FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare

Email Subscribe Kitne jaruri hai or usse hame kya faida hai.. Kaise hamare BLog ki Traffic Email SUbscribe ki madad se bad sakti hai uske bare me phele hi bata chuka hu.

FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare

Email Subscribe Badane ke liye sabse Phele hame FeedBurner me apne blog ki feed banani hai fir ek badiya Email Subscribe Widget jo Feed Burner ko support karta ho usko apne blog me add karna hai.

Advertisements

Agar aap Phele hi FeedBurner me feed bana kar Email Subscribe widget add kiya hoga to aapne dekha hoga ki usme ek error aati hai.

email subscription error message in feedburner  Error me Likha hota hai ki Publisher ne Email Subscription Chalu nahi kiya hai.

Ham Is Post me Dekhege kaise Email Subscription Activate karte hai.. Usse phele me maanta hu ki aapka Feed burner par aapki feed phele se hai.. agar nahi to phele ye post pade.

FeedBurner Email Subscriptions Activate kaise kare

Email Subscription chalu karne ke liye meri simple steps ko follow kare..

Step 1: Sabse phele Feed Burner ki site par ja kar Login kare apne account me.

Step 2: Ab aapke samne aapki banai feeds ki list aa jayegi, jisme email subscription enable karna hai uspar click kare.

feedburner me login karne apne feed burner ko select kare

Step 3: Ab aapke samne feed ka Dashboard aa jayega.

feedburner me email subscription enable kare

  1. Publicize par click kare.
  2. Email Subscriptions par Click kare.
  3. Activate ki button par click kare.

Ye lijiye aapke Feed Burner feed me ab Email Subscription Activate ho gaya hai, tha naa aasan :)

Ab aap FeedBurner Email Subscribe Widget use kar sakte ho apni Blog/Website me.

Blogger ki or adhik jankari ke liye yaha click kare

Aapka Blogger ka koi sabal or Aapke Sujab comment me likhe..

Ye bhi pade: Blog ki security badaye or hack hone se bachaye.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

112 thoughts on “FeedBurner me Email Subscription kaise Enable kare”

  1. Nice Post Rohit ji,

    Ab RSS feeds only 25 recent posts ko hi uthada hai.

    Pahel to all post ka RSS FEED banta tha.

    Rohit ji Es ka koi solution batawo .
    RSS FEED me only 25 recent posts hi aate hai.

    Dhanyabad

    Reply
  2. main apane blog blogger par banaye hai or main email subscriber ko blog me lagaye hai.man lijiye ki mere blog ko 50 log subscribe kiya hai to badhane ki jagah par ulete hi kam hi ho jate hai jaise ki mera 10 ho gaye hai.aisa kyo hota hai aap ko upay dijiye.

    Reply
  3. sir mene aapke hisab se feed burner ke subcribe ko activete kar diya ab ye mere blog ke post par apne aap show hoga ya kuchh karna parega kya.

    activete karne ke bad jo subcribe code aaya hai ise kya karna hai

    Reply
  4. rohit bhai maine feed ko activate bhi kiya hai firbi blog me jab koi subscribe karta hai to feed enable batata hai please help bhai maine feed ka url bhi sahi jage lagaya hai ,bahut try kiya mager kuch samaj me nahi a raha hai ab kya karu please bhai. or haa mere blog ka url blogspot.com hai or maine feed me .in ka use kiya hai kya ese koi problems aa rahi hogi.

    Reply