Hello friends jaisa ki hum sabhi jante hai google me hamari post kaa search me aana kitna jaruri hai, or Google Posts jaldi index nahi karta yeh lagbhag 2-3 days le leta hai, par agar ham koi aesi post dal rahe hai jisko jaldi search me lana ho.. To uska bhi tarika hai.
Google me Post Index lene me lagbhag 2-3 din lagte hai, par agar ham khud apni post ki link ko Google me Submit kare to Post search me Turant aane lagti hai.. To agar aap bhi apne Blog ki Post ko Secendo me lana chate hai to ye jankari aapke liye hai.
Google Me Post ko Jaldi Index kaise kare
Google me Post ko Submit karna koi jada muskil nahi hai, uske liye hamari site Google Search Console me add honi chaiye or Hamari site ka Site Map Google Search Console me submit hona chaiye.. Agar aapne Phele se ye kar rakha hai to ab aapko bas Link Submit karni hai.
Link Google me Submit karne ke liye Steps ko Follow kare
Step 1: Sabse Phele Google Search Console me Login kare.
Step 2: Apni Website par jaye.
Step 3: Search Console ke Dashboard me ja kar. Crawl >> Fatch as Google par jaye.
Step 4: Ab jo page khulega uske Post ka URL Submit karna hai.
Aapki Post ka URL kuch is trha hoga –
http://hindimehelp.com/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
or agar Blogger par Blog hai to kuch is trha –
http://hindimehelp.com/12/2015/html-sitemap-page-blogger-wordpress-ke-liye/
Jesa bhi ho aapko apni website ka Naam hata kar baki ka URL dalna hai Q ki website ka naam phele se add hoga.. Image me dekh sakte hai..
- URL dale post ka jo jaldi index karna hai.
- Fatch ki Button par click kare
Step 5: Ab Post ka URL list me add ho jayega..
Step 6: ab ek Popup aayega..
- Crawl only this URL select kare
- Go ki button par click kare.
Step 7: Boom !! Apka post index ho chuka hai google pe post search karke check karlo
Important Note: Aap 1 month mein sirf 500 posts index kr sakte ho iss method se aur mere hisaab se yeh thik value hai post index karne ke liye.
New Update: Google me URLs Direct Search Result Page se submit kar sakte hai, janiye kaise.
Ye Bhi Pade:
Nice post sir
Bhai bura mut lagana par ek hi post KO ghuma fira ke kitni baar upload karoge
sir mera post google search ingnee me nahi aata hai. kya karu. aur mera blog ka look darect show nahi karta.google me
sir mera post google search ingnee me nahi aata hai. kya karu.
Sir aapke is article se bhut help Hui hain meri aap aise hi informative article share karte rahiye
Sir mera blog blogspot par he
Aur me jab apni post ko index karwata hu to google search consel par fatch ki madad se to Puri process ke baad redirected likha aata he to kya problome he sir
Please tell me sir
aap post ko browser me open karke fir URL copy kare.. q ki ho sakta hai aap bina www ke submit karte ho or aapka blog www ke sath open hota ho.. ya iska ulta ho..
sir mene fatch kiya lekin status redirected aa rha ha kya ?? karna chahiye mujhe
sir status per redirect show ho rha hai kya karna chahiye
sir maine 11 june ko blog banaya domain add kiya aur 16 june ko pahli post publish ki aur ab tak me 3 post publish kar chuka hun aur maine blog ki seo setting bhi ki hai jaise search console, sitemap,meta tags etc sir jab me google me apne blog ka url dalta hun to sabhi pages to result me aate hai but posts bilkul bhi result me nahi aa rahi hai plz help sir (2) sir kya new blog ki post ko search me aane time lagta hai
Good information.
bhai thanks me yaisi hi trick search kar raha tha
fatch karne se kya rank ka effact padega
nahi.. iss tarike se sirf ham facebook ko khud se batate hai ki wo usko index kare.. rank par koi fark nahi padta..
sir redirect problem show ho rhi h kaise solve kare
aapki site abhi to open hi nahi ho rahi hai.. mene check kiya.. aapne domain se sahi se add nahi kiya hai kya.
