Leave a Comment

Please Read HMH Comment Policy before Comment.

807 thoughts on “Paypal Account Kaise Banaye in Hindi 2025”

  1. Hello rohit bhai PayPal pa sign up karne par 2 option aa rahe he ( Individual account ) or ( Business account ) in dono me se kya choose karu please batao mujhe.

    Reply
  2. sir paypal ka koi account number to hota hoga?
    matlab paypal me paise kayse dalte hai
    mai ek onlain websaid se eyarning karta
    hu jisme payment sistam paypal or payza or usme number maga hai to usme mai kya dalu

    sir ek or q. mera pan card ho or mai apne bhai ka
    bank add karu to koi probla to nahi hogi
    or paypal accout banate hai to debit ya credit jaruri hai ya paise prapt karne ke liye bank account numder or ifsc code se kam chal jayega please sir help me

    Reply
  3. or sir paypal aacount me name pan card ka dalna hai ya bank account ka pan card or bank account dono me nam alag alag hai kuch samaj nai aa raha hai

    Reply
  4. sir paypal account banane ke liye sign up karne par two typw ke account bata rahe hai pahala hai Individual or dusra Business koun sa select karna hai sir

    Reply
  5. hello sir mera name Narendra kumar hai mai ek side se 4700$ ki hai ab mujhe paypal acuunt me lena hai par na to meri bank ditils padi hai paypal par na hi email id vrifyi hai kya karu kya sir aap mujhe is whtsup. no par todi mdad kar sakte ho 8726320720

    Reply
  6. rohit bhai maine ek website se $5+ earn kaye the or wahan apni paypal email daal di
    to payouts detail me 01-08-2016 ko send kiya tha or status me Panding aa raha hai.
    to kya mera paypal me problem hai.
    maine paypal me pnb a/c add kiya tha but PNB ka debit master card add karta add nahi hota.
    mera paypal a/c 80% complete show hota hai.
    kya paypal ko full complete karna hoga.
    kya aisa nahi ho sakta ki paypal a/c delete karke fir se bana sakte hai.
    maine kaafi sawal 1 hi comment me kiye hai plz tell me.

    Reply
  7. Helloo sir mughe Ye puchna h kii hum apna Khud free me blog Kese bna Skte h or usko Kese use kre or Mera YouTube Chenal h Vo monetize hua ya nhii Kese PTA kru

    Reply
  8. pay pal bina pancard debit card account no. dale paymrnt ko le sakte aur shoopig kr skte me details ko baad me bharu to koi problam to nhi hogi.

    Reply
  9. sir mera name ashif h aur last name me kuch nahi mujhe hr jaghe dikat aa rahi h kya paypal ac me bi aa sakti h iska koi salution hu tu btao please mera whatsapp 9784494812

    Reply
  10. Bhai mera last sawal dhyan se padhkar pura jwab dena : aapko internet ke bare mein sab pata hai ! Aap ek safal blogger ho ! Kya ye aapne hamari trha dusre vyakti ki post padhkar sikha hai ya kisi vyakti ki help se ya bina dusre vyakti ki post padhe ! bina kisi vyakti ki help se ! Khud hi sikha hai (Kaise) man lga kar swal pucha hai man lga kar pura jwab dena thank you !

    Reply
  11. Mere laptop mein windous7 hai us par movie maker install nahi ho rha hai jab install karta hu toh 2 hours ke bad try again network error likha aata hai mb bhi kat jati hai install hone par bahut dino se try kar rha hu install nahi ho rha hai please help me

    Reply
  12. (Amarujjala.com,jagran.com, bhanskar.com,tv channal) jaisi site par khabre samachar kha se aati hai unhe kaise pta chalta hai desh mein ye ho rha hai main bhi aise site bna kar us par ads laga kar rupess kmana chahta hu lekin khabre kha se lau

    Reply
  13. Agar koi hamari site ko open karta hai (ads par click nahi karta hai) toh hame kitne views par kitne rupess milenge

    Reply
  14. Sir ji mene ek fb pr page bnaya tha jike like 223 lgbhg te aur mere passs 13k like page tha to me 13k page ko 223 page me mila diya ab me koi bhi post dalta hun to bo 223 like bale page tk jati hai aur insights me-we don’t have data to show you yet
    Likha a raha hai me bhut pareshan hun ab me kya kru

    Reply
  15. Aap ko internet ke bare mein sab pata hai aap ke pass har sawal ka jwab hai aap ko internet ke bare me kaha se pata chala kya aapne koi course kiya hai internet ka ya friend ke dwara in sab ki jankari mili “please tell me”

    Reply
  16. YouTube par ik video hai ‘Qriket’ ka app download karo $1000 a week kamao kya ye sach hai or kya main bhi isse $1000 kama sakta hun please tell me

    Reply
  17. Paypal bank account verify karne ke liye hamare bank account me kuch paise bhejta hai wah kitne dino bad bank account me aate hai

    Reply
  18. Mere bank ka nam IOB ( indian overseas bank ) hai main uska kon si company ka dabit card apne paypale account mein ad kar sakta hun ( master ya visa) ya koi or

    Reply
  19. Mene fb ke big page ko small page me merge kiya to ussme 7 day notification time diya after merging ab koi post dalte hon to small ke logon tk hi jati hai sbko kyu nhi?
    &
    1- fb page me sub name kase lgate hai jo page ke name ke niche ata hai?
    2- 10k ka fb page kase verified hoga?
    3- payoneer account delete kaise krte hai kyu ki muge iski jarurat nahi hai?
    4- apps bnana sekhne ke liye koi hindi website ya youtube chennal hai (english me bhi chalega )

    Reply
  20. Me Fb ek page bnana chata hu jiski Subcategories “retail and consumer merchandise ” ho lekin yeh subcategories me hai hi nhi pr mysmartprice ke fb page pr kase hai agr mysmartprice ne kebal category dali hai to kase kyuki subcategories khali nhi hota hai.

    Reply
  21. sir mujhe m.p ka 5 digit zip code enter karna h paypal me wo kaise karu, mere paas ariya pin code h 6digit ka wo to nahi ho raha h,please help me sir

    Reply
  22. mere pass discover ka RuPay ka dabit card hai jo paypal mein ad nahi ho raha hai main kya karu kya main dusra dabit card le sakta hun yadi ha to konsa

    Reply
  23. Mere pass discover ka RuPay ka dabit card hai veh PayPal mein ad nahi ho rha main kya karu kya main dusra dabit card le sakta hu yadi ha to konsa

    Reply
  24. Mere pass discover ka RuPay ka dabit card hai veh PayPal mein ad nahi ho raha hai main kya karu kya main dusra dabit card le sakta hun yadi ha to konsa

    Reply
  25. Mere pass discover ka RuPay ka dabit card hai veh PayPal mein ad nahi ho raha hai main kya karu kya main dusra dabit card le sakta hun yadi ha to konsa pelese help

    Reply
  26. Mai apna paypal account me jab card link kar raha hu to card accept nahi kr rha hai mera card visa ka hai account sbi ka hai help me sir….

    Reply
  27. sir humara paypal a/c me card nahi accepted ho raha hai humara card visa ka hai sbi a/c kya hai aisha kyo ho raha hai..

    Reply