Mobile Se Paise Kaise Kamaye – ₹10,000 Kamaye True Balance App se

Hello Friends Aaj me aapko ek bhut hi interesting Android App ke ware me batane wala hu, Agar aapke Pass Android Mobile hai to usme Aap Net bhi use karte hoge or Call bhi jarur karte hoge or kya aapko Pata hai Mobile se Paise Kaise Kamaye jate hai.

Agar me kahu ki aap jo bhi Call ya Net par data kharch karte hai uske paise Mobile se hi kama sakte hai. Aap True Balance App ki madad se Free Recharge kar sakte hai or badi aasanni se Mobile me Apna Balance check bhi kar sakte hai bina USSD Code Dial kare.

Advertisements

Mobile Se Paise Kaise Kamaye - ₹10,000 Kamaye True Balance App se

Page Contents

True Balance Kya Hai

Ye ek Android App hai, jisme Aap Apne Mobile ka balance ek click me check kar sakte hai bina USSD Code ke, Apne Mobile ko recharge kar sakte hai, Mobile Balance ke liye paise kama sakte hai App me or Aapne apne Mobile me kitna Balance kharch kiya wo bhi track kar sakte hai.. iske sath sath or bhut bhut se future hai jinke ware me ham abhi jaanne wale hai.

Mene abhi tak TrueBalance App se ₹45,000+ kamaye hai, aap bhi kama sakte hai :)

True Balance App Install kaise kare

App ko simple aapko Playstore se download karna hai, par agar aap 20₹ bonus chate hai to nuche di hui link se download kare. Kaise kya karna hai uske liye Steps ko Follow kare:

Step 1: Sabse Phele aapko Button par click karke App install karna hai. (Button par click karne ke baad Playstore khulega, waha se download kare)

[button color=”” size=”” type=”square” target=”blank” link=”http://hindimehelp.com/TrueBalanceApp”]Download True Balance[/button]

Note: Button work nahi kar rahi to is link se download kare www.HMH.pe/TrueBalanceApp

Step 2: Open kare App ko or Permission allow kare.

Step 3: Ab aapko enable karne ko kaha jayega True Balance ke option. Enable kare

Step 4: Apna Mobile Number Dale or usko OTP se Verify kare.

Note: Agar Refer Code maga jaye Login karte time to 2TFZMRPY jarur dale warna aapko ₹10 commission nahi milega..

Step 5: Ye lijiye aapka App Install ho chuka hai puri trha se or aapko 10₹ Balance bhi mil gaya hoga App me.

Note: Aapko 10₹ Free recharge milega or ₹10 Emergency Recharge ke liye, jisko loan khete hai wo bhi milega.

True Balance App Me Balance Check kaise karte hai

Jab aap App ko install karke Apna Number verify kar lege to uske baad aapke samne ek Aapki SIM ki information aayegi. Agar aapka Dual SIM Mobile hai to 2 Sim ki information aayegi.. Simple aapko uska Balance check karne ke liye aapko usko nuche slid karna hai. Aapne kab or kitna balance kharch kiya wo bhi dekh sakte hai.

doul SIM ka balance check karne ka tarika hindi me

True Balance Se Paise Kaise Kamaye

Ye sabse Interesting Part hai iss App ka.. Aap True Balance App se Recharge or data to check kar hi sakte ho sath sath aap isse recharge bhi kar sakte hai or paise kama kar Free Recharge bhi kar sakte hai. True Balance App se paise kamane ke 2 tarike hai.

  1. App Refer karke Paise kamaye (invite karke)
  2. Referral ko Ask karke paise kamaye
  3. Lucky Coin se paise kamaye
  4. Offer ke App install karke Paise kamaye
  5. CashBack se paise kamaye

Chaliye sabhi tariko ke ware me jaan lete hai..

#1: True Balance App Refer karke Paise Kamaye

True Balance ko aap apne Dosto or ristedaro ko download karwa kar paise kama sakte hai, Refer karke kaise paise kamaye chaliye dekhte hai.

Step 1: App Open karke Earn par click kare

stutas earn recharge kare true balance app me

Step 2: Ab aap Invite Friends me phuch jayege..

earn point in true balance, kaise kya karna hai uski puri jankari hindi me

Ab aapko karna ye hai aapko ek link milegi wo aapko logo ko send karni hai.. or jab wo uspar click karke App Download karege to aapko 10₹ milege or jo download karega aapki link se unko bhi 10₹ milege. Matlab ₹10 aapko milega or ₹10 jisne download kiya usko.

