Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par – Find My Phone

Aaj me aapko ek aesi trick bata raha hu jiske baare me har ek Smartphone rakhne wale Insaan ko pata hona chahiye, Kaise apne khoye hue Mobile ka pata lagaye Google me. Bhut baar hota hai ki hamara mobile kahi reh jata hai ya koi usko chura leta hai, uska pata kaise lagaye. Uska Pata lagana bahut Saral hai Bas Aap ko karna ye hai ki Computer par Google me Search Karo “Find My Phone”. Aap Google par apne Mobile ki location dekh sakte ho ki bo kaha hai or usme ring bhi baja sakte ho.

Chori kiye mobile phone ka pata kaise lagaye Google par

Mobile ki khojne ke liye in steps ko follow karo (Find My Phone)

mobile gum ho jaye to kya kare or kaise search kana hai Google par apne Phone ko. taki Phone ki location pata chal sake or Chor ka pata lagana aasan ho jaye.

Advertisements

#1. Sabse pehle Google.com par jao fir usme type karo “Find My Phone” jaisa aapko niche ki image me dikh raha hai. jiska matlab hota hai mera phone kaha hai.

Google me search karo find my phone

#2. Automatically Google par ek Map aa jayega. Ab aapko Apne us Gmail account me login karna hai jo apne mobile me dala hai.

ab ek Google map khulega search me, usme sign in karo

#3. Jese hi Aap Sign in karoge Google aapke mobile ko search karne lagega.

Google aapke mobile ki location ko search karegi

#4. Jese hi aapke Mobile ki location Google ko pata chalega aapko Google Map par dikhne lagegi. Mobile ki jo location hogi uska ek area hoga 24 meter ka.

aapke mobile ki location google me dikhne lagegi

#5. Ab aap us jagha par jaa kar apne mobile ki ring baja sakte ho. Uske liye ring ki button par click karo.

mobile me ring bajane ke liye ring ki button par click karo

#6. Ab aapke mobile me ringtone bajne lagegi Full volume me or bo 5 minute tak bajegi.

aapke mobile ki ring bajne lagegi full volume me 5 minute ke liye

Achi baat ye hai ki agar aapka mobile silent bhi hai to bhi bo full volume me bajega.

FindMyPhone

Mobile ki location Pata karne ke liye ye function hona jaruri hai

  • Location ki jo service hai bo chalu hona chahiye aapke mobile me
  • Google App Install hona chaiye aapke mobile me or sabse latest version hona chaiye.
  • Mobile me Net chalu hona chahiye
  • Ye jo Mobile ko search karne ka function hai bo abhi Computer par hi karta hai. Aap kisi dusre mobile se nahi pata kar sakte apne mobile ki location ka.

Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par | Find My Phone Video

Ab aap jaan chuke hai phone kho jaye to kaise dhunde fir bhi agar aapka koi sawal hai to aap comment karke puch sakte hai, or agar aap ko iske alawa bhi koi tarika hai to uske baare me Please mujhe batana na bhule.

Online Mobile Kaise recharge kare ye jaanne ke liye yaha click karo

Internet ki jankari Apne Facebook account par pane ke liye Page jarur like kare.

Agar aapko ye jankari pasand aai ho to Apne Dosto se jarur share kare.

Also Read:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

494 thoughts on “Mobile Phone Ka Pata Kaise Lagaye Google Par – Find My Phone”

  1. Hay sir mera mobile chori ho gaya hai please bataye me kauya karu usme mere bohat importent chije thi lava atom2 hai mob 9795121236,9695218362 mail id mohdj5121@gmail hai

    Reply
  2. Sir agar koi mobile ko Chura Kar reset Karde to sabhi accounts deleted ho jayege to Kya phir location pata chal jayege Android device manager me.

    Reply
  3. Rohit aap muj Ko koi or trick Batay lost phone ka liya, jis Mai ham phone Ko IMEI number ka jriya phone Ko Khoj sakaa.. normally phone Ko search kasa kra

    Reply
  4. rohit sir.. ek fake id h jo mujhe problm kr di h mujhe .. kya us dake id ka pta lga djte h….crime branch hum… kta kisi tarike pta chal jayega

    Reply
  5. Mera ek truck h usmai hm kya lagvye ki truk ka merai pass khabar rhe ki truck kha h uska pta chalta rhe hm gr baithe uska pta krte rhe aur gps ka work bta dijiyega

