Amazon Affiliate Se Jyada Earning Kaise Kare

Hello Dosto Mera Naam Madan hai aur main hindigyanbook.com Ka Founder hu, Aur Aaj main Rohit Sir Ki Website Hindi me Help Par Aapke Liye Ek Guest post kar Raha hu, Ye post un sabhi ke fayde ke liye hai jo Affiliate program se paisa kamana Chahte hai.

Amazon Affiliate Se Jyada Earning Kaise Kare - Make Money

Aaj Main Aapko amazon se earning badane ki bahut hi badiya tips bataunga jisse aap ki earning bahut jaldi jyada bad jayegi. jaisa ki aapko pata amazon se ham affiliate se hi earning kar sakte hai.

Advertisements

Amazon se hame earning CPS cost per sale ke hisab se hi earning hoti hai. To hamko esa kya karna chahiye ya kon sa product share karna chahiye jiski sell hone ke chance jyada ho aur commission bhi jyada aaye. isi bare me Main Aapko bataunga.

Jyada Commision Kis Product se Milta Hai

Jyada Commision kis product ya category me milta hai ye pata karne ke liye pahle aap apne affiliate account me login kare. aur vanha aapko Advertising Fees ke option par Click kare.

amazone me advertiseing fees par click kare

Ab Aap Dekh Sakte hai ki sabse jyada commision Clothing, Shoes me hai 12% par or bhi dusri category me 10% tak commision milta hai vo bhi bahut hai Jis category ke products aapki website se related hai usi category ke products ko apni website par lagaye.

Lekin Ab Aapko konsa Product Lagana Chahiye uske liye jo jyada jaldi sell hone ke chance hai uske liye aapko kuch steps karne padege.

Best Product Kaise Select kare

  1. Sabse Pahle amazon ke home page par jayie
  2. Ab Shop by Category Par Click kare Aur vo Category select kare jis category ka product aap sell karwana Chahte hai . producect kle liye catogry select kare amazone par
  3. Main yahan par Computer & Accessories Select karta hu
  4. Ab Upar Best Sellers ke option par Click kare best selller select kare amazone par
  5. Ab Aapko jo bhi product dikhai denge vo sare Best selling product hai , Jinhe Log sabse jyada Kharid rahe hai ache star wale product ko select karke promote kare
  • Ye Products best rating ke jo Sab buyer ko jayda pasand Aate hai
  • In Product me Se jo Aapko Sahi Lage Vo Product Apni Website par lagaye
  • Us products ke bare me Vo bate likhe Jo Us product ke Selling Ke Chance badate hai.
  • Jis Product ka Price Jyada hai us par Aapko jyada Commision Milta hai

Umeed karta hu Aapko Pasand Aayi hogi Aur In Tips Ko follow karke Aap Apni Earning Ko Kafi kad tak bada Sakte hai. Agar Aapko Is Post Se Apne Affiliate program me fayda ho to Comment Jarur karke bataye Taki Apke Liye Asi Aur Bhi Tips Aage late Rahe .

Ye ek Guest Post hai HMH agar aap bhi Guest post karna chahte hai to yaha click kare..

HMH par Dusri Guest Post Padne ke liye yaha click kare

Ye Bhi Pade:

Share on:

Hello Dosto Mera Naam Madan hai aur main www.hindigyanbook.com Ka Founder hu.


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

53 thoughts on “Amazon Affiliate Se Jyada Earning Kaise Kare”

  1. Hello Sir
    I see that This article written by any other as a Guest Post on Hindimehelp.com blog
    Can I also write blog for you as a Guest Post.
    What I have to do for that?
    Please Reply

    Reply
  2. hello rohit sir mujhe ek backlink ki jarurat hai apne blog ke liye uss blog mai maine bahut hi ache se product dala hai but traffic nahi aa raha hai plz sir help

    Reply
  3. Kya free domain ki website/ blog bnakar Amazon se ads le sakte hai?
    ya Amazon ads ke liye domain ya histing kharidani padegi?

    Reply
    • bhai agar aap unko lagaye to aapko pata hona chaiye aapki earning jab hogi jab koi uspar click karke kuch kharidega.. dekhne ka aapko kuch nahi milega.. or haa aapki website honi chaiye.. ab agar aap blogger par banate hai to aapko hosting ki koi jarurat nahi hai.

      Reply
    • haa aap laga sakte hai.. affiliate link ko aap jitna chahe laga sakte hai.. wass iska dhiyan rakhe itne jada bhi naa ho ki spam lage or site ka loding time bhi bad jaye.. baki koi problem nahi hai.

      Reply
  4. mene csc center saru kiya hai .magar meri pas usake liye koi jankari nahi hai . or BOB ka csp hai accaunt kese khole plise hea ..

    Reply
  5. भाई यह न्यूज़पेपर थीम किया है और इसका क्या फायदा है

    Reply
  6. meri web site par adsense par ads nahi dikhai dete hai mera adsense account bahut purana hai ,
    you tube par ads ke liye khola tha kya web site ke liye naya a/c banana padega ya yahi chalu ho jaega.

    Reply
  7. mai amazon aur flipcart affiliate use kar raha hu, but problem ye hai ki jis product ka commision jyada hota hai vo popular nahi hoti hai. example : smartphone . isaka Commision 3% se 5% hi hota hai. and my Q amazon me ki earning se diresct chij buy karne ka option kaha hota hai. muje nahi mila .

    Reply
  8. Bro ye post muje bhut achi lagi mai ek bat aur Janna chata hu jaise maine amazon ki apne blog me affiliate laga li lakin mere pas PAN card ni hai sirf bank account hai kya hum amazon se kamaye hue paise le sakte hai ya ni

    Reply
  9. sir mai bhi ek guest post karna chahta hu apke website par kya karu?- pagalblogger. com/ghar-baithe-job-karo-paisa-kamao/

    Reply
  10. भाई अगर मैं अपने दोस्तो से कहुँ कि वह मेरे अफेल्टी लिंक्स पर क्लिक करके एमेजन से ख्रीदे , तो कोई प्रोबलम तो नही है ना ?

    Reply
  11. bhai mere guest post ko 1 week+ ho gaya par aapka koi reply nahi aaya. Bhai jaldi uss post ko dekho main dawa karta hu wo trick logo ko zaroor pasand aayega

    Reply
  12. Hello..Sir Muje Abhi tak ye NAHI samaj Aaya ke..jab main WordPress par Free Blog bana leta hun..aur Usko Hosting par Install kar deta hun. aur Phir kya Adsense ko approved kar Sakta hun? aur Is blog se paise kama Sakta hun…
    thanking you
    I’m daily visitor

    Reply
    • blog banana or adsense approve hona dono ka ek dusre se koi samband nahji hai ki blog bana to approve ho jayega.. khane ka matlab hai agar aapka blog acha hoga to hi approve hoga adsense.. usme hosting le kar blog banana ya fir blogger par free blog banane se koi fark nahi padta..

      Reply