Aap Whatsaap, Facebook, Twitter, Google+ jitne bhi app hai unpar share kar sakte hai, ya fir niche ek link di hogi usko bhi send kar sakte hai logo ko.

Note: Aap Real Balance App ko 1000 logo ko download karwa sakte hai.. Matlab agar ek download par ₹10 mil rahe hai to 1000x₹10=₹10000 kama sakte hai aap ek number par.

Mene 1000 se jada ko refer kiya or uske baad mene True Balance ko email kiya ki muje 1000 se jada logo ko refer karna hai to unhone muje email me reply kiya ki me 1000 se jada ko refer kar sakta hu.. to aapko ye tension lene ki jarurat nahi hai ki aap sirf 1000 kama payege.. :)

Ye Bhi Padhe: Mobile Se Free Calling Kaise Kare kisi bhi Number Par

#2: Referral ko Ask Notification send karke or paise kamaye

Ye True Balance ka New update hai, jisme aap jisko refer karege unse sirf ek war ₹10 nahi, baad me bhi or kama sakte hai.

iske liye aapko Earn ke section me jane ke baad Invites me jana hai, waha aapne jitno ko bhi refer kiya hoga unki list aayegi, jisme aapko Ask ka option dikhege, jispar click karke aap unko notification send kar sakte hai. or agar wo uss task ko complete karte hai to usse bhi aapki earning hogi.

Screenshot_2017-08-04-16-53-15-240_com.balancehero.truebalance

#3: Lucky Coin se paise kamaye

Truebalance me earning ka ek option hai Lucky Coin, jisme aapko coin par click karke paise kama sakte hai. isme normaly to 0.2₹ milte hai par kabhi kabhi 50₹ tak bhi mil jate hai.. to aap isko try karke bhi paise kama sakte hai.

truebalance me lucky coin se paise kamaye

#4: Offer ke App Install karke paise kamaye True Balance App me

Aapne App Download karke paise kamane wale Apps ke ware me to suna hi hoga, kaise App Download karke Paise kamate hai. Mene App Download karke Paise kamane wale 6 Top Apps ke ware me bataya hai.

True Balance App me App Download karke Paise kamane ka tarika

Step 1: Sabse phele App ko open karke Earn par click kare.

stutas earn recharge kare true balance app me

Step 2: Ab Aap Offers par jaye, fir jo Offer hai unme se kisi me jaye..

real money me jada point earn karne ke liye offers me jaye of app install kare

Step 3: Ab aapko App dikhege or unko download karne par kitne paise milege wo bhi. App install karke aap Points kama sakte hai Free Recharge ke lliye.

jada paise kamane ke liye or offer me jo app hai unko bhi install kare

#5: CashBack se Turebalance me paise kamaye

Agar aap Kisi number ko Turebalance se recharge karte hai to aapko offer me cashback bhi mil sakta hai, iss trha aap cashback se bhi paise kama sakte hai.

True Balance App se Recharge kaise karte hai

Mobile par Recharge karna bhut aasan hai iss app me, Aap recharge karne ke liye aapne jo points kamaye hai unse free recharge kar sakte hai ya fir Debit Card se bhi payment kar sakte hai.

Ye Bhi Padhe: Online Recharge kaise karte hai uski Puri Jankari

True Balance App me Recharge karne ki Process

Step 1: Recharge par click karke fir aapko konsa recharge karna hai wo plan select kare.

stutas earn recharge kare true balance app me

Step 2: Ab aapke pas 2 option aayege.. Agar aapke Real Balance ke account me paise hai to aap Wallet Points se free me recharge kar sakte hai, ya fir aap other payment method select karke Debit card se bhi payment kar sakte hai.

option select kare free ya card se

Iss trha aapka Recharge bhi ho jayega..

Features True Balance App ke jo aapko pata hona chaiye

  1. PlayPull – isme aap jab balance check karege to aapko bouns points milege. or jankari yaha hai.
  2. Notification aata hai Main balance, Data pack, Call pack and Rate cutter khatam hone par.
  3. Sabhi trha ke Recharge badi aasani se kar sakte hai.
  4. Single or Dual SIM Support karta hai App
  5. Aasani se ek click me bina number dail kare balance check kar sakte hai.
  6. Mobile Root ki koi jarurat nahi.
  7. Automatic Call karne par balance calculate bhi karta hai.

