Hello Friends agar aapka blog Blogger par hai to ye post aapke liye hai.. Is Post me ham baat karege Blogger ke ek future ki jo blog ke owner ke liye to bhut acha hai par blog ke visitor ke liye or SEO ke najariye se acha nahi hai.
Ham Blog Banate hai usko acha Design karte hai taki wo acha dikhe.. Par kya aapko pata hai Blogger ka ek future hai Quick edit jiski madad se ham direct hamare blog se hi apni post or widget ko edit kar sakte hai..
Advertisements
Matlab hame agar koi post edit karni hai to deshboard me ja kar post search karke edit karne ki jarurat nahi padti.. Hame simple jo hamare blog post ke niche Pencil ka icon dikhta hai uspar click karna hota hai or ham direct post editor me aa jate hai..
Ussi prakar Widget ko edit karne ke liye bhi hame layout me jane ki jarurat nahi padti.. ham direct jo Scrow Driver ka icon hota hai uspar click karke widget ko edit kar sakte hai..
To jese ki aapne dekha inki madad se ham aasani se or jaldi post or widget ko edit kar sakte hai.. matlab ye hamare liye to acha hai apne blogme.. par agar koi visitor aata hai hamare blog par to usko inki koi jarurat nahi hoti.. Q ki wo naa to hamari post or widget ko edit kar sakta hai.. or isse hamare blog ka design bhi acha nahi lagta..
SEO ke najariye se dekhe to Quick Edit icon ek image hai jiska koi meta data set nahi hai to wo search engine ko bhi samaj nahi aati.. or isse hamare blog ka loding time bhi badta hai bhale thoda hi sahi par badta hai q ki browser ko har bar aesi image load karni padti hai jiski koi jarurat hi nahi hoti..
To ab aap jaan chuke hai ki Quick Edit Pencil Icon or Screw Driver Icon ka kya istmal hai or uske kya faide or kya nuksan hai.. To chaliye ab dekh lete hai inko kaise hataya jaye apne blog se.
Page Contents
Quick Edit Icon ko kaise Hataye Blogger me
Quick Edit Pencil or ScrewDriver icon ko hatana bhut hi aasan hai.. To chaliye dekh lete hai kaise hataye..
Quick Edit Pencil Icon ko kaise hataye
Step 1:Blogger me login karke apne blog ke Deshboard me jaye fir Layout me jaye
Step 2: Ab Post Widget ke edit icon par click kare
Step 3: Ab Quick Edit ke tik ko hata de fir Save karde..
Is Trha Quick edit pencil icon ko to hata sakte hai to chaliye ab dekh lete hai Quick Edit Screw Driver ko kaise Hataye
Quick Edit Screw Driver ko kaise Hataye Blog me se
isko hatane ke 2 tarike hai –
Quick Edit ke Code ko Template me se delete kar diya jaye
CSS Code ki madad se Chupa diya jaye.
Chaliye dono tarike dekh lete hai –
Tarika 1: Code ko Template se Delete karke Quick Edit Screw Driver Icon hataye.
Step 1: Sabse phele apne blog ke Deshboard me ja kar Template par jaye fir usko edit kare.
Step 2: Ab ye jo Code hai usko Template me Ctrl+F daba kar search kare..
Step 3: ab jitni bhi bar ye code hai usko delete karde template me se or last me template ko save karde.
Ye tarika use karke aap usko hata sakte hai par agar aapko isme koi dikkat aa rahi ahi to aap ye dusra tarika bhi use kar sakte hai.
Tarika 2: CSS Code ki madad se Quick Edit Screw Driver Icon ko Chupaye
Is Process me hame ek CSS Code hai jo Template me add karna hai.. agar aapko nahi pata CSS Code kaise add karte hai Blogger me to uski jankari aapko yaha mil jayegi.
Step 1: Isme bhi hame Blogger ke Template ko edit karna hai.
Step 2: Ab Ctrl+F Daba kar ye code search karna hai. <b:skin> ya fir </b:skin> or inke bich me CSS Code ko add karna hai.
Step 3: ab jo code hamne search kiya hai uske bich me hame ye ek line ka code add karke template save karna hai.
.quickedit{display:none;}
ab jo CSS Cade hai usko dalne ke baad template save karde.. Or fir apne blog ko open karke dekhe..
To dosto is trha ham Quick edit icon ko hamare blog se hata sakte hai or apne blog ko apne visitor ke liye or bhi khubsurat bana sakte hai.. Agar aapko isme kahi koi dikkat aa rahi ho to aap comment karke puch sakte hi..
Aapko ye jankari kesi lagi wo comment karke jarur bataye..
Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)
Read More...
Rohit bhai post ka quick edit icon to hat gaya hai,Lekin quick edit screw driver ka icon nahi hat raha hai maine aapke dono method ko try kiya but ye code hamare template me nahi hai,red mark matlav error aa raha hai dono code baar baar try kiya hu phir bhi ab aap hi koi solution batao bhai plz….
Hello My friends kya aap apne blog ko achche se banwana chahte hai to, To aap hindimehelp ki madad se jo post hai, use padkar apne blog ko achche se bana sakte hai,
Hiii rohit pls read my site .. Easyaticle.blogspot.com Ise me ache se dacorate kese karu apk site ki tarah yaa fir kisi achi site ki tarah apko mri help karni hogi…plx answer me
sir muje ye problem aa rhi thi me do din se heran tha but me aapki koi or post padh rHa tha pr related articles me aapki post aa gyi to mene pura padha bHot badiya tarike se samjaya step by nice?…☺
Bhai bahut achha trick aapne share kiya mai apna blog www. goharyana .in aap logo ki wajah se hi bana paya or ab usper traffic aane lag gayi hai. Thanx bro eshe tricks share karne ke liye.
