Online Internet Par Safe Kaise Kare [ Internet Safety Tips ]

Aaj Kal Hackers Kafi Bad Gaye hai. Agar Aap Hackers se Bachna Chahte hai to aapko khas Bato ka Khayal Rakhna Hoga.

Online Internet Par Aise Safe Reh Sakte hai uski jankari Hindi me, Internet safety tips

Page Contents

Internet Safety Tips

Fake Website/Apps Pahchane

Fake Website aur Smartphone Apps Aapko fasha Sakte hai. kai banko ki websites ki Hu-b-hu Nakal Tyaar kar Logo ko Bewkuf banaya Jata hai. Log isme Ulajh Jate hai aur Log in ID aur Password De baithte hai.

Advertisements

Agar Aap Ye Jakari Waha De dete hai to Yah nakli Website banana wala Assani se Aapka Account Access kar leta hai. Aise Nakli Website ko Pahchane ka ka Sabse Assan trika hai hai Browser Address Bar Dekhne ka. Tay kare ki website ke Address se Pahle https:// laga ho.

Apps ke Mamle me sabse Pahle Developer ka Name Check kare (Aamtour per Apps Store me Yah App ke Niche likha Hota hai) Aur Kisi bhi Banking Aap ki Install karne se Pahle Review Pade. Sirf official Aap Stores se hi Banking Apps Download karna Chahiye.

Ye Bhi Pade:

Spam Email se bache

Sabhi Internet user Email Istemal karte hai. Kisi se Sampark Sadhne aur Lubhane offer dene ke liye Yah Assan Trika hai. Sabse Jyada Froud Email Lottry Jitne ke Hote hai. Is Trah ke kisi email ko na khole. Email ke Attachment me Spyware ho Sakte hai.

Spam Email kaise Block kare uski jankari yaha hai.

Attractive Advertisement na Khole

Agar Aap kisi Product ko Kam Kimmat me Bikte dekhe, to ho sakta hai ki yah Spam ho. Online Discount milte hai, per kisi chij ki kimmat retail price se 80% se 90% tak Kam Najar Aye to Sawdhan ho jaye.

Key longer ka Dhyan Rakhe

Keylonger Ek Computer Software hai jise Install karne se Aap Keyword per Dabaye Jane Wale Her Button ko record kar Sakte hai. Public Internet café is Trah ke keylonger Install karne se liye Assan Target hai. Jaha Bhole-bhale User Fash Jate hai. Yah Janne ke Koi keylogger install to Nahi hai wo bada muskil padta hai or password se protected hota hai. to apni koi bhi jada personal information bha na dale.

Phone per Jaankari na De

Banks Duwara Is Trah ki Dhokhadhadi se Bachne ke liye Kai Ads Nikale Jate hai. Aapke Bank se Kabhi bhi koi Aapko Phone kar Credit Card Details Nahi Puchega. Bank ke Name per Ane Wale Call jo Bank Details Mage. Khatre ki Ghanti Ho Sakti hai.

Bank se ham jab bhi Transaction karte hai to hamare mobile par OTP aata hai jiske bare me bank kabhi nahi puchta.. or wo hame batana bhi nahi chaiye kisi ko bhi. OTP kya hai or uska kya use hai achi se jaanne ke liye yaha click kare

Digital World me Apni Niji Jaankariyo ko kisi ke sath Share nahi karna Chahiye. Niji Jaankariyo ki Madad se hackers Aapke Account tak Ja Sakte hai.

Agar aapbhi HMH.pe par Guest Post karna chate hai to yaha click kare.

HMH.pe par dusre Guest post padne ke liye yaha click kare.

Share on:

I am a passionate and adroit Android Programmer. I like to learn new technologies and contribute new ideas and updates to an existing project. I enjoy Blogging too :)


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

28 thoughts on “Online Internet Par Safe Kaise Kare [ Internet Safety Tips ]”

  1. Hello sir…..sir plz ye btaiye ki agr hmari Gmail I’d hak ho chuki hai to ab Hume kya krna chahiye……or uska miss use hone sey kese roka jaa skta hai…..

