India Me Adsense Account ko Approved karana bhut muskil padta hai jada farji karano ki baja se Adsense ke rule kuch jada hi kadak hai. Sare website ke owner or blogger chate hai ki unki jada income ho unke liye bo illegal kaam karte hai.
Jada tar Adsense Disapproves hota hai q ki bo uski Niyan or sarte nahi maante. Me Is post me kosis karuga ki aapko Clear kar saku ki Adsense account par apna account banane ke liye kya kya jaruri hai or kya diyaan me rakhna padta hai.
Page Contents
#1. Adsense ki Term and polocies
#2. Contant ki kami
#3. © Cut, Copy, Paste Naa kare
#4. Bhut sari Images
Agar aapka koi Blog hai or aap uspar Image hi daate ho to sorry aapke blog par adsense account approve nahi hoga. Bhut sari Image problem nahi hai, problem ye hai ki search engine ko Image me kya hai ye samaj nahi aata or adsense ko pata hai isliye adsense bhi approve nahi hota.
Agar aapka Photography ka blog hai or aap uspar apni Images daalte ho. Jese ye ek blog hai Pic Jumbo. To aap in steps ko follow karo –
- Image ke caption me kam se kam 100 likhe.
- Heading me or Footer me Text use kare.
- 3 sider template use kare. matlab jisme 3 colum ho. ass-pass widget or bich me post
- Jo Image hai uske baree me bhi achi se likhe .
- Image ko kahi se copy naa kare. Copyrighted images me dikkat ho sakti hai, apni khichi huii image hi use kare.
Image ko hamesa compress karke use kare, Image ko Compress karke size kam kaise kare uski jankari yaha hai.
Simple Template use kare, jo dekhne me clean ho. Jo padne or Dekhneme bhi aasaan ho. Ye kuch baate jo aapke template mo honi chaiye –
- Mobile Friendly ho.
- BackGround me koi Image naa ho. taki site ko load hone me aasani ho.
- Faltu ke widget ko add naa kare, Somple Facebook Like box, or dusre social button ko add kare.
Blogger me Template ko Upload kare or agar aapko koi badiya template chaiye to aap yaha dekh sakte hai
#6. Koi Dhoka nahi chalega
Matlab bhut log adsense ko apply karte hai fir ulte kaam karte hai. jese apne dosto se khete hai ki ads par click kare, khud alag alag computer par apne ads par cick karte hai. aesa karne par ham unki sarto ka palan nahi karrahe hote or jese hi unke system ko iski jaankari milti hai hamara adsense account bhi disapproved ho jata hai. To aesa karne ka soche bhi nahi.
#7. Apni Site ke liye Visitor nahi kharide
Jo visitor apni marji se aate hai bo google ko bhi pasand hai or agar ham Apni site ke liye visitor ko badane ke liye kisi ko paise dete hai to jo visitor aate hai bo unki marji se nahi aate or fir bo kuch ulti sidi harkate karte hai. Jo Google ko bilkul pasand nahi hai.
#8. Phele apni Traffic badao fir apply karo
Mene bhut logo ko dekha hai ki Blog banke teyaar huaa nahi ki adsense ko apply karne lage. Adsense Disapprove to hona hi hai. or agar maan lo ki adsense approve ho bhi gaya to or blog par din me 100 visitor aate hai to income bhi naa ke barabar hogi. to phele traffic badane par diyaan do Paise to apne aap aayege. Mene bhut se logo ko dekha hai jinke 1+ lakh se jada visitor aate hai unki site par per day fir bhi unhone adsense ke liye apply nahi kiya q ki uska main maksad traffic ko badana hota hai. or paise kamane ke dusre upai bhi hote hai.
Bidvertiser ka use kar sakte ho, jab tak Adsense Approve naa ho
#9. Site 6 Mahine purani hona chaiye
India me or China or kuch country me Adsense ke account ke liye Site kam se kam 6 mahine purani hona chaiye. Ek tarike se dekha jaye to ye badiya hai q ki ham 6 mahine tak badiya post daalte hai to hamari traffic bhi bad jati hai. jisse ham jab 6 mahine baad hamari site ke liye adsense approve ho to hamari income bhi badiya ho sake.
#10. Ye page hona jaruri hai
About Us, Contact Us, Terms ke page bhi apne site me add kare isse adsense ho apne bare me samaje me aasani hoti hai to hamare adsanse ka account approve hone ke bhi jata chances hote hai. About page me apne or apne blog ke bare me bataye. Contact Us me apna Email Id Dale or ek contact form bhi add kare taki uske istmaal arke koi bhi aap se contact kar sakte. Terms me bataye ki aapke site par jo visitor aata hai aap unki kya kya jaankari lete ho bagera bagera.
- About Us Page Kaise Banaye Website ke liye
- Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye
- Contact Form Page Kaise Banate hai Blogger me
#11. Language Supported naa ho Adsense par
Hamara adsense account jab bhi nahi banega jab ham apne blog par koi ayse bhasa use karege jo adsense support nahi karta. Ye jaanne ke liye ki konsi-konsi bhasa support karta hai yaha click kare. Khus khabri ki baat ye hai ki ab adsense Hindi bhi Support karta hai.
Bonus Tip ;)
#12. Galat Robot.txt ka use karna
Adsense harbar aapki site ko scan karta hai uspar ads dikhne ke liye. Agar aapne Robot.txt ke jariye Google ko naa aane diya to aapke blog par ads nahi aayege.
Sayad aapko Pata ho Ham Adsense ke account ko ek din me approve karba sakte hai Youtube ke jariye. Agar jaanna chate ho to is post ko pado .
