Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par – Find My Phone

Aaj me aapko ek aesi trick bata raha hu jiske baare me har ek Smartphone rakhne wale Insaan ko pata hona chahiye, Kaise apne khoye hue Mobile ka pata lagaye Google me. Bhut baar hota hai ki hamara mobile kahi reh jata hai ya koi usko chura leta hai, uska pata kaise lagaye. Uska Pata lagana bahut Saral hai Bas Aap ko karna ye hai ki Computer par Google me Search Karo “Find My Phone”. Aap Google par apne Mobile ki location dekh sakte ho ki bo kaha hai or usme ring bhi baja sakte ho.

Chori kiye mobile phone ka pata kaise lagaye Google par

Mobile ki khojne ke liye in steps ko follow karo (Find My Phone)

mobile gum ho jaye to kya kare or kaise search kana hai Google par apne Phone ko. taki Phone ki location pata chal sake or Chor ka pata lagana aasan ho jaye.

Advertisements

#1. Sabse pehle Google.com par jao fir usme type karo “Find My Phone” jaisa aapko niche ki image me dikh raha hai. jiska matlab hota hai mera phone kaha hai.

Google me search karo find my phone

#2. Automatically Google par ek Map aa jayega. Ab aapko Apne us Gmail account me login karna hai jo apne mobile me dala hai.

ab ek Google map khulega search me, usme sign in karo

#3. Jese hi Aap Sign in karoge Google aapke mobile ko search karne lagega.

Google aapke mobile ki location ko search karegi

#4. Jese hi aapke Mobile ki location Google ko pata chalega aapko Google Map par dikhne lagegi. Mobile ki jo location hogi uska ek area hoga 24 meter ka.

aapke mobile ki location google me dikhne lagegi

#5. Ab aap us jagha par jaa kar apne mobile ki ring baja sakte ho. Uske liye ring ki button par click karo.

mobile me ring bajane ke liye ring ki button par click karo

#6. Ab aapke mobile me ringtone bajne lagegi Full volume me or bo 5 minute tak bajegi.

aapke mobile ki ring bajne lagegi full volume me 5 minute ke liye

Achi baat ye hai ki agar aapka mobile silent bhi hai to bhi bo full volume me bajega.

FindMyPhone

Mobile ki location Pata karne ke liye ye function hona jaruri hai

  • Location ki jo service hai bo chalu hona chahiye aapke mobile me
  • Google App Install hona chaiye aapke mobile me or sabse latest version hona chaiye.
  • Mobile me Net chalu hona chahiye
  • Ye jo Mobile ko search karne ka function hai bo abhi Computer par hi karta hai. Aap kisi dusre mobile se nahi pata kar sakte apne mobile ki location ka.

Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par | Find My Phone Video

Ab aap jaan chuke hai phone kho jaye to kaise dhunde fir bhi agar aapka koi sawal hai to aap comment karke puch sakte hai, or agar aap ko iske alawa bhi koi tarika hai to uske baare me Please mujhe batana na bhule.

Online Mobile Kaise recharge kare ye jaanne ke liye yaha click karo

Internet ki jankari Apne Facebook account par pane ke liye Page jarur like kare.

Agar aapko ye jankari pasand aai ho to Apne Dosto se jarur share kare.

Also Read:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

494 thoughts on “Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par – Find My Phone”

  1. sir g mera 10 din phele iphone chori ho gya
    kya aap iski location batane me meri help kr skte h
    sir plz help me
    mai bhot presan ho sir plzzzz sir plzzzzz
    plz help me sir
    sir ye meri fb.email pe plz aap ispe mjhe sms kriye sir plzzzzzzz
    plzzzzzz sir
    plzzzzzz sir
    coolsameer7274@gmail.com

    Reply
  2. Mera Samsung ka Mobile dipawali ke deen chori ho gya tha maine fir bhi hi kiya pr nhi mila kya app bataenge ki Mera mobile kaise Milega

    Reply
  3. Rohit sir mughhe kuchh samaghe main nahi aa raha paise kase kamaye . mughhe tarika hi samghe main nahi aa raha maafe karna . or mughhe amir ban na hai .

    Reply
  4. Sir muje fb password hack krna sikhna h maine net par kai bar try kra bt success nhi hua pls meri help kro m net km use krta hu so 9999074770 ye mera num h ya jo meri email h vo facebook pe v h ap muje 2no jgha contact kr skty h muje call msg kuch v krke bta skty ho muje ni aata itna ki m yi site dubra open kr sku pls help sir””””

    Reply
  5. sar mera name Sahid hai sar me ek app jisme hum online shopping karte hai sar muje wo app banana hai uske liye me kya karu pls muje batavo sar me Paise bhi dene ke liye teyar hu.