    Reply
  6. Sir mera Samsung Galaxy j2 mobile phone chori ho gaya hai sirf mere pass imei no.hai mujhe mera phone kaise milega plz bataiye mere mobile ka imei no slot1 ka 358427076864613 slot2 358428076864611 hai plz help sir

    Reply
  7. Comment, sir mera phone me pin lga diye or m bhul gya or m try kr rha hu todne ke liye but tut hi nhi rha or vol+&vol- &power button bhi try kiya nhi tut rha kya kuch help kr skte h

    Reply
  8. Rohit ji…sir 16 ko mera mmobile chori ho gya h Emi num bhi h…or 25 ko mera exam h ..mne print nhi niklawaya tha …to app id bhi usme h report bhi krwa di …pls sir aap meri help kro na….pls

    Reply
  9. Bhai ye batao agar ph ka deta delete kr diya hai.or baad me ph mil jaye to kya deta dobara se restore kaise karenge.ya phir deta hamesha k liye delete ho jata hai?

    Reply
  10. Yadi hamara mobile phone android chori ho jaye or chorne wala sim card nikaal ker phone reset ker to kaise pta lagega please gmail per send kerke btana zarur

    Reply
  11. hi iam Kiran, sir mera mobile aaj se 5-6 saal pahle kho gya tha. us samay meri koi b mail ID nahi thi. us Mobile me kuch aise number h jinki mujhe bahut hi jyada jarurat h aur ab mere pas koi rasta nhii h. plz help me.

    Reply
  12. Sir mera mobile chori ho gya hai kya aap IMEI no. Se mera mobile pta kr skte ho
    Aap ki jo fees hogi wo me dene ke liye tayar hu
    Please sir help me

    9887252543

    Reply
  13. Hi sir me janna chahta hu ki Memory card repair kese kare sir mene cmd comport use kiya he lekin koi khas asar nahi help plz

    Reply
  14. Sher mera ek phone chori ho gya h mujhe us phone ki location chihye us phone me sath mere piece bhi chori hue h 100000 rule 8826908742 ye number us phone me dala that plz

    Reply
  15. sir imei no.change kiya jaa sakta hai aur hota bhi h.kya imei no. change karne k baad bhi jo company imei deti h.us se phone ko track kiya jaa sakta hai…

    Reply
  16. SIR, MERA MOBILE GOOM HO GYA H OR MNEY USMEY SIM NHI DALA THA OR RESTART KIYA THA PHIR VO KHI GIR GYA TO GMAIL ID BHI NHI HOGI M KYA KRU SIR BTAEA

    Reply
  17. Sir,
    Maine ek New sim(airtel) purchase kiya tha. isko ek old type mobile ( jo smart phone nahi hi ) me dala hai . usme hardin 2-4 message atte hai ki .jaise.”Raja like your photo. “,. “umesh comment on your photo” etc..etc…. Ye sab message FB ke link se aa rehe hai . jabki mera koi FB account nahi hai. Mujhe kisi ne bataya ki mobile company purne band ho chuke sim ko dubara sale kar deti hai . aisa lagta hai kii mera sim bhi baisa hi hai jiska number pehle kisi ne apne FB account main use kiya hoga ab paresaan main ho raho ho.. Please kuch upye bataye. main in faltoo ke message se tang aa chuka hoon. Airtel wale kuch nahi karte. sonchta hoon ye mob.sim hee band kar doon.

    Reply
  18. Sir plz mujhe ek bar jarur comment karke batayein ki kya mobile window 10mein android apps bhi chalte hein reply karna jaldi plz

    Reply
  19. Sir Mein nokia lumia lumia 620 window 8 use karta hu so sir plz mujhe ek bat batayein ki agar Mein apne mobile Mein window 10 dalwalu to kya isme android apps bhi chal shakenge/ kya mobile window 10mein android apps chalte hein plz sir mujhe batao jaldi

    Reply
  20. Sir
    main Mere phone Main Tracker Lagana Chahata Hu Ta ki Koi Mera Phone Chura le To wo Sim Change Karte Hi Mujhe Dusre Number Per SMS Aa Jaye Iskeliy Kuch Apps ya kuch idea Do.
    Sir

    Reply
    • Sim to aap costumer care call karke band karwa sakte hai.. Or mobile me phele se kuch app hote haj jinko. Madad se block kar sakte hai.. Ab aapne wo install nahi kiye to ab nhai ho sakte

      Reply