Page Contents
OTP Kya Hota hai ?
OTP ek SMS service hai Jo apke online account ko safe rakhne ka kaam karti hai. OTP ka matlab One Time Password hota hai, jisko Ek he baar use kiya ja sakta hai. OTP ka SMS jab apne mobile par Aata hai to uski validity sirf 15 Minute ki Hoti hai uske baad uska koi use nahi hota..
OTP se Kya Hota hai
OTP service Aap ka koi bhi online account ho usko safe rakhti hai. jaise ki Aap net banking ke jariye kuch online product purchase karte hai to last mai apke registered mobile number par ek OTP aata hai SMS ke jariye, or jab tak wo OTP net banking mai submit nahi karege tab take Aap wo online product ke liye payment nahi kar sakte.
OTP apke Account ko safe rakhta hai. Ye service hame sabhi banko ki net banking mai jaruri milti hai kyuki banko ko secure hona bahut he jaruri hota hai.
Agar kisi ko Apke net banking ka User Name Or Password Pata Bhi Chal Jata Lekin wo kisi bhi Parkar ki transition ya Len den ya Shopping nahi kar sakta kyunki last Mai OTP ki jarurat padti or wo OTP hamare Mobile number par Aata hai.. or Aisa hone par aapko Pata Bhi Chal jayega or Aap apna username password ko change bhi kar sacte ho ya phir Aap apne bank mai jaker net banking block karwa sakte ho.
Aaj kal to Google Bhi apne users ke Account ke Safety liye OTP service ka use karta hai Aap jitni baar Google ki website mai login karoge jab jab OTP ki jarurat padegi or OTP ke bina Aap Google mai login nahi kar sakte hai. usko activate karne ke liye yaha click kare.
Or Aaj kal to E-Commerce Online Portal limited private Companies bhi Iska Use karne lagi hai Jaise ki paytm, free charge , mobikwik, oxigen wallet , Amazon, Flipkart,snapdeal , jaise company apne customers ki behtrin service or unke Account ko safe rakhne ke liye OTP ka use karti hai.
One Time Password (OTP) security
ye jo Code aata hai jisko ham OTM khate hai.. Is Code ko hame kabhi kisi ko nahi batana.. Q ki aisa ho sakta hai koi hamara bank account hack karle fir hame call karke hamara OTP puch le kisi bhi bhane se.. to yaad rakhiye Bank ya koi bhi service hamara OTP kabhi nahi puchti.
what is OTP – OTP क्या होता है [HIND Video]
To Friends aap jaan chuke ho OTP kya hai or iska Kya Istemal hai or iske jariye hamari security kaise badti hai.
Ye ek Guest Post hai HMH, Agar aap bhi apni Post Publish karna chahte hai to yaha click kare.. HMH par Dusri Guest Post padne ke liye yaha click kare.
call detail k liye send ki hui OTP kitne minutes k liye valid hai
OTP call detail nikalni Ka valid kitne minutes k liye hota hai
Bhai mere no bina kisi site pe login kre hi 57171 se 6 digit ka otp aa rha h.. Ye jo no h wo bsnl ka h.kya mujhe ye pta chal skta h kya ki mere no pe bina kisi bhi site pe login kre otp kyu aa rha h. aur kya ye pta chal skta h kya ki ye otp kiski taraf se aa rha h.. Jaise ki bank ya google se ya khi aur se.. .plz help me sir
Hello sir mere phone me login nahi ho raha hai sab try kar chukka lekin login nahi hua google,google play store, YouTube is not login please help us
aap password bhul gaye hoge.. browser me gmail ka password change kare
Hmko to Facebook login otp 3din se nhi arha h kya kru ki fb open ho jaye
Achha ham chahe to kisi ka whatsapp par ka otp ke sahare jaan sakte hai kya
Mera online fees submit nhi ho pa rhi faiture a RHA he baar baar plz suggested me..
