Internet, jis par bhut se ideas hame lim jate hai, ya hame koi bhi jaankari chaiye to ham Internet par uske baare me jaan sakte hai. Internet logo ko free me apni jaankari dusre logo tak phuchane me madad karta hai. In sabke piche jo idea hai bo hai Net Neutrality.
Agar aap abhi jesa Internet aap use karte hai, aage bhi aese hi karte rhna chate ho to Net Neutrality ke baare me pata hona chaiye. abhi abhut logo ko iske baare me nahi pata hai, par ab ye jaanna bhut jaruri hai. Agar nahi pata to koi dikkat nahi me aapko batata hu.
Net Neutrality Kya Hai
Net Neutrality jisko network neutrality, Internet neutrality, or net equality bhi khete hai. ye ek rule hai jisme sari Internet company or Government Internet ki speedbara bar deti hai, Ham Internet par kuch bhi kare uske liye alag se koi charge nahi lagta or sabhi chijo ka barabar internet par use kar sakte hai jese Android Application, koi website, ya kuch bhi. iske baare me or detail me jaanne ke liye is site par jao netneutrality.in
Agar Net Neutrality khatam hoti hai to kya hoga
Agar Net Neutrality khatam hoti hai to jo Internet ki company (telecom Company) hai usko puri tharh se parmision mil jayegi ki bo kis site par kitna charge lagaye or kis ko kitni net ki speed de.
Agar aapko alag alag website istmaal karni hai to aapko un sab sites ke liye alag se paisa dena padega.
Aap jin sites ke liye plan loge agar unke liye achi speed chaiye to uske liye alag se charge dena padega. iske alawa jo telecom companya hai bo aapke net surfing par control bhi kar sakegi.
Simple sabdo me kahu to agar Net neutrality agar khatan ho gai to Telecom Company ke muh rakchas ki trha khul jayege or ek Aam Insaan ke liye Net ko use karna bhut muskil ho jayega.
Aap is Jaankari ko Facebook, Twitter, Google+, Whatsaap Par apne saare dosto ko send kare or Net Neutrality ke baare me bataye. Jitna Jada ho sake utna kare….
Thank You aapke support ke liye,
Aapke kya vichaar hai Net Neutrality ke baare me comment karke muje bataye.
hello sir
maine ek blog shuru kiaya hai 3 mahine ho gaye lekin traffic bahut hi kam hai koi upay bataye
thnak you
Aap jis jankari ki jada jarurat hai logo ko or jo phele se nahi hai wo share kare.
Hello sir
sir mere email id se email open nai ho rha hai
mai kya kru ki vo open ho jaye. pleas tell me sir
Hello… sir
sir mere email id me jo bhi email aa rha hai vo
khul (open) nai rha hai. mai useko kaise thik karu
kaise kya kru ki email open ho jay pleas tell me sir
hii sir m ye puchna chahta hu ki apko ad ke chodke ase hi blog visitor me rupya kitna milta hai
sir aap mujhe bata sakte hain ki blog par aise category kaise add karte hai
Uske liye labels ko use karna padta hai.. Uske bare me mene post dali hai
Jankari ke liye koe charge to nhi lgta ya subscribe krne pr
Sir ap email pr bhejege to acha hai
Apn Email pr gana vedio photo kaise load kre twitter me suru se ant tk batao kaise kya hota hai
hello sir I m Vk
me apki site kafi samay se read kar raha hu. and mene bahut kuch seekha he.
and thank you
mujhe age jarurat hogi to me apse jarur puchunga ….Vk vishwas
Thank you VK
sir plz meri baat ka jawab do sir me header me jo mene catogiers banayi he unme me link dalna chahta hu wo abi kaam nhi kar rhi plz sir batayie
Mene labels ki post me bataya hai. Or abhi me bhar hu or mere pass mera laptop nahi hai to me abhi aap ki detail me help nahi kar sakta. Aap 28 April tak ruko ya fir net par search karo aapko bhut se article mil jayega net par
Sir mene jo template use kiya h usme pihle se hi comment ka option h par sir me jab comment box par click karta hu to
Koi response nhi hota mughe lagta h ki usme link nhi h.or me jab layout me jakar popular posts add karta hu to wo achi tarah se kaam karta h par wo dikhne me bilkul simple h sir me ye chahta hu ki us template me jo comment box h. Wo kaam karne lage plz iska bataiye sir….
aap koi badiya template select karke upload kare apne blog me sabhi problem solve ho jayegi
Sir aap meri kafi help kar rhe ho uske liye bahut bahut bahut dhanyabad…
Sir aap mughe mere blog ko site me convert karne ke liye kuch bataiye..
Kyo ki me isme nya hu agar kahi galat site se hosting le li to paresani ho jayegi
Or haa sir jo category banane ke liye or usme links kese dale. Jo post aap kal dalne wale ho uska me intzaar kar rha hu…
Labels kaise Use kare blogger me
http://hindimehelp.com/blogger-labelscategory/
sir jo mene template apply kiya he usme 1 prblm he sir jme jab me comment box jodta hu layout me jakar to comment to blog par add ho jata hai par dikkat ye ati he ki jab me apne blog par comment ko dekhata hu to usme side me hi stteing ka mark he yani ke me apne blog se us stting me clik karke apne bloger dashboard me pahuch jata hu or uha se
me us comment box ko remove b kara skta hu yani ki muhe jo comment me right side footer side us stting ko nhi ana chahiye tha.
agar muhe hatana he to dashboard me jakar hata saku direct apne blog se nhi jana chahiye tha,
yani ki wo setting dikhayi nhi deni chahiye thi usme mera blog acha nhi lag rha he me layout me navhar ka option he usko mene off b kar diya par wo seeting aa rhi he us navhar box ko apne layout se b hatana he mene or b template down kiye he unme ye nabvar ko me remove b kara skta tha,
or ha sir mene navbhar ko edit html me jakar jump widget me usko nabvar to false b kar diya he phir b nhi hata plz sir answer jarur dena kyo ki mujhe ye template pasand aa gya he ab me isko hata nhi skta isliye app isme meri help jarur kare…..
Sabse phele to me aapko bata du ki ko comment ko edit karne ka jo option aata hai bo sirf jab aayega jab aap apne blogger account me login rahoge or usko hatane ki koi jarurat nahi hai mere hisaab se q ki agar kisi comment ko aap agar post se hatana chahoge kabhi to deshbord me jaakar comment ko search karne me thodi dikkat hogi. logout karke apne blog ko kholo fir dekho aapke visitor ko kaisa lagega aapka blog
Aap ke blog ko mene visit karke dekha usme koi navbar nahi hai. Aap kis navbar ki baat kar rahe ho