Agar aap Blogging me naye hai or abhi aapne new website ya blog banaya hai to aapne ye sabd to jarur suna hoga “SEO“. to ho sakta hai aapke mind me ye sabal ho ki ye SEO kya hota hai or SEO Kaise karte hai website ko search me lane ke liye.
To aap bilkul sahi post par aaye hai, isme me aapko batane wala hu, SEO kya hai, kaise SEO karte hai or kitne type ke SEO hote hai jo hamari site ko search engine (google) me lane me madad karte hai.
Agar aapne abhi abhi blogging start ki hai or aap iss baat se paresan hai ki aapki site search karne par top par q nahi aati, to iska sidha sa matlab hai aapko SEO kya hai or wo kitna jaruri hai ye aapko pata nahi hai.
Iss Post me ham bilkul basic se start karege, taki jo abhi bilkul new hai wo bhi samaj sake, or SEO ke jitne bhi Topic hai unke ware me HMH.pe phele hi share kar chuke hai unki link bhi aapko post me mil jayegi.
Page Contents
SEO Kya Hai ?
Seo Kya hai: SEO ka meaning Hota hai (Search Engine Optimize).
Simple sabdo me kahe to, Search Engine Optimize ka matlab hai hamari site ko iss trha se teyar karna ki usme kya hai wo search engine (Google, Yahoo, Bing) achi se samaj sake or search me dikhaye.
Ye to aap jante hi hoge ki ham kuch bhi google me search karte hai to google hame kisi site ki link de deta hai, SEO me ham Google ko hi batate hai ki hamari site me ye hai. tkai jab koi search kare to google hamari site ko search result me dikhaye.
SEO Kitne Prakar ke hote hai ?
SEO ka matlab to aap samaj gaye, ki site ko search engine achi se samaj sake uss trha se teyar karna.. par isme bhi bhut si chije aati hai.. par agar ham isko main 2 part me dekhte hai:
#1 On Page SEO
On Page SEO kya hai, wo aapko thoda to uske naam se hi samaj aa gaya hoga.. On Page SEO ka matlab hai wo SEO jo hame hamari site ke page par hi karna hai jisse search engine usko samaj sake ki uske kya hai or usko search me dikhaye.
On Page SEO kaise karte hai uske ware me detail me har ek point ko bataya huaa hai, aap usko jarur read kare.. q ki agar aapko ON Page SEO kya hai samaj aa gaya or usko kaise karte hai to aapka 60% kaam to bina mhenat ke ho jayega.
On Page SEO me kya hota hai:
- Title
- Meta description
- permalink
- Keyword
- Internal Link
- Content length
- Image optimize
- Site loading speed
Ye sab On Page SEO me aate hai, inka kya matlab hai or kaise inka use hai wo sab aapko SEO Page SEO ki post me mil jayega.
#2 Off Page SEO
Off Page SEO kya hai wo bhi aap naam se samaj gaye goge, matlab wo SEO jo Page se hatkar karna hai.. Matlab site par jo bhi dalna tha, jo bhi setting karni thi wo sab ON Page SEO me kardi..
khene ka matlab wo sab kuch jisse site search me me aaye or jo site se bhar ho wo Off Page SEO hota hai.
Off Page SEO kya hai or wo kaise karte hai uski detail Post bhi aapko HMH.pe mil jayegi, aap On Page SEO ko sikhne ke baad Off Page SEO ko bhi achi se samje.
Off Page SEO me kya kya hota hai:
- Backlink (High Quality Backlink)
- Social Signal
- Guest Post
- Link Exchange
- Paid Promotion
- Directory submission
- Pinging
- Forum
- Submit site map to Google
Ye sab Off Page SEO me aate hai, or inke aalawa bhi jo page se hatke karte hai site ko search me lane ke liye wo sab bhi Off Page SEO me aata hai.
At Last:
Agar aap abhi New hai or aapko SEO ki jada jankari nahi hai, to aap iss post ko read karke itna to samaj gaye hoge, SEO ka matlab hota hai Search Engine Optimization, jisme ham wo sab kuch karte hai jisse search engine hamari site ko achi se samaj sake or search me dikhaye.
Upar Post me mene bhut se useful article ki link add ki hai, aap un sabhi ko read kare, to aapko SEO ki achi jankari ho jayegi.. kaha se start karna hai wo thoda or me aapko bata deta hu.
Sabse phele On Page SEO kya hai or On Page SEO kaise karte hai usko achi se samje or apne Blog/Website me uss chij ko apply kare. On Page SEO ki har ek point ko achi se samajne ki kosis kare..
Agar aapko On Page SEO samaj aa gaya to aapko adhe se jada kaam to bina kare hi ho jayega, agar isme kahi koi sabal ho to aap comment karke puch sakte hai.
