Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye

Indian’s ki ek khasiyat hai Jab bhi koi aisa din aata hai to Desh Bhakti me leen ho jate hai, jese 15 August or 26 January to pata nahi Q par har ek ke dil me aesi bhabna aa jati hai ki wo bhi desh ke liye kuch kare.. Mujhe lagta hai aisa sabke sath hota hai, mere sath bhi aisa hota hai.

Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye

Aap dekh sakte hai mene kaise apni site ko decorate kiya hai Udte hue Indian Airplone se or Indian Flag se.

Advertisements

Mene mera Independence Day ka SMS, Ringtone Collection yaha share kiya hai

To chaliye dekhte hai

Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye - Blogger

Page Contents

WebSite Cursor ko kaise badle Tirange se

Aapko jada kuch nahi karna hai iske liye sirf ek code hai jisko apne blog me add karna hai.

Sabse phele Apne Blogger account me login karke deshboard me jaye.

Deshboard >> Layout >> Add a Gadget >> HTML/JavaSacript.

Agar aapko Dikkat aa rahi hai kaise kaha jaye to ye post pade – Kaise HTML/JavaScript ko add kare Blogger me.

Ab aapko jo Curser apni Site me add karna hai us codeko add kare apni blog me.

1. Indian Circle Flag Cursor for Blog/Website

circle Cursor of Indian Flag HHMpe

Indian Cursor Widget

2. Indian Flag Cursor for Blog and Website

Indian Flag cursor for blogger by HMHpe

Indian Cursor Widget

Aapko jo pasand ho aap usko apne Blog or Website me add kar sakte hai.

Agar aap is Widget ko Apni Site par add kar rahe hai to Comment me Jai Hind Khana naa bhule or Apne website ki link jarur dale Detail me taaki me aapki site par visit karke dekh saku… :)

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...

Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

27 thoughts on “Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye”

1. Nice Post Sir ji mene aaj hi aapne site pe lagaya hain .
But sir aapke site pe yeh double crosing dikh rahan hain aaisa muze bhi dikhana hain .
Pliz help me .

Reply
2. Great post Bhai lekin apka Comment box loading samye bahut badha Raha he is achha to pahele vala Comment box tha Low internet me Comment box me error as Raha he

Reply
3. Rohit bhai koi best wiget bataiye jisse main apne website ko khubsurat bana saku.
Kuch buterfly ya fir flower ki wiget bataiye

Reply
4. Bhai mene apni website pr bidvertiser ka ad lagaya h jispe impression to 10000 dikha rha h pr dollar ni dikhara…mtlb income ni show kr rha h ……kewal impression dikha rha h…mene website pr kal hi ad lagaya hai….update kal hoga account…

Reply