Agar aapka koi sabal hai to aap ko uska jabab Truebalance FAQ’s me dekh sakte hai.

Pro Tip:

Agar aap TrueBalance se ache khase paise kama lete hai to aap unko paise me convert karne ke liye kisi bhi Balance dalne wali shop se contact kare, jisse wo balance daal kar aapko paise de sake, iss trha bhut log mahine ke 30-40 hajar kama rahe hai.

To Dosto aapko ye TrueBalance App ki Jankari kesi lagi or aapko ye App kesa laga Comment me bataye, or Jada se jada logo ko share karke Paise kamaye taki aapka Mobile ka jo kharch hai wo to Mobile se hi nikal jaye.

Ye Bhi Padhe:

Share on:

Hello Friends, I'am Rohit Mewada .. HMH ka Admin. Muje Logo ki Help Karna Acha Lagta hai or Is website Par Me Logo ki Hindi Me Help karta hu :)  Read More...


Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

98 thoughts on “Mobile Se Paise Kaise Kamaye – ₹10,000 Kamaye True Balance App se”

  1. True balance app bahut achhi app hai, agar hum chahe to Rs 10,000+ per month Kama sakte hai. Apki article me sab Kuch details me jankari mil jati hai, thanks for sharing this information…

    Reply
  2. Rohit bhai me youtube downloader app pr post likhna chahta hoon kya yh google ki njro me legal he kyonki syd utube vdo dwnld krna illegal he . Vo aur konse topic he jis pr blogger ko post nhi likhni chahiye ap ek post bana de to badhiya ho jayega

    Reply
  3. Bahut accha tips hai aur mai to samajhta hu ki agar hum whatsaap ka use kare to hum bahut accha paise kama sakte hai. Aap ka kya kehna hai Rohit.

    Rohit ek personal baat share karunga ki aaj kal ke bloggers ek dusre se itna jalte hai ki kya batau. Rohit mera to manna hai ki agar koi blogger successful banna chahta hai to humko unki help karni hogi jo aap acche se karte hai. Unko ye dar lagta hai ki ye blogger bahut accha hai jo ki mujhse age nikal jayega par ye to humare liye accha hai agar wo paise kama rahe hai to aapko jalna nahi hai balki kyunki wo aapse ya phir aapke paise thodina cheen rahe hai wo to company usse pay karti hai.

    Rohit agar hum dusre ko successful hone me help karnege to yakeen maniye bhagwan aapko bahut jyada success dega aur me to ye believe karta hu jalne me kuch bhi nahi rakhha he duniya me. Hume ek dusre ko support karna hi hoga.

    Reply
    • Bilkul sahi kaha aapne or me aapki puri baat se shemat hu.. Agar sab log iss baat ko samje to ek dusre se competition ke bajaye sath milke chalege to bhut aate badege sab..

      Thanks for your valuable thoughts..

      Reply
      • Rohit Maine to kuch aise bloggers dekha hai jo ki comments tak approve nahi karte agar unko feel hota hai ki ye blogger mujhse behtar hai are hai to accha hai na kya aap uske change kar doge kya?

        Agar aap comment nahi approve karenge ko bahut se dusre blog hai jaha par wo comments kar sakte hai. Par us blogger pe aapke prati lifetime tak cheed ki bhawna rahegi jo ki bahut hi galat hai.

        Jisko successful blogger banna hai to wo banke hi rahega aap kuch bhi nahi kar sakte to phir ye jalan aur cheed kyun rakhe.Aapka kya kehna hai Rohit ?

        Reply
  4. i am play clash of clan and my id is i have but this is not connected from my google account and i uninstalled my game so I want restart my game from there where I live him how can I is posasble please help and informe me soon

    Reply
  5. sir aapne jo ye tricks bataya kya yah apps bihar ke sabhi distric me kaam kyo nhi karta
    me bihar ke madhepura se hu mene sabhi mobile me ye apps try kiya but install ho jata yah app support nahi karta yah only delhi ke liye availble hai

    Reply
  6. Hello sir mera naam Aasif maine is app ko install kiya aur refrall bhi kiya mujhe uske point bhi mile 1 baar recharge bhi kiya 20rupee ka wo tho ho gaya fir maine dubara phir recharge kiya 40 point ka but sir hua nahi processing bata raha hai aur ek offer bhi install kiya but us K points nahi mile sir recharge hoga ki nahi sir koi trick batao sir mera rechage ho sir please sir please…

