Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

807 thoughts on “Paypal Account Kaise Banaye in Hindi 2025”

  1. aur agar hm paypal ko apne bank account se jod de to hme pan card ki jrorat to nahi pdegi ja hme apna khata online kqrna padega

    Reply
  2. sir maine youtube channel banaia hai uski video ko monotize v kar diya magar video par $ green ranng ka nahi aa rha vo black aa rha tha ab us par. ! is trrah ka nishaan rha hai iska kiya matlb hai

    or maine paypal account bna liya hai usme bank account submit nahi ho rha keo ke mera name bank se nahi milta maine paypal account change karne ke liya bahut kush kiya magar change nahi ho rha name change karne ke lie muje kya karna hoga

    or paypal account konsa hota hai adsense me muje form fill nahi karna atta payee name kiya hota hai aur sbi form ki jankaari de de sir
    thankyou

    Reply
    • sabse pheli baat youtube, adsense me paypal ki koi jarurat nahi ahi..

      Payee Name me uska naam likhna hai jiske naam payment leni hai.. aapka.. ek baat ka diyaan rakhe ki spelling check karle jo bank account me ho wo hi hona chaiye nahi to dikkat hogi..

      ! ka nisan hai ki aap is video ko monetize nahi kar sakte.. muje lagta hai aapne video kahi se download karke upload kar diya..

      Reply
    • muje lagta hai sayad rupee card nahi hota add.. aap ek bar tri kare.. ya fir apni bank jaa kar kahi ki meri online $$ me payment aati hai to muje koi aesa card chaiye jo paypal support karta ho.. Ya fir HDFC me apna account khulba kar unse le

      Reply
  3. yhankyou very much for give advice. kuch baate aor jaanna chahta hu. maine sirf html ks cource kiya hua h. mai aor kaon kaon se course karu jisse mai ek achcha web designer ban pau. CSS, MYSQL, JAVA SCRIPT ya kuch aor bhi………….. aor mujhe apni site creative banane ke liye creative templates kaha se milengi. free ho to jyada achcha aor paid ho to jyada nhi jaise 25$ ya 49$

    Reply
    • aapki jo rang hai template lene ki itni me to ache se acha template mil jayega.. Aap Google par search kare Besty template apni catogry ke hisab se.. 2-4 sites par dekhe.. or apni jarurat ke hisab se temple le.. me iske bare me jald ek post likhuga kaise sahi template select kare apne blog ke liye..

      Reply
  4. sir paypal me transection compled likha ata tabhi turant bank me paise aa jate hai muje 2 din ho chuke hai aur transection completed likha aa raha hai fir bhi bank me paise nahi aye hai paypal a/c verify ho gya hai

    Reply
  5. mera allahabad bank ka visa card h jo paypal a/c me link nhi ho raha h. maine paypal customer care se baat ki to bataya gaya ki jab aap apna card link karte ho to kuch amount paypal ke business a/c me jata h jo 7 dino ke andar refund ho jata h. lekin aapka allahab bank paypal ko iski authority nahi deta h isliye card link nhi ho pa raha h. maine poocha ki kya kare to bataya ki aap apne bank branch jakar kahiye ki mere card ko fully activated kar de aor uski setting me changes kare.

    mai bank gaya aor yahi baat kahi to unhe aadhi baat to samajh me hi nhi aayi aor baad me kaha ki aapka card poori tarah activated h.

    ab mai samajh nhi pa raha hu ki mai kya karu
    plz help me

    Reply
    • aap apni bank jaye or unse kahi ki mera onine busness hai or meri payment $$ dollars me aati hai.. to muje uske liya kya activaate karna padega.. sayad uske liye wo aapko koi dusra card de.. Aap bank ke costumer care call karke baat kare

      Reply
  6. Sir paybal a/c to ban gaya hai. mai isme kaise paisa kma skta hu. mera work kya hai. is paybal a/c me. paise kanha se aayenge plzz sir detail se samjhay…..

