Facebook, jispar har ek us bande ka account hai jo internet ke bare me thoda bhi janta hai.
FB par jadatar 2 karano ke liye account banate hai –
- Anpe Personal life ko apne dosto se share kene ke liye or unse jude rhane ke liye.
- Apne Business ko Promote karne ke liye. (Facebook Page or Facebook Group ki madad se).
Hamari jo Personal Profile hoti hai usme bhut si aesi chij hai jo ham public se share nahi kar sakte, Jese Apne Firends list, Agar ham chahe ki hame koi aesa banda friend request send na kare jisko ham nahi jante to ham wo bhi kar sakte hai.
Jese ek sikke ke 2 phelu hote hai ussi trha kar ek chij me kuch achaiya hoti hai to kuch buraiya bhi hoti hai.. Jese hamare facebook account ko koi hack kar sakta hai, par mene iske bareme phele hi bataya hai kaise fb account ko hack hone se bachaye.
Bhut bar aesa hota hai koi hame facebook par paseran karte hai, bar bar tag, comment karke ya fir hame bar bar kisi chij ke liye invite karta hai, ya faltu ke message send karta hai. to ham unko Block kar sakte hai facebook par, or jab chahe unblock bhi kar sakte hai.
Page Contents
Facebook Par Kisi ko Block karne Par Kya Hota Hai
- Hamari Porfile par kya hai wo nahi dekh sakta.
- Hame Tag nahi kar sakta.
- Hame kisi Facebook Event or Group ke liye invite nahi kar sakta.
- Hamse Facebook par chat nahi kar sakta.
- Hamari Post par comment nahi kar sakta.
- Hame Friend nahi bana sakta. (agar phele se friend hai to unfriend bhi ho jayega.)
Jis ID ko ham Block karte hai us ID se hamari ID khulti hi nahi hai.. uske liye hamari ID hoti hi nahi hai.
facebook id block karne ka tarika
Simple kisi ko Block karna hai to uske bhut se tarike hai.
- Jisko Block karna hai uski ID open karke usko Block kar sakte hai.
- Apne Account ki setting me ja kar ID Block kar sakte hai.
FB ID Open karke Block kaise kare
Step 1: Sabse Phele Apne Facebook Account me Login kare,
Step 2: jisko Block karna hai Facebook par uski ID open kare.
Step 3: 3 dots hai uspar click kare fir block karde.. Image me dekhe kaise.
Setting mese Block kare
Step 1: Sabse phele Apne facebook account me login karna hai.
Step 2: ab Account ki setting me jana hai.
- Down arrow par click kare
- Setting par click kare
Step 3: Ab Blocking ke section me ja kar account Block kar sakte hai.
- Blocking par click kare
- Ab jisko Block karna hai, uska Naam ya fir Email ID dale
- Block ki button par click kare
- Jo aapki ID me Blocked kiye huee hoge naam niche aayege.
Facebook ID UnBlock Kaise Kare
Ye Process bhi Simple hai, Same Jagha jana hai jaha Block karne ke liye gaye the..
Down arrow >> Settings >> Blocking >>
Ab jisko unblock karna hai, uske naam ke aage Unblock ki link par click kare.
To Friends Aap ab jan chuke hai kaise Facebook par kisi ko block karte hai or kaise unblock karte hai. Agar aapka Facebook se sambandit koi bhi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai. or agar aapke pass koi aesi jankari hai jo aap share karna chahe to wo bhi jarur share kare. :)
Facebook ki or jankari ke liye yaha click kare.
Ye bhi Pade:
मेरा फेसबुक चालू नहीं हो रहा है कृपया मुझे बताएं कैसे चालू होगा लॉक हो गया है मेरा फेसबुक
Mara Facebook account locked ho Gaya hai kese nulock kare please batao
My Facebook locked lag jiya recover kar do police help
Salam, आपके अकाउंट को लॉक कर दिया गया है
हमने आपके अकाउंट में असामान्य एक्टिविटी देखी है. इसका मतलब यह भी हो सकता है कि किसी ने आपकी जानकारी के बिना आपके अकाउंट का इस्तेमाल किया है.
अकाउंट लॉक करने की तारीख फ़रवरी 20, 2022
आपकी सुरक्षा के लिए, आपकी प्रोफ़ाइल Facebook पर अन्य लोगों को नहीं दिखेगी और आप अपने अकाउंट का इस्तेमाल नहीं कर सकते हैं.
Please recover kar do
Kaise Banega
Please unlock kardo
Hello Facebook family
You have a small request. I have blocked my Facebook. I have made a small request. This ID is not fake. It is true. I have been using it for the last 8 years.