    Reply
  2. Hello sir
    Aapne bataya ki hame apne blog wali gmail ki Id kisi ko bhi nahi batani chahiye
    To sir godaddy se domain buy karte waqt blog wali Gmail Id register kare ya apni koi dusri gmail
    Sir new blogger hu detail me bataye

    Reply
  3. Abhi 2 din pahle hi mujhe Phone aaya, Maine Bola “Hello”, toh udhar se reply aaya, “Main Bank Adhikari bol raha hoon, Aapka ATM card band hone ja raha hain, Kya aap ise Chaaloo Rakhna chahte hain?”. Mujhe toh pata hi tha ki yeh Fake call hain aur koi mujhse mera ATM ka number aur PIN aadi ki inquiry karke mujhse thaggi karna chahta hain. Toh maine usay sirf itna hi kaha, “Aap kaun se bank se bol rahe hain?” Itna hi sunte hi usko Saanp Soongh gya aur sochne laga ki kya jawab doo, kaun sa bank bataoo? Aur phir usne Phone ko kaat diya.

    To Dosto aise hi kai log Bank ke naam par logo se unka ATM number, CVV, Pin Number aadi janne ke liye Fake phone call karte hain aur logo ko chuna lagate hain. Aap sabhi logo ko aise fake calls se bachna chahiye. Kyonki Koi bhi Bank kabhi bhi kisi ko ATM, Internet Banking aadi se related koi phone call nahi karti hain. Thanks for Writing such a good Alertness Article. Thanks. Rohit Bro.

    Reply
  4. Rohit sir main apse.. sawal puchna chahta hun ke.
    jab main Affiliate program With Flipkart mai register kiya aur… Information details Main PAN CARD No Mang raha hai. kya? karun mere pass Nhi HAI pan Card..
    kya main apne Papa Ka PAN Card De Sakta hun.

    Reply
  5. hlo sir
    mera ek blog hai wo blog ka domain mene kisi or ko de diya h or ab agr me us par koi dusra domain add karu to uski saari post spam to nhi hogi na or agr koi bhi search kare to wo pehle wale domain k saath batata hai to wo apne aap hi chala jayega ya mujhe waps dusri post karni pdegi plz sir exaplain k saath batna

    Reply
  6. ye wakai online work ke liye Kafi help ful article hai, mera ek question hai, Avi present time me general site ka Adsense approved hone me kitne time lag jate hai,

    Reply
  7. Bhai apke blog me bahut se posts hai. Jab me ap new post likhte hotoh usme dusri post ke links dalte ho. Ab itni sari poat ko yaad bhi ni rakh skte ..kya aap har ek poat ko chek krte ho usese related konsi poat hai ya fer kisi plugin ka use karte ho ek post me duare post ke links dene ke liye.

    Reply
  8. Ye post mujhe bahut badhiya lagi
    Isme achchhe dhang se internet safety ke baare me bataya gaya hai

    Hello Rohit sir
    Ek baat puchhni hai
    Aajkal hackers bahut badh gaye hain
    Abhi latest news hai ki ek 10 saal ke bachche ne instagram ko hack kar liya tha
    To jab instagram ek bahut badi website ya software hai to usko hack kar liya gaya to
    Hamari gmail Id to koi bhi hacker aasani se hack kar sakta h
    Aur us Id par hamara blog bhi hoga aur hamari achchhi khaasi income hamare blog se aa raha h to hacker hamari blog ko hack kar sakta h
    To iske liye ham kya kar sakte hain jisse ki hamari gmail Id aur hamara blog koi bhi hacker na hack kar paaye
    Koi suggestion detail me bataye

    Reply
  9. इंटरनेट पर सुरक्षा को लेकर दो बड़े खतरे होते हैं –

    एक तो हमारे किसी ई खाते का हैक होना जैसे कि जीमेल, फेसबुक आदि
    दूसरा हमारी नेट बेंकिंग में सेध लगना।

    इनसे बचने का सबसे कारगर उपाय यही है कि किसी भी https के बिना वाली वेबसाइट के लेनदेन ना करें।

    किसी ई खाते को बचाने के लिए अपनी वह ईमेल किसी को ना बताएं जिससे कोई खाता बनाया हुआ है जैसे कि वर्डप्रैस खाता, जा जिस ईमेल से डोमेन लिया हुआ है आदि।

    अपना वह नंबर शेयर करने से बचे जो आप नेट बेंकिंग आदि लिए उपयोग करते हैं।

    Reply