    Reply
  7. sir mene paypal a/c se bank a/c me 1.96 doller bheje hai aur paypal me transection completed likha aa raha hai per mere bank a/c me 124 rupe nahi aaye hai pleace help me

    Reply
  8. mera naam lovejeet singh hai mene paypal account banaia hai aur wo compelete ho gia magar bank se connect nahi ho rha bank ka sab kuj sahi aa rha hai magar submit nahi ho rha 250 fees dikha rha hai kirpa muje mere email par comment ka answer de do please meea no. 7087599735

    Reply
    • paypal se kuch paise aate hai hamare bank account me account conform karne ke liye hame wo check karke dalna hota hai.. agar ek bar me ham nahi daalte to agli bar 250 charge lagta hai account verify karne me.

      Reply
    • kya hai me nahi samja aap kya puch rahe hai.. aapka jo bhi sabal ho please aap uski post me bhi comment kare or jab bhi commetn kare puri detail ke sath kare aap kis bare mepuch rahe hai.. or ek baat bar bar ek hi comment naa kare.. agar aap aesa karege to aapka comment automatic hi delete ho jayega mene aesi setting kar rakhi hai.. so please jab bhi comment kare puri detail ke sath or ussi ki post me..

      Reply
  9. mene blog banane ki kosis ki magar nahi ban rahi upar tital me nolian likha or nice addres me nolian blog spot.com likha magar nahi ho rahaa

    Reply
  10. Sir paybal a/c form par puri detail bhara hu. agri creat acount par clik kiya hu. accept Q nhi ho rha hai. kya problm hai.

    Reply
  11. Sir paybal a/c me email id nai banana hai ki jo google ki id aur pasword hai vahi dal de. addres me 2 option hai 1,2 done me ek hi jaisa addres dalna hai ki alag 2 plzz help sir

    Reply
  12. yar mere acount me indian currency hy or mujhe 400$ send karne hy usa me . mere paypal acount me indian rupees hy agar waha kese send karo us ko to doller chaye kia mere acount se doller convert hojai gy indian currency for example mere acount me 200000= indian rupees hy mujhe 400$ doller bhaijne hy kia paise doller me kese send hogay

    Reply
  13. Rohit ….mera 2 banks me a/c hai but maine dono ke debit card paypal se link krke dekh liye dono me se koi link nhi ho raha hai…….maine net pe search kiya tha to usme mention tha k Axis, ICICI, and hdfc banks achha work krte hai uske alawa Bank of Baroda bhi hai jo ye facility provide karvata hai to mai apna a/c Bank of broda me open krwane ki soch raha hu…….kya ye theek rhega…??

    Reply
    • Credit Card hame jab milta hai jab haari koi fix imcome ho.. or ham iski madad se EMI se saman kharid sakte hai.. Debit Card se jitne paise hai bas utne nikal sakte hai or se to hame account khulbane par mil jata hai.

      Reply
  14. Hello Rohit sir
    Mai pay pal a/c kholate hai to sRi jankari dena apane ATM card ka sir eshe koi mid use nahi karega plz.help me or mai dusare me a/c paisha bhejTe Thai to ham kitani amdani hovi exmp.jai she ham 10000 rup.laga to hame kitani milega

    Reply
  15. Rohit bhai Adf.ly par to account baan ja rha hai par login nhi ho rha kyu bahut se account bana ke dekh chuka hu aisa kyu ho rha hai

    Reply
  16. भाई में जब paypal एकाउंट से अपना डेबिट कार्ड नंबर जोडूंग तो मेरे एकाउंट से बैलेन्स से नही ना कटेगा???

    Reply
    • jesa mene bataya hai bo hi step aap mobile me bhi dhora sakte hai, sirf moile me ye andar rhata hai ki uski screen choti rhati hai par site to ek hi hai. aap mujse puch rheho uske phele ek par tri karke to dekhte..

      Reply