Agar aap India me hai or Mobile me Internet use karte hai to mumkin hai ki aap abhi Jio Sim se Net chala rahe hai.. Par agar aap kahi aese area me rehte hai jaha bhut jada log Jio Sim ko use karte hai to aapki Internet Speed slow ho jati hogi.
Jio wese to 4G network par kaam karte hai or dekha jaye to achi speed bhi mil jati hai.. wass kabhi kabhi network issue ke karan Speed slow ho jati hai.
Jio Internet Speed badane ke liye hame wass ek APN setting karni hai jiske baad 100% aapki Internet Speed badegi.
Abhi me aapko Jio ki ek APN Setting bata raha hu aapko wo bilkul same hi apne Mobile me karna hai.. to chaliye Dekhte hai Step by Step aapko kya karna hai Jio ki Internet Speed Badane ke liye.
Jio APN Setting kaise Kare Fast Internet ke liye
Aapke Pass Phone koi bhi ho setting sabhi me same karna hai, wass ho sakta hai kuch option upar niche ho.. isliye aapko jo bhi setting karna hai dhiyan se karna hai.
APN Setting karne se pehle aap apne Internet ki Speed check kar lijiye abhi kya mil rahi hai, taki pata chal sake APN setting karne ke baad kitni Speed badhi hai.
Jo bhi Internet Speed abhi aapko mil rahi hai wo dekh lijiye.. or kahi note bhi kar lijiye..
Ab Jio APN Setting karne ke liye Mobile ki Setting >> SIM card & mobile networks >> Jio SIM >> Access Point Names >> New APN (+)
Ab New APN ki setting me ye sab Entry karni hai, dhiyan rahe bilkul same setting karni hai.
Name | Speed Bot v3.6 Beta |
APN | JioNet |
Proxy | Not set |
Port | Not set |
Username | Botv3.6 |
Password | Not set |
Server | www.Google.com |
MMSC | Not set |
MMS proxy | Not set |
MMS Port | Not set |
MCC | jo hai wahi rehne de |
MNC | jo hai wahi rehne de |
Authentication | Not set |
APN type | Not set |
APN protocol | IPv4/IPv6 |
APN roaming protocol | IPv4/IPv6 |
Bearer | LTE, HSPAP, HSPA, HSDPA, UMTS, GPRS |
MVNO type | None |
APN Setting karne ke baad isko save karke select kar lijiye.
Ab ek baar Net Off karke On kare fir double se Internet ki Speed Check kare.
Speed Check karne ke baad muje comment karke jarur bataye Jio ki iss APN setting se aapki Internet Speed badi ke nahi, or agar badi to pehle kitni thi or New APN ke baad kitni hui wo comment me jarur share kare.
Note: ye jo APN setting hai wo work to kar rahi hai, par Internet ki speed Area ke according bhi kam jada ho sakti hai.. kuch logo ko 20mbps mil rahi hai to kuch ko 40mbps to kisi ko 5mbps.. par itna me keh sakta hu jitni speed aapko pehle mil rahi thi usse to jada hi milegi.
APN Setting to Try jarur kare, or agar ye aapke liye work kar rahi hai to niche diye share button par click karke Apne Dosto se jarur share kare.
Also Read: Jio Giga Fiber Detail
jaankari kaafi acchi di hai aapne jio kabhi kabhi kaafi slow ho jaata hai is trick ka istmaal jarur karunga
It works for me in Goa … Nice …
It’s working when servers are low
Bhai Shi me Kam network me Bhai hige speed he thenks bro u r jinios
thanks rohit bhai aapka bahut bahut
EXCELLENT BOSSS
Osm
Informative
tumko kaha se ye trick pata chala??
Nice bhai
Very nice post rohit bhai
Bhai maine guest post likha tha use abhi tak publish ni kiya please bata de mujhe kya hua usme koi galti hai kya