Mera to google serch concle me abhi tak serch hi ho raha he abhi wo serch consul nahi khul raha
Sabse pehle jaise hi mai aapke diye huve link par clic kiya serch consal to 3 ghante se abhi tak nahi khula sirf uske andar kuch ghoom raha he gol jaisa
Hlo rohit you pc ke software ke bare me jante ho jis se audio per music dia jata hai.
post link add hone ke baad complete nhi balki Redirected likh raha hai to me kya karu???
reply plz
Rohit g index karne ke bad redirect likha ata h hmesa iska kya mtlb h
SIR MOJE UPKA HELP CAIYE UPKE HELP BENA MEY KOC KOR NAHI SAKTE
Sr meara alexa account seceful
Likhke aata he par alexa renk nahi Dikhta
Mera blog ko 65 din ho gaya he or
Nene 33 post likhe he or mera cool
vigitor 7500 he to sar alexa renk
Dikhna sahiye aaya nahi please bataye or sar alexa renk account banaya tab mene templates me alexa ka cod nahi dala tha
Comment:Hello Bhai I am Naveed From Pakistan, Bhai Mein Ap Ki site ko Buhat Pasand karta hon, Very Nice work, Ap sb ki madad karte ho kya mere bhi madad karo ge please?
Sar apaka what app numbar dalo
Address. kese dale
is post ki bajah se me aaj blogging kar raha hu… tnx Rohit bhai and tnx Ankit Jha
Hello Rohit Sir
Main apna pahla comment aapki website (Hindi Me Help) par karne ja raha hu
Aapki website ke baare me
maine bahut se hindi website par post padha hai
kaafi website read kiya h
par aapki website ki tarah koi bhi website nahi hai
aapki website ka naam se lekar badhiya design aur badhiya post articles hote hain jo aasani se samajh aa jaate hain
Yaha tak ki aapse bhi jo achchhe blogger hinge unki bhi itni badhiya website design nahi hai !
Sir usme likha hua aa raha hai ki ” redirected ” jaha aapke photo mei likha hua aa raha hai “completed”
Rohit ji kya hum har post KO search console me submit kar sakte hai
Rohit bhai
Hello
Mujhe apni post ka intro apne home page par dena ho jaise apki website par hain to uske liye koi widget hai. meri post puri ki puri dikahai deti hai home page par
help me
many bhai site link submit ki but redairect aa raha hai
aap khana kya cha rahe ho me samja nahi.. kya redirect ho raha hai.
sir mai adsence se aapni blog connect ki ek baar mere site par add show hua uske baad se abhi tk add show nhi kar raha hai mai kya karu. please help me
Ads disply hone me time lagta hai.. jo plehe huee the wo aese ho ho gaye hoge.. baki aapki site jab approve hogi to aapko email aa jayega or ads dikhne lagege..
Rohitji Mere blog me total 670 url hai lekin google 635 ko he index kar raha hai… to me kaise pata lagavu ke konse 35 url google me index nahi ho rahe hai…….
hai rohit na to meri site ka naam dalne par wo google me aa rhi hai aur na hi wo kisi keyword se search ho rhi hsi bhai plz help karo
bhai maine google adsense accunt ko bnaye 5 din hogya hai aur abhi tak approve ka message nhi aaya hai mai kya karu aur jub mai alexa rank ka widget lgta hun to usme no data likh ke aa rha hai mai kya karu please help me
agar aapki website new hai to alexa me data aane me time lagta hai.. or adsense bhi new website par to muskil hai approve ho.. baki agar aapki site badiya se design hogi or uspar badiya contant dale hoge to approve ho sakti hai.. par kitna time lagega uske bare me koi kuch nahi bata sakta..
SIR WWW. NETZONEBAIKHORA .COM IS SIDE ME RANK KOR NAHI PA RAHA HO
uske liye aap site ke owner se contant kare
SIR WO BOHOT JADA POICA LETA HII
Rohit bhai….blogger template mobile m kese editd kre…bhai koi solution btao mepe pc ni h ..plzz bro help…nd bhai mere liye ek author box bna do…jo me layout m add kr sku direct plzzz
aapko code Edit, Copy, Search, Paste, replace karne ki jarurat padti hai.. jo agar aap computer me kare to jada acha rahega.. q ki ham save karke usko fir check bhi kar sakte hai achi se ki add huaa hai ki nahi.. aap Net Cafe ja kar kar lijiye..