    Reply
  7. Sir, phle recharge kiya hai lekin jabse mene mobile se sim nikali our fir kuch der ki bad dalli uske bad se recharge ni ho rhai…….likha aarha hai…..plan unavailable….plz help me…..btlao ab me kya karu ki mera recharge ho jaye

    Reply
  8. Good morning sir ji.aap ne sir kuch byaya ni sir.ek bar plan ko samjhto lo sir.bat to kro aap.bat krne se hi bat bnti hai. My whatsapp num.8558923017
    aap ko “champcash” business ke bare me btaya tha. .aap ki full help krunga sir aap ki team sambhalne me. .agar aap ke pas time ki kami hoti hai to.

    Reply
  9. Maine downloads kar liya hai bro but ye kisi aur sim par recharge karne ka option nhi dera hai aur isme loan ka option dhikha ra hai agar hm wo leke app unsitaal maar de tho wo waps tho nhi le le 10 loan wale

    Reply
  10. Hi HindiMeHelp Users,
    Mene Sabhi Hindi Tech Bloggers Blog Name List Tyar ki Jo log Dekhna Chate Hai vo users mere blog par aa sakte hai.
    Bastav Me Ye App Kam Kar raha Hai Mene Bhi 10 Rupey Ka Recharge Kiya Hai

    Reply
  11. rohit ji mai aapke blog ko bohot mahino se follow karrha hu maine aapki story bhi padhi hai mai aapse bohot motivated hu agar aapke paas thoda samay ho toh krupya mujhe contact kare mera whatsapp number 7898429436 hai . aap ek mahaan insaan hai plzzz apne is fan ki HINDI ME HELP KIJIYE

    Reply
  12. Bro kuch puchna hai… A) blogger pr post editor me br tag ka use krna sahi h ya other Enter wala B) ya kisi other software me likhkr copy paste. problm ye hai ki mere post me savi line ki marzine 1 jaisi nahi h kisi line me 3 word h kisi line me 7 word h to kisi line me 1 word plz detail me bataiye kya Karu savi line ka marzine 1 jaisa rkhne k lie

    Reply
  13. Hi sir Mera Naam Aakash hai main aapki website par pichle 8 month se active raha hu bahut sare visiters ne guest post likhi hai mera bhi mn karta hai ki me bhi ek baar aapki website par kuch upload karu

    main ek month se New PTC website par work kar raha hu jiska naam hai Lootoffers.Net16.net mene es website se payout bhi liya hai 2$ ka mene eske bare me research ki hai lekin Google par aisa koi bhi popular blog nahi hai jis par eski post ho mene google par eske bare me search kiya lekin sirf 1 -2 website par hi eske bare me likha huwa hai

    Isliye me chahta hu ki main bhi es website ke bare me likhu or mene esse payout bhi liya hai to ye legal bhi hai aap es website ke bare me apne hisab se research karke mujhe bata de ki me eski post likh sakta hu ya nahi

    aapka jo bhi answer ho mujhe btaye plz kahi aisa na ho ki pahle aap likhne ke liye haa kahe or likhne ke baad aap publish hi n karen isliye sab kuch jaankr mujhe rply karen guest post ke rules bhi mene pdh liye hai

    Reply
    • Aapne agar 1 mahine me 2$ kamaye hai to wo bhut hi kam hai.. Or agar website new hai isliye uske ware me dusri website par nahi hai.. To aesi bhut si sites hoti hai..jab unko jada payment karna hota hai to bhag jati hai.. To sorry brother uske ware me nahi daak sakta

      Reply
  14. Rohit Sir muje ek problem hai aj 15 day ho Gaye firbhi adsense approved ka mail nahi aya hai ek baar site ko check karke bataiye kya problem ho sakti hai or muje kya change karna hoga jisse adsense account jaldi approved ho jaye

    suvas75.com

    Reply
  15. Rohit ji aapne kafi interesting app bataya aapke hi bataye app( mcent) se maine bhi Kuchh rupe kamaye, but Aap 36,000 badi rakam hai,kitne din me kamaye,that mins Aap kab se use kar rahe hai

    Reply
    • mCent se mene lagbhag 10 mahino me itne kamaye hai.. income ka source refer karna hai.. jo app hote hai unko to mene 2 3 hi install kiya=e hoge.. par download karwa karwa kar kamaye hai.

      Reply