Hello Guys ! agar apke pass ek accha sa domain hai, jiska ap use nahi kar rahe ho to us domain ko sale karke paise kamaye. is post me main apko domain ko kaise Sell kare Auction yani Nimali me, taki jada se jada paise uss domain ke mil sake.
yaha main apko godaddy auction me biding ke jariye apne domain ko kaise sale karte hai, iske bare me batane wala hu.
Page Contents
Domain kya hai ?
so guys agar apke ek website chalate ho to apko pata hi hoga ki domain kya hota hai. agar ap ek beginner ho to main apko bata du ki domain apke website ka name (Address) hota hai. jaise facebook.com, google.com & hindimehelp.com ye sare ek domain hai.
jise kharidna padta hai, aur jab ye domain bahut popular ho jate hai to inki prize bhi market me bahut hi jyada ho jati hai. to agar apke pass ek badiya domain hai to ap use sale karke ache khase paise kama sakte hai.
Badiya Domain Name kaise select kare uski Tips yaha hai.
Domain ko ham kitne me bech sakte hai?
so guys ab apke mind me ye question a raha hoga, ki ham apne domain ko kitne me bhech sakte hai, to ye apke upar domain pe depend karta hai. ki apka domain kis leval ka hai.
agar apke domain thoda purana hai ya popular hai to us domain ka sale hone ka bahut jyada chance ho jata hai. aur agar apke domain new hai lekin unique hai to bhi ap use asani se godaddy auction ya other plateform me sale kar sakte hai. ap apne domain ko 1000 rupye se lekar million me sale kar sakte ho.
Top Expensive Domain List
- LasVegas.com – $90 million (2005)
- CarInsurance.com– $49.7 million (2010)
- Insurance.com – $35.6 million (2010)
- Vacationrentals.com – $35 million (2007)
- Privatejet.com – $30.1 million (2012)
- Internet.com – $18 million (2009)
- Insure.com – $16 million (2009)
- Sex.com – $13 million (2010)
- Hotels.com – $11 million (2001)
- Fund.com – $9.9 million (2008)
- Porn.com – 9.5 million (2007)
- Fb.com – $8.5 million (2010)
Godaddy Domain Auction Membership kaise le?
dosto godaddy me apne domain ko auction me sale karne ke liye godaddy ka auction membership lena padta hai. jo ki $3-$4 me 1 year ke liye hota hai.
#1: sabse pahle apne goaddy account me login kare.
#2: login karne ke bad ap domain ke section me jaye waha apko domain auction ka option milega.
waha click kare. uske bad auction karne ka option milega. waha click kare.
#3: join now me click karne ke bad apko godaddy ke terms and condition ko padne ke liye ek aur page me le jayga. to ap us terms and condition ko read kar le. uske bad join me click kare.
#4: ab apko membership lene ke liye payment karna padega. apko yaha 400 rupye lag jayga. to ap payment kar le.
payment hone ke bad godaddy ke taraf se apko auction membership mil jayga. ab ap apne domain ko auction me sale kar sakte hai.
Godaddy Auction me Domain ko kaise sell kare ?
I hope apne membership le liya hoga ab apko apna domain sale karna hai Nilami me, uske liye aap in steps ko follow kare.
#1: sabse pahle godaddy auction me jaye, waha apko list a domain ka option milega waha click kare.
#2: apne domain ka name dale. aur listing type me 7 days public auction me click kare.
#3: domain ka prize dale, ap minimum $20 se start kar sakte ho. category me general select kare. apne domain ka description bhi dal sakte ho.
#4: uske bad apna payment option select kare. aur terms and condition me i agree me click karke finish button me click kare.
uske bad apko kuch der wait karna hai. apko godaddy ke taraf se confirmation mail ayga. so friend is tarah se ap apna koi bhi domain list kar sakte ho. uske bad ab koi bhi apke domain me bidding kar sakta hai. aur apka domain le sakta hai.
Godaddy Auction Terms and Condition
#1: auction membership lekar domain ko public auction me dalne me apka domain auction page me show nahi karega. agar ap chahte hai, ki apka domain home page me show ho to apko 1200 rupye aur charge dena padega.
#2: apka domain jis prize me bikta hai, us prize ka 20% godaddy rakhega aur apko 80% milega.
Godaddy waise bahut charge leti hai, leiki godaddy me domain sale hone ka chance bahut jyada rahta hai kyoki godaddy abhi sabse badi domain selling company hai aur goaddy me bahut sare log domain purches karne ate hai to ho sakta hai. ki apka domain kabhi na kabhi bik jaye.
