Hindi Type karna English Type karne ke mukable thoda muskil padta hai computer me, or Agar tikh se Hindi Typing naa aati ho to badi muskil ho jati hai.
Par me aapko ek tarika bata raha hu, jiski madad se aap badi aasani se Bolkar Hindi Typing kar sakte hai speed ke sath.
Aapne Mobile me to dekha hoga Voice Typing ka option rheta hai, par computer me aesa nahi rheta, or agar computer me bol kar type karna ho to uske liye sabse best tarika hai Google Docs.
Computer me Hindi Voice Typing kaise kare
Computer me hindi bol kar type karne ke liye aapko simple Google Docs ko open karna hoga, jaha Voice Typing ka option hame milega..
Step 1: Sabse Phele Google Drive par jaye, uske baad New Google Docs par click kare
Step 2: Ab Google Docs open ho jayega, usme Tools par click karke Voice Typing par click karna hai. isko aap Ctrl+Shift+S se bhi open kar sakte hai.
Step 3: Voice Typing… par click karne ke baad screen par ek Mic ka icon aa jayega, jispar click karke typing start kar sakte hai.
*Agar Hindi Me Type karna hai to mic ke upar jo English (US) hai usko Hindi select karna hoga phele.
Note: Voice Typing karne ke liye aapke aaspas ka mahol sant hona chaiye, or badiya voice ke liye ek Mic use kare taki aajab tikh se samaj aaye, or sahi typing ho.
Niche aap Image de dekh sakte hai, kis trha se type hota hai.
Voice se Hindi me Type kaise kare, usko or achi se samajne ke liye niche diya huaa video jarur dekhe.
Hindi Voice Typing Kaise kare Computer Par
At Last:
Ummid karta hu aapko ye jankari pasand aai hogi, or ab aasani se computer per Bol se Hindi Likh payege..
Agar aapka koi sabal ho isse sambandit to aap comment karke puch sakte hai.
or agar aap ek Blogger hai to aapka Blog Hindi me hai, to ye Tool aapke kitne kaam aane wala wo to ek Blogger ki samaj sakta hai ;)
- Hindi Typing Widget Add kare Blog me, taki visitor ko agar hindi type karna ho to aaram se kar paye..
Hello Mr. Rohit,
i always read your posts. you are really amazing.
would you like to tell me how to add like option in posts.
bahoot hi achha article hai
Isme bolne ke liye kisi mic ki jarurat hoti h kya
हिंदी में वॉइस टाइपिंग में अगली नई लाइन पर कैसे जाएं … अर्थात बोलकर एंटर बटन का यूज किस तरह किया जाएगा…
Enter ki button bada kar.. ya fir next line bol kar bhi new line par aa sakte hai.
👍Good Information, Iss post ki madad se mera kaam aur bhi aasaan ho gaya hai. Share karne ke liye bahut – bahut dhanyabaad Rohit Sir 👍
Goood information sir thanks for the sharing
bht achi jankari share ki thx bro
Jinko typing nahi aati unke liye best hai
Nice information. Thanks for sharing this.
bhai hm yaha pe type karke blog peste kar sakte hai
Bahut acchi jankari di
Ise mein bahut din se dhundh rha tha
Thanks sir. for sharing information
very nice articles Dear and you are my ideal
bhut achi jankari di hai yah jankari mujhe bhut helpful rahegi…..
Thanks sir
Bahut badiya post kiye hai apne…thanks rohit vai… isi tarha posting karte jaiyee.
Nice Sir useful article
wowwww Amazing Article… Bohat Badiya se Btaya Bhai
Mein ab Apni website mein ise zarur use krunga
रोहित भाई आपने बहुत अच्छी जानकारी शेयर की है।
Nice post bhai…
Acchi Jaankari hai bro! yeh voice typing ka best tarika hai.
Its .. not works properly. Bro.
sir mere blog par ad show hone me problem ho rahi hai.
bahut bahut dhyanbad sir aapka hndi mei itni badhiya post likhne ke liyai..rohit sir aapke post se bhi mujhe kuch help mila hei uske liyai dhyanbaad
Rohit sir, bahut achchi jankari di hai aapne. Aapka bahut-bahut dhanyawad.
जी आपका पोस्ट पढ़ कर बहुत अच्छा लगा। और हौसला इससे ओर बढ़ेगा लोगो का। एक बार फिर आपको धन्यवाद ……
Bahut badhiya jankari di hai aapne
Bhut achi jaankari thi ab blogging or aasan ho jayegi mere liye
Nice Article bro,
This feature of Google drive is very useful for Hindi bloggers