Learn Excel With Hindi YouTube Videos [Best Playlist]

Excel ek world famous Microsoft ka software hai, jis par data ka kaam kiya jata hai. Is post me ham Excel ko Hindi me kaise sikhte hai ke bare me janege.

Learn Excel With Hindi YouTube Videos [Best Playlist]

Excel ham Video ki madad se sikh sakte hai, main best YouTube ki playlist & channels share karu, usse pahle yah samjh lete hai ki excel kay kam ka hai aur kaise ek blogger ke liye bhi important hai.

Advertisements

Page Contents

Excel ka Use Kaha Kaha kar sakte hai

Blogging ke liye

Jab baati hai blogging ki tab iske liye excel main bhi use karta hu. Excel me apne blog ke content ko manage kiya ja sakta hai.

Excel me data ko save ke use achhe se analyse kar sakte hai jo apko blog business ko aage badhaega.

Itna hi nahi apne bloggig ke future ke bare me “To do” list bhi taiyar kar sakte hai. Jaise aap apne blog post ko one month me set kar sakte hai ki is-is day ye wala post ko publish karna hai kyonki us din ye wali hi post set hogi.

Iske sath me sabse badi baat hai wo hai keyword. Agar aap har post ki keyword list bhi taiyar karte hai tab ye bahut hi achha hoga jisse ye pata lagaya ja sakta hai ki itne keyword apne target kiye hai aur uski monthly searches yeh hai. Jisse ye hoga ki future me kitna traffic ho sakta hai ko analyze kar sakte hai.

Google keyword planner Excel work

Agar aap Google keyword planner use karte hai to apko jarur pata hoga ki ap kisi keyword ki puri detail ko excel me download kar sakte hai.

Fir us excel file ko edit bhi kiya ja sakta hai.

To is tarah se dekh sakte hai ki listing ke sab kaam me execl ka hi use hota hai. Jiske liye apko excel ana hi hoga.

Daily life ke liye

Agar aap ek blogger ho tab bhi apke liye important hai aur nahi bhi ho tab bhi. Kyonki apni life style ko better karne ke liye usko bhi analyze karna bahut important hai.

Ab jab HindiMeHelp ke bloggers ke liye blog hai. To is post me main bat karuga ki kaise life style ko excel work karke apni life style ko professional me change kar sakta hai.

  1. Aapne kis din konsa post padha, aur kya sikha use note kar sakte ho, aur us post ke link ko bhi save karke rakh sakte ho taki in future in sab data ko save karke rakha jaye.
  2. Apki blogging income ko analyze karne ke liye uska data ko excel work kar sakte ho.
  3. Apne guest post list bana sakte ho, taaki apka portfolio apko pata rahe ki apne kis-kis blog par guest post ki hai with link.
  4. Aur bhi kai wajah se excel work kar sakte hai.

Excel Sikhe Hindi Video Dekh kar Youtube Par

Chalo ab jan lete hai ki kaise ise sikht hai. Pahle to main apko yah bata deta hono ki excel ka basic koi itna tough nahi hai. Lagbhag sabhi computer user ko excel ka basic to ata hi hai but Excel me bahut features, techniques, formulas hai jisse apne data ko achhe tarike se manage kar sakte hai.

Isme kai mathematic formulas lagte aur bahut better features hai. Jin mese kuch featues ko aage se hi sikhna hota hai.

Excel Sikhne ke Liye Hindi Video

Jo maine apke sath me playlist share ki hai ye sab YouTube pe Hindi Excel sikhane me bahtu popular hai. To main ummid karta hu ye apki kuch help kare.

Mene Ek Post Me PhotoShop sikhne ke liye bhi Youtube ki achi channel share ki thi, jinki madad se aap PhotoShop sikh sakte hai.

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

24 thoughts on “Learn Excel With Hindi YouTube Videos [Best Playlist]”

  1. अच्छी जानकारी है। सर क्या आप पोस्ट में जो इमेज उपयोग करते है उसे फोटोशॉप पर बनाते है। या ग्रेफिक डिजाइन का साफ्टवेअर यूज करते है। और कौन सा सॉफ्टवेयर? प्लीज रिप्लाई

    Reply
  2. rohit ji may youtube adsense se paise kamaa ta hu par har click par mujhe 0.02 $ kyu milate hai. or you youtube adsense ppc par kitna deta hai.

    Reply
    • sabse phele to me aapne khana chahuga.. please Apna Real Name use kare HMH par comment karne ke liye..

      or jo aap channel ka puch rahe hai.. aesi koi ek channel nahi ahi.. aapko jiske bare me bhi janna ho aap direst search karke dekh sakte hai..

      Reply
  3. Rohit sir aap mujhe ye btaiye Ki paypal kaun kaun si bank ko support Karta hai state bank of India ko support Karta hai ya nahi

    Reply
  4. Home > youtube > post name
    Ye link bar kaise tamplate me set kare …
    Aur ek sawaal hai whatsapp share buttan kaise lagaye post ke andar….
    Please reply aapka post reader.

    Reply