Blogger ka Sedule kesa hona chaiye [Infographic]

Hello Blogger, Ye post specilly un blogger ke liye hai, jo apna blogging ka time sahi manage nahi kar pa rahe hai.. Iss post me mene kuch simple Tips share ki hai Blogger ka Sedule  kesa hona chaiye uske upar.

Time jo sabhi ke pass 24 hours hi hota hai, ham usko to nahi bada sakte. par agar ham uska sahi se use kare to utne hi time me or logo se jada or acha kaam kar sakte hai.

Advertisements

Chaliye dekhte hai Kesa Sedule hona chaiye Blogger ka.

Note: Ye me apne hisab se bataya hai.. par jaruri nahi aap bhi aese hi kaam kare, Q ki ho sakta hai aap kuch or bhi kaam karte ho, ya study karte ho..

Par aapko post se Idea to mil hi jayega ki kaise Blogging karna hai.

Blogger ka Sedule kesa hona chaiye [Infographic]

Blogger Time Sedule kesa hona chaiye

Agar aapko blogging karni hai, or sahi se karni hai.. to sabse important hai ki aapke kaam ka fix time ho or aap wo kaam ussi fix time me kare..

Isse hoga ye, jis time jo bhi kaam karege uske aap apna 100% de payege, or agar kahi bhi success hona hai to ye bhut jaruri hai.

Aap Niche di Infographic me dekhe, kis trha ek blogger apna Sedula bana sakta hai..

Agar aap sabhi kaam sedule se karege to aap Daily ek post bhi kar payege or kaam karne me bhi maja aayega.

Blogger ka sedule kesa hona chaiye [Infographic]

Iss Infographic me jo hai, wo ek Full Time Blogger ke liye hai, par agar aap kuch or bhi kaam karte hai to uske hisab se aap apna sedule bana sakte hai.

Sedule banane me jo sabse main baat hai wass aapko unka dhiyan rakhna hai:

  1. kal kya karna hai uski to-do list ek din phele hi bana le
  2. daily Work Time Table banaye, or usko follow kare.
  3. Jo Important Work hai wo phele kare.
  4. Ek Time me ek kaam kare.
  5. Kaam ke sath sarir ka bhi dhiyan rakhe.
  6. Blogging ke karan dusre kaam naa kharab ho uska bhi dhiyan rakhe.

Inn sabhi points ko dhiyan me rakhte huee, aap apna Time Table banaye, jisko aap follow kar sake.. Q ki mera manna hai.. agar hamara time table nahi hota to jo kaam ham sirf 1 ghante me kar sakte hai.. wo 4 ghanto me hota hai..

At Last: 

ab aap muje comment karke bataye, ki aapka koi time table hai ke nahi blogging ka.. or agar hai to aap kaise kya karte ho wo bhi bataye.. taki muje or dusre Blogger ko bhi kuch sikhne ko mile..

Happy Blogging..!

Agar aap Iss Infographic ko apne Blog me share karna chaite hai to aap niche diye code ko post ke HTML me paste karke kar sakte hai.

<a href="http://hindimehelp.com/blogger-ka-sedule/"><img class="aligncenter wp-image-8947 size-full" title="Blogger ka sedule kesa hona chaiye [Infographic]" src="http://hindimehelp.com/wp-content/uploads/2018/04/blogger-ka-sedule-kesa-hona-chaiye..png" alt="Blogger ka sedule kesa hona chaiye [Infographic]" width="800" height="1580" /></a>
Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

53 thoughts on “Blogger ka Sedule kesa hona chaiye [Infographic]”

  1. सबसे पहले तो Thanks Rohit sir
    अभी तक तो ऐसा कोई टाइम टेबल नहीं था। लेकिन अब बनाऊंगा, ये बात तो हैं बिना टाइम टेबल के पोस्ट बहुत कम लिख सकते हैं। वैसे मैं अभी भी सीख ही रहा हूँ।

    Reply
  2. Very nice brow ….. apne btaya tha ki post ke beach me add kaise lagate hai mai lga rha hu lekin add show hi nhi ho rha hai

    Reply
  3. रोहित sir हमारा एडसेंस अकाउंट reject हो गया है , plc कोई उपाय बताए sir , क्या मैं कोई एडसेंस अकाउंट purchase कर सकती हूं

    Reply
  4. सभी ब्लोग्गरों के लिए बहुत ही काम की जानकारी, क्योंकि ब्लॉग्गिंग फील्ड में आने के बाद ज्यादातर ब्लॉगर समय का ध्यान नहीं रखते हैं और कोई टाइम टेबल नहीं बनाते हैं. लेकिन सही schedule बना कर काम करने से आप बढ़िया और अच्छी तरह से अपना काम निपटा सकते हैं.. उपयोगी जानकारी हेतु रोहित भाई को बहुत-बहुत धन्यवाद…

    Reply
  5. Sir yeh to full time blogger ke liye thik hai. Mai ek Part time blogger hu Kyonki mai sath me Job bhi karta hu to mujhe kya karna chahiye. Meri job 8am-11.30 and 3pm to 8 pm tak ki hai.

    Reply
  6. बहुत बढ़िया Info Graphic है आपका भाई और मज़ा आ गया इसे पढ़ कर।

    Reply
  7. But aapne ye apni time table ke bare me bataya hai kuch aise tips de ki dusre blogger ka time table ka idea yaha se nikal sake aur sabhi blogger ek perfect time table bana le blogging ke liye taki lifetime blogging kar sake.

    Reply
  8. Bahut badhiiya Rohit ji, bahut hi interesting post hai aapne sahi kaha aur time se koi kam kiya jaye to sab acche se ho jata hai ek samay me ek hi kam krna chahiye main khud jyada der tk system pe nahi baith pata body pain krne lgta hai aapne accha sadual btaya hai jisse body bhi pain na kre aur hum apna kam bhi kar ske. thanks for sharing.

    Reply
  9. sahi bat hai time sedule hone se ham sabhi kam ko kar sakte hai.taki blogging ke liye hamara dusre kam bhi khrab nahi honge

    Reply
  10. मैं जितना कठिन सोच रहा था, उतना कठिन नहीं है ये. मैं अपना टाइम table बनाकर काम करने की पूरी कोसिस करूँगा.

    धन्यवाद… रोहित जी..!

    Reply
  11. Rohit Brother, aapne sahi kaha. Agar hum koi bhi kaam ya bussiness kare, aur agar usko Shedule ke saath kare to us kaam ko karne mein maja bhi aata hai aur Success jaldi mil jaati hai.

    Cheers,
    Harshit

    Reply
  12. Bhut hi achi jaankari share ki aapne rohit sir
    Sir ye to aapne full time blogger ke liye bhut acha bataya lekin yadi koi blogger part time ho to uske liye post publish karne or share karne ka time kya best rahega

    Reply
    • bhai part time ho to kitna time aapke pass blogging ek liye hai, or kitna time aapko dusra kaam karna padta hai wo aap dekhe, or uss hisab se apna time table banaye.. par sabse main hai sab kaam tikh se time par ho aesa time table hona chaiye..

      Reply
  13. Bhai apka post padha aur aapne jo tips diye hai wo kamaal hai aur usse mujhe bahut kuch seekhne ko mila maine apke blog ko follow kiya hai aur aapke har post sabse pehle padhta hoon taaki main apni blogging me improvement kar saku thankyou bhai for motivation..
    Main bhi ek health blogger hoon aap meri website cheq kar sakte hai..😊

    Reply