Mere ek dost ne mere se otp code pucha or mujhe pata nhi tha maine usko bata di toh ab kya hoga becoz mere number pe code aaya tha or maine uss dost ko send kar de AD-Psteam se msg aya tha your otp is recived or kch pass code aaye the but i em in truble plz help me
kuch hua kya,,
Sir aps banane ki company kholna chahata hu..uske liye kya kya jarurat hogi mujko….aur kya krna hoga
hlo bhai mein site bnana chahta hu free me kaise banegi tell me please bhai
Bahut hi acchi information hai
meri site chek kro main vo kall hi bnai hai myhindiblog . In hai main usme apki hi type ki newspaper theme use kar ta a hoon baki to sab thik hai par jo apki lastest story hai
Wo image ke sath do teen lineo me ata hai or achi lagti hai par meri lastest story ma kewal Akhashar hi ate he jo achi.nhi lagti main use apki theme ki type ka kese kru
Aap Widget dusre use kar sakte hai.. bhut se widget hai usme..
Rohit ji aapse ek nivedan hai ki meri site chek kro main vo kall hi bnai hai myhindiblog . In hai main usme apki hi type ki newspaper theme use kar ta a hoon baki to sab thik hai par jo apki lastest story hai
Wo image ke sath do teen lineo me ata hai or achi lagti hai par meri lastest story ma kewal Akhashar hi ate he jo achi.nhi lagti main use apki theme ki type ka kese kru
Theame type koi bhi select kar sakte ho.. usme koi dikkat nahi hai.. bas jesa aapko chaiye wo hona chaiye..
Rohit Bhai,Aap ki sidebar may Powered By Google kaisi aata hai? kaya is say bhi earning hoti hain? how i apply on my blogger blog?
usse earning nahi hopti.. or ye adsense ka futire hai jo top adsense publiser ke account me automatic aata hai.. usko lane ka koi tarika nahi hai.. blog par achi traffic hogi to ye aa jata hai.
रोहित जी, अगर पहले से मेरा Adsense Account Approved है और मैं अपना ब्लॉग का नाम चेंज करू तो क्या मुझे फिर से Adsense के लिए अप्लाइ करना पड़ेगा ?
nahi.. aap approve adsense account ko kitni bhi site par use kar sakte hai.. par agar jin site par aap adsense use kar rahe hai agar unme koi khami nikli to aapka adsense account disapprove ho sakta hai.. par aapka adsene account to phele se approve hai to aapko tension lene ki koi jarurat nahi hai.. q ki ussi site par phele se approve hai..
Rohit bhai Ye bhi bataye ki Aapne Jo foram Ask.hindimehelp.com banaye tha Wo kis platform par banaya tha
WordPress par
Aap Ads lagane ke liye kis Plugins ka estemaal karte hai
Quick Adsense WordPress plugin
Bhai bahut achi jaankari di h..mera swaal hai ke mera wordpress me blog hai..post create krne ke liye me tag me jo b word use krta hu woh tags me save ho jata hai.jab me tags folder me chek rkta hu toh sab tags Non SEO freindly show hote hai..sab per black dark sign hota hai..me SEO by youst plugin use kr eaha hu..muje tags ki costmise karne ka tarika batye please..thank u
ham tags ka discription bhi add kar sakte hai.. par uski koi jarurat nahi hai.. uski tension mat lijiye..
Thanks bhai..iske ilava ek tag ko kistni baar posts creating krte waqt use kiya ja skata. Suppose me whtsapp se related post kru toh ek hi tag ki jrurt pdegi.. agar woh tag whtsapp se releted kisi dusri post me bhi use kia ho toh..Yoast SEO plugin kisi dusre tag ko use krne ki advise deta hai.. iska muje kuch solution batye please
aap ek tag ko kitni bhi bar use kar sakte hai.. or tag ka kaam hi ye hota hai ki wo us post me hai.. ab agar whatsapp se sambandit bhut sari post hai to sabko whatsapp tag kare.. to jab koi whatsapp tag open karega to usko sorf whatsapp kipost dikhegi..
Thanks bhai..keyword find krne ke liye konsa website sahi h free wala ya paid ..ap konsa use kr rahe ho..
Thank You Rohit Bro. Meri Guest Post Ko Published Karne Ke liye
Thanks Poist karne ke liye :)
bhai plz meri post …..
aap adfly ke bare revenue hits ke bare me or baki chijo ke bare me bhi to likhte h na to meri site par bhi likh do jabki meri site se log apni traffic bhi badha sakte h
Agar muje sahi laga to jarur likhuga..
Bhai mene aapko post send kar di h aap jaldi hi rply karen ki post kaisi h shootmysite se aai hogi aapke pass plz
Me check karke aapko reply karuga.. THanks