Facebook par account banane ke baad hamari Profile ki detail sabse phele ham update karte hai, usme sabse phela jo kaam hai ki ham apni ek badiya photo upload kare apni facebook profile ke liye.
Ye ek Besic jankari hai facebook ke new user ke liye hai, ki kaise facebook par apni photo upload ki jati hai, Facebook username kaise set kare ye pichli post me bataya hai.
Facebook par jo hamari Profile Photo hoti hai wo ek trha se hamari Identity hoti hai jisko dekh kar koi bhi samaj sake ki ye kiska facebook account hai.
Bhut logo ka account blog ho jata hai, jada tar new facebook userka, account block hone ke karan kya hai or kaise fb account ko block hone se bachaya jaye.
Chaliye dekhte hai kaise Facebook par apna photo set kare usse phele ye dekh lete hai Image honi kesi chaiye.
Page Contents
Kesi Photo Upload kare Facebook Profile me
kesi image use kare isme koi rocket science nahi hai, par jo diyan me rakhne wali baat hai wo ye ki jo profile photo hoti hai wo square hoti hai. Matlab charo side se bara bar to aesi image upload kare ko sahi dikhe.
kuch log apni image ki jagha kisi dusre ki image upload kar dete hai profile photo me, mera un logo ko liye suggestion hai ki apni hi photo upload kare.. jiski farji ID hoti hai wo karte hai dusre ka photo upload.
ek Suggestion hai agar aapki koi farji facebook account hai to usko delete karde.. or Real World me apni sahi phechan ke sath jiye.
FB par Profile Photo Upload kaise kare
ye bhut ki aasan hai, aap bas meri steps ko dekhe kaise kya karna hai. Facebook ham Computer Browser me bhi chalate hai or Facebook ka jo App hai usme bhi me dono ke bare me bataoga.
Facebook Profile Photo Computer me kaise set kare
Sabse phele Apne Facebook Account me Login kare.
Step 1: Login karne ke baad Upar jo aapka Naam Likha hoga uspar click karke apne Profile Page par jaye.
Ab jo Aapki Profile Photo jo phele khali hoti hai, us par click kare.
Step 2: ab ek popup window khulegi, usme select kare kaise Image ko set karna chate hai.
- Computer se image ko upload karne ke liye +Upload Photo par click kare
- Agar Direct Webcam se Photo lena ho to Take Photo par click kare.
- Agar aapka jo photo phele se set hai usko sahi se set karna hai to aap ✏Pencel ke icon par click karke kar sakte hai.
Step 3: Computer me phele se image ho to upload image kare, or computer me se image ko select karke upload kare.
ab aapki image upload hone ke baad aa jayegi, aap usko crop karke jesi set karna chate hai karke save karde.
Facebook Page kaise Banaye, Jispar sirf like karte hai Chat nahi.
Mobile me Facebook App se Profile Photo kaise Upload kare
Facebook ke App se Profile Photo ko set karna bhi aasan hai.
Step 1: Facebook App open kare or usme login kare agar nah hai to.
Step 2: ab upr 3 line hai uspar click karke, apni Profile par click kare.
Step 3: ab aapki Facebook Profile khul jayegi. Apni Image par click kare.. Pencil ka icon hai uspar.
Step 4: Ab ek popup khulega.. usme Upload Photo par click kare.
click karne ke baad apne mobile me se image ko select karke save karde.
To ye lijiye ab aap jan chuke hai kaise image set kare facebook account me.. Facebook se sambandit koi bhi sabal aap mujse comment karke puch sakte hai.
Facebook ki or jankari ke liye yaha click kare.
Ye bhi pade:
भाई आपका आर्टिकल अच्छा है मगर क्या आप मुझे फोटो एल्बम बनाना सिखा सकते है
post karte time uska option wahi aata hai..
thakns sir mujhe aapki post se bahut help mili hai mene aapki post padh kar apne liye ek profile frame banaya liya hai thanks a lot sir
sir kya esa ho skta hai jo bhi hum pics post krte hai fb pr unko koi bhi na dekh ske sir agr esa ho skta hai to plzz sir is baare m bhi btaye..
bilkul kar sakte hai.. iske liye aap post karte time onlyme select kare..