Something went wrong
Sir my Facebook I’d look hogaya to unlock kardo
Mobin, आपके अकाउंट को लॉक कर दिया गया है
हमने आपके अकाउंट में असामान्य एक्टिविटी देखी है. इसका मतलब यह भी हो सकता है कि किसी ने आपकी जानकारी के बिना आपके अकाउंट का इस्तेमाल किया है.
Nhi Mera Facebook account kisi ne nhi leya ta
My Facebook id has been block
My personal Facebook account is locked and after locking there is a option confirm id we have no any government issued ID for confirmation so humbly request you for other option like get a code on a phone or email my account as this a my personal account
Step 2: jisko Block karna hai Facebook par uski ID open kare.
आपने बहुत बढ़िया जानकारी शेयर की है
ek aur baat puchni hai sir google bots jab kisi bhi person ke question ka best article uske samne rakhta hai to wah keyword kaise milan karta hai i min meta description ya fir title keywords me se kise aadhar manta hai
Sabhi ko dekhta hai. 200+ points ko check kiya jata hai.
sir aaj mene hanuman chalisa par content likha aur publish kiya
usme mere page ka seo score 92 aa raha hai jabki meri competitors site ka score mujhse bahut km hai fir bhi uski post number one rank par hai shayad iska karan keyword hai kyoki mere seo report me keyword ka option hi nahi hai jabki uske seo report me keywords ki puri list hai i min hanuman chalisa par kaise bhi laga ke search kro uski post number one par hai kya aap mujhe thodi jankari denge taki me bhi her post ke pure keywords jod saku par kha jodu kaise jodu template me jakar hum kitne keyword jod sakte hai meta keyword me to sirf 160 word jod sakte hai yah kaise sanbhav hai please sir mujhe aise bataiyega ki mere puri baat samjh me aa jaye
Bhale aap kitni bhi achi post likh lo or kitna bhi acha SEo karlo.. uska sahi result dikhne me kam se kam ek mahina lagta hai.. agar aapki post COntent or SEO ke mutabik sahi hogi to dhire dhire rank improve hoti.. thoda time de or ranking ko track kare Search Console me.
rohit ji meri blog posts ko me facebook par share krta hu un par likes comment share hote hai par seo reports siteprice check krte hai to facebook share comment likes count kyo nahi ho rahe iska kya reseon hai me ise thik krna chahta hu
aap jis bhi site se check kar rahe hai wo khud se index karte hai.. to jaruri nahi jo aapki post hai jispar like aaye wo unhone index ki ho.. aese inse koi fark nahi padta.. or aapko yahi suggest karuga aap iss sabke chakkar me naa pade.. or apna main focus apne content par rakhe.
Nice information
Sir mera I’d open hi nahi ho Raha hain aur password bhi galat baata Raha hain aur reset code bhi Mobile nuy pr nahi aa Raha hain
Hi mera aik I’d hai Facebook may is ko block krnachahta hun plz help me
Sir mera I’d se kissi se bat ho rha udhar message aa rha but Edhar se nhi ja rha block message likha aa raha hai plz bataye kaise hoga
में पहले किसी को ब्लॉक किया केवल मैसेंजर aap मे फिर कुछ समय बाद उसको अनब्लॉक भी कर दिया पर अब भी उसको मेरी ओर मुझे उसकी प्रोफाइल नही दिख रही है ।ऐसे दिखाता है जैसे अभी भी ब्लॉक हो ।
Sir meri id 72 hrs ke liye block ho gyi thi…. Pr ab 72 hrs se v jyada ho gya h or ab khul hi nhi rahi h… Vahi block bta rha h… Plz help me
bhut khub very nice and helpful for all user who useing facebook keep it up..
Informative post share karne ke liye aapka dhanywad
Sir mera I’d khul nhi raha plz help kardo..Unfortunately, u cant access ur account aise likha sab likhta hai or last me logout ka option show Karta hai plz batao kya karu?
Aapki ID disable hogai hai..
Comment:humari ID disable hogai hai ab kya kre
Pleas help me
Sir meri id pe kisi ne report kiya or
Ab meri I’d open nhi ho rhi plz help me
SIR AGAR MUJHE APNI HI FACEBOOK ID BLOCK KARNA HAI OUR FIR KUCH DINO KE BADE UNBLOCK KARNA HAI TOH KAISE KAR SAKHTE HAI. PLEASE HELP MEIN.
yadi koi hmara koi fb friend apni fb se hmari fb block krke fir unblock kre to kya hm msg bhej skte h bina group bnaye or uski profil me msg box bhi na ho hm kitne time baad msg bhej skte h apne messenger se yadi hmne phle b msg kiye ho block hone se phle or usne b reaply diya ho
Meri Fb id opan nhi ho rhi hai koi upay btaiye
sir mari id kesi na hake kar liya kya karo jii
Aap ID par jakar uski report kar sakte hai FB se.. waha option aatah ai report to facebook ka.