Ye Jarur Read Kare:
- Google Adsense Ad Placement Policies in Hindi
- Adsense Account Kaise Banaye Step By Step
- Adsense Question Answers Hindi Me
To Aapko ye jaankari kaise lagi or aap kya sochte ho Adsense ke bare me ye commet karke jarur bataye.
Agar aapko koi or sabaal ho kisi or topic par to hamare HMH Group me apne sabaal ko post kare. Agar aap hamari Help karna chahe to is post ko or Hindi Me Help ko apne dosto se jarur share kare :)
Hii Rohit sir,
Main ek new blogger hum. Maine 1 mahine pehle hi website banaya hai lekin kisi wajah se uspar kaam nahi kar paya. Mera main makshad to starting me blogging se rupaye kamana hi thaa lekin mujhe dheere dheere samajh aane laga ki mujhe sabse pehle articles ki quality aur uniqueness par focus karke consistency ke saath kadi mehnat karna chahiye. Aapke article mujh jaise new blogger ke liye bahut hai upyogi aur informative hote hain. Thanks a lot sir
Thanks Krishna, Best of Luck for your Blogging Success.
Thank brother, Let me use it.
Good Article Thanks for sharing
adsense me 1mahine se sirf We’re working to setting you up hi aa rha h
hello kya aap mery blog ki guest post accept karege please ?
wow sir i have never seen such website like you who describes things like this thank you very much for this amazing explanation.
bahut acchi jankari rohit ji, mai bhi pichhle kai din se ad nhi use kar paa raha tha
sir mera adsense to approve ho gaya hai, blog mai thoda bahut traffic bhi ara par sir CPC 0.01 ya 0.02 se jada nahi milla hai iske lie kuch solution bataiye
adsense account ko safe rakhne ke liye page CTR kitna tak hona jaruri hota hai ?
mera adsense account disapproved ho ja raha hai kyu..
bhai.. uska karan kya hai wo aapko email me bataya ja raha hoga.. aap usko tikh kare.. nahi to war war to hoga hi..
mera adsense account disapproved ho ja ra hai bar bar q koi help karo pls
bhi is site ko dekh ker btia ka kia ma ab apply kar saqta hn
https://ediucationforpakistan.blogspot.com/
thanks
Sir aapne bahut achhi jankari di aapke iss blog ko padh ke bhut kuch sikhne ko mila.
Thanks
sir ,
agar main shopiy online store ya koi dusra online store per drop shipping ka business karta hu or mene koi company ya bank me company account nahi banaya to product bikne per hume credit card se jo payment milega vo kis acount me jayega kya vo payment me apne saving account me le sakta hu ya? kya apko is ke bare me koi jankari he to please help me.
क्या सर हम एक ही ब्लॉग वेबसाइट पे एडसेंस के साथ किसी और कंपनी का ad भी लगा सकते है क्या … जैसा की आपकी साईट पे लगा हुआ हैं और ऐसा करने से हमारा एडसेंस अकाउंट बंद तो नहीं होगा ना |
Use kar sakte hai.. Wass adult type ads nahi hona chahiye..
Bhai ek problem ho gayi he #google_AdSense me
Mene apni gamail I’d se AdSense Login kr apni wapsite add kr di vo approve nahi huyi
fir
Ab Problem ye he ki mere YouTube channel par me monetize nahi kr par raha hu apni gmail I’d se 16k views he channel par plz yrr koi help kr do
Ye aapke adsense ki problem nahi hai.. YouTube me automatic enable ho jayega monetize ka option… Thoda wait kare.
hi frnds mera naam vishu hai or me ap sabki help krna chata hu. maine adsense se 7 days ke under approvel liya hai . phle maine boht try kiya merko bhi approvel nhi mil raha tha par merko tips pta lage or 7days me approvel mil gya me wo tips apko bhi btna chata hu meri site par visit kare or contact us me mujse bat
me aap sabki help krna chta hu ?
Great…
Aap muje email kare
Admin@RohitMewada.com par
I agree with u sir thnks to you my bloger has been approved with some little tips
Hello….. Sir muze adsense ne ak hi din me disabled kar diya kyo ki us din mere wapsite pr koi views nahi aaya… Kya me mera adsense account firse active kar sakata hu please help me
hello sir , meri website address myteachworld.com hai , sir mai apne website par google adsense apply karna chahta hu, aap se requset hai, aap meri site ko check kar lijeye , agar koi problem ho to bta dijeye . mai use fix kar lu.
aap kar sakte hai.
bht achi post hai
sir aap adsense ad ke liye kon sa plugin use karte ho
quick adsense
Thanks Rohit ji
sir hum ne adsense accunt website se jode thy magar apprval nhi hua .. to hum website se kaise hataye … plz help me sir
Aapne apply kiya hai to aap usko nahi hata sakte. Or naa double se apply kar sakte hai.
Ap nahi hata sakte.. Jab tak adsense ke account me login naa kar pao jab tak
Robot.txt kya hota explain
ye file hoti hai, jo search engine ko batati hai ki wo hamari site ke konse page ko index naa kare..
robot.txt sahi hai ya galat ye kaise pata kare fir use change kaaise kare please explain please help me please bro.
aap search console me usko check kar sakte hai..
Ek post me kitne ads laga sakte hai
Ads ki limit hai wo hata di hai adsense ne.. Par aap 5 se jada naa lagaye.. Nahi to site load fast nahi hogi.. Or aap jada ads lagayege to ye bhi dekhe log aapki site par ads dekhne nahi aapki post ko read karne aate hai.. Or agar wo wahi Tikh se nahi kar payege to koi q aayega aapki site par..
Thanks Bhai….