Aap Godaddy se Badiya Expire Domain kaise kharide or paise kamaye, uski information pichli ek post me aapko mil jayegi.
Aapko ye jankari kesi lagi, Comment karke jarur bataye.. or agar aapka koi sabal hai Domain auction se sambandit to jarur puche.
Agar aapko bhi Guest Post karna hai to uski Jankari yaha hai.
Great full contents brother auction member ship lene ke bad bhi GoDaddy lut leti hai feature me domain listing Karne ke liye alag se paise dene padte hai
Sir auction me domain sell karte samay jo payment mithod ata hai wo me pura nehi kar para hu. Plese help me.
Post par bahut hi accha se samjaya Gaye he.
Bhaiya mene ek domain namecheap se kharida Kya me usko bhi GoDaddy par sell Kar sakta hu
haa, wass aapko verify karna hoga ki wo aapka domain hai.
hello sir, agar maine ak domin by kiya aaj ki date me 2, 4 din pe. Usko auction me list kar diya agar kisi karan wo sell nai hua 7 days me to kya wo domain bekar ho jayega ? aur Dubara fir se use list kar skte hai ? agar Kar sakte hai to kitne dino me ? please reply me
Badiya jaankari iske jariye hum bekaar me lekar rakhe huye domen se paisa kama sakte hai.
wow nice sir aap har post mas hoti hai great sir
sir online paise kamane ke bare me bataye
Sir reseller ka kya matlab hai.jaise ki reseller domain,reseller hosting.sir iska kya matlab hai
aap khud ki site bana kar domain hosting sell kar sakte hai.. godaddy se lekar.
Plese sir approved my comment
Sir, Mere Pas Ek Domain Hai 43 DA
Usko Kitne Me Bechun?
sir kya .info aur .net ka bhi demand aane wale samay me badh sakta hain godaddy auction me..
nice post. keep up good work.
Nice bhai..
बढिया है यह तरीका पैसे कमाने के लिए।
Nice article
Bahut Achi Jankari Hai Sir G
bahut hi badiya post likhi h apne
ek question h agar apni site ka directory submission karne se problem hoti h kya
nahi, wass wo site jada Spam naa ho..
Rohit Bhai aapke blog par Sunil Sinha inki Godaddy auction se paise kaise kamaye Domain ki nilami kar ke yah bahut hi achhi jankari mili thnx for sharing.
Sir Pls tell me aapka HMH blog par adsense ctr kitna rheta hai?
4-5%
Bahut Badiya article hain sir. Aise hi Post karte rahe
Nice post about selling or buying a domain on godaddy.com.
Very helpful post bro. :)
awesome knowledge hum chahe to kuch domen ko purchase kar sell karne ke liye rakh sakte hai
Hii bro,
very wounder and helpful article.
thanks for sharing it.
this is very nice post
Rohit Ji ye bataiye ki sirf .com domain ka auction price jyada hota hei ya fir .com se koi fark nahin padta.
.com ki jada demand rheti hai to uska jada price hota hai.. par aesa nahi hai.. maan lo aapke pass koi .in domain hai or uski bhut demand hai to aap usko bhi high price me sell kar sakte hai.
bohat achha article hai thanks sir
Maine aapko ek guest post sent kar di hai…
बहुत ही शानदार आर्टिकल …. Thanks for sharing this!! :)
Hey bro yee bahut achha article hei…ese hi ache ache article lekhte raho
sir main happy diwali 2018 per event blogging kaise karu
Sir Maine 3 Domain Name Godaddy Auction Pe Add Kr Rahka Hai But Sell Nhi Horaha hai Kya Kru..??
sell nahi ho rahe iska karan hai, koi unko kharidna nahi chata.. jitne price me aapne sell par lagaye hai.
me aapke blog ke liye ek geust post karna chahta hu..
bhai aap yaha send kare Guest post
Sir aapne domain auction ke bare me bahut hi badhiya se bataya hai.Post read karne ke bad koi confusion nahi hai.
Great..
n Thanks aapne jo comment me link add ki hai.. uss top blog list me Hindi Me Help ko add karne ke liye.. :)
Bhut baidya jaankari hai sir
isme yadi pahle yah pata chal jaye ki is domain ki jaroorat aage kisi company ya kisi ko padhne wali hai to sahi hai
haa wahi.. aese me ham acha paisa kama sakte hai.. agar badiya domain mil jaye hame too.
Wowww Nice Article Rohit Bhai… Mere pass 2 extra domains pdi hen jinhe m use ni krta hun… But now m going to put these two domains on Godaddy Auction… Thank you hamein ye achi jankari dene k liye
Nice sir please approved my comment sir