Sir Facebook par meri photos nhi aa rahe hai
Bhai Facebook pr zoom krke dp kaise dale aur dp pura aa jaye aisa koi tricks btao….
jab upload karte hai uske baad aata hai crop karne ka option
Sir mughe apna pahla wala Facebook account hatana hai aur using number pe mughe doosra face book account banana hai lekin usme mughe apna naam air photo change karna hai yeah mughe lsliye karna hai ki mughe much logo se apna Facebook chipana hai yaani ki Jo log mughe pahle jante they WO log mughe na jaane to isle lite kya karna padega. Please mughe bataye
Rohit bhai Google par photo nahi padh raha hai rohit bhai help me
Rohit ji maine apne FB me school jodi hai usme photo kaise jodu
aapne jo add kiya hai school ka naam.. wo ek page hota hai.. ab jisne us page ko banaya hai wo photo set kar sakta hai uska.. aap aesa kar sakt ehai ki ek new page banaye direct school name add karte same.. jo purane hai usko select naa kare to new page ban jayega. fir page par ja kar uska photo upload kar sakte hai.
rohit ji plz bataye
rohit ji mera blog check karle..
or aap se ek doubt puchna tha
jab bhi me apna fb page banata hu to usme fb page ka address daalne ka options to aaa ni raha he to kya karu fb page ka address kaise set karu
aapke page par jab 30 likes ho jayege tab aap page ki setting me ja kar bhi username set kar sakte hai.
rohit bhai ham ek fasbook pr kahani post kiye hai lekin o galat likha gya hai to mai use hatana chahta hu yani esa koi upay batao jisse koi use dikh na paye plz just help
Post ke Upar kone me sidhe hath side arrow ⬇ uspar click karke delete kar sakte hai post ko
me apne aapko google par search karna chahta hu matlab ke koi mera nam google par likhe to mera naam aaya pls help me
aap facebook, twitter, google+ par apna account banaye or uska usename bhi set kare or profile ki puri detail update karke rakhe.. fir jab koi search karega to aapki profile search me aa jayegi
kya ham google url shotner se bhi paise kama sakte he
nahi, wo free hai par ham usse koi paise nahi kama sakte or uski lin kpar click karne par direct hi website khulti hai.
Bhai meri guest post publish kar do plz bhai aaj hi kr do i hope ki aap mana ni kroge
Rohit bhai mera adsense approve ho gya tha to mene website pr ad lgaya…ek page pr 3 unit lgayi hai….pehle din 2500 visitor aaye aor 5000 page view hue pr income 2$ hue…..bhai income kese badhai jaye is bare me kuch btaye…
Income dhire dhire badti hai.. Bas aap regular post karte rahe.. Starting me bhut kam milta hai..
Rohit bhai. aapne ek post me bataya hai ke, kisi bhi image ko upload karne se pehle Rename zaroor karen. main ye janna chahta hoon ke sirf woh image Rename karen jo hamne khud khinchi hai ya phir usko bhi Rename karen jo hamne kisi free image site se li hai. apki rahbari (marg darshan) ke liye bohot bohot shukriya…..
sabhi image ko karna hai.. jo iname me bataya ja raha hai usko us naam se rename kare.. usse ye faide hai ki agar koi google image search me wo sabd likh kar search karega to hamari image aayegi.. to usse bhi hamari site par visitor aane ki sambavna rhati hai.
Rohit bhai apka matlab hai ke jis topic pe post hai usi ke hisab se Renam karen…. yehi na
Haa bilkul
Sir apne apke jo website ke home page par sabaal jabaab he woh option ka code he to bejo sir please
wo forum hai , or mene wordpress par banai hai.. uska koi code nahi hai.. aap google forum par banaye or uska code embed kare blog me.
bhai jaan mujhe whatsapp ke bare me batai plzz koi 2 whatsaapp 1 mobile me kuch lao bhai bot zaruri hai plzz
Iske bare me post dali hai site par.. Aap usko pade
bhai mera blog me jo bhi published karta hun who sare bhikhar jate hain. mera kahne ka matlab jis tipic per main likhta hun to woh sare jankari ek hi blog me kyon nahi hoti hai.
bhai mujhe porn site bnani h lekin location or ip address kaise change karu or ha mujhe us par adsence bi jodna h to apne kah diya ki wo video copy kahlayegi to or koi trika nai h kya plz
adsense ka ko sapna bhi mat dekho ki adsense ke ads lagege.. or ek baat ye puri trha india me illegal hai to isse aap badiya paise nahi kama sakte. Ip Address change karna hai to aap google par search kare bhut se tutorial mil jayege..
bhai aapne rply kis gmail par kiya h or mere pass koi rply nai aaya mene 10 bar dekh liya
aapne Guest Post jisse send ki hai us email par mene reply kiya hai.. aap apne post fir se send kare.. mene uske kuch points bataye hai aapki post se sambandit. yaha post se sambandit comment naa kare.. or jo guest post ka email hai uspar ontact kare..
