bade par aesa hota hi nahi hai..
Follow up comment par agar koi tik karke comment karta hai to jab koi naya comment aata hai post par to uske email par notification aa jata hai..
kin topics par jada tarffic aati hai wo fix nahi ahi.. bar itna diyan rakho jo post kisi ki problem solve kar rahi hai uspar log jarur aayege.. ab aap ye dekhiye logo ki kya problem hai jo aap solve kar sakte hai..
Bhai bahut acchi post hai or Bhai mujhe ye bata do sirf ki mujhe ye kaise pata chalega ki visitors mere post pe aaye hai ki nahi
aap google analytics use kare apne blog me
Sir mere Google adsence ka PIN aa gaya hai, aur Maine apne blog www. bloggergalexy. blogspot. com se abhi tak 40$ earn kar chuka hu. Sir ye Paisa apne account me kaise transfer karte hai.
jab 100$ ho jayge to automatic bank account me mahine ki 21 arikh ko send ho jate hai..
bahut hi acchi website hai rohit sir.
Thanks
Nice List Bro, Kya Aap Meri Site dekhkar bta Sakte hain Ki Meri Site Kaisi hai.
aapki jo menu hai usko chota kare.. q ki kuch option hai jo hide ho rahe hai..
Bahut achchi jaankari di hai aapne iske liye aapka shukriya
blogger me permalink se kya hota hai
ye jo post ki link hoti hai.. usko parma link khate hai
Thanks bhai, is list se mujhe apne blog ke liye aur topics find karne me help milegi.
Aap uske liye apne visitor ka interest dekhe kisme jada hai.. wo hi share kare..
Bahut Hi Mast list hai bro. (Y)
Aur bahut hi useful.
Thanks
Bilkul sahi Bola aapne Haidar ji Rohit sir Yeh Post bahut achi hai.
Thanks Nehi ji :)
Hindi me help app koanse platform par banai gayi hai.
wo banbai hai mene..
Some of them are very cool websites I never know, thanx for sharing this Rohit Bhai
Wellcome Pradeep Bro.. :)
Thanks for sharing usefull info
Kya aap mujhe bta sakte hai ke ki aap social share ke lia konsa plugin use kar rahe hai.
ye mere template me inbild hai..
Okey
Thank for replying rohit
Kya aap yeh bta sakte hai ke aap newsletter send karne ke lia konsa forum or plugin use kar rahe hai .
Defult WordPress ka hi
Rohit ji
Mera paypal pe acaunt nahi ban rha usme dikkat arahi h jesa apne btaya tha maine vesa hi kiya lekin vesa nahi arha jesa apki post pe dikha rha h.. Plz.. Hlp.
mujhe subse achhi ye website lagti hai jo mai bahut din se use karta hu, kyuki isme bahut sare famous aadmi ki jankari rehti hai,
https://wikipedia.org/
Comment: Hi bhai mene ek new
website bnai h
(shootmysite.blogspot.com)
es site ki post bnakr aapki
site par guest post karni h
lekin esse pahle mujhe aapki
parmisson chahiye me
aapko bta deta hu ki es
website me kya kya h
Pahli baat ki Ye website kisi
bhi or website ki copy nahi
h
Or na hi mera maksad esse
earning karna h es website
me aapko ya visiter ko ek
form bharke submit karna h
jisme aapki website ki
details hogi jaise ki aapki ya
visiter ki website me kya
kya h konsi language ka use
kiya h konsi advertise site
ke ads lgaye h ya phir kuch
normL details jo mere pass
aayegi me un sab ko
milakar ek post bnaunga or
site par lga dunga or jab koi
visiter aapki ya koi bhi site
search karega to wo uske
bare me jaan sakta h ye koi
fargi website nahi h or na hi
earning ke liye esliye me
chahta hu ki eski post lgau
Agar aapko psand h ya aap
interested h to bta dijiye me
post likh kr send kar deta
hu
Agar aap chaho to meri site
ko ek baar dekh sakte ho
Kuch editing baki h jo me
post lgane se pahle puri kar
lunga thodi hi h aap dekh lo
site
shootmysite.blogspot.com
Ye site mene visiters ki
problam ko dekh kar bnai h
jab koi bhi visiter new site
bnata h to us par traffic nai
hota lekin ab koi problam
nai hogi kisi ko bhi site bnao
or es par form submit karke
traffic pao
I hope ki aap meri feelings
ko samjh paoge
Or jaisa ki mereko lagta h
aaj tk to mene aisi koi
website nahi dekhi Agar
aapki site ke visiter ko
problam ho traffic ki to aap
es site ka suggetion de
sakte ho
bhai aap agar adfly revenue hits adsense en sab ke bare me likh sakte hoto eske bare me bhi likh do esme mera koi profit nai balki visiters ki hi help hogi ye posr 1000 se 1500 word ki h aapko koi problam nai hogi
sir me blog pe kuch problm hai tempal badal le ke waha je kuch smjh nai arha hai jab edit HTML me jata hu to meri problm ye hai-mera blog kolne pe bich me home likha arha hai usko htana nai.!2nd post me clik krne ke baad niche jane pe HOME or Post a Comment box arha hai use hata na hai.!3rd Subscribe to: Post Comments (Atom) ye vi nai hat rha hai. EDIT HTML me vi jane pe ctri+f bane ke bad enter dabane se kuch nai ho rha hai ye sab mujhe hata nai plz meri madat kre…plzzzz is comnt ka jawab jrur se dijiye ga sir
helpfull post.
blog post main image main kisi site link kaise add yani koi visitor us image par click kre to jis site ka lick add kiya vo khule.
aap image ko select karke link ka jp icon hai uspar click karke link add karde.. post editor me..
Sir Maine Apko Ek Guest Post Send Ki Hai Aap Usko publish kab kar rahe hai
me aapko email par reply karuga.. posat dekh kar.. thanks
behatarin Rohit bhai
kamaal ki jaankari share kari hai apne
:)
Bhut achi helpful site share karne ke liye thanks
Thanks
Bro aaone abhi tak meri website ka review nhi kiya me kafi baar aapko comment kr chuka hu.
snaplala.com
Bro aaone abhi tak meri website ka review nhi kiya me kafi baar aapko comment kr chuka hu. helphindi.in
sabse pheli baat aap spaming kar rahe hai.. q ki aap comment me real name use nahi kar rahe.. ye aapka comment approve sirf aapko batane ke liye kar rhaa hu. real name use nahi karoge to aapka comment turant delete ho jayega..