Jab On Page SEO ko achi se samaj le, or uske har ek point ko apni site me implement karna sikh le, uske baad Off Page SEO kya hai wo sikhe.. Off Page SEO me bhut si chije aati hai, par usme sabse main Backlink ko mana jata hai..
Last me sirf itna khena chahuga, agar aapne SEO kya hai or usko kaise karte hai ye achi se samaj liye to fir aapko kabhi iss baat ke liye sochna nahi padega ki site search me q nahi aa rahi ;)
Mere hisab se agar aapko aaj SEO ke ware me bilkul bhi jankari nahi hai, or agar aap SEO sikhna chahe hai to jada se jada 15 din me aap SEO ke ware me sab kuch saikh sakte hai. :)
Ye bhi read kare:
- Google Search Results Me Top Par Kaise Laye Blog Post Ko
- SEO Se Blog Post ko Search Engine Ke Top Par Kaise Laye
Agar aapka koi sabal ho to comment karke puch sakte hai or Aapko ye jankari kesi lagi ye batana naa bhule.
Agar aapko bhi Guest Post karna hai to uski Jankari yaha hai.
Very useful post… solved my problem…
thank you so much bhai ji
Thank you sir for this info, may apko YouTube pey follow kartha hu.
thanks for sharing informaton
Very Nice man! and useful information
Thanks, sir your Hindi SEO tips are very useful to me.
Always encouraging and inspiring.
very useful hindi post to define seo I am connected with you for 1 year. Your teaching quality is so attractive thanx!
very nice post sir
Nice Post Sir this post help us
very very nice article sir thanks for sharing with us..
Sir maine poora article pad liya hai bahut achhi info. Hai isme
Very Nice bro and useful information
Very Useful
Good & useful Information
NIC article sir ji
Awesome bro , Nice and useful information
Hi,
sir very nice post
nice post.
Thanks for sharing..
jaldi s kaise rank kre..?
bhut aha article
Such a detailed aticle….I got all info about SEO here…..Thanks for sharing..!!
Very nice
Nyc post 👌
Great article seo always play major role in ranking factor
Wow Nice Post Sir
thanks, sir for the help I have gone through many websites like shoutmeloud and Neil Patel and when going through them I found them very helpful.
same as your blog is very helpful in the same scenario . as the topic cover by you are great and also the information you have given is great it contains almost all the info and covers all the topic which should be there.
I must say even a newbie will understand what is SEO by going through the blog.
Thanks Shubam ji..
hello sir…
a very nice article, keep up the good work.
very nice article sir ji
Very Good contant thanks
nice artical visit my website hreaditdud.blogspot.com
backlink karne k liye sabse badiya bloggs koun koun se hai? jismein jyada visitors athehai
ye to aapko hi research karna hoga..
App k anusaar koun se aise Bloggs hai?
Such a detailed aticle….I got all info about SEO here…..Thanks for sharing..!!
Hello sir
Error establishing a data base connection error aane Ka kya karn h
Sir meri site PR penalty aai thi tb se meri koi b post search me nahi aa rhi h me kya kru plz btaye
Sir meri site par violence aaya tha fir prblm solve ho gai PR jabse meri website PR violence aaya tha tab se meri koi bhi post rank nahi kr rhi h search engine se traffic bhot kam ho gya h me kya kru pls btaye meri ye prblm KB to thik ho sakti h pls sir reply krke mujhe btaye
Can you please provide us list of DO FOLLOW backlinks websites.
Good
Rohit sir ji mai apne website ko google rank me kaise laun mera site pahle search me bahut aata tha lekin ab kuchh mahino se search me nahi aa raha hai
Aap SEO ki post ko read karke usko tikh se samje.. rank me top par lana ek din ka kaam nahi hai.. uske liye aapko SEO tikh se karna hoga.
Rohit bHai bloger K liye agar Koi newspaper theme he ya mil skti he to plz btana jarurat he
aapne seo bade achhe se samjaya iske liye thanks
Bahut achchchi jankari di hai apne.
sir kya wordpress aur blogspot ki audiance me koi fark padta hai
nahi, baki kya andat hai Blogger or wordpress me wo yaha dekh sakte hai.
good information sir
Thanks for sharing this great info! Its really very helpful Good job Rohit Mewada !!!
sir aapne bahut acha article share kiya. ek baat puchni thi main bhi apni har post ka ache se seo karta hu but fir bhi mere post rank nahi karti .please ek bare mere blog par visit kare or article padhe or bataye kya prblem hai.
nice
Nice work if you are interested to make your android apps please send me your apps details on “admin@ravikranjan.com”
Good information sir
Sir aapse bahut kuch seekhne ko mila hai aapki wajah se hi mei blogging ke liye inspire huwa hu
Maza Aaa Gaya Post Ko Padh Ke. My Is Field Me Naya Hu but ab my bhi kar skta hu seo.thanks a lot for sharing
Great..