Rohit sir yeh to batao ke mein apna blog page banao aur os page ko menu mein kese add karon
bhai agar me koi porn site bnau to goverment usse block to nai kregi na plz btaye
kisi ne bhi repost kar di to agle hi second kar sakti hai block.. aapko website ka IP Address or uski location bhi india ke bhar ki rakhni hogi.
rohit bhai jaise ki mene apne pc par koi video on kar di or mene uski screen rec. ke software se video bana li or you tube pr upload karke adsence se add kar diya to kya us par ads aayenge na … kyyonki mene use kahi e copynai kiya screen rec. ki h aisa ho jayega kya or adsens approv ho jayega kya
wo copy ki khalayega.. copy ka matlab hota hai jo usme hai wo ho.. or recording ya editing me wo badal nahi jayega.
rohit bhai plz aap meeri weebly wali post laga de jaldi mere visiter wait kar rahe h
aapki post me kuch kami hai.. mene aapko email par replay bhi kiya hai par aapka koi replay nahi aaya.. post ko fir se send kare.. or jo video or link hai uske bare me bhi mene bataya hai ki kya karna hai.. mail check kare fir mail par hi send kare.. bar bar comment naa kare.. aapki post jese hi aap update kar dege me post kar duga.
Mujhe ab tak apka koi mail nahi mila…
kripya fir se reply kare…..
mere dusre mail par – hindimejane@gmail.com
aap muje Post@hindimehelp.com par contact kare.. Guest Post se sambandit..
Rohit bhai…aapne jo 11 sites free image ki batayi hain unme ek do image free ki show hoti hain baqi sari payi hoti hain. phir maine google search kiya , ek free image ki site hai, http://www.RGBstock.com us par total images 100% free hain. please ap check karke batayen ke kya yahan se photo lekar blog pe use kar sakte hain? koi copyright issue to nahi hoga? please jawab zaroor dena.. thankyou….
Haa aap use kar sakte ho.. Mene jo site batai hai unme bhi creative common ki image free me use kar sakte hai
Aab mai AdSense ke liye apply karna chahati hu ……aap ekbar firse meri website ko dekhke batay usme koi problem to nehi hai ….agr ho to pls bataiye
Abhi aapki site par kuch link hai to broken hai.. Aap unko update kare.. Menu me kuch link hai.. Navigation aasan Hona chaiye uske baat apply kare
Sir free main domain banane ka website hai to please bejo
Aap .tk domain le sakte ho.. Par me aapse strictly suggest karuga ki free ke chakkar me naa pade..
Sir maine guest post aapko bhej di hai plz aap aaj hi publish kar do i hope ki aap aaj hi kr doge plz sir aaj hi kar dena
mana mat krna
sir next page button ke liye bhi post dal dijiyee plz sir
bhai aapne kaaha ki khud click
karne par adfly ac block nai
hota lekin mera ho gaya mene
ac to bana liya lekin jab 2 3
bar us par click kiya to block
naam aa raha h aap dekh lo
chahe or mere frd ne es par
vclick kiya phir bhi 3 view se
jyada aage nai badh rahe h
http: // adf . ly/1 PQqSE
Haa to bar bar khud click karne se itna Faida nahi jisse Jata to data or time barbad hota hai
bhai aapne kaaha ki khud click karne par adfly ac block nai hota lekin mera ho gaya mene ac to bana liya lekin jab 2 3 bar us par click kiya to block naam aa raha h aap dekh lo chahe or mere frd ne es par vclick kiya phir bhi 3 view se jyada aage nai badh rahe h
Aap adfly ko email karo.. Iski muje bhi sahi ja kari nahi hai wo kaise track karte hai. Or jo click hai unko update hone me bhi thoda time lagta hai
bhai meri guest ppost kab upload karoge weebly ki plz jaldi karo
hello sir me paypal pe apna bank ac no or pancard me mere papa ka nombr dalu to chalega kya ?
sirr mene blogspot pe apni site bnayi hai pakkasolutiohindi.com par ye google pr ny bta rhi hai aisa kyu ?