    Reply
  6. Hello sir mughe ye bataiy ki paytm she paise kaise earn karte hai koi mobile me code send karke.please mughe poori process bataiy code she lekar mobile recharge karne tak. please

    Reply
  7. sir,

    aap ko bahut pata hai website ke baare me…………

    and aapke bahut site hoge…….

    kya aap un site me . se ek site mujhe de sakte ho…………
    please…..
    koi old site de do………………

    agar.aap dena chahte ho to website details mujhe mail kare……….

    prakashbamaniya5@gmail.com

    Reply
  8. Hallo sir aap muje ye btaye ki agr koe apne phone se kisi aur se bat kr rha ho to ham kse pta lgaye ki vo kisse bate kr rha h

    Reply
    • ham iska pata nahi laga sakte par kuch network company last 3 call ki detail nikal sakte hai. Muje pura conform nahi par Idea me pata chal jata hai. uski jaankari ke liye aap unke costumer care me call karke pata karo

      Reply
  9. Rohit bhaiya ji mera ek Problem hai mere pas 2 FB account hai main ek ko hamesa ke liye delete karna chata hun please kuchh batao kya karun.

    Reply
    • Aap apna facebook account ko delete karna chate ho to aap yaha click karo.

      Aap jis account ko delete karna chate ho usme phele login karo.

      Fir jo mene link batao hai uspar click karo.

      Fir jab aap delete account ki button par click karoge to aapse ek bar fir aapka password or ek sabd verify karna hai.

      Ab aapka account kisi ko nahi dekhega. Par bo abhi permanent delete nahi huaa hai.
      Aap 14 din tak agar login nahi karoge to bo permanent delete ho jayega. Agar aap chahe to 14 ke phele login Karke apna account ko delete hone se Bachana sakte ho. 14 din ke baad koi option nahi hai account ko bapas Lane ka.

      Reply
  10. hello sir mai find my phone mai gamil ki id ni add pa raha hu jab bhi sign pr click karta wahi page dubara open ho jati hai pls help me

    Reply
  11. sir mera name YogendraPratapSinghShakya hai or main blogger ko webside main kese convard kron plz. sir help.

    Reply
    • Muje lagta hai aap adsense kya hai aap samje nahi.

      AdSense par account jab banta hai jab Hamare pass koi jgha ho jaha par ham ads dikha sakte. Youtube or website Hona jaruri hai.
      Account banane ke baad hame adsense ke ads dikhane padta hai usse Hamari income hoti hai. Youtube pe to direct aa jate hai par website par ads ke code lagana padta hai adsense account se.

      AdSense par income jab hoti hai jab koi dusra Hamari site par ads dekhege hai. Thud me dekhne se koi income nahi hoti or aesa karne par Hamara account delete bhi ho sakta hai.

      Simple sabdo me aapke sabaal ka jabab du to ham ek mobile se direct paise nahi kama sakte

      Reply
  12. Hi rohit mai bahut din she paresa hu isha liye ki mai ek computer se dusare computer ko ek jagah se dusari jagah par cantrol karana chahata hu agar aap kuchh janate hai to please help me..

    Reply
  13. sir me social icon widget use karna chahta hu, apne blog par,
    sir mujhe google page b to banana padega or youtube par b to bnana padega plz sir isme meri help kejiye kese banau plz bataiye sir…
    jaldi jawab dena sir me apke jawab ka wait kar rha hu.

    Reply
  14. अगर आपके पास एन्ड्रोएड फोन हैं तो इस ऐप से आप हर दिन सौ रु का रिचार्ज व इससे ज्यादा भी कमा सकते हैं ऐप डाउनलोड होते ही आपको बैलेंस मिल जाएगा मुझे अभी अभी 100 ₹ का रिचार्ज पृाप्त हुआ है आप इस लिंक को क्लिक करके डाउनलाेड कराे –

    FREE 100 rs. MAIN BALANCE OFFER BY ANDROID
    App
    Follow Steps
    1. Install The App-
    http://www.HMH.pe/mCent
    2. Open App & Register With Email & Mobil & 50 rs. joining balance..

    Reply
  15. sir kya batt he aap meri kisi batt ka jawab nhi de rhe ho plz sir bataiye.
    1.sir me hosting lena chahta hu kis site se lu
    2. sir me header me catagories me link kese dalu jisse catagories kaam karne lage
    3. sir mene fb page bana liya he par sir mujhe smajh nhi aa rha he ki me jo post dalta hu wo blog par to aati he par sir mere fb page par koi b post nhi ati,
    me jo post dalu wo fb par aa jaye jisse mere frnds b us post ko dekh sake iske liye kuch batiye plz plz plz sir….

    Reply