Blog me Floating text kaise add kare

Aaj me aapko bataunga ki kaise ham apne blog me Floating text add kar sakte hai.
aapne bahut se blog me Floating text dekha hoga. Floating text ka matlb jo text left to right, right to left, up to down, down to up chalta rahta hai.

bahut baar hame iski jarurat hoti hai. khastour pe jab koi news ya koi important message logon tak pahuchana hota hai to ham iska use karte hai. Aapne ye to mhesus kiya hi hoga agar koi hilti dulti chij hamari ankho ke samne aati hai to uspar hamara dhiyan jarur jata hai.. to agar aapko bhi koi jaruri jankari apne visitor ko dena hai or unka dhiyan uske tarak khichna hai to aap Floating Text ka use karke kar sakte hai.

Advertisements
Blog me Floating text kaise add kare

Page Contents

Types Of Floating Text

Floating text 4 type ke hote hai

  1. Left to Right
  2. Right to Left
  3. Up to Down
  4. Down to Up

dosto ab aap Floating text ko samajh chuke honge to aab bari hai ise apne blog pe lagane ki to chaliye

Left to Right Floating text kaise lagaye

left to right Floating text lagane ke liye aapko ye code

TYPE YOUR TEXT
<marquee direction="left"><span style="font-style: normal;">TYPE YOUR TEXT</span></marquee>

copy karna hai or TYPE YOUR TEXT ki jagah aap jo likhna chahte hai wo likhe or layout me jaha aap chahe waha HTML/javascript me code ko save kar de.

Right to Left text kaise lagaye

TYPE YOUR TEXT

right to left text lagane ke liye aap is code

<marquee direction="right"><span style="font-style: normal;">TYPE YOUR TEXT</span></marquee>

copy kare or TYPE YOUR TEXT ki jagah apna text likhe or layout me jaha aap chahe waha HTML/javascript me code ko save kar de.

Up to Down text kaise lagaye

TYPE YOUR TEXT

up to down text lagane ke liye is code

<marquee direction="up"><span style="font-style: normal;">TYPE YOUR TEXT</span></marquee>

copy kare or TYPE YOUR TEXT ki jagah aap jo likhna chahte hai wo likhe or layout me jaha aap chahe waha HTML/javascript me code ko save kar de.

Down to Up text kaise lagaye

TYPE YOUR TEXT

down to up text lagane ke liye is code

<marquee direction="down"><span style="font-style: normal;">TYPE YOUR TEXT</span></marquee>

ko copy kare or apna text likhe.

to dosto aab aap jaan chuke hai ki kaise apne blog me Floating text add kar sakte hai or layout me jaha aap chahe waha HTML/javascript me code ko save kar de.

Final Words

dosto ummed karta hu ye post aapko samajh aa gayi hogi agar aapko koi question hai to aap comment me hum se puch sakte hai.

Ye ek Guest Post hai, Agar aap bhi HMH Guest Post karna chahte hai to uski jankari yaha hai.

Dusri Guest Post Yaha Read kare.

Ye bhi jarur read kare:

Share on:

hello dosto me Jalaj Pandey jasknowledge.in ka founder hu


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

48 thoughts on “Blog me Floating text kaise add kare”

  1. bade bhai is article me aap please jasknowledge .in url ko hata kar nainitaltalks .com add kar dijiye
    ye wala comment approve mat karna haha
    thanks in advance

    Reply
  2. Very good brother I like the text on the go.
    I used the code you mentioned for about a month but now I have changed the theme of the website and this text is mainly included in it. Thank you

    Reply
  3. Rohit ji please ye bateye ki mene jab site submit kiya to us time total 6 post thi or vo total index ho gayi hai. ab mene new post publish ki h to iske liye mujhe new sitemap submit karna hoga ya sirf fatch as karna hoga. ye new post index kaise hogi.

    Reply
  4. wow.. sir this is vey good information..
    sir, aap jo push notification apni website me addkiye ho. jab bhi kpoi log aapke website par aata hai to aapki bell icone me ek notification show hota hai. vah kaise add hota ha??

    Reply
  5. listen Rohit bhai.. is article m aapne jo link add ki hai ab wo .com se .in ho gya h to aapse request hai ki aap ise .in kr den

    Reply
  6. इस पोस्ट की जानकारी को मै बहुत सर्च कर रहा था , पर यहाँ वो मिल ही गई , रोहित जी और गेस्ट पोस्ट वाले भाई को दिल से धन्यवाद …
    आशा है कि हमे ऐसी मूल्यवान जानकारी ओर भी मिलती रहेगी ।

    Reply
  7. Valuable info. Lucky me I discovered your website accidentally, and I’m stunned why
    this twist of fate didn’t happened earlier! I bookmarked it.

    Reply
  8. Hello rohit bhai me boht preasn hun plg meri help karen muje samj nhi a rha kese me kya kerun meri blog par traffic bilkul bhi nhi a rha he ek bar plg meri site ko check kerke batayye me or kya krun aap ke rply ka wait karunga

    Reply
    • brother mene aapka blog check kiya.. aapne jo post dali hai wo aesi hai jinka compitation bhut jada hai or usni search quantaty kam isliye aapko visitor nahi mil rahe.. aap aese topics par post dale jo logo ki jarurat ho or jo phele se naa ho.. aapko aese topic search karna hoga.. usme thodi mhenat to lagegi par jab hi aaki site par visitor aayege..

      Reply
  9. Hello Sir
    Mere Name Anny Hai
    Sir Kya Mein Is Mere Blogger Ke Blog Mein Use Kar Skti Hu
    Type Your Text Change Kaise Hoga Sir
    Plz Tell Me

    Reply
  10. Sahi me Rohit sir.. aap HMH.pe par dobara se Daily Post dekhke bahut khushi ho rhi he… Muze vishvas he aap dobara se Apni usi Top Blogger renk balki usse bhi upar pahuch jaoge

    Reply
  11. रोहित जी काफी अच्छी पोस्ट है धन्यवाद आपका पोस्ट को शेयर करने के लिए

    Reply
  12. Rohit bhai, Mai bhi aapke website par Ek Guest Post publish karwana chahta hu. Iske liye maine aapko ek Test mail bhi send kiya hai. Aapke reply ka wait kar raha hu.

    Thanks.

    Reply
  13. Blog par floating text add karne ki yah technique bahut hi easy he

    Sir mere blog par maine abhi matched content ad use karna shuru kiya he lekin 2 din se yah ad single page par to sahi image ke sath show ho rahi he lekin home page par bina image ke show ho rahi he aisa kyu,visit my site and please help me

    Reply