Best Data Recovery Software Delete Data wapas lane ke liye

Digital World me aaj har chij digital hoti ja rahi hai, aese me jo documents hai wo bhi ab digital documents me bhi rhete hai.. aese me agar koi Important File ya Data galti se delete ho jaye to aap soch sakte ho kitna nuksan ho sakta hai.. Agar aesa ho to kaam aate hai Data Recovery Software, jinki madad se data ko wapas liya ja sakta hai.

mene ek post me bataya tha Mobile me restore kaise kare uske ware me, or ye raha best Software Data Recovery karne ke liye EaseUS.

Advertisements

Free Data Recovery Software Delete Data wapas lane ke liye

EaseUS Data Recovery

Ye ek software hai windows ke liye jiski madad se deleted files ko restore kiya ja sakta hai.. Iss Software ka Free Version hai jo normal use ke liye kafi hai.. par agar aesi condition aa jaye ki file wapas naa aa rahi ho to bhi iss software ke paid version se restore ki ja sakti hai.

EaseUS Data Recovery Software ki or jankari ke liye aap yaha dekh sakte hai..

Data restore kaise kare

Simple aapko sabse phele Software Download karke install karna hai.

Download Recovery Software

Install karne ke baad Software ko open kare, ab jis location se file delete hui hai wo select kare.

jis location se data delete huaa hai wo select kare, uske baad scan kare

Location select karne ke baad Scan kare

ab scan kare file ko

Ab jitni bhi files aaye, unme se jo aap restore karna chate hai wo select karke recover kar lijiye.

ab jo bhi file ko restore karna hai wo select karke restore kare

Iss Software ki madad se aap all formate ki file restore kar sakte hai, jo Computer, Memory Card, USB Drive, Cemera sabhi me kaam karta hai.

supporting device recover software

Muje Ummid hai aapko ye Software jarur help karega apki delete hui file ko recover karne me, or agar aapka isse related koi sabal hai to aap comment karke puch sakte hai..

Computer se related koi bhi sabal ho ya koi or jankari chaiye to wo bhi aap puch sakte hai.

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

17 thoughts on “Best Data Recovery Software Delete Data wapas lane ke liye”

  1. Maine galti se apne laptop me cmd me diskpart me jaake list disk kiya fir mera 465gb wala disk show hua ushe maine select karke clean kar diya jisse mera disk partition gayab ho gaya

    AB mai disk aur data ko kaise recover karu plz help me

    Reply
  2. sir kal mre website par 50 se jyad avisitror aaye the par google ananlytics par hamesha 0 hi dikha raha hai sir aisa kyu plzbatao sir ???

    Reply
  3. Bhai ye jankari achhi hai lekin fir bhi kuchh data recovery nahi ho pata hai or wo hi hamare liye important hota hai uska backup kaise le koi idea ??

    Reply