Hello friends …! aaj ki is post ke andar mein aapko batane wala hoon ki kaise ek android application banatay hain aur usko kese admob se connect karke paisa kmatey hai.
What is admob?
Admob bi AdSense ki jesa network hai aur AdSense ki tarah hi kaam karta hai. Aur ye Google hi ka network hai.
Admobe ka account bnanay kay liye www.admob.com pr jayein.
Agr aap bi admob kay through paise earn karna chahte hain to aap in steps ko follow karke paise earn kr sakte hain.
How to create an Android application?
Ab se pehle aap yahaan click krein. ab aap registration kr lein.
1: sb se pehlay apna email address dalein
2: Fir password or confirm password dalein.
3: fir “I’m not a robot” ko verify kr lein.
4: after then sign up krein jese ki nichay photo mein aap dekh sktay hain.
5: Sign up krnay kay baad aap kisi easi application ko choose krein jo internet se chlay. koi game etc select na krein. Jese meinne video downloader choose kra hai.
6: Ab aap app ka name daal kr aur jis site kay liye downloader bnana hai us ka address daal kr Next pr click kr dein.
7: Ab Admob account banane ke baad apni app ka name daal kr app unit ID create kr lein.
8: App unit ID create krnay kay baad usay copy kr lein.
9: ab fir appsgeyser pr aa kr Monetize option open kare.
10: Ab admob Ad unit ID paste kr kay save pr click kr dein.
Congratulations aap ki application monetized ho chuki hai. Ab aap is ka link copy kr kay apne friends ke sath share karein aur agr aap ka play store pr account hai to aap is app ko play store pr bi publish kr sakte hain.
Umeed hai ki aap ko ye post achi lagi ho gi. Agr aap ko is processes mein koi issue aa raha hai to aap comment karke puch sakte hai or mere blog pat bhi visit kreke mujhse connect kare mein aap ki help karne me mujhe aap ki help karke acha lagega.
great session valubale information
सर आप का तो कहना ही नही है आप की पोस्ट पढ़ कर दिल खुश हो जाता है.
Thanks u