Hello bhai,
Mai blogger sheekh gaya hu isliye mai wordpress par shift hona chahta hu… Aor mai ab wordpress par naya hu.
Isliye
Mujhe aapse kuch baat puchni hai. Plz jarurr bataye….
1) Aapne web hosting kis site se kharidi. Aor yeh unlimited hai yaa yearli? Mujhe konsi webhosting site badhiya rehegi.
2) wordpress ke liye konsi hosting badhiya hai….
A) Share
B) Basic
C) Clould
D) Free
3) inme se konsi Sarvice badhiya hai?
A) Linux
B) Windows
Agar ham choti si web hosting le toh bhi usko 1 year ka kitna kharcha hoga
Hostgator se baby plan le or Windows server par
Rohit Sir, Plz mana mat krna
amit bhati ji jo comment krte hai aap mera unse contact karwa skte ho mera matlab unki email id muje de do mai unko mail bhejkar contact karunga plz sir
aap unke naam par click karke unki site par ja sakte ho.. bhut se comment me site ki link di hai.
I like this
sir meri website check kare na ismen kya kamiya he
Sir meine apne blog mein about us page create kiya hai sir woh mere website mein nhi dekh raha blogtipshelp.blogspot.com
bhai meri post weebly ki 8 10 din ho gaye plz kab karoge jaldi me or wait nai kar sakta plz jaldi kare
Aare isme koi time thodi lagta hai.. Publish karte hi dikhne lagti hai blog par
dear maine blog banai howy 10 hogy hyn daily sirf 20-39 visitor aty hain kia masla hoga
urdutown.blogspot.com
Aap usme kuch aesa share kare jo log search karte hai.. Or facebook twitter par share karke promote kare apne blog ko
sir meri site search me nhi ati he jab me grabcharge.com dalta hu to aa jati he par jab me sirf grabcharge dalta hu to nhi ati plz sir iska kya reason he ?
sir mene apni site ko demote kar diya he ye kya hota he kuch prblm to nhi ho gayi plz sir jaldi batana mujhe tension ho rhi h.
Hello sir valuble article ! Me ye puchna chata hu ki main apne blog ke liye content news paper ya books se leta hun isme koi dikkat to nhi hei. Mera blog motivation pr based hai check kr ke bataye kha kami rah gyi hai .aapke answer mujh jase new blogger k liye bahut mayne rakte hain
hello brother,
mai apne blogger blog ko wordpress.org par shift karna chahta hu. iske liye mujhe wordpress mobile app ki jarurat hai toh mai konsa app instal karu. kya mujhe wordpress.org site se mobile app downlod karna chahiye. aor wordpress.org mei se konsa app download karu. waha par 2-3 app hai. lekin mujhe samaj nahi aa raha hai ki mai konsa karu.
aor bhai mujhe mobile ke liye above flash player application konse app store par milegi. jisme clixsense jaise site ke flash ads khul sake.
Rohit Ji Maine Apko Ek Guest Post Bheji Hai…
Aap Kab Tak Publish Kar Doge…??
Kripya Jaldi Publish Kijiyega….I’m Waiting !!
24 tak to ghar hu.. Uske baad jald se jald post karne ki kosis karta hu.. Thanks for guest post
bhai plz meri ek help kro… ye batao ki kya mae ek site pe hindi aur english dono me likh sakta hai aur kya mae hindi ko english font me likh skta hu jaise av mae cmnt kr rha hu. aur hindi font me v likhna hai and english me v.. kya google adsense isko suport kregi and adsense ban toh nh kregi 2 language se and wo alga alga font me v.. aur iske liye mge adsense me konsa language set karu
Rohit Ji Maine Apko Ek Guest Post Bheja Hai…
Aap kab tak publish karenge….??
Kripya jaldi publish kijiyega…!!
Sir ap yeh sab jankari kahan se sekhte ho sir mera bi website mein bi os par yeh sab jankari dalna chahta hon sir batao ap yeh sab jankari kahan se sekte ho
Sir aap yeh sab jankari jo aap apni website par post karte ho jese ke blog kese banate hein yeh sab jankari kahan se sekte ho sir please batao