Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

100 thoughts on “Google+ Par Account kaise banate hai”

  1. Bhai mujhe Google par ak website banana hai blogger may title ,address ,ho gya hai par jo templete hai ho nahi ho raha hai apse jankari chahiye help me

    Reply
  2. Bhai mujhe Google par ak account banana hai blogger may title ,address ,ho gya hai par jo templete hai ho nahi ho raha hai apse jankari chahiye help me

    Reply
  3. रोहित भाई नमस्ते मेने भी नया ब्लॉग बनाया हूँ

    Reply
  4. Sir mujhe koi bhi bewbsit ki jan kari nhi he kese banu or kon sa bana hu or blog kya hota he mujhe kam se kam ek bewbsit bana me help kariye ga koi ek achha sa bewsit bana ne me

    Reply
  5. Sir kya aap Muje baata sakte he ki Aapne Jo photos bananye he wo kaise banaye he…??? Ager Aapne kisi wapsite se banaya he to us wapsite ka Naam jarur bataye. ..

    Reply
  6. Rohit bhai apna facebook dekhe maine screen short bheja hai
    Setting >> Posts and Comment >> Comment Moderation ka option nahi hai

    Reply
  7. Aap ke post ke niche jo comment aata hai mera waise nahi aata hai,pata he nahi chalta ki koi comment v aaya hai.
    Setting >> Posts and Comment >> Comment Moderation ka option nahi hai
    ye option hai
    Post Template ?
    Add
    Showcase images with Lightbox ?
    Yes
    Comments
    Comment Location ?
    Embedded

    Reply
  8. Posts
    Show at most ?
    posts on the main page
    Post Template ?
    Add
    Showcase images with Lightbox ?
    Yes
    Comments
    Comment Location ?
    Embedded

    Rohit bhai comment me bs ye he option hai

    Reply
    • kis comment ki baat kar rahe hai aap.. please aap kabhi bhi comment kare puri detail ke saath.. phele kar bhi chuke ho bhale fir bhi detail ke sath comment kare.. kisme kya karna hai.. muje itna diyaan nahi rhata kon kiski baat kar raha hai.

      Reply
  9. Posts
    Show at most ?
    posts on the main page
    Setting >> Posts and Comment >> Comment Moderation ka option nahi hai
    ye option hai
    Post Template ?
    Add
    Showcase images with Lightbox ?
    Yes
    Comments
    Comment Location ?
    Embedded

    Reply
  10. Rohit bhai aapke post ke niche comment show karta hai.Mere blog me nahi aisa dekhta hai.jaise aa me hai kisi ne aap ko comment kia phir aapne rlpy kia aisa nahi aa rha mere blog me.

    Reply
  11. Rohit bhai aap mere site ko promot karo mai aapki site ko promot karuga.Aap agar agree hoto promot karne ka process batao.Mere sitejankaarinetki.blogspot.com

    Reply
    • jese flipkart par koi product hai or aap usko bikbate ho to aapko uska commission milega. Afflilte Program me phele account banana padega Flipkart ke, issi prakar or bhi site hai.

      Reply
    • Google Analitic me add kare apni site ko, kitne visitor aa rahai, kya chala rahe hai, kitni der chala rahe hai, kya search karke apni site par aa rahe hai or bhi bhut kuch pata chal jata hai.. Google Analitics par.

      Reply
  12. Sir, aapne bataya tha ki aapki monthly income 70000 h 1lakh visitors se. To kya only 1 lakh visitors/month se itne paise kamaye ja sakte h. Vistaar se bataye.

    Reply
  13. Sir kya aap hmh blog se pehle bhi blogging karte the ya fir ye aapka pehla blog h
    (sir,meri ek request h ki aap apni full story ko hum sabke sath share kare kyonki mujhe lagta h ki aapki story bahut logo ko inspire kar sakti h)
    please answer both questions

    Reply
    • Vijay Ji aapko kaha se mere bare me pata chala jo aapko aesa laga ki meri story interesting ho sakti hai.. Par haa me aap logo se jarur share karuga par muje lagta hai abhi thoda sahi time nahi hai.

      Reply
  14. Sir,aap youtube se paise kaise kamate h kyoki aapki videos ke view to bahut kam h aur aapne bataya tha ki aap youtube or blog dono se brabar paise kamate hai.

    Reply
  15. Sir mere blog main visitors nahi aa rhe main kya karu??
    Maine apse inspire ho ke blogger website banaya par mera koi fayda abhi tak nahin hua.

    Reply
  16. hello sir , mane g account banali hai . lakin Mara photo dalna vhul gaya . ky account banane ka bad photo dala ja sakta ha . aaga ha to kai se . phone par .

    Reply