Extremely sorry bro due to google ads i just don’t pay attention on those last two sentences. If you can than please forgive me it was a reading mistake and one last request bro can you please remove cool4utricks.in and put www. talktimetricks .net instead of it because i stop posting on cool4utrick due to some conditions. Thank you very much and sorry once again bro
bro why you cheat me i just give you this post as a guest posting and i ask you for give a backlink but you did not give me backlink nor a single money now I can’t trust you bro you just break my hope
Hello Ankit ji.. Ye aap kya kha rahe ho.. aapne post ko sahi se nahi dekha kya.. mene aapke saam ke sath aapki site ki link bhi di hai.. rahi baat cheat karne ki to ek link dene se mera koi nuksan nahi hoga.. kitni hi link me aese hi de deta hu agar muje sahi lagti hai or jisse kisi ki help ho sakti ho to.. Aap Post ki last ki 2 line dekhe ..
Aapne jo muje post send ki thi wo kis condition me thi wo aapko pata hi hoga.. or me 300 words se kam ki post allow nahi karta ye bhi aapko pata hi hoga.. fir bhi mene ye post publish ki apne se usko likh kar or aapke sath koi cheating bhi nahi ki fir bhi aap aesa kha rahe ho..
Aage se kisi se kuch bhi khane se phele ek baar check karle jo aap kha rahe ho wo sahi to hai.. aese me sayad aapko koi fark naa pade par muje bhut fark padta hai.. or rahi baat jab ki mene aesa kuch karne ka socha bhi nahi ho..
Thanks
sir ji your website is best in world sir ap or tarki karty rho yhi dua ha bagvan se
Sir
mena aj apne blog bnai pr ab kya kru samj nhi a rha mera pass leptop nhi ha sirf Android phone ha sir ho saky to plzz help kroo
Mobile me bhut se kaam hai jo nahi ho sakte.. or mobile me time bhi lagta hai.. baki website to dono me same hi hoti hai.
post ke link me mujhe last me .html dikh raha hai lekin aapke diye gaye link se alag
Blogger me dikhta hai
Sir jaise aapko site per download wala button hai vo kaise banta hai thoda detail me btaye
Hello sir
i am Md Gulbhar Malik,
Sir mein ek website banana jahata hu please meri help kijiye koi bhi website kaise banti hai,
Please tell me
Thanks alot
Akshay yaar aapne bahut hi jada achhi jankari di hai,, thanks sir…. hindi blog is best
aapki income report kaha hai
Akshay ji, main apni income report share nahi kar sakta par itni hai ki jo chahu le sakta hu apni jarurat ki chij..
Rohit bhai, good information. Maine bhi try kiya aur success. Thanks.
Mujhe khushi hui ki is post se aapko madad mili. Maine hindimehelp.com hi isliye bnayi hai taki main logo ki help kar sakun. Well aisi hi aur posts ke liye regularly visit karte rahe.
Sir me is http://www.w3schools.com website ke codes apne blogger ko design editing programming ke lye use karu to koi copyright issue to nhi hoga aur ham kisi bhi html aur CSS code ko istimal kare to koi copyright to nhi ata kahi se bhi
Harshit ji aap un codes ko apne blog me use kar sakte hai par agar ham kahi se kuch copy karke usko sale ya aesa kuch kare to jarur clam ho sakta hai.. jiska copywrite hai usko koi nuksan nahi hona chaiye bas..
bro ye to smgh gaya par fetch or render ye samne wala option kis liye hota he plz bro reply me
Bahot acchi post Rohit bhai. Kuch din pehle hi maine yeh sawal pucha tha aapko.Thank you.
Your most welcome, aisi hi aur bhi posts ke liye regularly visit karte rahe
Sir me to email dalkar blog ko open Karta Hu
aap blogger me apne blog ke dashboard me jaaye aur vhan par ‘View Blog’ par click kare fir jo page khule uska link copy kar len vahi aapke blog ka link hai
Rohit bhai mera blog search me q ni aa rha h…maine search console pr submit kr chuka hu …or post ka link b by fr v search me ni aa rha h….nd bhai mujhe apka site ka template bahut achha lga kya aap mere liye v apne jesa template bna skt ho
Yash ji agar aap apne blog par quality content daalte hai aur apni posts me targeted keywords ko bhi add karte hai to aapki post search me jarur aayegi aur sath hi apne blog ke backlinks bdhane par bhi dhyan de
Thanx 4 this inf. Sir
Sir me apne blog ka ..link kese pta karu…or ise google search me dalu to a jye …ye kese hoga..
ye kesa sabal hai.. aapka blog hai or aapko apne blog ka link bhi nahi pata.. jo aap browser me daal kar blog ko open karte ho wo hoti hai link.. Post ki link add karni hai Search Console me jese post me bataya hai.