Quick edit tool looks very awkward for professional looking websites. One gets to remove this tool from one’s website to give their blog professional Look. Thanx Rohit Bhai very informative post
kal raat se meri site par ye niche bataya hua message aa rha h, mene support se bhi baat ki vo bolte hai site kom optimize karo..par site pahlev hi optimize h..batao yr kya karna chahiye…
Resource Limit Is Reached
The website is temporarily unable to service your request as it exceeded resource limit. Please try again later.
aapki hosting ki jo limit hai wo puri ho rahi hogi.. site par agar koi aesi chij hai jisko aap use nahi karte to unko hata de.. isse server par se thoda load kam ho jayega.
Blogger par post ka title ka colour kaise change kare , abhi black hai.
CSS se kar sakte hai..
nice sir plz mera blog check kare
very nice article bahtut hi acha topic ha ye
थैंक यु सिर आपने ये जानकारी शेयर किए हमे ये पोस्ट बहुत जरूरी थी ।
Thanks Ajay ji.
Bhai mere blog me earning me adsense sign in karne ka option kab aayega ???
Aap Direct bhi apply kar sakte hai.. usme 6 month ke baad aata hai.
Rohit bhai post ka quick edit icon to hat gaya hai,Lekin quick edit screw driver ka icon nahi hat raha hai maine aapke dono method ko try kiya but ye code hamare template me nahi hai,red mark matlav error aa raha hai dono code baar baar try kiya hu phir bhi ab aap hi koi solution batao bhai plz….
brother aap second wala option try kare.. CSS code ki help se hide ho jayega.. aap ek war browser ka data clear karke check kare..
Bhai mare blog me menu edit nhi ho rha h plz help me
Brother uske liye aapko template edit karke uske code me edit karna hoga.. aapki menu me jo option abhi hai wo aap search karke unko edit kare.
Hello My friends kya aap apne blog ko achche se banwana chahte hai to,
To aap hindimehelp ki madad se jo post hai,
use padkar apne blog ko achche se bana sakte hai,
Hiii rohit pls read my site ..
Easyaticle.blogspot.com
Ise me ache se dacorate kese karu apk site ki tarah yaa fir kisi achi site ki tarah apko mri help karni hogi…plx answer me
sir muje ye problem aa rhi thi me do din se heran tha but me aapki koi or post padh rHa tha pr related articles me aapki post aa gyi to mene pura padha bHot badiya tarike se samjaya step by nice?…☺
Hello sir post body ka koi code hain
NEW BLOG BNAYA HE.
SEO KESE N KAB ADD HOGA MEAN
GOOGLE ME SEARCH KAB HOGA
bahut acchi jankari di mujhe iski jarurat thi thanx bro ye post karne ke liye
thanks promod ji
bahut hi accha article hai rohit bahi par maine try kiya mere site pe nahi ho raha hai
mene aapki site check ki or muje koi quick dit icon nahi dikha.. :)
Bhai bahut achha trick aapne share kiya mai apna blog www. goharyana .in aap logo ki wajah se hi bana paya or ab usper traffic aane lag gayi hai.
Thanx bro eshe tricks share karne ke liye.
Quick edit tool looks very awkward for professional looking websites. One gets to remove this tool from one’s website to give their blog professional Look. Thanx Rohit Bhai very informative post
:) sahi kaha aapne
WordPress Post me Haperlink batan kaise Add kare
uske liye aap plugin ka use kar sakte hai.. bhut si plugin ablable hai,,..
rohit bhai aap blog ki post main konsi size ki ad use karte hain jo mobile main bhi display hoti hai
250px x 100% size ka
Hi Rohit
kal raat se meri site par ye niche bataya hua message aa rha h, mene support se bhi baat ki vo bolte hai site kom optimize karo..par site pahlev hi optimize h..batao yr kya karna chahiye…
Resource Limit Is Reached
The website is temporarily unable to service your request as it exceeded resource limit. Please try again later.
aapki hosting ki jo limit hai wo puri ho rahi hogi.. site par agar koi aesi chij hai jisko aap use nahi karte to unko hata de.. isse server par se thoda load kam ho jayega.
भाई मैं हिंदी में हेल्प पर गेस्ट पोस्ट करना चाहता हुँ, कैसे करूँ, आपका संपर्क ईमेल पता क्या है?
post@hmh.pe kaise kya karna hai uski jankari yaha hai
Aap jo title ke niche ads lagate ho (jisme ek sath kai title ke ads dikhti hain) wo ads ham blogger me kaise laga sakte he?
wo link ads hai.. aap adsense me ads bana kar laga sakte hai
Sir please check my blog or kush change karna hai to batado please
homepage par post to ham or widget itne jada ki niche tak ja rahe hai.. bha se jo kaam ke widget nahi hai.. unko hata dijiye..
Really awesome topic. Bahot hi acha topic he ye. Mene try ki thi per me nhi kar paya per apki madad se kar paya.
Thank you Rohitji.
Wellcome Krunal shab.. :)